Local mechanic ne half engine ka kaam kara tha karib ek saal pehle, bola tha ki valve ,piston engine k badlega but uske 5-6 mahine baad ab mera scooter ek dum ruk ruk chalta hai speed bilkul zero ho jati hai kahi baar, toh kya ab mera scooter thik hone layak bacha hai ya permanently kharab ho gya mera engine??? Please reply
Sir ,activa 3g hai 10 saal purani abhi cylinder kit dalwayi hai new honda genuine... Toh sir uska silencer saaf krwana pdega kya welding wale se ander se jalaa ke waise smoke nahi de rhi hai fir b 10 saal ho gye toh silencer saaf krwau ya rhen du
Aisa nahi hai bhai . sab showroom garege wala same nahi hota .me jab chota tha tab garege (showroom) se kaam shikha or abhi machanic ka kaam kar raha hu.
Honda Activa 4G hai satart hi nahi ho raha hai sab kuch new dal diya hu R michar koyal aur cdi aur battery new air karent aa raha hai fir bhi start karne pe jaldi start nahi hota mai bhi mistry hu mera shop रामनगर black hai jila jaunpur me hai
Sir mastro scoty engine oil 300 km me katam ho kar kick jam or scoty state be nai hote makink bolta pistan vall had gass ket sab kam hoga kitna pasa lgta hai sir
Ek Baat bataen aap kya half engine banwane ke bad bhi Scooty mein se Kuchh time tak Dhua nikalta Hai? Maine Apni Scooty ka half engine banvaya hai Kyunki Meri Scooty white color ka Dhuan de rahi thi lekin abhi bhi Dhuan Nikal Raha Hai
👇👇👇👇👇 scooty owner :- half engine ka kam karvane ke bad dhuan nahin nikalta ; agar theek se maintenance nahin karoge to dua nikalega , half engine karvane ke bad ek Mahina Tak scooty ko ya bike ko 30 speed mein chalna chahie uske bad 30 se upar chala sakte ho. agar engine karvane ke bad hi aap 30 se upar chalate ho to gadi mein firse white dhuan nikalega. yah hota hai gadi ka owner ke liye. 👇👇👇👇 mechanic :- aur agar mechanic ka kuchh galti rahega ya piston bithane ka time engine ke andar agar theek se piston ring fitting nahin hoga tab bhi engine karvane ke bad dua nikalta hai.
maintenance ke upar he .aap kaise chalata ho iske upar . new piston lagane ke baad 1 month gari ko 30 se 40kmph se upar chalana nahi chahiye .new engine ke baad first bore 0.25 hota he isse karne ke baad bohat din Tak chalta he .agar new piston or new cylinder lagega tab bhi maintainance karna padega nahi to dubara engine seized ho jayega.or asa kuch guarantee nahi he ke gari kitna din chalega,sab kuch maintenanceke upar hi he. thank you 👍
half engine ka Kam bass piston or cylender,valve,camshaft,ka rehta he। or full engine ka sab kuch ka Kam rehta he half engine ka all prosess or Crank ka Kam rehta he। half engine complete=3000 ke aaspas full engine complete=5500 aaspas
Maine Scotty half engine repair karwaya hai 1000 se 1200 km me engine oil change karwata hu repair ke bad 4000 km me 5 bar engine oil change kiya hu condition kitne km thik chalega
aap har bar 1800 km se 2000 km me engine oil change karwa do .to aap ka scooty ka engine thik rahega. agar or bhi kuch questions hai to mujhe comments kar sakte ho me Ripley jarur denge
सर जी आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा
thank you dear
Bahut acchi tarike se samjhaye ❤
thank you
Half engine banane ke baad future me engine me phir koi problem aati hai kya?
Thik se maintain karoge to nahi aayega problem, engine oil time se change karna,or bike/scooty ko 1month Tak dhere chalana।
Local mechanic ne half engine ka kaam kara tha karib ek saal pehle, bola tha ki valve ,piston engine k badlega but uske 5-6 mahine baad ab mera scooter ek dum ruk ruk chalta hai speed bilkul zero ho jati hai kahi baar, toh kya ab mera scooter thik hone layak bacha hai ya permanently kharab ho gya mera engine??? Please reply
scooty ko thik se service karwaya
@BiswakarmaAutomobile nahi , jab bahut dikkat aane lag gayi jab karwaya tha,
@@BiswakarmaAutomobile hai reply dedo
Half engine or full engine reparing me kitana kharcha hota hai ?
half 3000/full 4800
Sir ,activa 3g hai 10 saal purani abhi cylinder kit dalwayi hai new honda genuine...
Toh sir uska silencer saaf krwana pdega kya welding wale se ander se jalaa ke waise smoke nahi de rhi hai fir b 10 saal ho gye toh silencer saaf krwau ya rhen du
yes silencer saaf karwao.
13:56 konsa pipe hai, waha se oil leak ho rha hai
worse pipe he . or jaha oil leakage ho raha hai waha resibond ka use karo leakage band ho jayega.
Honda ek chor company hai aur showroom garage me kaam karne wale to usase bhi bade chor hai.
Aap lag rahe ho bhai best technician, all the best buddy
Aisa nahi hai bhai . sab showroom garege wala same nahi hota .me jab chota tha tab garege (showroom) se kaam shikha or abhi machanic ka kaam kar raha hu.
