Sir ye maize me kaisa daalna jhaad ke andar chidkaav karna ya urea ke saath mix karke pura khetme chidakna aur chidakne ke maize me paani rehna ya nai thoda jaldi answer deejiye sir
Sir ji mera ganna 90 din ka hain iss me dal sakte hai ya nahi sir ji apne kha ki pani rakhana hai ganne me itna din Pani nahi rehta phir ye kaisi kam kaege
Dekhiye kissi v khad ke sath mila ke de sakte hai.... Magar urea ke sath de jyda better rahega.... Or Npk/dap to rupai ke samay dalte hai to uss samay virtako ka koi jyda fyda nahi milega.... Or Iska best time hai rupai ke 15-20 din bad urea ke sath....
Bahut dhanyvad bhai sahab
22ji wait rahega agli video da .Fertera vs virtako
Ok sure brother....👍
Brother PR 126 nu virtako kine dina vich pa deni cahidi ajj PR126 nu lge nu 28 din ho gye goob di sundi di sket aa rhi hai ?
Hanji ahhi sahi time a pa deyo…✅
Y g Adama company da Brozz pao hun oda shi time a
Virtako is best insecticide
sir deemak KO BHi control krta h Kya dhaan m
Hanji krega
Sir virtako sarso ki khali k sath dhaan mein daal sakte hai kya
Please reply sir
Yes daal sakte ho
Bhai isko hm mirch me dal skte hai kab dale aur kb dale
Hanji daal sakte ho bus khet me nami honi chaiye or tab dalo jab keeto ka attack bahut jyda ho rha hoo
Sir ji uria+jink +sagrika +fitkiri + virtako ak shath daal skte hai kya
Hanji daal sakte hai….
Vartiko ka spray bhi kar sakte h kya
नहीं भाई।।।
Brother isko hum soyabean me daal skate hai kya......fertilizer me
mix karke.....to control stem borror for the long time
ji daal sakte hai best hai....best hai...
Clorosaifar k sat m dal skte h esko Bhai sab
Hanji kr sakte ho
Lahsun m dal skte h esko Bhai sab iska result kitna din m aata h
Hanji bilkul daal sakte ho
Btana sir fatera or vireto me bdiya kaun sa hai
Ferterra me 1 salt hai virtako me 2
Or virtako me thiamethoxam hone ke karan yeh sucking pest ko v control krega....
Good.rejald.ha
Virtako aur 2-4d salix ko mix karne se kya hoga
@@KamalRatre-y2z kuch nahi hoga
Double ghode ka matlab double power👌👌
💪 💪
Thank you for sharing
Welcome noor 👍
Sir ji uriya dap ke sath zinc sulphate 33% ko dal sakte hai kya
Urea ke sath daal sakte hai...
Dap ke sath nahi...
Virtako sygenta kab use 50 days kay dhaan mai kar skte hai
@@akashjohal3107 Hanji bilkul best hai iss samay
White grub ke liye kaam karta hai kya
Hanji karega
Urea+mono zinc+virtako milakar daal sakte hain kya?
Ji bhai daal sakte hai best hai...
Thanks
Sir ye maize me kaisa daalna jhaad ke andar chidkaav karna ya urea ke saath mix karke pura khetme chidakna aur chidakne ke maize me paani rehna ya nai thoda jaldi answer deejiye sir
isse urea ke sath chidkav krna hai or chidkav karte samay khet me nami ya pani ho thoda sa...
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks for reply sir aur kitne din ke andar ye use kar sakte hai maize crop me mai lagake 19days huva
@@mahaboobbasha8177 Hanji bhai kissi bhi fasal me 20 din ke bad kar sakte hai
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks
वीर जी पिछले साल धान मे बौने पन ज्यादा हुआ था। इसके लिए कुछ बताए।।
koi bhi Hopper (osheen, Chess, Imida, 30Fs) wali dawa dalo pre me...koi dikkat nahi ayegi...
@@AgricultureFarmingRanjeetkab dale
@@Farming_knowledge.89 sari urea dalne ke bad kabhi bhi iski spray kr de
Sir ji mera ganna 90 din ka hain iss me dal sakte hai ya nahi sir ji apne kha ki pani rakhana hai ganne me itna din Pani nahi rehta phir ye kaisi kam kaege
Ji daal sakte hai koi dikkat nahi hai magar pani nahi to khet me nami jarur honi chaiye....
@@AgricultureFarmingRanjeet Thanks Sir ji
Urea+safilizer+virtako ganne me dal sakte hai kya
Ji daal skate hai best hai
Kaun sa khad Ke sath mila kr dalna hai
Dekhiye kissi v khad ke sath mila ke de sakte hai....
Magar urea ke sath de jyda better rahega....
Or Npk/dap to rupai ke samay dalte hai to uss samay virtako ka koi jyda fyda nahi milega....
Or Iska best time hai rupai ke 15-20 din bad urea ke sath....
Tomato me iska upyog kar skte h
Ji kar sakte hai bahut badiya result hai iske 👍
Sar good morning
Gm bhai 👍
Virtako ya corogen ma consa best ha bahi ji
Ji virtako ko urea ke sath dalna chaiye aur coragen ka Spray Krna chahiye, virtako ko 35 din ke anadar dalna chaiye or coragen ko 35 din bad
Dhaan ki fasal mein kab daale
25 din ke bad kabhi bhi
Maene pahale dala tha kya men duwara dal sakata hun 45din ki ho chuki hea
Dhan ki fasal
Na dalo bhai.. duabara me spray karwa do
Jeh padan hai kya
Nahi bhai
Isko drip me ghol ke daal sakte Hain kya
Nahi bhai drip na de...
@@AgricultureFarmingRanjeetबेसल डोस मे डाल सकते हैं न
@@gunjanfopse1405 yes
Price kya hai
1350 pr 5kg pack
Dhaan me fitakri kiu dalte h
Dhan me fikari bakani rog ki roktham ke liye dalte hai
Magar fitkari 100gm per tak use kr sakte hai isse jyda khet ko nuksan karegi
Nimotod ko control karta hhh ye
Yes bcz of thiamethoxam in it
40 DIN MA DAL SAKT HA
Yes
Patta lapet par control nhi krta virtako
Virtako kaam jado ke dwra paudho ko zehrela banata hai iske karan patta lapet ras chusega to marega ese kaam krta hai
हल्दी रोग के लिए क्या यूज करें
इस समय Propiconazole & Carbendazim +Mancozeb use kijiye best result milega...
Rate tell me pls
Brother i already Given each and everything in video....
Bhai video pura nahi dekhte ho aur kuch bhi comment krte ho tumhe sb readymade thodi na milega... Kuch efforts khud se bhi daalo yr bhaii
@@gunjanfopse1405 tq so much brother 👍
1400 2 ekad ka
Fmc ka faterra mai dum nhi hai
Virtako k sath agromin soil plus or sagrika urea mil kr dhan mein dal skte hai kya
Hanji daal sakte hai
25 days ke jhone ma dal sakte ha kya
Ji bhai daal sakte hai best hai....