bhai ne bariki se practical issues bataya hain , bhai ko 10 mein se 10 number dunga, aur ummeed karta hoon agar bhai ke subscriber lakhon mein hojaye to companyion se paise kha kar review na de jaise ki bahut se youtuber ya influencer kar rahe hain
Aap dil se bolte ho, honesty ki wajah se aapka channel khoob aage jaayega . Ishwar ki kripa bani rahe. But isi ke saath saath TH-cam pe success ke liye... Thoda sa aapko keyword ka sahi upyog, thumbnail me attractive images, description me without spelling mistake kiye video ka content ki summary daalna.. Or thode kuch seo ka knowledge bhi lagega.. fast grow karega channel. #drpathak
@indian car sikho Bhai, Ola ka charger maximum kitne ampere current leta hai ye idea hai kya aapko ? Agar hum 2 charger ek board me se lagaye to us board ko cut off ke liye kitne ampere ki MCB lagaye us hisaab se lagayenge !!!! Q ki bahut jyada ampere ki MCB fir trip hi nahi hogi ! Isliye correct amount ke aas paas wali lagayenge ! Thanks.. #drpathak
Bhai apne jitni bhi problem bataya.. mujhe badi issue to nahi lagi lekin jo uska display bich bich me kam nahi kar raha hei. Bo sabse bada problem laga mujhe. Manlo ki ap kehin bina mobile me chale gaye sur wahan isa problem aya to fir gadi unlock kese hoga.
Minor issues he Bhai aap net pick kar Rahe ho. Handle lock - not major Pillion footrest - not major Rattling sound - har scooter me aata he Bhai including petrol ye to silent he isiliye jyada feel hota he baki kuch nahi 😊 Touch chalata he Bhai hamara to Pani rahega screen pe isiliye nahi chalta rahega. Ha par thoda bahut screen issue karta he but it can be ignore nothing major as such Belt cover ha usko bhi fix Kiya ja sakta he Overall scooter is best of all scooters including petrol. Be it speed Performance Braking Milege/range Best value for money 😊
4:45 yha pr bhai tumne jo guard lgaya hua hai uske karan problem ho rhi hai , guard nhi hota to zada problem nhi hota mushkil se kabhi kabhi nhi khulta
I faced multiple dead/hang issues 3 times within 24 hours and finally dead issue was not resolved past 6 days. I think it's permanently dead. It happened after only 4 days of delivery. As of now very very worst experience with Ola after booking to date. This is the worst decision of my life.
I'm Zomato rider Ola S1 Pro 1 year running 40000km battery drop issue third class build quality third class service .....mera dost athar liya hai 100000 km chalaya hai swiggy me range drop na battery drop kuch issue nahi aaya hai.....
Bhai may ne ola S1 pro net cash 💵 me book ki hai 24 february ko delivery date 8march ki de raha hai app me hyper mood 120kmph me kitna deti hai range ....?
अरे भाई ये प्रॉब्लेम पब्लिक ने बने बनाये हैं, हॅण्डल लॉक एक जगहा भी हो सकता है, मैंन स्टँड अलग ही लेना पडता है,नंबर प्लेट गार्ड अलग ही लेना पडता है,ev होने के कारण बूट लाईट नही दिया,हर एक के पास मोबाईल तो होता हैं
Bhai overall 1 month ka research te hai ki har ev scotty me kuch na kuch bimari hai hi chahe kisi bhi company ki lelo Overall ola best hai range, price or bettry warranty wise. Baki to apni shraddha par sab ev m kuch na kuch gadbad 100% milegi.
Mai abhi 3 din se chala raha hu. Negative: - Display hang hota hai - Phone kabhi kabhi nahi hota connect - Ye dono issue reboot karne ke baat resolve ho jate hai - seat thodi dab jaati hai thoda heavy person baithe toh - panel kabhi kabhi fix nahi hoti kisi taraf se (delivery ke time pe ya service centre me ja ke immediately fix ho sakti hai ye problem) - vibrate bohot hoti hai kharab raste pe - halki hai Positive - range: 30km ki range 25% battery khati hai normal mode pe (avg. 30kmph) - no sound - great handling - great looks - great storage - -
@@tushrpanchal bhot confuse hu bhaiya, agar ye Li toh next 3 years tak koi gaadi lene ke pese nahi honge aur agar ye nahi chal paayi 3 saal toh bhot issue ho jaayega.
