Subhanallah Haq hai sach hai Ameen summa ameen ya Allah Ahle sunnat wa jammat ke allamu kizindgimain illam main rizaq main barkat farmah ameen summa ameen
To ummat Ko Roja Rakh na chahiye D.J. , Dhol Nagara Na bajana chahiye , Kuran Ki Tilawat Karni chahiye , Allah Ke Gar me masajid me Jakar Allah Ki Ibadat Karni chahiye , Hamre Aaka (S.A.W) Par Durud Surif Parna chahiye .
اللّٰہ کی قسم اگر کوئی بھی ایسی چیز آپ صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلّم سے یا قرآن سے ثابت ہوتی تو وہ کون سا مسلمان ہے جو اس دن کو عید کے طور پر نہ مناتا ۔ ہاں روزہ ثابت ہے روزہ رکھنا چاہیے اور اس بات پر زور دیں کہ جو عمل ثابت ہے وہ کیا جائے ۔باقی جو چیز ثابت نہیں وہ نہیں کرنی چاہیے ۔
جو چیز ثابت نہیں وہ نہیں کرنی چاہیئے ، یہ رول اور قانون تم نے کہا پڑھ لیا سنو حضور اور آپ کے صحابہ اونٹ اور گھوڑے پر سوار ہوکر سفر کرتے تھے ۔ آج تم بھی وہی کرو ، کیوں ٹرین ،بس ہوائی جہاز اور دیگر سواریوں پر سفر کرتے ہو ۔ بقول تمہارے جو چیز ثابت ہو۔ تو لو پہلے تم عمل کرکے دکھاؤ ۔
To hazrat roza rakhna is baat ki daleel ye mil gyi ke jis din roza rakha Jaye usdin eid aur kisi traha ke jashn ka taswwar nahi Allah paak Ham sab ko hidayat de Aameen
@@akbarchoudhary2640Eid islam mn do hi hn eid ul fitr or eid ul azha Or rhi bt jummah ki to Apﷺ ny ye b frmaya h k hr muslman k liye wo din eid ka h jis mn us ny koi gunah na kiya ho to phr ab ??? Roza dhal h jo gunaho sy bchata h
Had it been the custom of Sahaba, it should had been reflected in the grand march lead by ameerul moomineen.But that the case, no trace of such ceremony detected in the holy life of Sahaba(r.a). It is a new thing added in Deen and hence to be discouraged.
to tum roza rakho,,,aap s.a.w ne roza rakhke batadiya ki roza aur eid ek din nahi hosakti..jaisa ki aapne kaha sahaba karte the aisa,,lekin koi particular day ko jake kafiro ko nahi samjhate the,,sahaba hamesha kafiro ko samjhate the,,,,kya kuch v bol rahe ho maulana sahab
4 khulafa e rashideen me se ky kise ne manaya hai?ky aap log unse zaada nabi se mohabbat karte hai? Nabi ne monday ka roza rakha tha kyun ke wo is din paida hue the aur har monday aur thursday ko Allah ke yaha aamaal pesh hote hai. Kya eid aur roza ek saat jama ho sakte hai ek hi din ,nahi na fir aap kaise usko eid bolte ho
@@zakisumbad9702 alhamdulillah aaqa ka milad khud aaqa ne manaya hai raha tumhara faltu question kya sahaba ne manaya hai to bhai zara sahaba ki zindagi utha ke dekho yaqinan sahab ne bhi milad manaya hai ab agar aapko refrence chhaye to tumhari kitab Al durrul munazzam me jakar padho sahaba ne milad manaya hai ya nhi alhamdulillah tahqeeq karne ke baad malum hoga sahaba ne bhi milad manaya hai
Qari shb Apne MN c Deen me jor tor na Karen pls Hamari Nabi her somwar ko roza rkhte the blkl Sahi he r hm b roza he rakhkr khoshi manayen to sawab he Khushi ya gum wase he manayen Jase Nabi ne r sahaba ne manaya r wo din 12 Rabi tha yeh Kahan likha he JB k tareekh me ekhtelaf he Han 12 Rabi ko dnya c rokhst hogaye sb ka ittefaq he logon ko Sahi ilm den wrna Allah k Yahan pakr hojagi Allah hm sb Muslims ko Deen ki Sahi samjh de Aameen
