Brother mere pass swift 2009 petrol car aa usme missing nd mialege ki problm aa thi aaj maine service karayi aa uske plug khrab the bilkul plug new pa te ne nd throttel spray bi krdi chok ko aub milage thik ho je gi
@@rkcarslalsot brother gaddi to ok chal ri aa but mileage ka dekhna abhi vase brother Swift petrol aa local ki milage deti nd long road per kitni deti aa
Meri car ignis 5000 km chali hai uske spark plug khole to 1 spark plug ke thread par engine oil mila tha lekin usko clean karke laga diya ab nahi dikh raha kya problem ho sakti hai please help
Bhai mari gadi mai bhe same problem aa rahi hai or bhai kafi passa laga chuka hu mager gadi ki missing ki problem dur nahi hui hai . Mane bhe quile, spark plugs change krwaya hai throtelbody bhe clean karwaya hai mager problem solve nahi ho Rahi hai AC on krne pr gadi band ho Rahi hai slow mai or second gear mai shift krne pr missing kr rahi hai satisfaction nahi mil Raha bhai. Pasa laga kr bhe gadi thik nahi ho Rahi . Machanic log apna pasa bana letay hai or problem bhe solve nahi krtay bhai. Mari gadi old model wagon r hai . After market lpg kit bhe laga hai usme bhe same problem hai. Please help me bhai
@@rkcarslalsot bhai engine bahar niklva kr block aur dala tha uske bad eesa krne lag gayi gaadi cng squencial kit bilkul new lagvai thi bhai rpm 1500 par rehta hai
meri i20 2009 model hai.. car jaise garam ho jati hai.. cng aur petrol dono mein missing hona start ho jaati hai aur ac chalu kiya toh fir car dam tod deti hai..
Sar aapki gadi ke head ball mein problem ho sakti hai and plug Koyal and plug mein bhi ho sakti hai and throttle body mein bhi ho sakti hai koi sensor ki vajah se bhi Ho jaati hai
Nice 👍 video rehanbhai good 😊
Nice great💯💯💯💯💯💯💯💯💯 nice video
Bohut badhiya bhai ❤❤❤
Shukriya Sameer Bhai
Rehan bhai maruti eeco ke ignition coil ke rubber tube leak hai par coil badhiya current deti hai to sirf rubber tube change kr sakte hai kya
Bilkul sar Agar sirf rubber tuta hai to rubber hi change karo
Sab chij ka ek hi ilaj RK lalsot❤❤
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙏
Brother mere pass swift 2009 petrol car aa usme missing nd mialege ki problm aa thi aaj maine service karayi aa uske plug khrab the bilkul plug new pa te ne nd throttel spray bi krdi chok ko aub milage thik ho je gi
Okay sar ji ab aapka mileage theek hai na gadi proper chal rahi hai na
@@rkcarslalsot brother gaddi to ok chal ri aa but mileage ka dekhna abhi vase brother Swift petrol aa local ki milage deti nd long road per kitni deti aa
Bhaiya aapki gadi mileage Kitna de rahi hai aap pahle vah batao FIR main bataunga mileage kaise badhega
@@rkcarslalsot milege kam de ri kareb 10 ki
To sar ji aapki gadi ka map sensor clean karvao oxygen sensor clean karvao aur throttle body clean karvao aur tapit check karvao mileage badh jaega
Aap kaha se bhai
Mere gadi me bhi problem aara hai
Bhai main Rajasthan se hu aapki gadi mein kya problem a raha hai batao
Bhai ji same problem h ,, kitne paise lge ge
Bhai ghar per hi plug khol ke aur Koyal khol kar unki Safai kar lo kuchh Paisa nahin lagega problem theek ho jayegi
Meri car ignis 5000 km chali hai uske spark plug khole to 1 spark plug ke thread par engine oil mila tha lekin usko clean karke laga diya ab nahi dikh raha kya problem ho sakti hai please help
Bhai koi problem nahin hai kabhi kbar a jata hai PCv wal open condition Mein Rahane ki vajah se
Spark plug kamjor hone par kya problem aati h.