@@flipflopfactory ache se chalegi, thoda dhyan se chalana padega. Kyun ke silent hai gaadi toh takleef hoti hai narrow turns pe, baju wale ko pata hi nahi chalta scooter hai. 😝 But vaise maze ki hai, charging ka figure out kar lo, hyperchargers pe depend nahi karna. Kyun ke network bohot kam hai aur chalane ke baad immediately hypercharger se charge karna safe b nahi hai
@@IndianCarSikho meri abhi bhi kharab hai or service center par bolte hai k part hi nahi a raha hai kya kar aap jese Bhai ko you tube par dekh lar khari di thi
@@misbakhan8747 kon si city me ? city pe bhi depend karta hai , tum ek baar service center ja kr manager se baat kro vo part ka approval de dega aur part jhaldi aa jayga . aur manager/team leader se baat kre bina mt ana
Phle kya dekh k liy ho bhai ye sb lene se phle dekhna chahiy tha ab kuch v video bnane se kuch nhi hoga bro .so sblog burai krte ho fir v khrid lete ho Mt khrido n .
bhai ne bariki se practical issues bataya hain , bhai ko 10 mein se 10 number dunga, aur ummeed karta hoon agar bhai ke subscriber lakhon mein hojaye to companyion se paise kha kar review na de jaise ki bahut se youtuber ya influencer kar rahe hain
❤️
best study kiya dost aapne.,
Bhai bilkul shi bataya mere sath bhi yhi problem aa rhi h baki ola best h
Aap dil se bolte ho, honesty ki wajah se aapka channel khoob aage jaayega .
Ishwar ki kripa bani rahe.
But isi ke saath saath TH-cam pe success ke liye...
Thoda sa aapko keyword ka sahi upyog, thumbnail me attractive images, description me without spelling mistake kiye video ka content ki summary daalna..
Or thode kuch seo ka knowledge bhi lagega.. fast grow karega channel.
#drpathak
Ji sir
Videos bahot hi helpful hai aapki 👌
You have given honest reviews bro...
Bilkul original review aur best video on u tube
🙏🏻
@indian car sikho
Bhai, Ola ka charger maximum kitne ampere current leta hai ye idea hai kya aapko ?
Agar hum 2 charger ek board me se lagaye to us board ko cut off ke liye kitne ampere ki MCB lagaye us hisaab se lagayenge !!!!
Q ki bahut jyada ampere ki MCB fir trip hi nahi hogi ! Isliye correct amount ke aas paas wali lagayenge !
Thanks..
#drpathak
6.6A max
Eek bhi major problems nhi laga! Ajkal logoko adjustment krni hi nhi hya, sab chahiye! Rocket kharidlo bhai, kami usme bhi milega
😄😄
Bhai apne jitni bhi problem bataya.. mujhe badi issue to nahi lagi lekin jo uska display bich bich me kam nahi kar raha hei. Bo sabse bada problem laga mujhe. Manlo ki ap kehin bina mobile me chale gaye sur wahan isa problem aya to fir gadi unlock kese hoga.
Reset kr lo simple hai
@@IndianCarSikho reset kese hoga jabki scooter ka display hi kam na kare.
Exta fitting karne se Warranty pe kuch effect hota hai kya...?
No
Front sound kaa solution kuch hai kyaa?
Ho jata hai solv
Minor issues he Bhai aap net pick kar Rahe ho.
Handle lock - not major
Pillion footrest - not major
Rattling sound - har scooter me aata he Bhai including petrol ye to silent he isiliye jyada feel hota he baki kuch nahi 😊
Touch chalata he Bhai hamara to Pani rahega screen pe isiliye nahi chalta rahega.
