This is one of the best videos to know for new beginner in fish farming But you didn't mention about temperature and climate condition where these fish can grow better Please also calculation should be mentioned in Acres because we are small farmers work in bighas in Utter Pradesh Thanks for the video
Go to Andhrapradesh n West Bengal In the Sunder ban area to see actual fish farming.... 2.2 to 3 kg in a year is normal growth/ year. 3 harvesting/ yr. Is normal in bhedi...of Bengal ..
Sar Pranam sar Pranam main sar process GP Shukla bol raha hun sar aaj main aapka video dekha badi KhushiHui sar mein is samay Central University Amarkantak mein professor hokar chala Gaya Hun kabhi Darshan dijiye
Good morning sir mai fish pallan karna chahta hoon lekin mere pass talab taiyar nahi hai mera question ye hai ki hum talab ki kudai karane ke kitne din kebaad fish daleyn
Sar aapke yahan Kisi Ko admission Karana ho to kis Prakar se kara payega padhne ke liye yah course karne ke liye aur aap apne video mein contact number bhi diya Karen
Professor hi asli knowledge deta hai. Baki sab apni kahani batate hain. Best fisheries video for startups.
Sir hame bhi batao starting me kya karna padta hai mere pass talaab hai
Sir aap talab ki lenth aur wid ke hisab se batae ki kitana fit lamba aur chauda talab me kitana bacha dal sakte hai .plz
Sir kya fish farming ke liye soler pump ka sarker ke traf sa koi suvidha h
Bohot hi sundar tarike se samjaya sir ne..🙏🙏thank you
Aapka bahut bahut avar...lagatar isi Tarah Naya Naya topic cover kijiye taki machli palan ki bariki se jankari mile
I find it very helpful. Thanks for the video.
Very nice presentation
This is one of the best videos to know for new beginner in fish farming
But you didn't mention about temperature and climate condition where these fish can grow better
Please also calculation should be mentioned in Acres because we are small farmers work in bighas in Utter Pradesh
Thanks for the video
Sir kya bioflox ke madhyam se fish farming kiy ja sakta ho.
He seems a good orator....presence of mind.....no lose talks
Pond se frogs ko kese avoid kre , btaiye pleass
Sir,duck farming ke saath kon si fish high density me farming karsakte hen.(Roopchand, Pangasius or catla)
Pangas
Katla
Sir rohu, grass curp, silver curp in mosliyo ke sath fishery main rupsanda and cod fish rokh soktai hain..please mujhe botayiye..
Thank you bhai, it was very useful.
God bless you.
Proper information for new one's.
Very good sir.
Good information doctor sahab Pantnagar
कतल, रोहू, नैन,( ग्रॉस,सिल्वर,कॉमन कार्प)
Kya ye six fish ras fish plant me bhi kiya ja sakta
Sir choona paani me hi daalna hai
Male or female fish ki identified kaise krte hain
Trening leni hai muzhu koi sayta kro
So nice video 👌 gd job bro
Hi old man look like a good man nice job.........fish is so so good old man
Nice
🐟🐟😘😘😘🐟🐟💞💞💞💞💖💖💖
What a informative video. Thank you sir. Thank you head Sir.
Go to Andhrapradesh n West Bengal In the Sunder ban area to see actual fish farming....
2.2 to 3 kg in a year is normal growth/ year.
3 harvesting/ yr. Is normal in bhedi...of Bengal ..
Bahut achi jankari
Nice information sir.. ❤️
Tnx Patel ji
Manish bhai ek baar biofloc fish farming ke baare me orr video bnao inhi sar ke sath,, plzzz
Ji Parveen ji
great job
Sir ji jankari do to ishi tarah se puri ho good sir ji
Ye 6 layer farming kehlati, achi information diye, keep it up.
Sir y talab ki lambai chaudai kitni h
Yes
सर प्रणाम मैं मेरठ उत्तर प्रदेश से हूं और मछली पालन करना चाहता हूं पंतनगर मेंक्या सर आपसे मुलाकात हो सकती है
Fid v milata
Great great...naman
Good information sir।
Sir kauna time aur kaun sa mahina me breed ko talab par chhoda na .plz ans.sir
please put a video on trout farming in upper uttrakhand..
