Sir ji meri paas verna 1.4 diesel hai 2013 model isme mene clutch plate, pressure plate or release bearing change karwa diya or dono slave cylinder or clutch master cylinder dono change karwa diya par gear abhi bhi thode tight hai jese clutch dabake turant gear dalo to tight dalte hai par 2-3 second ruk kar dalo to thoda theek dalta hai sir please btayie kya problem hai plese help sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Itni si problem k liye mistri gear box khol dete hain😂...same problem mere me bhi tha service centre Wale ne gear box kholne ko bola tha fir mene bahar dikhaaya to usne aise hi theek kr diya tha
Can turbocharger of new verna 1.5l smartstream be fitted in 1.0L tgdi engine? If not what else can we do to maximize performance output safely from the engine?
Sir Air conditioner me bhi issue arha hai acceleration ke time cool air arha hai .. agar traffic ya red light pe hai to normal air arha hai. A/C on hone par bhi. Iske liye kya krna hoga
Bhai meri gadi ka first gear problem karta hai but, but kuchh der chalen ke baad starting main koi dikkat nahi hoti or 2nd gear lagke pehla lagana padta hai. Kya karna hoga bro?
Im from Maharashtra,Maine 1 mahina pahile new gadi liya tha Mahindra xuv 3xo Diesel manual transmission, gadi me pahile se hi 3,4,5 gear me vibration hai vibration car me nahi gear dande me hai aur vibration ki aavaj bhi aa rahi hai, wo bhi 1500 se 2000 rpm ke beech me hi hain usse Kam rpm me bhi nahi Aur usse jyada rpm me bhi nahi, gadi Aram se chalayi to vibration nahi ate lekin acceleration jor se Kiya to vibration jyada ate hai, service centre dikhaya to unhone kuch to change Kiya to problem thoda kam hua lekin , baad me 1gear me vibration ane lage hai jo ki pahile nahi the, abhi 1st gear me acceleration karne ke baad jab acceleration se pair hatate hai to gadi vajan ki vajah se age jab Jane lagti hai tab 1st gear me gear danda age pichhe hone lagta hai aur vibration karta hai, aur mere sabhi gear me shifting karte time hard ja rahe hai aur grinding noise aa rahe hai ,full clutch press karne ke baad bhi aa rahe hai, maine service centre contact kiya to maine clutch issue hoga gadi me aisa bola to maan nahi rahe hai , wo gear cable change karne wale hai ...kya karna thik rahega iske liye sir please give your opinion
Namaste bhai mein yek cab driver hu, bhai mein bahut pareshan hu, mere ab tak 50000 barbad ho chuke....... Meri car TATA ZEST XE Diesel ENGINE HAI, starting mein mere car ka mileage aur pickup dono drop hogaya aur bich bich mein 70 kilometre ke bad, mera car ka ac achanak off hota aur garam hawa phekne lagta tha,phir mein ac off karke gadi chalata. Tho maine tata service center mein meri car dikhayi, wunhone mere glow plug gaye bolke, mere charo glow plug change kar diye aur 6500 bill dediya..... Uske 2 din baab maine phir se le gaya, aur unko bola mere car ka pickup aur mileage ka same problem hai, tho unhone do din ka samai leya aur bola apke turbocharger ka problem hai usko badalna padega, wo karib 32000 ka hai, ap ek kam kijiye ap bahar repair karwalijiye kam paise mein hojayega. Maine unke inspection charge 900 pay kiye. Aur maine meri car turbocharger wale kane li gaya, turbocharger wale ne kaha mere turbocharger, ekdam thik tarike se kam karra hai... Uske baad maine phir se dusre mechanic kane le gaya, tho wo mechanic ne mere car ka intercooler aur egr valve clean kiye, main waha par phir se 3000 pay kiye, lekin wo problem solve nahi huwa, phir wo mechanic bola clutch mein problem hai, maine clutch bhi change karwa diya, 12000 phir pat kiya, problem phir waise hi hai, mechanic bol raha hai, gadi