Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
assalamo alekum faiz bhai shukriya mere murda dil ko zinda karne. mere zahen ko roshan karne. aap k bayaan sun kar to meri ruhu ko sukun milta hhai shukriya mujhe sahi din samjane
Savings 355 days nisab - Sona ➡ aaj ka 8½ tole & isse zyda pe 2.5% zkth 10tole = 100g 2.5g Chandi ➡ saade bawan tola - paanch sau pachassi gram - iski qmth se stock ka b nisab plot bank balance etc Chawal gehun khajur etc salana zkth - nisab 725 kilo
Jazakallahu khaira. Mashaallah 9 lakh s zeyada subscribe ho chuke.inshallah Allah apne Deen ko is tarah logo Tak hmare faiz Bhai k zariya logo Tak phuncha raha h .Allah aapko sehat or lambi umer de.or Allah sab ko hidayet de ki wo Islam ko samjhe or imaan laye.ameen
I have heard from various ulema that Rasullallah never gave zakat bcoz he never saved He was always giving can you provide authentic Hadith plz Zubair from USA
Assalamo alekum faiz bhai, Agar mere pass cash, gold and silver sab mila kar 6 lakh hai aur mere per SBI ka 7 lakh (including interest) hai, jiski monthly EMI 14000 deta hun, to is condition me kya main zakat dunga ya nahi, or agar dunga to kitna amount zakat ka banega? Indly reply asap
Salaam sir mujhay ye poochna hay k kiya hum apnay rishtedaro me zakat unlogo ko deskty hay jo job krtay hay bt itni salary nhi k sb apna ghr ka acahy se krlay
asw bhai mera dost bhot mushkil say kuch paisay jma kiye or on paisso k profit say dukaan ka mal bhertey or bhot mushkil hai zakat nikal pana or hum dusre ki zakat letey hai or on paisso say dukaan ka mal bhertey hai mera sawal ye hai k hum zakat ley sakte hai ya nhi or hum per zakat nikalna ferz hai kya
sahab Maine gusl kiya lekin ye video dekhne ke baad Maine naak me ungli daali to sukhi gandagi nikli to kya main sirf naak me 3dafaa paani chadhalun ya pura gusal karun
Assalamualaikum wrwb Hm pr kafi karz bhi h jo k business me loss ho jane ki wjh se hua...Mere pas never bhi h ti kya hme isper zakat deni hogi jb k bank me kuch bhi saving nhi...Hme kya krna chahiye ..Pls jldi jawab dijiyega.
aslam o alaikum ..mojy bus ye pochna h k insan ki dhari rhkny ki sonnt kya h or monchen rakhny ki b koi suunt h???jesa k ap ki dhari b h or mounchen b...shokria bhi
Assalamwalaikum faiz bhai mera dusra sawal hai ki ek saal guzar jane k baad zakat farz hai to kya pichhle us ek saal ko bhi joda jayega ya nahi mere nikah ko 3 saal ho gaye hain to 3 saal jodun ya 2 saal bataiye plz
Mere shohar ki behen ki dono kidney fail ho chuki hai taqreeban 8 saal se or maali aitbar se bohot khasta hai un k pas na hi koi zevar hai or na hi khud ka ghar hum sare khandaan wale unko zakaat dete aaye hai pr abhi teen mahina pehle hi mere shohar k abba ki virasat ki taqseem huyi hai to un ki har ek behen k hisse me 6 lakh rupaye aaye hai to us raqam se meri dialysis wali nand ne heavy deposit pr ghar le liya hai to ab aise me kya ab wo zalat k mustaheeq hogi?
Adv. Faiz Syed Gold and silver ko mela kar zakat Dena sunnat sai sabit nahe h To gold and saving ka kya masayel h ??? For example 8 tole gold and 20000 saving h to es condition mai kya karna h ?? Please guide
Jis ky pass apna ghar na ho rent ky makan main rehta ho or pesa jama kr rha ho ky apna ghar ly sky to us jma kiye howy pesy pr jaqat deni hai ya nhi please inform
Mujhe kuch puchna hai zakat ke baare me agar zakat maine shabe qadr ki shab ke baad 27 28 29 shab tak zakat taqseem kiya to woh zakat ada ho jayengi na kahi woh zakat zaya to nahi hongi meri madat kijiye aur meri comment ka jawab jald se jald dijiye
Assalam.aap income per gold silver per to batate hai zakat ka nisab per yeh nahi batate k jis property yani dukan le le dukan ki income per to ham dete hai per kya dukan ki value ka bhi zakat Dena hai
IRC TV Asalamalekum faiz bhai... Faiz bhai...pls muje a bath clear kar de... Jo kharzdar he uske pas sona bohat he but o kharzdar he...n he has good earnings but still o kharzdar he to kya o zakat de sakte he?
