Sar Mera gadi glamour FI bs6 hai uska starting pareshani hai self maarta hun battery baith jata hai start nahin hota hai aur check light jalte rahata hai aloevera light
नमस्ते महोदय ! Hero Super splendor bs6 पूरी जानकारी वाला वीडियो । मैं भी एक DIYer हूं । यदि आप वह वीडियो लेकर आएंगे तो हम आपके बहुत आभारी होंगे । शुभ कामनाएं । ❤
Sir mai ak macanic hu mere pass ak platina bike aai hai jo chalte chalte band ho jati hai aur ecm nikalne per start ho jata hai kya problem ho sakta hai spark plug change kar diya hu aur batter fir bhi sahi nahi hua hai please koi upae bataie
Sir hero pleasure carborter wali scooty hi ,uska rpm and air fuel mixer work nhi kr rha kya kiya jaye ,hmne sb check Kiya , carborter bhi change Kiya ,but problem not solve
Bajaj Pulsar n106 kabhi-kabhi self leti hai kabhi nahin leti Chennai bike ho ya battery bhi change karke dekh tabhi problem nahin gai to usmein kya karna chahie
Sir ji, aapse judne k liye kon sa link me jana padega🙏
Thank you sir ❤
Most welcome 😊
Bike full wiring upload karo sir 🙏
Sar Mera gadi glamour FI bs6 hai uska starting pareshani hai self maarta hun battery baith jata hai start nahin hota hai aur check light jalte rahata hai aloevera light
Sir tvs ka wiring diagram manual book mile ga
I love you ser❤❤❤❤❤
Sir ap royal Enfield par ek video banaiye na sir
Aapka Sujhav hamne note kar liye hai.
Machanic TV app me tvs honda in gadiyo ka fault code option kb tk khulega sir
Mai app use karta hu
Usper abhi kaam pura nahi hua hai. aapko update kiya jayega.
नमस्ते महोदय !
Hero Super splendor bs6 पूरी जानकारी वाला वीडियो । मैं भी एक DIYer हूं । यदि आप वह वीडियो लेकर आएंगे तो हम आपके बहुत आभारी होंगे । शुभ कामनाएं । ❤
जी धन्यवाद ! आपका सुझाव हमने नोट कर लिया हैं
Sir BS6 HIRO SPLENDER ME SELF RILEME BLEK VAYARME DC VO ATAHE YA GROUND
DC 12 volt
Ok❤❤
❤❤❤❤
Nice
Thanks 😊
Bottom Kahan milega Honda gadi SP shine 125cc
hero i3s passion bs6 after pressing clutch bike stooping and i3s wiring, ground i have checked even though fault not been rectified
check for wiring short in i3s system wires.
Sir mai ak macanic hu mere pass ak platina bike aai hai jo chalte chalte band ho jati hai aur ecm nikalne per start ho jata hai kya problem ho sakta hai spark plug change kar diya hu aur batter fir bhi sahi nahi hua hai please koi upae bataie
Bajaj company ke service center me factory OBD scanner se ECU software ke hex file update kare.
Kya sar reset karne ke liye scanner ka prayog nahin kar sakte SP 125 cc gadi
ji nahi, aftermarket scanner me yeh feature uplabdh nahi hai.
Sir my new purchased sp125 mai continue eingine check popup blink kr rha as per dealer it's normal is it?
Check engine light blinking is not normal, after starting the bike check engine light goes off.
Yeah there are many problems
Hamen aapse Nahin poochh rahe hain kah Rahe Hain ki SP Honda bottom bottom sakar wala kahin uplabdh hai yah bataiye humko
Sir pdf kaise download kare
Sir. Kya. Ye. Hero. Aur. Honda. Dono. Me. Same. Error. Cod. Rahta. Hai
ji nahi sabhi company ka alag alag code hai.
Good sir
Thanks 🙏🏼
Please do video on unicorn bs6 problem
Your suggestion has been noted
Bs6 hornet main uska ecu short hota hai to kese check karee
Wiring aur ignition switch check kijiye.
Sir pwm pulse white modulation ke bare me vistar se jankari de injector kitne degree Tak open hota he wagara 2 meri bat aap expert he samazh gay honge
Ji, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Sir app new gerej ki jankari dijiy kya tul hona chaye
Aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Sir hero pleasure carborter wali scooty hi ,uska rpm and air fuel mixer work nhi kr rha kya kiya jaye ,hmne sb check Kiya , carborter bhi change Kiya ,but problem not solve
Tappet adjust kijiye.
Switch me copper nob rahega Sensor me magnet rahega
Pletina bs6 me kon sa obd canncet hoga
platina me ELM 327 OBD connect hoga.
Sir dual chanel ABS ke uper full
Detail and testing
ji, aapka sujhav note kar liya gaya hai.ABS system ke working aur testing per live session kiya gaya hai.
Sar sabhi bike me full pesar 262 -315kpa
Hoga
ji nahi jaise jaise engine ka size bada hoga fuel ka pressure bhi badhta hai lekin jyadatar gadiyon me pressure 262 - 315 KPa ki range me hota hai.
Xl100 bs6 bike chalu nahi ho raha h kya karu sir
hall sensor check kijiye.
Sar aap ko Etna geyan kahasy sekhy ho
😅
@@mechaniktvhindi😂
Glamour Bs6 bikes m accelerator lene par bike band hojati h....?
fuel pressure check kijiye.
Sir scenar se tp sensor riset hota hai
Aftermarket scanner me yeh suvidha uplabdh nahi hai.
Garage managements
Dhanyawad, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Honda SP 125 waireng price
👌👍🙏💐💐
Bs6 Splendor Plus malfunction light nahin jal Raha hai kya Karan hai sar
check engine light ka bulb aur uski wiring check kijiye.
Hey machenic Bhai
Hello
@@mechaniktvhindi বিএস সিক্স এর bs4 এর পার্থক্য কি?
Pdf book sir
ECU flash kise karye
yeh sirf dealership me hi possible hai
Bajaj Pulsar n106 kabhi-kabhi self leti hai kabhi nahin leti Chennai bike ho ya battery bhi change karke dekh tabhi problem nahin gai to usmein kya karna chahie
Kill Switch, Starter Switch aur wiring ko check kijiye aur clean kijiye.
Baar baar bileg cood kyuo aata hai
Pulsar NS 160 kabhi-kabhi self leti hai kabhi nahin battery bhi dal kar
Kill Switch, Starter Switch aur wiring ko check kijiye aur clean kijiye.
Sar mechanic TV channel ka WhatsApp number chahie