Sir oil 40 lit lagega aacha company ka 9000 to 10000 aur brake 1 pics 1000 rs hoga steel plate ka 600 rs hoga sir ji isme 200 ya 500 Kam zayada ho sakta he ok sir ji.... thank you 🙏
Sir aap pehle check kare ki engine me Pani ja raha he kya? Agar engine me Pani nahi jata he aur Khali radiator me oil jata he to aap Head gasket change kare
Sir is tarah ke to bahut sare karan hote he phir bhi aap 1bar hydraulic distributer aur hydraulic liber ki setting karba le ok sir ji...bina tractor ko dekh kar kuch bata pana muskil hota he
सर...ड्राई ब्रेक में 90 नंबर का तेल डाला जाता है और OIB तेल भी डाल सकते हो क्यू की OIB तेल आप किसी भी ट्रैक्टर में इस्तेमाल कर सकते हो.. लेकिन हाइड्रोलिक तेल आप इस्तेमाल नहीं कर सकते
Bro mere pass swaraj 744 dry break wala model hai purana Uski break se oil leak krta hai mene 3 baar break seal dalwa li lekin oil nhi ruka kuch solution batao bro
Sir seal ka jagah kharab hone se v yeh problem hogi aur shaft ka bearing loose hone se v yeh problem hogi,aur v bahut karan hote hai lekin kuch kaam bina dekhe bata pana muskil hota hai sir
Sir ji isme bahut wajah ho sakte he oil leakage problem ho sakta he brake Lining kharab ho sakta he aur brake drum me ve cut ane pe aice problem hoti he...up ko brake kholne k bad malum padega ki isme kya problem he...ok sir ji ❤️🙏 thank you
Sir ji brake ka jo pressure plate he isme cut aya to ise led me thik karway aur brake lining ko change kare ok sir ji... Aur sir ji kuch chiz dekhne k bad hi malum padta he thank you sir 🙏
Sir me Assam (Hojai) se ho.... thank you sir aap ne mera video dekha aur comment v kya🙏❤️ sir me aap ka aur Abdul sir ka video dekh k bahut kuch sikha hu aur age v kaam sikhne ka moka milega thank you sir ji... 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mere Mahindra 265+ me break se aavaj aane lagi hai
Kaun sa oil dalvau
Aur kya Ghar me hi dal sakte hain ya machanic k pas Jana padega
Sir OIB oil dale koi bhi aacha company ka, aur purana oil ko aache se clean kare ok thank you sir 🙏
Sir mere pass Mahindra jivo 245 tractor hai dry break use me 68 hydraulic oil dala hai aur break bohot awaj kar rahai hai to kya karna chahiye
Sir dry brake me oil ka koi kaam nahi he...aap brake ko aache se check kare
ये बाला ऑयल क्या जॉन डियर ट्रेक्टर में डाल सकते है
Ji sir ji OIB Oil aap kisi bhi tractor me dal sakte ho..
Lakin aacha company ka hi use kare
Mahindra 265oil brek ripaer me kul kitna khrca aagega oil bhi chng karvana h
Sir oil 40 lit lagega aacha company ka 9000 to 10000 aur brake 1 pics 1000 rs hoga steel plate ka 600 rs hoga sir ji isme 200 ya 500 Kam zayada ho sakta he ok sir ji.... thank you 🙏
Mahindra 575 di brake sound di ase. Ki koribo lagibo Sir? Jona bo sun
Oil tu change Kori deok aru brake bilak clean kori dibo
@@bappitractorhospital brake plate tu change koribo lagibo naki sir?
@therabha5615 bea hole change koribo
@@bappitractorhospital thank you sir
Sr maine oil b nhi dala abi 1 saal hua liya hua swaraj 744 uski b break awaj kr rhi hai 1 baar toh ledher disk dalba b di
Sir itna jaldi oib brake kharab nahi hota he...Kam se kam 4 Saal to chalta he...aap oil change kare aache se cleaning kar k
Sr purana oil clean karke frr daal skta hai
Bhai mari pas farmtik hi or aushmi oil or pani mix horha radeyter mi to kya vja ho shkti hi please 🙏 halp me
Sir aap pehle check kare ki engine me Pani ja raha he kya? Agar engine me Pani nahi jata he aur Khali radiator me oil jata he to aap Head gasket change kare
@@bappitractorhospital sir mujhe bi aapki pas tractor bnvana hi liken aapka gav kosha hi vo nhi malum liken hum gujrat se hi
Dhanyawad sir... lekin sir me aap se bahut dur Assam se hu🙏
Sir mere pas mahindra 475 hai , caltivetor chalte chalte uth gaya fir niche nahi aa raha tha
Kya samsya ho skti bataye
Sir kya uth Gaya he ?