as salam o alaykum faiz bhai ji ek property dealer ke pas plot or buildings hoti hai unhe bechne ke liye or wo uske pass ramzan tak rahe to kya un par bhi zakat hogi
Asalam alekom faiz bhai ,, ek mera masla hai quraan wa hadees se hal kerke bataye '' Mae koi aamer nahi hon meri kammae khane me qatam ho jaati hae yane kam kamata hon zayada kamane ki mere paas taqat nahi hae lekin mere paas zaati ghar hae aur 9 toule soona meri biwi ke pass hai lekin meri kamaae daily100/200 se zayada nahi hae ab hum log chahaye hain ke wo gold bech ker ghar ki pakki tamir kerwaye jabke gold 10 saal se hain aur 10 zakat nahi deye 10 saal ki zakat nikale tou taamir nahi ho paye gi ab kya kerna chahiye
Sir iam married 4 years completed iam suffering for child wat we are earning that we are putting to doctor and we are paying rent and my husband have some problem so we are taking treatment fist time we fail in treatment again we are taking treatment this time we are taking lone we are not saving any thing so we have give zakath or wat please reply sir
assalamalekum Faiz bhai. mere ek choti Nani h jinko apna aulad nhi h Ur us Ko sohriyt hak Mila us Ko uski sotela beta ne chori se bech Dala. wo Akeli h us Ko ghr ka kharch ke Lia presani hoti h to kya use jakat do ja skti h.
Mera sawal hai ki 7 tola gold ya ussi zada hone p uski zakat farz h to wo 7 tola kaise count hoga example mere pass mere property me 5 tola hai or wife k pas uski property mr 7 tola hai to 1 k pass to 7 tola nahi hui to dono mila k jitna sona hoga uspe zakat hoge ya srf wife k pass hai uspe
Hum hamare ek ghareeb rishtedar ko har saal zakath dete hai kyu ki unki amdani bahut kam hai. Kuch din pehle pata chala k unke account me itne paise hai k uni araam se 8 tola sona qareed sakte hai. Aisa samajh me aya k unu har saal ki zakath jama karte gaye aur kam qarch karte rahe jis wajah se itna paisa unke account me jama hogaya. Ab mera sawal ye hai k hame pata chalne k baad hume unko zakath dena chahiye ya nahi?
Rehan pr sona rkhna haraam h.. Kyonki us pr sood dena pdta h.... Maloom nahi tha to ab kya kre. Agr rehan p sona rkha h iska mtlb paiso ki zroorat h koi saving nahi h.. To pehle to sona utha k laoo... Us k bad dekho k sona 85 gram se upar h aur uspr 1 saal ho gya h tb 2.5 % zakaat do.. Sone ki ya usko bech kr k utne hissee ki Ya agr krza lekar sona wapas utha k laaye ho tb pehle jeetna krza liya h utna krza us sone se bech kr waps kro... Phr dekho sona abhi bhi 85 gram se upar h tb zakaat do.. Agr utna nahi bchta h to nahi h. Aur rehan pr rkhne k liye Allah se toba kro... Paiso pr ya kisi bhi cheez pr sood lene wala.. Dena wala.. Uska likhne wala.. Aur uska gawah bnne wala.. Charo gunah gar h...
bank mai girwi rake huwe sone par zakath wajib. Aur Liya huwa karza business ke liye nahi Hai balke Ghar ke kharch ke liye Hai tho please ap iske upar apni raaye bataye.
