Maah e Muharram Me Kya Karen? Kya Na karen? | Khutba E Jumma | By Sheikh Abdul Ghaffar Salafi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 45

  • @kalamuddinfanclub.official
    @kalamuddinfanclub.official 4 ปีที่แล้ว +4

    माशाअल्लाह अल्लाह आपको सेहत और तंदुरूस्ती दे. आमीन

  • @mohammadnadeem7192
    @mohammadnadeem7192 4 ปีที่แล้ว +2

    ماشاءاللہ بہت خوب 👌👌آمین

  • @rafiquekhan2554
    @rafiquekhan2554 4 ปีที่แล้ว +5

    माशा अल्लाह बहुत ही अच्छा ब्यान किया है आमीन अस्सलामू अलैयकुम वरहमतुल्लाही व बरकातूहू

  • @آسیہفردوس
    @آسیہفردوس 4 ปีที่แล้ว +1

    ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا کثیرا
    رب زدنی علما اللہ ھم رب زدنی علماء
    غفر اللّہ لک

  • @AbdulWahab-it4fs
    @AbdulWahab-it4fs 4 ปีที่แล้ว +1

    Subhan Allah sheikh

  • @soukatali6573
    @soukatali6573 4 ปีที่แล้ว +2

    Good

  • @manawaralam442
    @manawaralam442 4 ปีที่แล้ว +1

    ماشاءاللہ بہت خوب

  • @SarifKhan-wl5rg
    @SarifKhan-wl5rg 4 ปีที่แล้ว +1

    Masha Alla

  • @amirhamza1000
    @amirhamza1000 4 ปีที่แล้ว

    بے شک بے شکماشاءاللہ

  • @tufailkhan4152
    @tufailkhan4152 4 ปีที่แล้ว +1

    mashaallah

  • @dawatetawheed2995
    @dawatetawheed2995 4 ปีที่แล้ว +1

    Ma'sha Allah Shaikh

  • @mdzaheeeruddin1159
    @mdzaheeeruddin1159 4 ปีที่แล้ว +4

    ما شاء الله تبارك الله شيخنا الفاضل
    تقبل الله جهودكم وسعيكم
    بارك الله في علمك وعملك. و نفع بكم الإسلام والمسلمين اللهم زد فزد

  • @arfatkhanstatus1587
    @arfatkhanstatus1587 3 ปีที่แล้ว

    Mola Madad ya Ali Madad

  • @amirhamza1000
    @amirhamza1000 4 ปีที่แล้ว +1

    اللہ آپکو صحت دےآمین آمین

  • @Abcd-ld6gq
    @Abcd-ld6gq 4 ปีที่แล้ว +1

    Masaallah Apke samjhane Ka tarika

  • @subhanansari2836
    @subhanansari2836 4 ปีที่แล้ว +1

    Masa Allha

  • @ajazajaz2954
    @ajazajaz2954 4 ปีที่แล้ว +1

    Masah Allah

  • @tabish4579
    @tabish4579 4 ปีที่แล้ว

    MasshAllah saikh aaj hmko jo deen islam mila h woh shaba ra ki bemisal qurbanio ka nteeja h shaba ra ki azmto ko slam Allah hm sb musalmano ko shaba jaisa eaman nseeb kre aameen

    • @netherv0.138
      @netherv0.138 4 ปีที่แล้ว

      Impossible kyuki ambiya ke baad sabse afzal sahaba hn or unke jaisa imaan hamar ho gya to nauzubillah hum bhi apni aapko afzal samjh baithenge

    • @tabish4579
      @tabish4579 4 ปีที่แล้ว

      @@netherv0.138 kyu bhai Allah ne taqwa ikhtiyar krne ko nhi kha shaba ra bhi insan they frk itna h unhone deen islam ko duniya se afzal smajha hmbhi Allah ki touheed pr chal kr Rasool Allah saw ki itaat krke apne aapko jhannam se zroor bcha skte h
      HASBUNAL LAHI WANIMAL WKEEL

    • @netherv0.138
      @netherv0.138 4 ปีที่แล้ว

      @@tabish4579 woh baat thik h lekin tumhara yeh jawab iss hadees ko jhutla ra h ki ambiya ke baad iss zameen pr sabse afzal mere sahaba hn
      Or ek baat sahaba ne dunyadari ko ek kinare chhod diya tha or aaj bade se bade imaan wale ke andar bhi kuch na kuch dunyadari h or ek misaal Hazrat Abu Bakr hn jo sabse pehle musalman mard or sahaba me sabse afzal hn jannat me ummatiyo me sabse pehle shakhs bhi yahi hn to ab btao inke jaisa taqwa aaj ke daur me kon ikhtiyar kr skta h

    • @tabish4579
      @tabish4579 4 ปีที่แล้ว

      @@netherv0.138 kya jahiliyt wali baat ki h shaba ki azmat tk to log rhti duniya tk nhi pahunch skte lekin Allah se naik aur shaba jaise eaman ki duaa krna kya jurm h Nbi kreem saw frmate h mere shabao jaisa eaman lao Allah aur Rasool pr hmara kam h Rasool saw ki itaaba krna isi me kamyabi h