ekdam sahi hai.... Maine kaha bhai mileage 14 kmpl ka de rahi hai, tho wo bol raha hai, odometer galat dikhatha hai..... Phir maine aur ek mechanic ke pass legaya, usne scan karke bola apke injector mein problem hai, ek injector 13000 ka hai, 4 injector ke 52000 hoyega, maine kaha bhai puraane wale injector ko hi repair karado, tho usne 4 injector ke nozzle dale aur phir 14000 ka paise lege, iske bad gadi ka mileage sida 25 kmpl huwa aur pickup achha huwa, lekin uske do din bad thermostat elbow ka pipe tutke pura coolant leak kar gaya.... Uske baad maine thermostat elbow naya dalwaya... Phir se 7000 kharch hogaye..... Injector dalne 4 din tak thik tha aur uske baad phir se mere mileage 14 kmpl aur pickup drop hogaya...... Mein pura 50000 karke mein aagaya...... Mere himmat tutchuki hai. Mere car tata zest xe diesel engine 2019 model hai Abhi tak gadi 178000 chal chuki hai..... Mere car ka LOW speed radiator fan 100°C pe on hora hai aur 97°C pe off hora hai...... Abhi phir se injector ka data scan kiya. Injector 1 aur injector 3 ka mm3/ stroke value 0.30 hai aur baki injector 2 aur injector 4 ku mm3/stroke value 191 aa rahi hai....... Kisi mechanic ko meri problem samaj nahi aari........ Mein ola uber chalta hu....... Sir mein bahut karke mein aagaya ab tak bahar se 50000 karz utaya.... Kya karu samaj nahi aara hai...... Injector 4 hi din mein kyu kharab huwe? Kya mere radiator sahi temperature gum aur band hora hai? Coolant temperature sensor bhi naya hai...... Tata zest radiator fan ka information dijiye, please ap mere madat kijiye, mein bahut pareshaan hu
As always awesome videos love from Pakistan ❤️
Brilliant trouble shooting and good decision to check or replace gear oil.👍
Excellent
Sir ji meri paas verna 1.4 diesel hai 2013 model isme mene clutch plate, pressure plate or release bearing change karwa diya or dono slave cylinder or clutch master cylinder dono change karwa diya par gear abhi bhi thode tight hai jese clutch dabake turant gear dalo to tight dalte hai par 2-3 second ruk kar dalo to thoda theek dalta hai sir please btayie kya problem hai plese help sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Itni si problem k liye mistri gear box khol dete hain😂...same problem mere me bhi tha service centre Wale ne gear box kholne ko bola tha fir mene bahar dikhaaya to usne aise hi theek kr diya tha
😅😅😅😅
Shukar kro badal h nh diya gearbox😅😅
Bhai service centre wala log ka kharcha kaise nikal ga phir🤣🤣🤣🤣🤣
Dada apni kolkatar kon workshop ae achen jodi ektu bolen?
Xcent 2014 diesel timing chain changing time ?
My xcent Diesel Neha master slender dala hai. hit hone ke bad kich kich sound ho raha hai. Abhi kya Karun sir. Please reply
Bhai hyndai xcent me baar baar rpm updown ka issue hota hai throttle sahi kara k 15 din baaad fir wahi updown koi solution batao plz
Dada apne workshop ka address dijiye, mujhe apna ek Verna fludic check kar vana h, kahi thik nhi ho raha h...
Abhijeet Ji, Hyundai Manual Cars me kon sa Gear Oil Dalega... 80w90 Daal Shakte hai kya?
80w90 hi dalna hota hai
@@bhatshahid2664 user manual me 75w85 likha hua hai
@@meeabhishek manual ke hisab se hi dalo bhai
@@meeabhishek manual ko follow karo
80w90 best
my grand i10 seems to be under power when crossing on highway. It only feels after some KM ?
Great video Abhijit bhai
Sir 1 video wiring diagram read per banaiye
Can turbocharger of new verna 1.5l smartstream be fitted in 1.0L tgdi engine? If not what else can we do to maximize performance output safely from the engine?
sir new verna 1.5 me pickup best hai kuch na kare ulta ho jayega.....250kmph ka top speed leta hai .