Ha par thoda bahut screen issue karta he but it can be ignore nothing major as such
Belt cover ha usko bhi fix Kiya ja sakta he
Overall scooter is best of all scooters including petrol.
Be it speed
Performance
Braking
Milege/range
Best value for money 😊
Bhai pesa vsul hai ye to hai
Bhai main stand ke liye ola pr case file kr do sabhi ola users
😊
Activa 6g sale krke sahi rahegi??
Car ke petrol ke kharche km krne hai
Local range kya hai
Service interval kitne km mai hai
Shi h ye
Kheto mai kichad mai kaise performance hai
Parts mil jate hai??
Panipat mai bhot chl rhi hai
Sb milta h
4:45 yha pr bhai tumne jo guard lgaya hua hai uske karan problem ho rhi hai , guard nhi hota to zada problem nhi hota mushkil se kabhi kabhi nhi khulta
Hmm
Bhai extra fitting, guard se warranty me dikkat aati hai kya???
Nhi, ati light horn se ati hai
I faced multiple dead/hang issues 3 times within 24 hours and finally dead issue was not resolved past 6 days. I think it's permanently dead. It happened after only 4 days of delivery. As of now very very worst experience with Ola after booking to date. This is the worst decision of my life.
Update move os 4 hai
Mere pas bhi Jupiter hai Mai bhi s1 pro le rha hu
Bro kya scooty ki Bluetooth always on rakhne se battery jyada jaldi decrease hota hain??
Nhi
Woh handle k samne se thak thak wala sound mera gen 2 se bhi ata hai... Meine technician ko dekhia to woh bola suspension ka sound hai...
Fir solution kya diya
@@IndianCarSikho technician ne bola ki koi tnsn ka baat nhi hai, yeh normal hai..
I'm Zomato rider Ola S1 Pro 1 year running 40000km battery drop issue third class build quality third class service .....mera dost athar liya hai 100000 km chalaya hai swiggy me range drop na battery drop kuch issue nahi aaya hai.....
Accha
Sir I am still in doubt whether I should buy Ola S1 pro zn2 or not because I can buy it only once so I want the best. Plzz help me
Gen 2
Nice information
Ye front noise shuru se hai ya abhi aayi hai mere new scooter me bhi hai
1000km ke bad
Bhai book to maine bhi krwai hai dekho
Activa 6g me bhi one side lock hai left
Jupiter me dono traf he
Bhai ola s1 x batayiye
Belt cover company ko generation 1 ki tarah lagana chahiye
Hmm
Bhai ek video iske app ke uper bhi bana dijiye kaise kaam karta hai full details ke saath
Ok ji
Haan bhai bana do jaruri hai
Cresh gard steel acessary kitne ki aayi bhai
650₹ total
Bhai apki seat andar ke side dabti hai?
Nhi esa esme hua nhi pr suna hai
Bhai may ne ola S1 pro net cash 💵 me book ki hai 24 february ko delivery date 8march ki de raha hai app me hyper mood 120kmph me kitna deti hai range ....?
हाइपर मे मत chlao
@@IndianCarSikho bhai hindi nai ati
@@IndianCarSikho 😇
अरे भाई ये प्रॉब्लेम पब्लिक ने बने बनाये हैं, हॅण्डल लॉक एक जगहा भी हो सकता है, मैंन स्टँड अलग ही लेना पडता है,नंबर प्लेट गार्ड अलग ही लेना पडता है,ev होने के कारण बूट लाईट नही दिया,हर एक के पास मोबाईल तो होता हैं
Footmatt khaya liya bhai..?
Merut
Ola s 1 pro kitna hai range test
Esme video bna rkhi
Bhai iski range kitni hai 2 k sath chlane me
160km 43kmpm
@@IndianCarSikho normal mode pr btao
@@Roasterman37 120 pkka 18% bacch jayegi
@@IndianCarSikho 2 sawari k sath btaya aapne
Bhai overall 1 month ka research te hai ki har ev scotty me kuch na kuch bimari hai hi chahe kisi bhi company ki lelo
Overall ola best hai range, price or bettry warranty wise.