spark plug kharab hone per pickup problem aati hai mising problem aati hai mileage problem aati hai starting problem aati hai
भाई गंगापुर सिटी में तो हमारी बुआ जी रहती है,
मैं वहां आता जाता रहता हूँ,
और अब आपके पास भी आऊंगा ♥️
भाई गंगापुर सिटी ही मेरा असली गांव है
@@rkcarslalsot अच्छा 🤠
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍❤️
Bhai hamari gaadi me petrol pe missing hai cng pe missing nahi hai or macanic ne hed ka work bata ya hai
Sar ji head ka nahin aap sabse pahle petrol motor ka pressure check karvao aur injector check karva barabar kam kar rahe hain ya nahi
Bhai meri gadi jhatke mar rahi hai kya problem ho sakti
Bhaiya yahan to spark plug ya FIR ignition Koyal ya FIR fuel motor ka pressure kam hona
Hi sir meri Swift petrol me hai pickup problem hai uske
Bhai pura likho kis type ki pickup problem hai shuru mein uthane mein ya last Mein yah kitni speed Tak ja rahi hai gadi
Rihan bhai aap ki tareef ke alfaz nhi hai
भाई जान इसमें तारीफ क्या करनी बस अपने काम को काम की तरह कर रहा हूं और काम कर कर आप लोगों को भी समझा रहा हूं
Bhai mari gadi mai bhe same problem aa rahi hai or bhai kafi passa laga chuka hu mager gadi ki missing ki problem dur nahi hui hai . Mane bhe quile, spark plugs change krwaya hai throtelbody bhe clean karwaya hai mager problem solve nahi ho Rahi hai AC on krne pr gadi band ho Rahi hai slow mai or second gear mai shift krne pr missing kr rahi hai satisfaction nahi mil Raha bhai. Pasa laga kr bhe gadi thik nahi ho Rahi . Machanic log apna pasa bana letay hai or problem bhe solve nahi krtay bhai. Mari gadi old model wagon r hai . After market lpg kit bhe laga hai usme bhe same problem hai. Please help me bhai
Sar aap mere channel ke about section se mere number le lijiye aur call kar lijiye FIR main aapko batata hu क्या-क्या karvana hai
Nice
Thank you sir ji
❤
Thank u bhai 🙏🙏🙏🙏❤️
Bhai hamari gaadi me petrol pe missing nahi hai cng pe missing de rahi hai or cng average bilkul kam ho gaya hai or rpm high rehta hai
Bhaiya aapke CNG kit ki service karvao uske patte naye dalvao rubber ke aur air cleaner acche se seal karvao problem theek ho jayegi
@@rkcarslalsot bhai engine bahar niklva kr block aur dala tha uske bad eesa krne lag gayi gaadi cng squencial kit bilkul new lagvai thi bhai rpm 1500 par rehta hai
To bhaiya ji aapki gadi ke gas ke injector check karvao aur radio sar bhi check karvana
@@rkcarslalsot ok bhai thanks
meri i20 2009 model hai.. car jaise garam ho jati hai.. cng aur petrol dono mein missing hona start ho jaati hai aur ac chalu kiya toh fir car dam tod deti hai..
Sar aapki gadi ke head ball mein problem ho sakti hai and plug Koyal and plug mein bhi ho sakti hai and throttle body mein bhi ho sakti hai koi sensor ki vajah se bhi Ho jaati hai
Bhae mere gade me ase hi problem hai
To bhaiya aap bhi yahi process karke dekh lo problem theek ho jayegi jahan tak hai
Chek light aarhi hai
Check light isliye a rahi hai kyunki gas kit CNG after market fitting hai customer ne bataya hai tab se hi hai
Apna nmbr de sir
Sar number channel ke about section Mein mil jaenge le Lo aap
Vaijan apka ph no doge???
Thank you Bhai Jaan
Thank you kis baat ka bhai jaan
Sir apke number chaiye....meri asi problem but koi mistri thik nhi kar paya..
Dab kuch chnge jar diya
Yah Lo sar mere number call Sham 7:00 baje se 9:00 baje ke bich Mein karna 9783726465
@@rkcarslalsot thank you bhaiya.. after 7pm karta hu aaj
Ok