Gayasur Vishnu bhagwan ke bhakt the o sab par daya karte the isliye Vishnu bhagwan unko dharti ke under Jane ka aadesh diye matlab unko jo Chu leta tha o swarg chale jata tha isse papi log ko moka milta tha pap kar lo fir gayasur ko chu lo aur swarg pahuch jao isliye Vishnu bhagwan unko dharti ke under Jane ka aadesh diye the.Aur ye bali aur virochan ke Putra bali me anter hai ye bali diti maa ke ya fir unki ek aur bahan ke Putra tha aur virochan ke Putra bale jo bali hai o diti maa potra ke potra the.aur halahal bish samudra manthan se nikla tha basuki nag se nhi nikla tha basuki nag se sirf sadharan bish hi nikal raha tha.
Radhe Radhe Radhe
Hare Krishna Prabhuji dandvat pranam sukumar dasanudas