Honda Activa 4G hai satart hi nahi ho raha hai sab kuch new dal diya hu R michar koyal aur cdi aur battery new air karent aa raha hai fir bhi start karne pe jaldi start nahi hota mai bhi mistry hu mera shop रामनगर black hai jila jaunpur me hai
gari ka timing check kar ke dekho .or pulg new dalo .or carboretor wash or carboretor tuning orfilter check karo problem solve ho jayega
Sir mastro scoty engine oil 300 km me katam ho kar kick jam or scoty state be nai hote makink bolta pistan vall had gass ket sab kam hoga kitna pasa lgta hai sir
agar half engine ka kaam hai to 2800 se 3200 tak lagta hai complete half engine ( piston,valve,valve oil seal, cylinder bor, gasket,tube,,,,,,
best engine oil dalo
Ek Baat bataen aap kya half engine banwane ke bad bhi Scooty mein se Kuchh time tak Dhua nikalta Hai?
Maine Apni Scooty ka half engine banvaya hai Kyunki Meri Scooty white color ka Dhuan de rahi thi lekin abhi bhi Dhuan Nikal Raha Hai
👇👇👇👇👇
scooty owner :-
half engine ka kam karvane ke bad dhuan nahin nikalta ; agar theek se maintenance nahin karoge to dua nikalega , half engine karvane ke bad ek Mahina Tak scooty ko ya bike ko 30 speed mein chalna chahie uske bad 30 se upar chala sakte ho. agar engine karvane ke bad hi aap 30 se upar chalate ho to gadi mein firse white dhuan nikalega. yah hota hai gadi ka owner ke liye.
👇👇👇👇
mechanic :-
aur agar mechanic ka kuchh galti rahega ya piston bithane ka time engine ke andar agar theek se piston ring fitting nahin hoga tab bhi engine karvane ke bad dua nikalta hai.
Patna, bihar me ho AAP? Mujhe banwana hai activa
nahi dost ,,me Kolkata se hu
Kolkata mai kaha
Half engine ka 0.25 piston bore krne ke baad kitna hazar km chL jati h activa 3g ?
maintenance ke upar he .aap kaise chalata ho iske upar . new piston lagane ke baad 1 month gari ko 30 se 40kmph se upar chalana nahi chahiye .new engine ke baad first bore 0.25 hota he isse karne ke baad bohat din Tak chalta he .agar new piston or new cylinder lagega tab bhi maintainance karna padega nahi to dubara engine seized ho jayega.or asa kuch guarantee nahi he ke gari kitna din chalega,sab kuch maintenanceke upar hi he.
thank you 👍
@@BiswakarmaAutomobilebut phli service k baad toh chla skte ho 70-80 full speed pr tb to nhi khaegi oil
Piston wall wall sell hed gasket oil tube or label dal kar kita pasa lgta hai
agar half engine ka kaam hai to 2800 se 3200 tak lagta hai complete half engine ( piston,valve,valve oil seal, cylinder bor, gasket,tube,,,,,,
मेने ring piston head top ka kam krwaya tha 3500-4000 ka total kharcha aaya tha kya jyada pesa लग गया क्या मेरा आप 3000 बता रहे हो इसलिए पूछ रहा हूँ
kabhi kabar dusra kuch kharab ho jata hai isliye toda jyada pesa lag jata he
@@BiswakarmaAutomobile mene aapka channel subscribe kr diya h
Bhai charge kitna ata hai half engine ke mam me
2800 se 3000
Activa me full engine ka kaam kr vane me kitna kharcha aata h
half engine = 3300
Full engine = 4900
@@BiswakarmaAutomobile thanks 😊
👍👍👍
Activa scooty ka piston ke kya price hai
800 something
Abhi k time mai malda price
Piston ka price kitna activa 4g
720 only
Sparkplug me petrol kyo ata
iska 2/3 problem ho sakta hai=1.gari ke compressor sahi nahi he 2.inlet valve kharab 3.curboretor flot pin kharab. in sab kuch thik se check Karo ,
bhai company wala macanic bolta re bore karne se engine life nahi aata aur performance achha nahi dega
aap kya bolte ho jawab de na zaroor
wo kaam karne se dar Raha hai.thik se kaam hoga to engine sahi kaam karta hai
@@BiswakarmaAutomobile Aap best technician lag re bhai, confidence level, all the best buddy for all work
Ring kese dal na hai
aap ko comments me bataye to aap ko samajh nahi ayega isliye piston ring ka video leke ayenge kuch din baad , comments kar ne liye thanks
iSKA ENGINE SEEZ HUA PR CRANK PR KOI ASAR NHI PADA ESE KESE
good question but video pura dekho to aap ka answer mil jayega
Pep scooty half enjion repair price ?
2800
Dol pin to lagaya hi nahi😮
Activa full engine kit change karni chahiye.half engine sucess nahi hota
sab kuch machanic ke upar depend hai
ब्लॉक कीट new लगाना लगाना चाहिए कुछ km बाद बोर किया पिस्टन अच्छे से नहीं चलता है ओर कनेक्टिंग रोड पर निर्भर करता है कि फुल इंजन होगा या नहीं
Activa half engine ke baad average mar khata hai
mere garaj me sab thik chalta hai
Half engine और full engine मे क्या difference होता है और दोनों मे कितना खर्चा आता है
half engine ka Kam bass piston or cylender,valve,camshaft,ka rehta he।
or full engine ka sab kuch ka Kam rehta he half engine ka all prosess or Crank ka Kam rehta he।
half engine complete=3000 ke aaspas
full engine complete=5500 aaspas
@@BiswakarmaAutomobile thanks bhai for valuable information
Maine Scotty half engine repair karwaya hai 1000 se 1200 km me engine oil change karwata hu repair ke bad 4000 km me 5 bar engine oil change kiya hu condition kitne km thik chalega
aap har bar 1800 km se 2000 km me engine oil change karwa do .to aap ka scooty ka engine thik rahega.
agar or bhi kuch questions hai to mujhe comments kar sakte ho me Ripley jarur denge
Half injune ka prise kitna hai
Kitne baar Dosto bolenge.
mujhe thik se commentry nahi aata Hain