@@SanketChoudry nhi RRB po ke ibps po mains ke time pr honge... us time special time ni milega prepare krne ka... abhi se thoda thoda cover krna padega so that ibps po mains ki preparation disturb na ho...
Aapne mains k liye konse course follow kiye the aashish sir k Mne kaushik sir s basic complete ar adda ace s practice ki h ab direct mains k mock test p switch ho jau kya m
Mene quantam karke batch tha ek saayad vo kiya tha....jab sara course pura hojae to phir mocks lagao bas...pre me jab ache number aane lagein phir mains k bhi lagane lagoo
⚪⭕Bhaiya aapke clerk mains m num kam kyo h jabki po mains m jyada uska to paper bhi clerk k respectively difficult tha ? And one more thing ki Mains number system and algebra OliveB k mock se prepare ho jaynge kya ? Aapne gaurav garg sir k liye bataya tha mujhe me sir se hi padh ra hu wo best h
@@SanketChoudry sorry bhaiya 😅 m kam nhi keh ra m to ese keh ra hu only arithmetic and mains ki speed math karlu to clerk mains me 20 marks aa jayenge kya ? maths Bhot weak h uska compensation m GA and English m kar raha hu 😅
🔥🔥
u score good marks in interview...can you share your interview experience and strategy.
I will make a video but abhi interviews kaafi dur h tabhi banadunga😊
@@SanketChoudry nhi RRB po ke ibps po mains ke time pr honge...
us time special time ni milega prepare krne ka... abhi se thoda thoda cover krna padega so that ibps po mains ki preparation disturb na ho...
@@SanketChoudry aap bs source likh do reply me... mujhe smjh aa jayega
Aapne mains k liye konse course follow kiye the aashish sir k
Mne kaushik sir s basic complete ar adda ace s practice ki h ab direct mains k mock test p switch ho jau kya m
Mene quantam karke batch tha ek saayad vo kiya tha....jab sara course pura hojae to phir mocks lagao bas...pre me jab ache number aane lagein phir mains k bhi lagane lagoo
@@SanketChoudry jse kaushik sir aashish sir mains ki vdos late h vo na dkhe kya..
only mains mock den after completing basic quant course
Sir app quant ke. Notes bhi bante the
Nahi bro mene nahi banaee bas video me questions dekhke practice
Sir please pre+mains ki tayari ak sath kaise kare
Video banadunga bro
reasoning kahase ki?
Video banadunga uspe bhi ankush lamba and bankers point se ki vese
Arithmetic ki practice kaise kare bhaiya
Bataya h video me dekhona video😄
Sir guidely ka mock purchase kar liye hai ye kaisa hai
Thik thak hi h but mene kabhi use nahi kiya
Aapka RRB PO pre clear hua tha?
Nope
Bhaiya, arithmetic ka portion aapka kitne dino me complete ho gaya tha 🙂
Lagbagh 1 month k aas paas bro laghi gaya tha
@@SanketChoudry Great bhaiya 🙏♥️
⚪⭕Bhaiya aapke clerk mains m num kam kyo h jabki po mains m jyada uska to paper bhi clerk k respectively difficult tha ?
And one more thing ki Mains number system and algebra OliveB k mock se prepare ho jaynge kya ?
Aapne gaurav garg sir k liye bataya tha mujhe me sir se hi padh ra hu wo best h
Bhai bas aagae kam kya hi karsakte h depends how we perform there😁, ha oliveboard se hi karo sab tarah k question hein usme
@@SanketChoudry sorry bhaiya 😅 m kam nhi keh ra m to ese keh ra hu only arithmetic and mains ki speed math karlu to clerk mains me 20 marks aa jayenge kya ? maths Bhot weak h uska compensation m GA and English m kar raha hu 😅
sir aap ne graduation kis stream se ki h and bank exam ki eligibility criteria hmesha any graduate hi rhenga n plz reply i am beginner
Mene BCA ki h bhai abtak to yehi h in future bhi abhi to yehi rahega bhot aageka kuch keh nahi sakte
Mains ki practice video se karna sahi hota hai ya mocks se
Concepts saare aajae to bas mocks se karo