@@a2zcarservice yes pr isliye hi pucha hai aapse ki kya new 1.5 tgdi engine ka VGT turbocharger hm 1l tgdi ke engine me replace krke lga skte hai?
Very informative video ji 👍
Bahut hi acchi jankari good job
Mukesh Chandra Gong kya hue? Thoda batao bhai
all are good ,dont worry
Bhai low speed fan coolant ke kitne degree celsius temperature pe on hona chaiye aur kitne degree temperature pe off hona chahiye?
LOW SPEED FAN ONLY
kuch model me 96 k uper on hota hai kuch model me 105 pe on hota hai but return 90 pe aane se off hota hai
Thanks for information sir❤😊
Sir santro 2019 model hai . Usme rear Power window full roll down nahi ho rha hai .. beech me hi stuck ho rha hai kya reason ho sakta hai.
regulator check
Sir Air conditioner me bhi issue arha hai acceleration ke time cool air arha hai .. agar traffic ya red light pe hai to normal air arha hai. A/C on hone par bhi.
Iske liye kya krna hoga
Creata RPM Factual 1.6 diseal Is problem ke liye kya Solution Hai please Help me....
high pressure pump check
Sir jis gadi me adjustment system nahi diya ho vaha kaise kare
usme aisa problem nehi hoga
@@a2zcarservice My tata manza is creating problem after replacement of gear cables
Bhai gaadi ke gear atak rahe hai grand i10 2019 kya karu
अभिजित सर राम राम 🙏
Grand i10 nios petrol reverse gear problem 😢
🙏🏻.....हाय अभिजीत दादा....🙏🏻
अभिजीत दादा आजकल मुकेश सर का वीडियोज नही आ रहा हे क्या हो सक्ता हे...?
kuch nehi hua ,thora rest me hai mukesh ji....
@@a2zcarservice 🙏🏻...."घन्यवाद" अभिजीत दादा....🙏🏻
Sir video achi hai par ek or baat sir aapki dp bohot purani hai sir new look mai daalo sir..😂
Are you from Mumbai
kolkata
Bhai meri gadi ka first gear problem karta hai but, but kuchh der chalen ke baad starting main koi dikkat nahi hoti or 2nd gear lagke pehla lagana padta hai. Kya karna hoga bro?
गियर केबल चेंज करवाओ
Best video ❤❤❤
Where are you.. i want to bring badly my Hyundai i10 to you
Im from Maharashtra,Maine 1 mahina pahile new gadi liya tha Mahindra xuv 3xo Diesel manual transmission, gadi me pahile se hi 3,4,5 gear me vibration hai vibration car me nahi gear dande me hai aur vibration ki aavaj bhi aa rahi hai, wo bhi 1500 se 2000 rpm ke beech me hi hain usse Kam rpm me bhi nahi Aur usse jyada rpm me bhi nahi, gadi Aram se chalayi to vibration nahi ate lekin acceleration jor se Kiya to vibration jyada ate hai, service centre dikhaya to unhone kuch to change Kiya to problem thoda kam hua lekin , baad me 1gear me vibration ane lage hai jo ki pahile nahi the, abhi 1st gear me acceleration karne ke baad jab acceleration se pair hatate hai to gadi vajan ki vajah se age jab Jane lagti hai tab 1st gear me gear danda age pichhe hone lagta hai aur vibration karta hai,
aur mere sabhi gear me shifting karte time hard ja rahe hai aur grinding noise aa rahe hai ,full clutch press karne ke baad bhi aa rahe hai, maine service centre contact kiya to maine clutch issue hoga gadi me aisa bola to maan nahi rahe hai , wo gear cable change karne wale hai ...kya karna thik rahega iske liye sir please give your opinion
হ্যালো স্যার কেমন আছেন আপনি আমি ভালো আছি mukesh chandra grahan স্যার উনি কোথায় আছে উনার ভিডিও এখন আসে না
rest a ache
Mera koi sa bhi nahi ja raha gear atak gya hai poora kya karu Chevrolet spark
Thanks bhai
🔥🔥🔥
Good
Namaste bhai mein yek cab driver hu, bhai mein bahut pareshan hu, mere ab tak 50000 barbad ho chuke....... Meri car TATA ZEST XE Diesel ENGINE HAI, starting mein mere car ka mileage aur pickup dono drop hogaya aur bich bich mein 70 kilometre ke bad, mera car ka ac achanak off hota aur garam hawa phekne lagta tha,phir mein ac off karke gadi chalata.