    • @netherv0.138
      @netherv0.138 4 ปีที่แล้ว

      @@tabish4579 ho gaya tumhara haramipana pehle iss hadees ki daleel do

  • @shaiksuhail2352
    @shaiksuhail2352 4 ปีที่แล้ว +2

    Allah ap se deen ka kam ley ameen aor ham ko amal karne ki tofeeq de ameen

  • @naziyazahid385
    @naziyazahid385 4 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @rijwanahmed2522
    @rijwanahmed2522 4 ปีที่แล้ว

    Sir please upload this with video

  • @skystar5048
    @skystar5048 4 ปีที่แล้ว

    Jazak Allah Khair shaikh

  • @tauqeeransari7697
    @tauqeeransari7697 4 ปีที่แล้ว +1

    Allah seakh ko jazai khair de

  • @Dani26-r5p
    @Dani26-r5p 4 ปีที่แล้ว +1

    Koi wajah se agr 9 muharram ka roza nhi rakh ho to 10, 11 KA rakh sakte hai ya sirf 10 ka please bataen

  • @آسیہفردوس
    @آسیہفردوس 4 ปีที่แล้ว

    اللہ ہم سب کو سرک وبدعت کے خرافات سے محفوظ رکھے
    آ مین

  • @Dani26-r5p
    @Dani26-r5p 4 ปีที่แล้ว

    Assalamu aalaikum WA rehmatullah

  • @SarifKhan-wl5rg
    @SarifKhan-wl5rg 4 ปีที่แล้ว

    Assalam walaikum

  • @rukhsarsheikh7383
    @rukhsarsheikh7383 4 ปีที่แล้ว +1

    Assalam walikum sheikh agar koi sunni moharram manayein aur moharram me hussain ra ke naam par khana distribute kre to wo khana khana chahiye ya nahi??