Assalamualaikum agar bank me fix rakha ho aur sirf utna hi paise ho aur ghar ke kharche bhipure tarah na hore ....Lekin zakat dene ka pura iradaho aur tarika bhi soch rahe ho phir bhi Nikal nahi Raha tokya karna......plzzzzz hamari madad. Kijiye...... Hum bahot mushkil me hai....bas dua kijiye Allah hamre raste me aasani kare
Assalamu alaikum bhai mera masla zakat ko le k h wo ye k mujhe pata h k mujh p zakat wajib h but mere in laws n hsbnd dono b is ka hq ada n karte aur mujhe b karne n dete wo bht zyaada gussa aur cycic ho jate h aap mujhe uska hl batei meri shadi ko 5 saal ho gaye h aur tb se me bht pareshan hu bimariyan end hoti nai mere paise aur kuch zevar chori ho gayi 7 mnth b4 phir b ye log barabar tariqe se na khud roze rkhte h na koi aur farz ada karte h aur ye log khatib h wo b jagirdar type k bht kuch h but bht hi sata rahe plz aap mujhe kich aisa mashvera de jo meri zindagi aasaan kare aur to aur mujhe abhi tk aolad b n hui aur treatment k liye b bht sata rahe h plz plz plz mere liye dua kare aur koi rahe sabil batae bhai
Salam alaikum faiz saheb mere pass sona to hai hamesha ramazaan main zakat nikalte hai Par Ab ramazaan main hi zarorat k liye bhech rahe hai Kiya zakat nikalni hogi
अस्सलाम वालेकुम मेरी शादी को 4 साल हुए हैं और मिली ससुराल से ही मेरे लिए जेवर गया था क्योंकि मुझे मायके से कुछ नहीं मिला था मेरा मायका गरीब था तो कम से कम डेढ़ तोला ही सोना होगा कुछ चांदी है और सो डेढ़ सौ ग्राम चांदी है तो इन जेवर पर कितना जकात निकाला जाएगा और एक हम 3 पद हैं मेरे शौहर मेरा एक 2 साल का बेटा और मैं खुद तो हम तीनों को कितना जकात निकालना चाहिए एक इंसान पर कितना जकात होता है और निर्दोषों डेढ़ तोले सोने पर कितना जकात है और सो डेढ़ सौ ग्राम चांदी पर कितना जकात है है या नहीं है प्लीज मेरी इस्लाह कीजिए
#IRCTV Assalamualaikum janab ek bat maloom krni hai ki Ager koi shakhs roze main porn dekhe aur Bardaasht se bahir hone per musht Zani karle to ab iska kiya hukm hai ?
Roja nafse par control karne ka name. hain ... Usko chahiye ki porn dekhne ki aadat par control kare.. Roja har burai say pak karne ka name hain... Agar wo ak baar galti karke toba karle to roja rehjaiha nahi tutega magar waps.wahi galti dobara kare to roja nahi mana jaiga wo toot jaiga..
Hamarey shoar tho real-estate bussiness karthey hy .enke jakat kysa deyna hy.hamey es par aney valey profit say ech jeena chala they hy .es par kysa deyna chaheye
Aslkum Faiz bhai mujhe yeh jaanna hai jaise mere walid ne mujhe kuch paise diye ghar khareedne k liye. Jo ki abhi maine nahin khareeda hai kun ki theek ghar nai mila. To kya mujhe ispe zakaat deni padhegi. Please reply karein
Agr rehne k liye ghr lena h to kitna bhi mehnga ho koi zakaat nahi h jaati istemal ki cheezo pr.. Agr ghr lena h bechne k liye paisa kamane k liye... Tb sbse pehle ye dekhna hoga k us paise ka maalik kon h... Agr tmhare walid ne paise tmhare hwale kr diye ab tmhare ho gye vo uspr tmhara malikana haq ho gya h ya vo tmhare walid k hi h malikana tor pr. Tb ye dekhna hoga k un paiso pr ek chand ka saal yaani 355 din guzr gye h ya nahi... Agr 355 din guzr gye aur abhi tk maqaan le nahi paaye tb uspr 2.5 % zakaat bn gyi...
asslmualikum ji mai 9 days ku gusul ke sehre ke fajhar ke namaz bhe pade fer thode dear baad mujhe fee haiz agya ...fer se 1 bajhye gysul ke namaz padhne ke lya fer se haiz agya plzzz kya karo mai
Aap log aise qustions gali me jo alema hoti hai ijtema krti hai unse pucho ...or khud nhi to pd sakti hona books me ..yaha pr aise qustions kyu krte ho
As Salam alekum faiz bhai mujhy yeh pochna Hai k agar hamare parosi hindu ho aur preshan bhi ho rizq ki waja sy kya hum Un ko zakat day sakhte Hain aur plz reply zaroor krna kitne sawal Kiya Hai bt app log koe reply nahi krte
Walekumaslaam Ji jarur De sakte ho allah Kay Rasool.saw ki hadish hain ki jakat ka sabse pehla hakdaar aaka jaruratmand padosi hain goya wo muslim ho ya na ho...
