Mere pass bhi kalanchu ke bahut sare desi plant hai aur main bhi ISI tarike se pyar Karti hun aapka video achcha laga main aapke channel se jud rahi hun aur ummid karungi aap bhi mere sath sahyogi Bankar rahenge
Ram Ram tau ji aap kese ho Bitiya pihu ko pyaar dena Mera rubber plant bahut ghana ho gya h nya phoda kese teyar kru or ponytail Palm ki abhi re poting kr sakte h kya plz bataye
Beautiful healthy plants and flowers 👌🌾🌿🥀🌿🌼🌿🌸🌿 good information! ..thanks for sharing...👍🌹🌿♥️♥️♥️😍
अतिसुंदर!❤😊
Bhut achi jankari
Maine aaj hi klanchoe lagaye hain. Aapka bhut dhnyawad
🙏🙏 जयहिन्द भैया जी! बहुत सुंदर, सदुपयोगी वीडियो । बढ़िया जानकारी के लिए अनेक धन्यवाद !
Kalancho ke bare main bhaut hi acchi jankari di hai aapne 👌👌👌
Bahut hi sundar plant hai
Achhi jankari di hai
बहुत ही अच्छी जानकारी दी धन्यवाद
नमस्कार, सिंह साहब सुन्दर जानकारी, धन्यवाद,,,,
Anklji namstye ham aapke sarye vidio dekhtye he bahot acchi jankari di he aapne kalanchuke baryeme aapki potibhi badi pyari he 🙏
Very nice 🌹💞
Bhai ji 🙏 ram ram
🌹 like 🌹
Nice & informative
Video 😊
PU god bless you 😊
Garmi me inko kaise bachaye
🎉
Pk
Nice video ! Uncle ji hybrade kalancho ko summer me kaise save kre kyoki vo summer me kharab ho jate hai
Ram ram ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mere pass bhi kalanchu ke bahut sare desi plant hai aur main bhi ISI tarike se pyar Karti hun aapka video achcha laga main aapke channel se jud rahi hun aur ummid karungi aap bhi mere sath sahyogi Bankar rahenge
🙏ji winter mein anjir ka pudha lga skte hai
Bahut achhi jankari.
Pls guide kijiye m caladium lai thi lekin vo achhi tarah grow nahi kar raha...
राम राम भाई जी धन्यवाद क्लान्चो का रेट बता दिया आपने 🎉🙏🙏
Bhut achhai jankari sir kya praise hai
Salvia ke bare Mai bhi batana sir ji please
Bhai ji 🙏 kya kalanchoe ki pinching hoti ha or 1 baar timar pottiya ki pinching kase kre ye bhi bata dijye ya genda jasi hi hoti ha
Rubber plant ki cutting kab lagaye
Bird of paradise plant ke dekhbhaal kaise kera please batai
Ram Ram tau ji aap kese ho
Bitiya pihu ko pyaar dena
Mera rubber plant bahut ghana ho gya h nya phoda kese teyar kru or ponytail Palm ki abhi re poting kr sakte h kya plz bataye
hello sir....chiqoo ke plant ki repoting ab kar sakte hein kya
Ji uncle ji isme khaad ki jrurat hoti h kya ????
नमस्कार भाई जी 🎉
Margint darsina ki cutting kab lagay
Ram ram ji mere agle sal।k liye ye plant bch nhi pata hr sal nya lena pdta he
Kya abhi hybrid kalancho ki cutting lg skti h pls btaye
Yes lga sakte ho
Sir जी क्या अभी पत्थर चट्टा की कटिंग लग सकती है?
Sir aapki nursery ka adress pin kiya kro ya fir apne about me dijiye 🙏
नमस्कार भाई जी बल्ब्स प्लांट के बारे में जानकारी दीजिए कौन सा बल्ब किस मौसम में लगा सकते हैं
Hi uncle online plant sale suru kroo plz
अंकल जी आप अपनी नर्सरी बाहर से अंदर तक विजिट कराये आपकी महान कृपाहोगी
🎉🎉 namaskar Ham aapki nursery dekhna Chahte Hain yah nursery kaun si jagah per hai aapki Pihu poti ko Ham Bhi Pyar karna chahte hain God Mein Lekar
Radhe Radhe pitaji AAP sab ko ❤❤