Aur dusri baat tazkarah aur Eid ye dono alag alag chize hai Ahlullah ki ye raye hai ke bajaye bidat ke ummat sunnat par ajaye aur milad ke naam par hone wali tamam bidat aur khurafat se parhez ki jaye Jazakallah
Bidat ki defination pta apko? Islam me swab smj kr koi naya kaam ijaad krna bidat khlaata ha or koi molvi yeh nhi khta ke milad manaane se swaab mily ga or jo swaab smjty isko wo beshak biddati hein hm to bss khushi krty hein bhai saab ksi bi chiz ko njaaiz kraar deny ke liyeh dalaail chiayeh hoty hein or jaaiz kraar dene ke liyeh koi dalail ni chiayeh hoty ku ke hr wo kaam ya chiz jo najaiz ha wo AP(S.A.W) ne or Allah ne khul kr byaan kr diyeh ha ab agr hm khud se cheezein njaaiz kraa dene lg jaye ge to wo bilkull haram ha. AP log khty ho sahaaba ne nhi mnaaya to hm ku mnaaye shaaba 40 din ke liyeh apny ghr walu ko chor kr ksi jtbleeghi jmaat me ge thy to ap log ku jaaty ho agr apne ksi chiz ke upr apan aqeeda bhtr krna to ksi ik molvi ko na suno hr mslak ke bry 4 5 molviu ki bt us chiz pr suno ro dekho kon kya daleel de rha or phir apny mutaabik jis ke daleel sbse bhtr ha us pr amal kro Inshallah Haq pr rho ge
Aj kl Sahaba karam k mutabik deen par amal kr kon raha hai ap btayee deen main milaad manana jaiz hai bilkul darust or sawab ka kaam hai lekin jo kuch ajkl hota hai wo darsut nahi
Humm nabi pak صلی اللہ علیہ وسلم key mohbat aur tazeem aur Allah ka hukam manaty hohay millad mnatay hen .shaba nay boht baray kamm keyhay mohbat aur tazeem main ..tumm say chotta sa kamm b nai hota. Jaloos main nateen aur Allah key hamd bayan hoti ..tho kaya galt...
او بھای میلاد میں ہوتاکیاہےتلاوت قرآن نعت اور تقریر...اب یہ سارےچیزیں ہرمکتبہ فکرکےجلسہ میں ہوتاہے..بس میلاد نام رکھ لیا..اور وہابی اور دیوبند نےنام جلسہ اور سیرت النبی نام رکھ لیا...کمال ہے یاراتنی بات تو ایک بچہ بھی سمجھ سکتاہے....
انا للہ وانا الیہ راجعون کیا استدلال ہے نبی نے روزہ رکھا ہر ہفتہ روزہ رکھتے تھے آپ سال میں مناتے ہیں نبی صلی اللہ کی میلاد (پیدائش) ہوئی اس کا کس کو ان کار ہے ہر سال منانے کا ثبوت چاہیئے
Thik hai aap saal me na manaye balke har hafte roza rakhe somwar ka aur kahe huzur ki milad ka roza rakh Raha hu , inshallah aap ko jaza milegi.lekin ab aap ispe bhi bologey k hum nhi manayega q k zidd hai aapki.rahi baat saal me manane ki toh hum toh har kisi bhi nek kaam ko karne se pahle milad ka program rakhte hai aur Allah k sabse badi nemat ka zikar karte hai
@@qasimali4275 tirmidhi ki hadees mn ye to nhi h na k dhol bjy jyn, jlus nikaly jyn Deen mukammal ho chuka h ab jo amal sahaba ny kiya h whi ap b katein agr sahaba ny jlus ni nikala, dj ni bjaya ...to hmy b ni krna or bhla mithai or jan quran krny ka apis mn kya connection Roza sabit h sunnat sy k hr monday ko rkha krein wo lkn usy hm rkhty ni hn or sirf aik din nabiﷺ k shan mn natein taqreery kr k hm smjhty hn k hm ny hq ada kr dia apﷺ k umti hony k jb k padaish ka din to confirm b ni h sahaba karam RA aik din nabi ۔ﷺ ka melad ni mnaty thy wo to ahsan ko yd krty hi rhty thy jo Allah ny hazrat Muhammad ﷺ ki surat unhy ata kiya to phr is trha hmy roz hi melad mnana chahiye
To roza is liye rkh liya karein k wo hmary Nabi ۔ﷺ ki sunnah h hr monday ko rkha karein na roza or zahir c bt h roza rkh k mithai to khai ni ja skti or kya hi bhtr h k jisy mithai dein wo b roza dar ho
