Watan Say Muhabat Kis Had Tak Jaiz Hai ? | Dr. Israr Ahmed R.A | Question Answer
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- وطن سے محبت کس حد تک جائز ہے؟ ڈاکٹر اسرار احمد رحمہ اللہ
#Drisrarahmed
#shortClip
#QuestionAnswer
#swalojawabdrisrar
May Allah (S.W.T.) shower blessings on the Founder of Markazi Anjuman Khudam-ul-Quran and Tanzeem-e-Islami, Dr. Israr Ahmed (R.A.A.), who communicated this holistic view of the Holy Qur’an on a large scale in the present age. We sincerely hope that this series of lectures will help you understand the true teachings of the Qur’an with greater precision and clarity. We pray to Allah (S.W.T.) that may this service of Islam help Dr. Israr Ahmed (R.A.A.) to get loftier ranks in the Hereafter. Aameen!
Instagram Account : / drisraroffi. .
Like Our Official Facebook Page: / drisrarahmadra
Visit Our Official website: drisrar.com/
Like Tanzeem e Islami Facebook Page: / tanzeem.org
Follow to our twitter account: / tanzeemorg
Visit Tanzeem e Islami Official website: tanzeem.org/
Visit Khuddam ul Quran Official website: khuddamulquran...
Allah pak jannat main ala maqam dey doctor Saab ko ameeeen
Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen
اسلام علیکم سر۔ وطن عزیز پاکستان کافی حدد تک کر نی جائز ہے کیوں کے ھم اس وطن پیدا ہووے ھے اس وطن کہاتے ہیں(اللہ تعالی ڈاکٹر اسرار احمد کو جنت الفردوس اعلی مقام عطا فرمائے )(عارف کراچی سے)
Allah swt dr. Israr ahmad ko jannatul firdaus mein aala maqam ata farmayen
Salam and Love from 🇮🇳 .
Aapne bilkul durst farmaya dr sahab
Best scholar 😭❤️Israr sahab
Jazak Allah
💖💖
Jazakallah.
*CHHOTE AMAAL BADA AJAR!*
💗💓💚💕💖💛♥💜💞💙
1. Jo insan teen martaba ye padhega usko 5-6ghanta jitna Allah ka zikr karke sawab milega usko ye bas teen martaba hi pdh k mil jayega
Subhan-Allahi Wa Bihamdihi,adada khaliqi,wa rida a nafsihi,wa zinata arshihi,wa midada kalimatihi.(Sahih Muslim)
2. Abu Umaamah R.A se rivayat hai ki Rasool Mohammad S.W ne farmaya jo insan pancho waqt k namaz ke farz,namaz k fauran baad Aytal kursi padhega,us insan or Jannat me dakhil k darmiyan sirf maut rahegi(An Nasa'i or Ibn Hibban)
3. Abu Hurairah R.A se rivayat hai ki Rasool S.A.W ne farmaya jo insan Subhan-Allahi wa bihamdihi 100 baar pdhega,uske sare sagirah gunaah maaf kar diye jayege chahe vo gunaah samundar k jhag k barabar kyu na ho(Bukhari,Muslim)
4. Abu Hurairah R.A se rivayat hai ki Rasool S.A.W ne farmaya do aise alfaaz hai jo zaban pe bahot halke hai or neki me bht zyada hai or Allah ko bht pyare hai: Subhan Allahi wa bihamdihi,Subhan Allahil Azeem( Sahih bukhari)
5.Abu Hurairah R.A se rivayat hai ki Rasool S.A.W ne farmaya jo insan har panch waqt k namaz k bad, Subhan Allah(33 baar),Alhumdulillah(33baar),Allah hu Akbar(33baar) or uske bad kahega La ilaha illallahu,wahdahu la sharika lahu,lahul mulku wa lahul hamdu wa huwa ala kulli shain qadir to uske sare sagira gunah maaf ho jyege chahe vo samundar k jhag k barabar hi kyu na ho(Muslim)
6.Zaid R.A se rivayat hai ki Rasool S.A .W ne farmaya jo insan padhega ‘Astaghfirullaha al Azeem la ilaha illa howa al hayy al qayyum wa atubu illayh' uske gunah maaf ho jayege chahe vo maidan e jung se kyu na bhaga ho(Abu Dawood,Al Albani)
7.Jo insan 10baar surah Ikhlas padhega,Allah paak uske liye jannat me ghar banayege(Ahmad)
8.Jo insan juma k din Surah kahf padhega,vo uske liye roshni ka kaam karega is juma se leke agle juma tak(Bayhaqi)
9.jo insan ache se wazu banayega or uske bad kahega “Ash hadu alla ilaha illal lah wah dahu laa sharika lahu wa ash hadu anna Muhammadan abduhu wa rasulohu,Allahumma jalni min at tawaabeen waj alni min al mutatahireen” uske liye jannat k 8darwaze khol diye jayege taki vo andar ja sake jis bhi darwaze se usko jane ka man ho(Tirmidhi)
10.jo kahega “Radheetu billahi Rabba,wa bil islaami deena,wa bi Muhammad nabiyaa" uske liye jannat wajib ho jayega(Abu dawood)
11.Jo Allah se teen baar jannat mangega har din “Allahumma inni as alukal Jannah" to jannat kahega Ya Allah usko jannat me dakhil hone dijiye
Or jo insan jahannam se har din teen baar panah manega “Allahumma ajirni minan naar" to jahannam kahega Ya Allah isko jahannam se bacha lijiye(Tirmidhi)
12.Jo insan dil ka bht nek,ikhlaas ka aauval,dayalu,raham dil,asan ho ga uske upar Allah aag ko haram kar dege
13.Jannat me aisa ghar hoga jisse andar se bahar dekh sakege or bahar se andar ka dekh sakege or ye ghar un insan k liye Allah ne banaya hai jo insan gareeb ko khana khilata hai,jiski boli bht meetha hota hai,or jo roze humesha rkhta hai,or jo raat ko uth kar namaz pdhta hai jab sab so k rhte hai(Ahmad)
14.Abu Hurayrah R.A se rivayat hai ki Rasool S.A.W ne farmaya ek surah hai quran me 30ayat ka (Soorah mulk 29parah ka pehla surah)jo insan surah mulk ko esha ki namaz k bad padhega usko qabr k ajab se rahat milegi.(Tirmidhi and Abu Dawud)
Galat kam krna watan klye krna galat hai sahi step uthany se kya hota ... Bagheir logic ke bat na kya kry jb bhi koyi bat krty hai Hadees ya ayat ke reference sy dya kry bat watan se Muhabat ke khilaf hony ke kr rhy or reference watan se muhabat ki hadees ka de rhy
Nice question Kaha se hai brother