Delhi To Kotdwar Janshatabdi Train Journey esa kabhi socha na tha

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 ก.ย. 2024
  • Delhi se kotdwar Train no 12038 Jo ki hafte me 7 din chalti hai aap is train ko delhi jn se subha ke 7.00 am platform number 7 se pakad sakte hai nearby metro station hai Chandni chowk Jo ki yellow line pe hai
    baat karu is train ki to delhi se kotdwar pahuchane me 6.30 minutes leti hai
    subha 07 am baje Chalke 13.30 pm Tak kotdwar pahucha deti hai
    wapsi me ye Train 15.55 pm kotdwar se chalkar 22.20 pm Tak delhi pahuch jati hai
    iska train ka first run 03 March 2021 ko hua tha
    iski avg speed 36 km/hr hai jo ki bahut Kam hai
    delhi se kotdwar tak iske kul 9 halts hai.
    sabse jayda Train Gajraula jn 30 minutes ke liye rukti hai aur yaha se iska reversal direction me jati hai
    Aap sabhi ka shukriya mere TH-cam channel pe aane ke liye subscribe jarur kare
    Instagram link www.instagram....
    Facebook link www.facebook.c...

ความคิดเห็น • 6

  • @sahilrathee4698
    @sahilrathee4698 6 หลายเดือนก่อน +1

    बहोत शोर करती है ये सब्दावली एक्सप्रेस, अवॉइड करो इसे और आनंद विहार से चलने वाली एक्सप्रेस पकड़ो 🙏

    • @Traval.with.Gaurav
      @Traval.with.Gaurav  6 หลายเดือนก่อน

      Matlab aap is train se pareshan ho

    • @sahilrathee4698
      @sahilrathee4698 6 หลายเดือนก่อน +1

      @@Traval.with.Gaurav yes bilkul 🙌, prso hi gya tha bhai m , ap 2 bnde ek sath bethe ho to ap aps.me bat nahi kr skte ,itna shor krti h train , sayad AC chair me na ho itna shor , mne normal chair wali seat li thi

    • @Traval.with.Gaurav
      @Traval.with.Gaurav  6 หลายเดือนก่อน

      Me to AC chair car me journey Kari thi waha koi problem nahi hui baki normal chair car me maine is train ki nahi Kari lekin Puranagiri Janshatabdi ki journey ki hai jo chennal pe available hai

  • @arundewan4709
    @arundewan4709 5 หลายเดือนก่อน +1

    V.nice bro...