Bhi dekho is bnday ny khud man lya k hmary nabi pir oo roza rkhty thy phr inko roza rkhna chaye r js din eid hti us dn roza ni hta lkn yh bidti kbe smjain gy nae
100% point wali baat hai batao. Ab Sunni o jb allah ne Nabi roza rakha tha or Aaj ke kuch Muslim juloos ke naam pr naach te hai kitne logo ko pareshan karte hai astagfirullah astagfirullah
@Sheikh Usman:Acha To ya Wali Ayaat Sahaba ko nhi pata thay phir ma na Alhamdulilah Darjanoon Serat Ki Kitabian Parhi ha mujay to koi Sahabi Millad manata nazar nhi Aya apko zayada Elm ha Sahaba see
اپ روزہ کیوں نہیں رکھتے اپکی خوشی کا طریقہ ڈھول باجے ڈیک میوزک کے ساتھ اللّٰہ کے نبی کی تعریف ھے نہ اذان کا خیال نہ ہی نماز کا خیال یر ویران اور گندی جگہ پہ روزہ رسول بنانا کیک پہ محمد لکھ کر اپنے ہاتھ سے چھری چلانا خدا کا خوف کرو صحابہ کرام کی طرح محبت کرو
तो फिर अल्लाह और रसूल की तरफ बुलाओ ऐहमद रजा अबूहनीफा की तरफ क्यूँ बुलाते हो नबी से बहोत प्यार जताते हो जब पूछते है ईद की नमाज का तरीका नबी से साबित करो कैसै पड़ते थे तो तुम्हे साँप सूँघ जाता है बे हुआ मौलवी चर्च बन्द रख
Bhai ail sawal agar yeh jo aap bata rahay ho itni bari naimat se Maaz Allah Hazoor ne humko mehroom rakha ka aisa koi hukum nahi dia aur nahi khud kabhi manaya, Khulfa e rasheedin ne nahi manaya aur na he kisi Imam ne... lekin tum logo ko samjh agaya.. aur jhoota admi Tirmizi ka koi chapter Milaad un Nabi ke naam se nahi...gumrah log
مولوی صاحب بات گول کر گئے۔۔انہوں نے خلفائے راشدین۔۔۔مولا علی رض..حضرت امام حسن و حسین رض کے جشن عید میلاد النبی کے منانے کے حوالے سے کوئی واضح ثبوت یا حوالہ نہیں دیا۔۔اور نہ جشن ولادت منانے کا طریقہ بتلایا۔۔۔؟؟؟جب آپ ص نے سوموار کے دن ر روزہ رکھا۔۔تو جشن منانا کیسا۔۔۔؟؟؟ روزہ ایک عبادت ہے۔۔کیا روزہ کی حالت میں اس عبادت کے ساتھ جشن منانا درست بات ہے۔۔۔؟؟؟اگر ایسا ہے تو عید الفطر کے دن روزہ رکھ کر عید کی خوشیاں کیوں نہیں منائی جا سکتیں۔۔۔؟؟؟
O bhai Deen ke naam pe awaam ko dhoka😢, tum ise eid kehte ho, or eid ke din roza rkhna haraam hai or nabi saw ne is din roza rakkha tha yaani ye eid nahi tha😅, dusri baat nabi ka zikr har musalman krta hai or Krna bhi chahiye isme koi deobandi Barelvi ka ikhtilaaf nahi, ikhtilaaf isme hai ki kya wo din 12 rabi UL awwal ka tha,?? Or tmne sahaba ka mazaak banaya hai sahaba jihad me jaakr jihad fi sabilillah krte the tmne unka ye amal ko apne halwe se compare Kiya laanat ho tumpar😡
Muje hasi aa rahi hai aisi dalil pr lekin ye allah k nabi humare aaka muhammad mustafa sallallahu alaiwasallam k baare hai isliye nahi hasuga kya dalil di aapne sihaba allah k nabi taskira karte the ye koi dalil hai sihaba to har waqt allah aur uss k nabi ka taskira kiya karte the aur aap log milad ko unn k amal se compair kar rahe ho kya allah k nabi ko sirf ek din yaad karna......sharam karo sihaba ne kabhi nahi manayi milaad sab gumarah kar rahe ho ummat ko apni anna k liye........,😡
Melad manana deen nahen hai ok plz deen ka hisa mat bnaien Deen yai hai k Hazoor SAW ki serat ko apnien namaz parhain Hazoor sy mohabt karin yai deen hai
@@zaidhaseen8967 phly words smajh lo hadees k ... Nabi Kareem( S.A.W) ne ye nhi farmaya k eid k din jesa ha blky ye farmaya k jummy ka Eid ka din ha or ye din Eid UL fitr or Eid UL azha se bhi bara ha.