Tho maine tata service center mein meri car dikhayi, wunhone mere glow plug gaye bolke, mere charo glow plug change kar diye aur 6500 bill dediya..... Uske 2 din baab maine phir se le gaya, aur unko bola mere car ka pickup aur mileage ka same problem hai, tho unhone do din ka samai leya aur bola apke turbocharger ka problem hai usko badalna padega, wo karib 32000 ka hai, ap ek kam kijiye ap bahar repair karwalijiye kam paise mein hojayega. Maine unke inspection charge 900 pay kiye. Aur maine meri car turbocharger wale kane li gaya, turbocharger wale ne kaha mere turbocharger, ekdam thik tarike se kam karra hai... Uske baad maine phir se dusre mechanic kane le gaya, tho wo mechanic ne mere car ka intercooler aur egr valve clean kiye, main waha par phir se 3000 pay kiye, lekin wo problem solve nahi huwa, phir wo mechanic bola clutch mein problem hai, maine clutch bhi change karwa diya, 12000 phir pat kiya, problem phir waise hi hai, mechanic bol raha hai, gadi ekdam sahi hai.... Maine kaha bhai mileage 14 kmpl ka de rahi hai, tho wo bol raha hai, odometer galat dikhatha hai..... Phir maine aur ek mechanic ke pass legaya, usne scan karke bola apke injector mein problem hai, ek injector 13000 ka hai, 4 injector ke 52000 hoyega, maine kaha bhai puraane wale injector ko hi repair karado, tho usne 4 injector ke nozzle dale aur phir 14000 ka paise lege, iske bad gadi ka mileage sida 25 kmpl huwa aur pickup achha huwa, lekin uske do din bad thermostat elbow ka pipe tutke pura coolant leak kar gaya.... Uske baad maine thermostat elbow naya dalwaya... Phir se 7000 kharch hogaye..... Injector dalne 4 din tak thik tha aur uske baad phir se mere mileage 14 kmpl aur pickup drop hogaya...... Mein pura 50000 karke mein aagaya...... Mere himmat tutchuki hai.
Mere car tata zest xe diesel engine 2019 model hai
Abhi tak gadi 178000 chal chuki hai.....
Mere car ka LOW speed radiator fan 100°C pe on hora hai aur 97°C pe off hora hai......
Abhi phir se injector ka data scan kiya. Injector 1 aur injector 3 ka mm3/ stroke value 0.30 hai aur baki injector 2 aur injector 4 ku mm3/stroke value 191 aa rahi hai.......
Kisi mechanic ko meri problem samaj nahi aari........ Mein ola uber chalta hu....... Sir mein bahut karke mein aagaya ab tak bahar se 50000 karz utaya.... Kya karu samaj nahi aara hai......
Injector 4 hi din mein kyu kharab huwe? Kya mere radiator sahi temperature gum aur band hora hai? Coolant temperature sensor bhi naya hai......
Tata zest radiator fan ka information dijiye, please ap mere madat kijiye, mein bahut pareshaan hu
Nice bro
Very good
Gaadi bandh hey .fir b 1st gear nahi gir raha...
Clutch wire toh ok che..
cable adjustment karke dekhe ??
@@a2zcarservice clutch cable?? Yes
Selector cable nahi kiya...
Sir mujhe bhi aapke jaisa technician hona hain main aapke pas aapke company mein 1 year bad aaunga aapse Kam karne ka tareeka sikhne