Superb
Sir ji fish ko kya vitamin deyne se jaldi growth hota hai plz reply
Esme bohat kharch or mehnat lagtihe
Bhut hi achha sir ji
3 hector water area open pound mein kite ni profit ho sakta hai
Bro. Ak ackad Jemeen se pangasias machli se 5lack bacha sakte h
He has good knowledge. Thx
Gopendra singh
Mathura (Uttar Pradesh)
Good
Great video Bhai ji🙏
Sir mai Udham singh Nagar se hu Fish Farming karna chahta hu apse training chahiye sir
very informative.
Sir pound ketnay square foot ka hay
Boel kese paale
haa
Mai Ajay Pratap Singh Ranki Pratapgarh Uttar Pradesh ka rahne wala hu.maine 2 beeghe fish palne k liye pond banwaya hu.mujhe training aur seed chahiye please bataye.
Muja bhee training Lani ha sir
Kya app training leker ayanga kya
Very nice video
Price bata rahe the..sir lekin aap bich me hi tok diye
Thanks sir
Sir market feed ka nam
Sir pantnagar me machli ka baccha mil jayga is time
Nhi suraj ji
Ye mirzapur 2 ke dadda hai😂😂😂
Thanks Sir, aap address mention kiya kijiye sir
A bi Tak kitne ko kiye hai 💯👍, thike se to bool nahi paraja hai 💯👍
Sir I wnat the number of Dctor R S Sohan sir to take information of fish forming
देखिए मैंने आपको वाताया स्वा देर। क्या बात है।
Uttar Pradesh me Desi mangur ya fir singi fish ki farming ki jankari dene ki kripa kare bhai
Sar Pranam sar Pranam main sar process GP Shukla bol raha hun sar aaj main aapka video dekha badi KhushiHui sar mein is samay Central University Amarkantak mein professor hokar chala Gaya Hun kabhi Darshan dijiye
1 hectare mein kitne by kitne ka plot hota hai
हमको ट्रेनिंग मिलेगी
Masli ka kos karna he to
mera vi fishery hai Assam
Proud to be a pantnagarian
How to training
Bioflouk farming ki widhi Kya sahi hai
Or sir Kya government isme koi subsidies provide karte hai
Seed kha milega
kaha Chahiye Or Konsa
Me datia distric se hu mp sir qualifications from rvskvv gwalior 2 year
Sir murre koremen fishing ke baare me bataye
Bihar me fish palne ke liye terning kaha se lee jati h Bihar me fish terning sentar kaha h boliye
Icar samastipur pusa bihar
Mastsya vibhag ki web par canter pta kr lo
Thanks🌹
Bhai price to batane diya hota
Nice bro
Respected Sir,
Kya 6 nasal jo aapne batayin hain Inme se kisi ek carp ko hatakar jiski growth kam hai Uski jagah Golden carp paal sakte Hain.
Shukriya
Jharkhand me fish palna hai
Yaha contact kaise kr skte h koi contact nmbr h yaha ka?
sir me gonda se hu seed mil jayega
Good morning sir mai fish pallan karna chahta hoon lekin mere pass talab taiyar nahi hai mera question ye hai ki hum talab ki kudai karane ke kitne din kebaad fish daleyn
Bhai mere paas machhali ka baccha hai Kisi ko chahiye to call kare
8006261194
Murrel fishing kaise kare
Eak eakad me kitna machli bij dal sakte hai
Sar aapke yahan Kisi Ko admission Karana ho to kis Prakar se kara payega padhne ke liye yah course karne ke liye aur aap apne video mein contact number bhi diya Karen
Chauhan sir ka mobile no muje chiyhiye hai. Mai ek kisan hu or mere talab me machli ka size bada nhi ho rha hai. Plz provide me
Ye sari fish ki close-up pic dikhana chahiye tha aapko jisse uski sahi pehchan ho sake aam janta ko
Aapsa mulakat ho sakti ha
Amitkumar monukumar
Ek ekad me kitni ma6li pal sakte he or talab kitna gehra ho na chhiye or ek sal me kitna kahrca ho ta he
Apki university me admission kab hote hai
Sir seed milega
Ha sir contact me
चुना से मछली मरेंगी नही क्या??
नही
सूखा चूना होना चाहिये
Dear friends ky mujhe dr. R s chohan sir ka number mil sakta hai hai