Ap ne apni saari zindagi k peer k din ka roza rakha . Jo nhi rakhta kia usko kuhsi nhi hai kiA bass jawab ye hai sab ka tareeka alg alg hai milad manane ka ap k jawab se sabeet hogaya k manana jaeez hai 😁
Allah k ilawa koi bi dil ki bat nhi janta ❤
Subhan Allah Ma shah Allah. V nice explanation
ماشاء اللہ بہت خوب
Subhanallah Haq hai sach hai Ameen summa ameen ya Allah Ahle sunnat wa jammat ke allamu kizindgimain illam main rizaq main barkat farmah ameen summa ameen
ماشاءاللہ زبردست ❤
ماشاءالله سبحان الله
سبحان اللہ عزوجل
SUBHAN ALLAH
Nisar Teri Chehel Pehel Par Lakho Eide Rabi Ul Awwal
Siwae Iblees Ke Jaha Me Sabhi To Khushiya Mana Rahe he
Masha Allah
Masha Allah zabardast
❤Masha Allah❤
ماشاء اللّٰه
Subhanallah ❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
ماشاء الله عزوجل
توبہ استغفرالله
ماشاءﷲ ❤❤❤
Subhan allah
masha Allah mufti hassan attari
سبحان اللہ
MashAllah jii
یا اللہ ھم سب کو ھدایت عطا فرما ۔ ھم شرمندہ ہیں کہ ھمارے مسلمان بھائی میلاد کے نام پر کیسی کیسی حرکتیں کرتے ہیں کہیں ھم سب کی پکڑ نہ ہو جائے
کیا کرتے ھے ؟؟؟؟؟؟بھئی تم مسجد میں جا کر دعوت حضور ﷺ کا میلاد منا لو ۔مناؤ تو سہی یا مانو تو سہی ۔
Nisar Teri Chehel Pehel Par Lakho Eide Rabi Ul Awwal
Siwae Iblees Ke Jaha Me Sabhi To Khushiya Mana Rahe he
To ummat Ko Roja Rakh na chahiye D.J. , Dhol Nagara Na bajana chahiye , Kuran Ki Tilawat Karni chahiye , Allah Ke Gar me masajid me Jakar Allah Ki Ibadat Karni chahiye , Hamre Aaka (S.A.W) Par Durud Surif Parna chahiye .
Are Bhai ye Jo sahaba ke bare me baat to krra hey par Jo unhone Kiya wo ye nhi krte ye dj bjate hey julus nikal te hey . 😂
😂😂😂😂
i love dawat e islami i am from india
Jazakallah
اللّٰہ کی قسم اگر کوئی بھی ایسی چیز آپ صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلّم سے یا قرآن سے ثابت ہوتی تو وہ کون سا مسلمان ہے جو اس دن کو عید کے طور پر نہ مناتا ۔ ہاں روزہ ثابت ہے روزہ رکھنا چاہیے اور اس بات پر زور دیں کہ جو عمل ثابت ہے وہ کیا جائے ۔باقی جو چیز ثابت نہیں وہ نہیں کرنی چاہیے ۔
Tare halali hone me koi saboot he
جو چیز ثابت نہیں وہ نہیں کرنی چاہیئے ،
یہ رول اور قانون تم نے کہا پڑھ لیا
سنو حضور اور آپ کے صحابہ اونٹ اور گھوڑے پر سوار ہوکر سفر کرتے تھے ۔ آج تم بھی وہی کرو ، کیوں ٹرین ،بس ہوائی جہاز اور دیگر سواریوں پر سفر کرتے ہو ۔ بقول تمہارے جو چیز ثابت ہو۔ تو لو پہلے تم عمل کرکے دکھاؤ ۔
Please Apny Thumbnail par or Title line main Sahaba Karam R.A k sath R.A zaror likha karen...
Beshak ❤❤
Mashallah
Maashallah, subhahanalla
To hazrat roza rakhna is baat ki daleel ye mil gyi ke jis din roza rakha Jaye usdin eid aur kisi traha ke jashn ka taswwar nahi Allah paak Ham sab ko hidayat de Aameen
To bhai Jummah bhi imaan walo ke liye eid hi hai rasulallah ne kaha hai to woh kya hua
@@akbarchoudhary2640Eid islam mn do hi hn eid ul fitr or eid ul azha
Or rhi bt jummah ki to Apﷺ ny ye b frmaya h k hr muslman k liye wo din eid ka h jis mn us ny koi gunah na kiya ho to phr ab ??? Roza dhal h jo gunaho sy bchata h
Peer aur jumerat ke din roza rakhne ki ek aur hadees hai ki is din naam e aamal pesh hote hai
Had it been the custom of Sahaba, it should had been reflected in the grand march lead by ameerul moomineen.But that the case, no trace of such ceremony detected in the holy life of Sahaba(r.a).
It is a new thing added in Deen and hence to be discouraged.
Did sahaba went to 40days jamat leaving all their family behind
❤️❤️❤️🇮🇳
Par juloos?