Kisi ko future me ek banglow lena h uski keemat 1 crore h.. To kya uspr zakaat nahi hogi.. Zroor hogi.. Future nahi dekhna isme.. Isme present dekhna h.. Job kr rahe ho yaani income h vo... Chahe full time h ya part time it does not matter.. Income to income h Ab jo saving tm kr rahe ho apni income se.. Us pr ek chand ka saal ho gya yaani 355 din.. Agr vo income savings nisaab se upar h yani 85 gran gold ya 585 gram silver k price. Aur uspr 355 din guzr gye ho tb us amount pr 2.5% zakaat bn gyi h
Assalamo alaikum Molvi Sahab Mai zakat Dena chahati hu Mai job karti hu ek bande ki kitni zakat niklegi Mai apni zakat nikalu to kitni nikalu or kab kab nikalna hai Mera name shabnam khan hai plz reply zarur krna plz
Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545.
Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
Assalam alikum wa rahmath ullah wa berkathahu
Gher per sirf donu husband. And wife rahthay namaz husband k peechay pedsakthi?
Pls reply jazakallah qair
@@nasreenatiya2086 unhun ny nmbr dia hai ap call kar lain
13567890.abhxt9ffjof..👍😚👄👄😅
assalamo alekum faiz bhai shukriya mere murda dil ko zinda karne. mere zahen ko roshan karne. aap k bayaan sun kar to meri ruhu ko sukun milta hhai shukriya mujhe sahi din samjane
Rezvana Shaikh 😅😂😉😮😑😇😦😯😐
Rezvana Shaikh 👎👍✋☝✌
Rezvana Shaikh walaikum salam warahmatullah
fvo8p
6bb. nnn
Savings 355 days nisab -
Sona ➡ aaj ka 8½ tole & isse zyda pe 2.5% zkth 10tole = 100g 2.5g
Chandi ➡ saade bawan tola - paanch sau pachassi gram - iski qmth se stock ka b nisab plot bank balance etc
Chawal gehun khajur etc salana zkth - nisab 725 kilo
Allah ham sab ki magfirat frama.
Best lecture until now in my life. Jazakallah.‘inshaAllah I’ll start now
Bahut acha hai lecturesne last year bhi suna tha.Eman taza hota hai.
Faiz bhai... May allah shower all happiness to you...
Boas
Hhhggu888i👠🐃🎁🍰🎂😭😡
assalamalikum. Iam in debts. for God's sake give some zakat to me so that I live in peace .God bless u all.
Easy understandable lecture mashallah.
Very informative keep continue shaikh faiz sayyed
Assalamu Alaikum kya girwi rakhe sone par zakat dena hai
ماشاءاللہ بارک اللہ فیکم
Zakat yearly saving pe ada karni chahiye ya total saving pe
JazakAllahu Khairan
Mashallah.. Allah aap ko or ilme deen sekhne ko toufeek de. Taki ham aap ke zariye se or seekh sake
Jazakallahu khaira.
Mashaallah 9 lakh s zeyada subscribe ho chuke.inshallah Allah apne Deen ko is tarah logo Tak hmare faiz Bhai k zariya logo Tak phuncha raha h .Allah aapko sehat or lambi umer de.or Allah sab ko hidayet de ki wo Islam ko samjhe or imaan laye.ameen
sana khursheed khursheed ahmad uu77
I have heard from various ulema that Rasullallah never gave zakat bcoz he never saved He was always giving can you provide authentic Hadith plz Zubair from USA
Assalamo alekum faiz bhai,
Agar mere pass cash, gold and silver sab mila kar 6 lakh hai aur mere per SBI ka 7 lakh (including interest) hai, jiski monthly EMI 14000 deta hun, to is condition me kya main zakat dunga ya nahi, or agar dunga to kitna amount zakat ka banega? Indly reply asap
Ask iic mumbai channel on there given number
Salaam sir mujhay ye poochna hay k kiya hum apnay rishtedaro me zakat unlogo ko deskty hay jo job krtay hay bt itni salary nhi k sb apna ghr ka acahy se krlay
From, 5:45 to 6:48 Mai nai samjha, please koi samjhayijiye
asw bhai mera dost bhot mushkil say kuch paisay jma kiye or on paisso k profit say dukaan ka mal bhertey or bhot mushkil hai zakat nikal pana or hum dusre ki zakat letey hai or on paisso say dukaan ka mal bhertey hai mera sawal ye hai k hum zakat ley sakte hai ya nhi or hum per zakat nikalna ferz hai kya
sahab Maine gusl kiya lekin ye video dekhne ke baad Maine naak me ungli daali to sukhi gandagi nikli to kya main sirf naak me 3dafaa paani chadhalun ya pura gusal karun
Assalamualaikum wrwb
Hm pr kafi karz bhi h jo k business me loss ho jane ki wjh se hua...Mere pas never bhi h ti kya hme isper zakat deni hogi jb k bank me kuch bhi saving nhi...Hme kya krna chahiye ..Pls jldi jawab dijiyega.