  • @sabirkhan-wn1pt
    @sabirkhan-wn1pt 4 ปีที่แล้ว

    Asslam Walaikum

  • @iwantpeace4196
    @iwantpeace4196 4 ปีที่แล้ว +1

    *"Muharram ke Maheene Se Mutalliq kuch Hadeese*
    -------------------------------------------
    👉 Quran ne *4 mahinon ko hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek "Muharram" hai.*
    📚 (Surah Tauba, Ayat No-36, Sahih Bukhari#-3197)
    *Es mahine me zulm wa ziyadti se ahtmaam ke sath bachna chahiye.*
    ----------------------------------------
    👉 is mahine me zulm wa ziyadti se ahtmaam ke sath bachna chahiye, bachna to har waqt chahiye lekin hurmat wale mahino me gunah ka jurm badh jata hai, isliye ki Allah taala ne farmaya- *"In Mahino me tum apne nafs par zulm na karo"*
    📚( Surah Tauba-36)
    *Es maheene ke Roze ki Fazeelat hai.*
    --------------------------------
    👉 Muharram ke mahine me *Nafil roze rakhna Ramadhan ke mahine ke rozon ke baad afzal tareen roze hai.*
    📚(Sunan Abu Dawud-2429)
    👉 Muharram me kasrat se *nafli roze rakhne chahiye kyunki Nabi Kareem ﷺ ne farmaya- Ramzaan ke baad afzal tareen roze Allah ke mahine Muharram ke hain.*
    📚( Abu Dawud-2429, Sahih Muslim-1163, 1123,)
    *10 Muharram ka Roza Rakhne se pichle 1 saal ke gunah Maaf kar diye jate hain.*
    ---------------------------------
    👉 Khusoosan Yaum-e-ashoora (yani 10 Muharram) ka roza rakha jaye. isse guzishta saal ke gunah maaf ho jate hain.
    📚 (Sahih Muslim-1162 islamqa)
    *9 Muharram ke Roza ka bayan*
    -------------------------------------
    👉 10 Muharram ke sath sath 9 Muharram ko bhi roza rakh lena chahiye taki yahudiyo ki mukhalfat ho jaye. *yahudi bhi Ashoora ka roza rakhte the kyuki is din Musa a.s. ko firon se nijat hasil hui thi to woh Allah ke shukr ke taur par roza rakhte the. Aur isi wajah se Nabi karim ﷺ ne bhi roza rakhne ka hukm diya aur sath sath yeh bhi farmaya ki agle saal me 9 muharram ka (bhi) roza rakhunga lekin apki wafaat ho gai.*
    📚( Sahih Muslim-1916) islamqa Link:- islamqa.info/en/answers/21785/recommendation-to-fast-taasooa-with-ashoora)
    *Muharram ke Maheene me Galat-fahmiya*
    -------------------------------------
    Kuch log esko Gam (Sad) ka maheena Ssmjhte hai jo ki sahi nhi hai kyunki *Hasan or Hussain (r) ki shahadat ka waqiya to Nabi Kareem ﷺ ki wafaat se 50 saal baad pesh aya*
    -----------------------------------
    👉 Yeh bhi khayal rahe ki is mahine ki hurmat sayyidina Hazrat Husain RaziAllahu anhu ke waqiya-e-shahadat se pehle hi sabit chali a rahi hai. jaisa ki upar wazahat guzri. Baaz log yeh samajhte hain ki yeh mahina isliye qabil-e-ahtraam hai ki isme hazrat Husain RaziAllahu anhu ki shahadat ka waqiya pesh aya tha. yeh khayal bilkul ghalat hai. Yeh shahadat ka waqiya to Nabi Kareem ﷺ ki wafaat se 50 saal baad pesh aya aur deen ki takmeel Nabi kareem ﷺ ki zindgi me kar di gai thi.
    📚(Dekhiye Surah Mayda, Ayat No-3)
    👆👆 Isliye yeh tasawwur qurani ayat ke bilkul khilaf hai. *Phir ek bat yeh bhi qabile ghaur hai ki islami tarikh shahaadaton se bhari padi hai. koi din aisa nahi jisme kisi sahabi ki shahaadat na hui ho. jaise ki "Umar Farooq" (RaziAllahu anhu) ki shahadat ka waqiya. agar baad me hone wali in shahadaton ke manaane ki shar'an koi haisiyat hoti to hazrat Umar Farooq RaziAllahu anhu ki shahadat is laaiq thi ki ahle islam iska aitebar karte. Hazrat Usman RaziAllahu Anhu ki shahadat aisi thi ki iski yadgar manai jati. phir in shahadato ki bina par agar islam me maatam ki ijaazat hoti to yaqinan tarikh-e-islam ki yeh dono shahadaten aisi thi ki ahle islam in par jitna bhi maatam karte kam hota.*
    👉 Lekin ek to *islam me maatam ki ijazat nahi, dusre yeh tamaam waqiyaat takmeel deen ke baad pesh aye hain*, isliye inki yaad me majlisen aur mehfil-e-maatam qaaim karna deen me izaafa hai.
    👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya:-
    👉 *Har bidat (deen me nyi cheez) gumrahi hai or har gumrahi ka thekana jahnnam hai.*
    📚 [Sahi Muslim #2005 islam360]
    *Allah ne farmaya:*
    👈 *اَلۡیَوۡمَ اَکۡمَلۡتُ لَکُمۡ دِیۡنَکُمۡ وَ اَتۡمَمۡتُ عَلَیۡکُمۡ نِعۡمَتِیۡ وَ رَضِیۡتُ لَکُمُ الۡاِسۡلَامَ دِیۡنًا*
    👉 *Mai ne tumhare liye Deen ko mukammal (complete) kr diya hai*
    (matlb deen ke tariqe me koi bhi cheez joda ya hataya nhi ja sakta hai.)
    📚 [Quran Surah mayda ayt: 3]
    ( *हर बात दलील के साथ*)
    *10 MUHARRAM SE MUTALLIQ KUCH JHOOTE AUR MANGHADAT BAYAANAT*❌❌
    -------------------------------------------
    ❌ Yahi woh din hai jisme Allah ne Adam A.s. ki tauba qubool ki.
    ❌ Yahi woh din hai jisme hazrat ibrahim A.s. ko aag se nijaat di gai.
    ❌ Jisne Ashoora (10 Muharram) ka roza rakha uske liye Allah ne un 60 saal ki ibadat likh di jisme namaz roze bhi hain.
    ❌ Jisne Ashoora ka roza rakha use Allah ne 1000 hajiyo aur umrah karne walo ka sawab diya.
    ❌ Ashoora ke din Allah ne jibreel, farishton, Adam A.s. aur ibrahim A.s. ko paida kiya.
    ❌ Ashoora ke din hi Allah ne dumba ki soorat me Hazrat ismail A.s. ka fidya diya.
    ❌ Ashoora ke din jisne ghusl kiya woh marz-e-maut ke siwaye kabhi bimar nahi hoga
    ❌ Jisne Ashoora ke din 4 rakaat is tarah padhi ki har rakat me surah Fatihah ek martaba aur surah ikhlaas 50 martaba tilawat ki to Allah ne uske maazi (past) wa mustaqbil (future) ke 50-50 saala gunah maaf kar diye.
    Isi tarah Nabi ﷺ ne farmaya:-
    -----------
    *Jisne meri taraf jhooth mansoob kiya, wo jahannam me dakhil hoga*
    📚(Muslim h# 1- 6 )

  • @MahfuzAlam-qz7cn
    @MahfuzAlam-qz7cn ปีที่แล้ว +1

    Masa allah

  • @mullimahrehanatabassum
    @mullimahrehanatabassum 4 ปีที่แล้ว

    Jazak Allahu khairan shaik

  • @nurullahkhanaalishanaalish3466
    @nurullahkhanaalishanaalish3466 4 ปีที่แล้ว +3

    Masha Allah

  • @kalamuddinfanclub.official
    @kalamuddinfanclub.official 4 ปีที่แล้ว

    AssalamuAlaikum

  • @akmalansari177
    @akmalansari177 4 ปีที่แล้ว

    Masha Allah