Saharba Islam ki dawat derahe hai. O Hardin Islam ki dawat dete. Aaplogon ne deen main nayi chiz izad ki hai. Jo Allah ko pasand nahi hai.
to tum roza rakho,,,aap s.a.w ne roza rakhke batadiya ki roza aur eid ek din nahi hosakti..jaisa ki aapne kaha sahaba karte the aisa,,lekin koi particular day ko jake kafiro ko nahi samjhate the,,sahaba hamesha kafiro ko samjhate the,,,,kya kuch v bol rahe ho maulana sahab
4 khulafa e rashideen me se ky kise ne manaya hai?ky aap log unse zaada nabi se mohabbat karte hai?
Nabi ne monday ka roza rakha tha kyun ke wo is din paida hue the aur har monday aur thursday ko Allah ke yaha aamaal pesh hote hai.
Kya eid aur roza ek saat jama ho sakte hai ek hi din ,nahi na fir aap kaise usko eid bolte ho
Kya 4 khalifa e rashideen 40 din jamat me gaye the family ko piche chodke
Nisar Teri Chehel Pehel Par Lakho Eide Rabi Ul Awwal
Siwae Iblees Ke Jaha Me Sabhi To Khushiya Mana Rahe he
@@zakisumbad9702 alhamdulillah aaqa ka milad khud aaqa ne manaya hai raha tumhara faltu question kya sahaba ne manaya hai to bhai zara sahaba ki zindagi utha ke dekho yaqinan sahab ne bhi milad manaya hai ab agar aapko refrence chhaye to tumhari kitab Al durrul munazzam me jakar padho sahaba ne milad manaya hai ya nhi alhamdulillah tahqeeq karne ke baad malum hoga sahaba ne bhi milad manaya hai
Nabi har monday ko khusi manata tha sirf 12 tariq ko nahi
Sahi baat hai
Huzoor SALLALAHU alaihi wasallam ne farmaya meri ummat ke liye do eid hai. Agar ye bhi hoti to huzoor hame na bataye kya?
Juma bhi eid aur jb jang jetey toh bhi eid hi bola gaya ye bhi do eido me shumar nhi h.
❤
Assalamoalaikum
Qari shb Apne MN c Deen me jor tor na Karen pls
Hamari Nabi her somwar ko roza rkhte the blkl Sahi he r hm b roza he rakhkr khoshi manayen to sawab he
Khushi ya gum wase he manayen Jase Nabi ne r sahaba ne manaya r wo din 12 Rabi tha yeh Kahan likha he JB k tareekh me ekhtelaf he
Han 12 Rabi ko dnya c rokhst hogaye sb ka ittefaq he logon ko Sahi ilm den wrna Allah k Yahan pakr hojagi
Allah hm sb Muslims ko Deen ki Sahi samjh de Aameen
Bat khatam ho jati hy magar na sahaba ka manana aata
Na koi hadis ki kitab se saboot
💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗💗ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💛💛💛💛💛💛💛💛💛💛💛💛💛💜💜💜💜💜💜💜💜💜💜💜💜💜
Aur dusri baat tazkarah aur Eid ye dono alag alag chize hai Ahlullah ki ye raye hai ke bajaye bidat ke ummat sunnat par ajaye aur milad ke naam par hone wali tamam bidat aur khurafat se parhez ki jaye Jazakallah
Bidat ki defination pta apko? Islam me swab smj kr koi naya kaam ijaad krna bidat khlaata ha or koi molvi yeh nhi khta ke milad manaane se swaab mily ga or jo swaab smjty isko wo beshak biddati hein hm to bss khushi krty hein bhai saab ksi bi chiz ko njaaiz kraar deny ke liyeh dalaail chiayeh hoty hein or jaaiz kraar dene ke liyeh koi dalail ni chiayeh hoty ku ke hr wo kaam ya chiz jo najaiz ha wo AP(S.A.W) ne or Allah ne khul kr byaan kr diyeh ha ab agr hm khud se cheezein njaaiz kraa dene lg jaye ge to wo bilkull haram ha.
AP log khty ho sahaaba ne nhi mnaaya to hm ku mnaaye shaaba 40 din ke liyeh apny ghr walu ko chor kr ksi jtbleeghi jmaat me ge thy to ap log ku jaaty ho
agr apne ksi chiz ke upr apan aqeeda bhtr krna to ksi ik molvi ko na suno hr mslak ke bry 4 5 molviu ki bt us chiz pr suno ro dekho kon kya daleel de rha or phir apny mutaabik jis ke daleel sbse bhtr ha us pr amal kro Inshallah Haq pr rho ge
To ap bhi roze rkhlo na julus kyu nikalte ho sahaba ne julus nhi nikala tum kyu nikal te ho
Kon samjaay aise jahil sunniyo ko allah hi jane
O Allah k bando sawal kea aor jawab kea dea
K Sahaba ny melad manya k nahen ?