aslam o alaikum ..mojy bus ye pochna h k insan ki dhari rhkny ki sonnt kya h or monchen rakhny ki b koi suunt h???jesa k ap ki dhari b h or mounchen b...shokria bhi
m
Assalamwalaikum faiz bhai mera dusra sawal hai ki ek saal guzar jane k baad zakat farz hai to kya pichhle us ek saal ko bhi joda jayega ya nahi mere nikah ko 3 saal ho gaye hain to 3 saal jodun ya 2 saal bataiye plz
assalamualaikum kya kya karate mein sar jukhana shirkh hai
Agr 2 plots hain to kia dono ki ikathi zakat deni h ya alehda alehda....plz rply
Mere shohar ki behen ki dono kidney fail ho chuki hai taqreeban 8 saal se or maali aitbar se bohot khasta hai un k pas na hi koi zevar hai or na hi khud ka ghar hum sare khandaan wale unko zakaat dete aaye hai pr abhi teen mahina pehle hi mere shohar k abba ki virasat ki taqseem huyi hai to un ki har ek behen k hisse me 6 lakh rupaye aaye hai to us raqam se meri dialysis wali nand ne heavy deposit pr ghar le liya hai to ab aise me kya ab wo zalat k mustaheeq hogi?
Mere pass 5 töla ya Isse kuch kum göld h tö kya mujhe zakat denı högı
Isme b hm kya chand i ka nısab k mutabıq söne kı zakat denge
Adv. Faiz Syed
Gold and silver ko mela kar zakat Dena sunnat sai sabit nahe h
To gold and saving ka kya masayel h ???
For example 8 tole gold and 20000 saving h to es condition mai kya karna h ??
Please guide
Jis ky pass apna ghar na ho rent ky makan main rehta ho or pesa jama kr rha ho ky apna ghar ly sky to us jma kiye howy pesy pr jaqat deni hai ya nhi please inform
Jazak Allah bhaut bhaut sukuriya faiz Bhai
Mujhe kuch puchna hai zakat ke baare me agar zakat maine shabe qadr ki shab ke baad 27 28 29 shab tak zakat taqseem kiya to woh zakat ada ho jayengi na kahi woh zakat zaya to nahi hongi meri madat kijiye aur meri comment ka jawab jald se jald dijiye
Assalaamu alaikum....aap batayen ki jaise mere paas 4 and 1/2 tola gold hai aur 3lakh cash h to iska jaqat niklega ya nhi? Ya kaise niklega?
Wsalamaalekum
Koi aadmi retired hai aur us source of income koi ghar ho jo Usne rent pe diya hai to kya us ghar pe usko zakat dene hogi
Assalam.aap income per gold silver per to batate hai zakat ka nisab per yeh nahi batate k jis property yani dukan le le dukan ki income per to ham dete hai per kya dukan ki value ka bhi zakat Dena hai
Asslam alaikum
Mera apna ghar nai hai 1 saal pahle kist me tempo liya hai kist abhi tk chal ri hai kya mujhpe zakat farz hai
IRC TV
Asalamalekum faiz bhai...
Faiz bhai...pls muje a bath clear kar de...
Jo kharzdar he uske pas sona bohat he but o kharzdar he...n he has good earnings but still o kharzdar he to kya o zakat de sakte he?
as salam o alaykum faiz bhai
ji ek property dealer ke pas plot or buildings hoti hai unhe bechne ke liye or wo uske pass ramzan tak rahe to kya un par bhi zakat hogi
Haan agar wo aap ke khudke ho....toh zakat dena zaroori hai....aur gar becha hai...to profit ke sath zakat deni padegi
Assalamualaikum faiz bhai mujhe ye puchna h ke mere paas 6tola gold h to uspar zakat banegi ya nahi
(34:39 - 34:41)
Asalam alekom faiz bhai ,, ek mera masla hai quraan wa hadees se hal kerke bataye '' Mae koi aamer nahi hon meri kammae khane me qatam ho jaati hae yane kam kamata hon zayada kamane ki mere paas taqat nahi hae lekin mere paas zaati ghar hae aur 9 toule soona meri biwi ke pass hai lekin meri kamaae daily100/200 se zayada nahi hae ab hum log chahaye hain ke wo gold bech ker ghar ki pakki tamir kerwaye jabke gold 10 saal se hain aur 10 zakat nahi deye 10 saal ki zakat nikale tou taamir nahi ho paye gi ab kya kerna chahiye
Sir iam married 4 years completed iam suffering for child wat we are earning that we are putting to doctor and we are paying rent and my husband have some problem so we are taking treatment fist time we fail in treatment again we are taking treatment this time we are taking lone we are not saving any thing so we have give zakath or wat please reply sir
Jazak Allah hu khairan
Assalam o alikum warahmatul lahee wabarakatuhu janab meherbani ker k yeh bataen k use me rahne wale zewar per zakat hai ya nahee
Is video ki 35:00 se 40:00 tak suniye
Is there zakah on a plot on instalments while 15 out of 45 installments are remaining?