Baki to apni shraddha par sab ev m kuch na kuch gadbad 100% milegi.
Ji ye hakikat hai pr ye kmi nhi hai isko ignor kr sakte ho
Bhai ola ke after sale service is very poor
Lena chahiye ya nahi?daily 80km running hai.abhi petrol chla rha hu bhot mehangi pad rahi hai.Jitne ka petrol lg rha hai usse kam ki EMI hai.
Bhai le lo bhtrin hai ye
Mai abhi 3 din se chala raha hu.
Negative:
- Display hang hota hai
- Phone kabhi kabhi nahi hota connect
-
Ye dono issue reboot karne ke baat resolve ho jate hai
- seat thodi dab jaati hai thoda heavy person baithe toh
- panel kabhi kabhi fix nahi hoti kisi taraf se (delivery ke time pe ya service centre me ja ke immediately fix ho sakti hai ye problem)
- vibrate bohot hoti hai kharab raste pe
- halki hai
Positive
- range: 30km ki range 25% battery khati hai normal mode pe (avg. 30kmph)
- no sound
- great handling
- great looks
- great storage
-
-
@@tushrpanchal bhot confuse hu bhaiya, agar ye Li toh next 3 years tak koi gaadi lene ke pese nahi honge aur agar ye nahi chal paayi 3 saal toh bhot issue ho jaayega.
@@flipflopfactory ache se chalegi, thoda dhyan se chalana padega. Kyun ke silent hai gaadi toh takleef hoti hai narrow turns pe, baju wale ko pata hi nahi chalta scooter hai. 😝
But vaise maze ki hai, charging ka figure out kar lo, hyperchargers pe depend nahi karna. Kyun ke network bohot kam hai aur chalane ke baad immediately hypercharger se charge karna safe b nahi hai
Le lo bhai mere pass bhi hai gen 2
Par hub motor ki gadi mat lene pro model hi lena
Bhai iski handle tea loose Hai jakar tight karao service centre per
Ok
Show the motor Angel
Kya hua
Raini season mai kaise performance hai screen mai
Shi h
Key wali lena 4kw m
Ji
Le sakte ho
Abe tu kudh ek problem hai 😂
Sabse badi problem yah khud hi hai bar bar kharb ho jati hai ok or service center par part of service hi nahi milti hai
Apke hui the krab
@@IndianCarSikho meri abhi bhi kharab hai or service center par bolte hai k part hi nahi a raha hai kya kar aap jese Bhai ko you tube par dekh lar khari di thi
@@misbakhan8747 kon si city me ? city pe bhi depend karta hai , tum ek baar service center ja kr manager se baat kro vo part ka approval de dega aur part jhaldi aa jayga . aur manager/team leader se baat kre bina mt ana
Bhai ye noise kis chiz ki hai normal to nahi lag rhi hai
Normal h tansion ke bat nhi h
Phle kya dekh k liy ho bhai ye sb lene se phle dekhna chahiy tha ab kuch v video bnane se kuch nhi hoga bro .so sblog burai krte ho fir v khrid lete ho Mt khrido n .
OLA Loge to Joola Leke Ghumo Ge 😅😅😅
Nhi yr esa nhi h
jhola ? Bai tumhare pass kon si scooter hai ?
mujhe 1+ year ho gae S1 hai mere pass 6k km complete hone wale hai , mst chal rhi hai
Mat lo
Pr kyo
अरे कहना क्या चाहते हो 😅
Jo kmi h vo
Ola nahi leni chahiye
Kyo
abe highway jese road pr noise nhi aayenga😂
Ha vha na ati
touch is most big problem
.what if i dont have a mobile.. what ola is thinkigng as an idoit.. ????
Phle se shi h ab
you can unlock from phone , touch is not a problem its a advantage
Are bhai tum ko kam wam h kya nahii Ek gadi ka goda bana diye
Ola na lena bhai
Kyo
Kyo
Aare bhai handel left side hi lock hota hai koi bhi two wheeler ho
Jupiter dono traf hoti h chek kr lena bs6
Mere ather me double side he