Hhhhhh
Jihalat
Kia wo ashab 12 rabi ul awal ko majlis krhe the ye b batain naa
Aj kl Sahaba karam k mutabik deen par amal kr kon raha hai ap btayee deen main milaad manana jaiz hai bilkul darust or sawab ka kaam hai lekin jo kuch ajkl hota hai wo darsut nahi
Tarjuma aap galat Bata rahe hain
اور صحیح مسلم کا پورا حدیث بیان کر اس میں وحی کا ذکر بھی ہے
Aqa ke amaad marhaba
Humm nabi pak صلی اللہ علیہ وسلم key mohbat aur tazeem aur Allah ka hukam manaty hohay millad mnatay hen .shaba nay boht baray kamm keyhay mohbat aur tazeem main ..tumm say chotta sa kamm b nai hota. Jaloos main nateen aur Allah key hamd bayan hoti ..tho kaya galt...
Jb hawala de to pura dijiye
To bhai ap h roza rkho na
او بھای میلاد میں ہوتاکیاہےتلاوت قرآن نعت اور تقریر...اب یہ سارےچیزیں ہرمکتبہ فکرکےجلسہ میں ہوتاہے..بس میلاد نام رکھ لیا..اور وہابی اور دیوبند نےنام جلسہ اور سیرت النبی نام رکھ لیا...کمال ہے یاراتنی بات تو ایک بچہ بھی سمجھ سکتاہے....
نبی نے روزہ رکھا تھا پوری حدیث بیان کر
اپ لوگ عید میلاد النبی مانا تھے ہوں اس میں عید کا لفظ کہاں سے آیا
Abe Eid Ka Mtlb Khushi He Or Is Se Bad Kar Or Kiya Khushi Hogi Ek Momin Ke Liye Is Din Mere Aaqa Duniya Me Tashreef Lae
Nisar Teri Chehel Pehel Par Lakho Eide Rabi Ul Awwal
Siwae Iblees Ke Jaha Me Sabhi To Khushiya Mana Rahe he
Jashn kiuna mnayn kia issue apko btyn guys it kia ahmqanaa batyn krty ap
عقل کے اندھے حدیث کو کہاں سے کہاں لے گے ۔۔۔ 😢
Nisar Teri Chehel Pehel Par Lakho Eide Rabi Ul Awwal
Siwae Iblees Ke Jaha Me Sabhi To Khushiya Mana Rahe he
انا للہ وانا الیہ راجعون کیا استدلال ہے نبی نے روزہ رکھا ہر ہفتہ روزہ رکھتے تھے آپ سال میں مناتے ہیں نبی صلی اللہ کی میلاد (پیدائش) ہوئی اس کا کس کو ان کار ہے ہر سال منانے کا ثبوت چاہیئے
Thik hai aap saal me na manaye balke har hafte roza rakhe somwar ka aur kahe huzur ki milad ka roza rakh Raha hu , inshallah aap ko jaza milegi.lekin ab aap ispe bhi bologey k hum nhi manayega q k zidd hai aapki.rahi baat saal me manane ki toh hum toh har kisi bhi nek kaam ko karne se pahle milad ka program rakhte hai aur Allah k sabse badi nemat ka zikar karte hai
tarike se manaya jata h julus kisne bola
پکی دلیل کبھی بریلوی پیش نہیں کرسکیں گے
اپ کو کس طرح کی دلیل چاہیے قرآن پاک سے دلیل دی حدیث نبوی ﷺ سے دلیل دی اور کہاں سے دلیل چاہے
پاک نبی کی زنزگی اور عطاری راستے میں بڑا فرق ہے
@@qaisrani7058 نہیں تو کی چاہندا وا
12 rabiulawwal ko sahaba taabain tabatabain ka amal batao Deen me damage nahi lagaya jaata daleel pesh karo
Tirmmizi shareef ke Hadees mubarak byan kr to rhay hain msla tmhara dimag abujehal wala hay
@@qasimali4275 tirmidhi ki hadees mn ye to nhi h na k dhol bjy jyn, jlus nikaly jyn
Deen mukammal ho chuka h ab jo amal sahaba ny kiya h whi ap b katein agr sahaba ny jlus ni nikala, dj ni bjaya ...to hmy b ni krna or bhla mithai or jan quran krny ka apis mn kya connection
Roza sabit h sunnat sy k hr monday ko rkha krein wo lkn usy hm rkhty ni hn or sirf aik din nabiﷺ k shan mn natein taqreery kr k hm smjhty hn k hm ny hq ada kr dia apﷺ k umti hony k jb k padaish ka din to confirm b ni h sahaba karam RA aik din nabi ۔ﷺ ka melad ni mnaty thy wo to ahsan ko yd krty hi rhty thy jo Allah ny hazrat Muhammad ﷺ ki surat unhy ata kiya to phr is trha hmy roz hi melad mnana chahiye
Hum log mithai is liye taqseem karte hain ki wo meéthi hoti hai
To roza is liye rkh liya karein k wo hmary Nabi ۔ﷺ ki sunnah h hr monday ko rkha karein na roza or zahir c bt h roza rkh k mithai to khai ni ja skti or kya hi bhtr h k jisy mithai dein wo b roza dar ho
Dj baja ke nachte hai abhi ke time me ye kya sahi hai..