My issue is also similar
Assalamo Alaikum Question :Agar koie shakhs makaan banaia aur us ko keraia par laga dia kia us ke upar zakat hai ?
Nahi..
Jazak Allah khair bhai
Kya hum Rozina maall phentey haina useymilakar zakath dena hai..
assalamalekum Faiz bhai. mere ek choti Nani h jinko apna aulad nhi h Ur us Ko sohriyt hak Mila us Ko uski sotela beta ne chori se bech Dala. wo Akeli h us Ko ghr ka kharch ke Lia presani hoti h to kya use jakat do ja skti h.
Zairaat par agr aik par zakaat degayee ho. Kia phir be har saal aur daini hogi
Mera sawal hai ki 7 tola gold ya ussi zada hone p uski zakat farz h to wo 7 tola kaise count hoga example mere pass mere property me 5 tola hai or wife k pas uski property mr 7 tola hai to 1 k pass to 7 tola nahi hui to dono mila k jitna sona hoga uspe zakat hoge ya srf wife k pass hai uspe
Par wo plot ki kimat kese lagaee jab ke property k rate fix ni h
Kya let ke koi bhi dua pardh sakte hai....???
Assalamualaikum mai kharazdaar hoon kya zakaat dena zaroorihai mera soona bhi bank mehai
suban allah👍☝️🙋♂️
Aap ne subhan Allah sahi nahi likha
Mere pas 7 tola gold or 3 lakh cash hai kya dono ka alag alag zakata hai ya sirf cash par zakat gola par n hai
kiya ek hi asset par har saal zakaat dena parega?
Bhaii mai umrah jaane ke liye pesa jugaar kar raaha hu... Kya usme v zajaat laazmi hai
Nahi
Bhut shukriya bhai
faiz bhai meri 2 dukan hai uske keraye say mera ghar chalta hai saving nahi hai kya ise pe zakat deena hoga
Asalam walaikum bhaijan jamwaro ka kitna zakat nikalna hai kaise pata kre ?
Ameen
Hum hamare ek ghareeb rishtedar ko har saal zakath dete hai kyu ki unki amdani bahut kam hai. Kuch din pehle pata chala k unke account me itne paise hai k uni araam se 8 tola sona qareed sakte hai.
Aisa samajh me aya k unu har saal ki zakath jama karte gaye aur kam qarch karte rahe jis wajah se itna paisa unke account me jama hogaya.
Ab mera sawal ye hai k hame pata chalne k baad hume unko zakath dena chahiye ya nahi?
Assalamualaykum faizbhai mera sona jo last September se Rehan hai toh kya zakat ban ti hai pl bataiye
Rehan pr sona rkhna haraam h.. Kyonki us pr sood dena pdta h....
Maloom nahi tha to ab kya kre.
Agr rehan p sona rkha h iska mtlb paiso ki zroorat h koi saving nahi h.. To pehle to sona utha k laoo... Us k bad dekho k sona 85 gram se upar h aur uspr 1 saal ho gya h tb 2.5 % zakaat do.. Sone ki ya usko bech kr k utne hissee ki
Ya agr krza lekar sona wapas utha k laaye ho tb pehle jeetna krza liya h utna krza us sone se bech kr waps kro... Phr dekho sona abhi bhi 85 gram se upar h tb zakaat do.. Agr utna nahi bchta h to nahi h.
Aur rehan pr rkhne k liye Allah se toba kro...
Paiso pr ya kisi bhi cheez pr sood lene wala.. Dena wala.. Uska likhne wala.. Aur uska gawah bnne wala.. Charo gunah gar h...
Girve raqam pe zakat bnti h ya nai
salam faiz bhai mere pas sirf 6 tose se kam gold hai.to kya iski zakat dena hogi? or kitne parsant? plzz zarur bataye.
jazakallah khair faiz bhai u r great aalah aap ki hifazat kare ilm me izafa kare u r my real hero.
Kya girvi rakhe jwellry par zakat niklegi ya nhi
bank mai girwi rake huwe sone par zakath wajib. Aur Liya huwa karza business ke liye nahi Hai balke Ghar ke kharch ke liye Hai tho please ap iske upar apni raaye bataye.
Assalamualaikum agar bank me fix rakha ho aur sirf utna hi paise ho aur ghar ke kharche bhipure tarah na hore ....Lekin zakat dene ka pura iradaho aur tarika bhi soch rahe ho phir bhi Nikal nahi Raha tokya karna......plzzzzz hamari madad. Kijiye......
Hum bahot mushkil me hai....bas dua kijiye Allah hamre raste me aasani kare
Kya hame leased ghar ke advance par zakat dena he
Assalamualaikum warahmathuallahi wabarakatuhu mashallah faiz Bhai bahut behtreen our Assan explain Haha jazakallah hu khair
Assalamu alaikum bhai mera masla zakat ko le k h wo ye k mujhe pata h k mujh p zakat wajib h but mere in laws n hsbnd dono b is ka hq ada n karte aur mujhe b karne n dete wo bht zyaada gussa aur cycic ho jate h aap mujhe uska hl batei meri shadi ko 5 saal ho gaye h aur tb se me bht pareshan hu bimariyan end hoti nai mere paise aur kuch zevar chori ho gayi 7 mnth b4 phir b ye log barabar tariqe se na khud roze rkhte h na koi aur farz ada karte h aur ye log khatib h wo b jagirdar type k bht kuch h but bht hi sata rahe plz aap mujhe kich aisa mashvera de jo meri zindagi aasaan kare aur to aur mujhe abhi tk aolad b n hui aur treatment k liye b bht sata rahe h plz plz plz mere liye dua kare aur koi rahe sabil batae bhai
Salam alaikum faiz saheb mere pass sona to hai hamesha ramazaan main zakat nikalte hai Par Ab ramazaan main hi zarorat k liye bhech rahe hai Kiya zakat nikalni hogi
Mozy koe jakat datay hai par mara bata kamta hai aur sohr bi kamtay hai par mozy karaja hai jo log datay hai wo karod pati hai to kya mai lovo kya
Agar gold gerave ho to zakat daina hai ya nahe
अस्सलाम वालेकुम मेरी शादी को 4 साल हुए हैं और मिली ससुराल से ही मेरे लिए जेवर गया था क्योंकि मुझे मायके से कुछ नहीं मिला था मेरा मायका गरीब था तो कम से कम डेढ़ तोला ही सोना होगा कुछ चांदी है और सो डेढ़ सौ ग्राम चांदी है तो इन जेवर पर कितना जकात निकाला जाएगा और एक हम 3 पद हैं मेरे शौहर मेरा एक 2 साल का बेटा और मैं खुद तो हम तीनों को कितना जकात निकालना चाहिए एक इंसान पर कितना जकात होता है और निर्दोषों डेढ़ तोले सोने पर कितना जकात है और सो डेढ़ सौ ग्राम चांदी पर कितना जकात है है या नहीं है प्लीज मेरी इस्लाह कीजिए
Ali Zafar 7.5 tola se zyada gold ho to zakat deni hai
mashallah mashallah awesome lecture faiz bhai 👍👍👍
#IRCTV
Assalamualaikum janab ek bat maloom krni hai ki Ager koi shakhs roze main porn dekhe aur Bardaasht se bahir hone per musht Zani karle to ab iska kiya hukm hai ?
Roja nafse par control karne ka name. hain ...
Usko chahiye ki porn dekhne ki aadat par control kare..
Roja har burai say pak karne ka name hain...
Agar wo ak baar galti karke toba karle to roja rehjaiha nahi tutega magar waps.wahi galti dobara kare to roja nahi mana jaiga wo toot jaiga..
Hamarey shoar tho real-estate bussiness karthey hy .enke jakat kysa deyna hy.hamey es par aney valey profit say ech jeena chala they hy .es par kysa deyna chaheye
Aslkum Faiz bhai mujhe yeh jaanna hai jaise mere walid ne mujhe kuch paise diye ghar khareedne k liye. Jo ki abhi maine nahin khareeda hai kun ki theek ghar nai mila. To kya mujhe ispe zakaat deni padhegi. Please reply karein
Agr rehne k liye ghr lena h to kitna bhi mehnga ho koi zakaat nahi h jaati istemal ki cheezo pr..