Bhi dekho is bnday ny khud man lya k hmary nabi pir oo roza rkhty thy phr inko roza rkhna chaye r js din eid hti us dn roza ni hta lkn yh bidti kbe smjain gy nae
Haan to roza rakhkar khushi manaye juloos kyun nikalna
100% point wali baat hai batao. Ab Sunni o jb allah ne Nabi roza rakha tha or Aaj ke kuch Muslim juloos ke naam pr naach te hai kitne logo ko pareshan karte hai astagfirullah astagfirullah
HAR HADEES KA HAWALA HONA MAULANA PAGE NO,HADEES KI KITAAB OUR SIHAA SATTA KA HAWALA
To roza rakhna chahiye. DJ LAGANA, beharmati karna kisne kaha? ..
Kya roze rakhe koi Eid manata hai?
Common sense!!!
roze wala kaam tu aap krte nahi halwe shalwe wale kaam khoob krte hen aap log kiya baat he
@Sheikh Usman:Acha To ya Wali Ayaat Sahaba ko nhi pata thay phir ma na Alhamdulilah Darjanoon Serat Ki Kitabian Parhi ha mujay to koi Sahabi Millad manata nazar nhi Aya apko zayada Elm ha Sahaba see
Ya wo log hai jo Quran hadis phad kar gumra ho raha hai
اپ روزہ کیوں نہیں رکھتے
اپکی خوشی کا طریقہ ڈھول باجے
ڈیک میوزک کے ساتھ اللّٰہ کے نبی کی تعریف ھے
نہ اذان کا خیال نہ ہی نماز کا خیال
یر ویران اور گندی جگہ پہ روزہ رسول بنانا
کیک پہ محمد لکھ کر اپنے ہاتھ سے چھری چلانا
خدا کا خوف کرو
صحابہ کرام کی طرح محبت کرو
Phr bhi yeh din Saabit Nahi hua...
Galat mafoom hai. 57-58 do ayat suno. Hazrat. Sure younus
तो फिर अल्लाह और रसूल की तरफ बुलाओ
ऐहमद रजा अबूहनीफा की तरफ क्यूँ बुलाते हो
नबी से बहोत प्यार जताते हो जब पूछते है ईद की नमाज का तरीका नबी से साबित करो कैसै पड़ते थे तो तुम्हे साँप सूँघ जाता है
बे हुआ मौलवी
चर्च बन्द रख
Bhai ail sawal agar yeh jo aap bata rahay ho itni bari naimat se Maaz Allah Hazoor ne humko mehroom rakha ka aisa koi hukum nahi dia aur nahi khud kabhi manaya, Khulfa e rasheedin ne nahi manaya aur na he kisi Imam ne... lekin tum logo ko samjh agaya.. aur jhoota admi Tirmizi ka koi chapter Milaad un Nabi ke naam se nahi...gumrah log
مولوی صاحب بات گول کر گئے۔۔انہوں نے خلفائے راشدین۔۔۔مولا علی رض..حضرت امام حسن و حسین رض کے جشن عید میلاد النبی کے منانے کے حوالے سے کوئی واضح ثبوت یا حوالہ نہیں دیا۔۔اور نہ جشن ولادت منانے کا طریقہ بتلایا۔۔۔؟؟؟جب آپ ص نے سوموار کے دن ر روزہ رکھا۔۔تو جشن منانا کیسا۔۔۔؟؟؟ روزہ ایک عبادت ہے۔۔کیا روزہ کی حالت میں اس عبادت کے ساتھ جشن منانا درست بات ہے۔۔۔؟؟؟اگر ایسا ہے تو عید الفطر کے دن روزہ رکھ کر عید کی خوشیاں کیوں نہیں منائی جا سکتیں۔۔۔؟؟؟
O bhai Deen ke naam pe awaam ko dhoka😢, tum ise eid kehte ho, or eid ke din roza rkhna haraam hai or nabi saw ne is din roza rakkha tha yaani ye eid nahi tha😅, dusri baat nabi ka zikr har musalman krta hai or Krna bhi chahiye isme koi deobandi Barelvi ka ikhtilaaf nahi, ikhtilaaf isme hai ki kya wo din 12 rabi UL awwal ka tha,?? Or tmne sahaba ka mazaak banaya hai sahaba jihad me jaakr jihad fi sabilillah krte the tmne unka ye amal ko apne halwe se compare Kiya laanat ho tumpar😡
Dilo ki baat jaan lene wali baat jhut hai