Agr ghr lena h bechne k liye paisa kamane k liye... Tb sbse pehle ye dekhna hoga k us paise ka maalik kon h... Agr tmhare walid ne paise tmhare hwale kr diye ab tmhare ho gye vo uspr tmhara malikana haq ho gya h ya vo tmhare walid k hi h malikana tor pr. Tb ye dekhna hoga k un paiso pr ek chand ka saal yaani 355 din guzr gye h ya nahi... Agr 355 din guzr gye aur abhi tk maqaan le nahi paaye tb uspr 2.5 % zakaat bn gyi...
Please check, nabalak baccha par zakath nahi hoti
Mashallah bhai
Kya har mahine jakar de sakte hai? Please jisko pta hai bta do bhai😔
Ramzan m hi bimari ki wajasa hospital m bhuth khrcha hogeya h kiya phir bhi zakat nikalna h
asslmualikum ji mai 9 days ku gusul ke sehre ke fajhar ke namaz bhe pade fer thode dear baad mujhe fee haiz agya ...fer se 1 bajhye gysul ke namaz padhne ke lya fer se haiz agya plzzz kya karo mai
Aap log aise qustions gali me jo alema hoti hai ijtema krti hai unse pucho ...or khud nhi to pd sakti hona books me ..yaha pr aise qustions kyu krte ho
Mai sarkari job karta hun,lekin Maine home loan liya hua hai .kya mujh par zakat jayaz hai
Mashallah allah apko lambi umr de
Kaya koi zameen khareedta hai to usko uski khreed per zakat daina hota hai ya uske fasal per
Agar bechny ki niyat se kareeda gaya ho toh zMeen ki zakat hain. Karaya toh savings meh ayga toh us par bhi hain. Aur fasal ka ushur dena hota hain
Asslamo alaikum Faiz bhai
Mei jo paisa karz diya huwa hai Keya USS paison ka v zakat nikalna padta hai.
As Salam alekum faiz bhai mujhy yeh pochna Hai k agar hamare parosi hindu ho aur preshan bhi ho rizq ki waja sy kya hum Un ko zakat day sakhte Hain aur plz reply zaroor krna kitne sawal Kiya Hai bt app log koe reply nahi krte
Walekumaslaam
Ji jarur De sakte ho allah Kay Rasool.saw ki hadish hain ki jakat ka sabse pehla hakdaar aaka jaruratmand padosi hain goya wo muslim ho ya na ho...
Is video me sari baatein h,
Zakat sirf momin ko de sakte h
Students jo part time job karahe hai . Kyun ki future studies kiye save karahen to. To zakat kaise de.
Kisi ko future me ek banglow lena h uski keemat 1 crore h.. To kya uspr zakaat nahi hogi.. Zroor hogi..
Future nahi dekhna isme..
Isme present dekhna h..
Job kr rahe ho yaani income h vo... Chahe full time h ya part time it does not matter.. Income to income h
Ab jo saving tm kr rahe ho apni income se.. Us pr ek chand ka saal ho gya yaani 355 din.. Agr vo income savings nisaab se upar h yani 85 gran gold ya 585 gram silver k price. Aur uspr 355 din guzr gye ho tb us amount pr 2.5% zakaat bn gyi h
Mechzi Series jazak Allahu khair.
tole ko kilo ya graam me batayen
Sameer Shah : 1 tola equals 10gm
Sameer Shah 10.33 grams
80 tola ka aik kilo hota hy
Rent pr chal rahe ghar pr bhi zakat wazib hain kya
Fayej Bhai Agar mere pass 40.000 rupees Hain to kitni rupees JAKAT likali jayegi??? Please Bataiye...????
Kiya JAKAT likali jayegi??
Allah ta ala apku jaza e khair de ....sir
Calculate your zakat in: www.islamkingdom.com/en/Zakah-Calculate
Assalamo alaikum Molvi Sahab Mai zakat Dena chahati hu Mai job karti hu ek bande ki kitni zakat niklegi Mai apni zakat nikalu to kitni nikalu or kab kab nikalna hai Mera name shabnam khan hai plz reply zarur krna plz
Aap time nikal kar ye video pura dekho sab masle clear ho jainge...
Chandi ka cash me nahi btaya apne for example 520 gram chandi ka 520×77=40040 means 40040 rs jiske pass cash hoga uski zakat deni padegi ya nahi
Nic video