Muje hasi aa rahi hai aisi dalil pr lekin ye allah k nabi humare aaka muhammad mustafa sallallahu alaiwasallam k baare hai isliye nahi hasuga kya dalil di aapne sihaba allah k nabi taskira karte the ye koi dalil hai sihaba to har waqt allah aur uss k nabi ka taskira kiya karte the aur aap log milad ko unn k amal se compair kar rahe ho kya allah k nabi ko sirf ek din yaad karna......sharam karo sihaba ne kabhi nahi manayi milaad sab gumarah kar rahe ho ummat ko apni anna k liye........,😡
سوال گندم جواب چنا
Salam.duvamayad
Log kitne andhe ho rkhe h schme
Kuchh samajh ni aata..aankho pr kaano pr Pardah h shayd
कब तक सच्चाइ छुपाएगे.. तौबा
نبی علیہ السلام نے روزہ رکھا ہر سوموار کا
تو آپ اس پہ عمل کریں ناں
سیاح ستہ سے کیا کمال ثابت کیا ہے
شرم کریں
کوئی حدیث پیش نہیں کی بحوالہ شرم کریں
Melad manana deen nahen hai ok plz deen ka hisa mat bnaien
Deen yai hai k Hazoor SAW ki serat ko apnien namaz parhain Hazoor sy mohabt karin yai deen hai
Shi muslim no.?
Khod keh rhe hoo k huzooor roza rakhte the or tum log eid manate hoo jbke eid wale din roza haram he .
Apni hi zaban smaj jao🤣🤣
Beta aap ke is baat ka jawab bhi hai hamare paas bolye baat karoge ya apne kisi abbu ke lekar aaaw baat karne ke liye ?
Jumua bhi Eid hai toh kya Ramazan mey jumua k din roza nahi rakhte ???
Roza gham ki wajah se nahi rakha jaata bewakoof woh ek ibadat hai
Juma is like eid not literally the proper original eid ,
@@zaidhaseen8967 phly words smajh lo hadees k ... Nabi Kareem( S.A.W) ne ye nhi farmaya k eid k din jesa ha blky ye farmaya k jummy ka Eid ka din ha or ye din Eid UL fitr or Eid UL azha se bhi bara ha.
Roza rahka molvi❤
نبی نے روزہ رکھا تھا جلوس تو نہیں نکالا تھا نہ مولوی سحاب
Saare mil kar hame pagal bana rahe😅😅😅😅
Yehi to rote huon ko hansane aae hen. Ye kid shahanshahe wala ki aamad aamad he makki maehaba madani maehaba.
To Tum b roza Rakh k Khushi manao
सवाल क्या था ओर कहां ले चले मोलाना.. साहब... डरो अल्लाह से ओर सच्चाइ को आम करो. उम्मत एसा ना हो कल हक्क का सवाल करे..
Mufti Hassan Sahab itna drte Hain khuafe khuda Main ki Allah ne inhe drse Shifa Sharif dene se navaz rkha hai 🌹🌹🌹👍👍👍🌹🌹🌹
रोजा इबादत है. अल्लाह की
تو آپ بھی اس طرح منائیں نا
Tum nhi mana sakte ho kya
Milad manane ke liye dil honi chahiye sabke bas ki baat nahi hai milad manana
Allah jise taufiq deta hai wahi milad mana te hai
Milad manana ham sunniyo ki kismat me hai❤❤❤❤❤
Sir sawal kese Karna hay koi number waghera send karein whatsapp me recorded sawal hay,
تو پھر آپ بھی روزہ رکھ کر خوشی منایا کریں نہ کہ جشن وغیرہ نکال کر
Tum Roza rakhty ho?
Alhamdulillah rakte hain aap apna dehko
Is main Rony 😢😢ki Kya bat Tum na kro jashan
Ap ne apni saari zindagi k peer k din ka roza rakha . Jo nhi rakhta kia usko kuhsi nhi hai kiA bass jawab ye hai sab ka tareeka alg alg hai milad manane ka ap k jawab se sabeet hogaya k manana jaeez hai 😁
Roza bhi rakhtey hn ye to hogya sunnat...baqi her wo kaam bhi kersaktey hn jo jaiz ho......
پھر آپ پیر کو روزہ رکھیں
Hum rakhtay aap rakhtay hai
Jaltay kui ho
Matlab aap milad manana man gya yes or no
سبحان اللہ عزوجل
Masha allah