@@bappitractorhospital नागर
Sir is tarah ke to bahut sare karan hote he phir bhi aap 1bar hydraulic distributer aur hydraulic liber ki setting karba le ok sir ji...bina tractor ko dekh kar kuch bata pana muskil hota he
@@bappitractorhospital ok
Veery good job
Thank you sir 🙏❤️
@@bappitractorhospital kaha se hai
Sir ji Assam
Aur up kaha se
@@bappitractorhospital ham to Jharkhand
Ok thank you sir ji ❤️
Plz subscribe my channel 🙏
Bhaiya servo oib oil yuvo Tracktor mei dhal sakta hua kiya
Ji sir dal sakte ho... lekin servo se aacha hoga Total aur Sonalika oib oil
Q ki servo ka oib oil jaldi kharab hota he....ok sir ji
Aap kaha se ho sir ?
@@bappitractorhospital morigaon
Ooo aacha apunar kiba problem hole apuni muk call Kori loba ok dada...apuni kole moy apunak mur no tu di dim
@@bappitractorhospital OK di dib
सादी बरेक वालेमे कयानबर वालाआयलडलेगा नबरकया हैआयलका
सर...ड्राई ब्रेक में 90 नंबर का तेल डाला जाता है और OIB तेल भी डाल सकते हो क्यू की OIB तेल आप किसी भी ट्रैक्टर में इस्तेमाल कर सकते हो.. लेकिन हाइड्रोलिक तेल आप इस्तेमाल नहीं कर सकते
Sir swaraj 744 me sarvo ka oib oil chalega ya nahe chalega ? sarvo oib oil kaisehe ?
Ok he sir ji
@@bappitractorhospital maine aaj volvoline ka daldi sir ji
Ok
Sir jd 5050 oil dalne ke por din se soun ageya
Sir kaun sa oil dala he up ne?
@@bappitractorhospital Reliance
Oib oil he to sir ji ?
Moja,,alpo practice kor aar valo hoibo Hindi...
Thank you 🙏❤️
Sir mere Mahindra yuvo mein 3or 4 th gear main chalte samay Chee karke awaj araha hai 1 or 2 mein or dikkat nhi..kya problem ho sakta hai
Sir kuch problem bina dekhe pata nahi chalta hai....phir v aap gear box ko 1 bar checking karay....ok sir ji thank you 🙏❤️
Bro mere pass swaraj 744 dry break wala model hai purana
Uski break se oil leak krta hai mene 3 baar break seal dalwa li lekin oil nhi ruka kuch solution batao bro
Sir seal ka jagah kharab hone se v yeh problem hogi aur shaft ka bearing loose hone se v yeh problem hogi,aur v bahut karan hote hai lekin kuch kaam bina dekhe bata pana muskil hota hai sir
Mere pass 2019 ki massy 1035 hai uska break nai lg raha aur aawaj bhi bahut kar raha hai solution bataiye
Sir ji isme bahut wajah ho sakte he oil leakage problem ho sakta he
brake Lining kharab ho sakta he aur brake drum me ve cut ane pe aice problem hoti he...up ko brake kholne k bad malum padega ki isme kya problem he...ok sir ji ❤️🙏 thank you
Aj tractor ko khulwaya hu break lining sahi hai fir kya karna he
Sir ji brake ka jo pressure plate he isme cut aya to ise led me thik karway aur brake lining ko change kare ok sir ji...
Aur sir ji kuch chiz dekhne k bad hi malum padta he thank you sir 🙏
Sir mere sath bi yhi huaa 2 4 din tractor chal gaya lekin sound aa rahi hai oil badlne se kam chal jayega kya
Ji sir ji aache se clean kar k aur dono side k break ko v clean kare..phir OIB oil he dale aacha company ka oil
Kitne din bad bad OIB oil change korna chahiye??? Please reply
Sir 1200 se 1500 ghante ke bich me change karna chahiye...
Agar aacha company ka oil dale ho to...ok sir ji thank you
@@bappitractorhospital SERVO kesa hai??
Ok he
Sir mera bhi sem problem h kya kare
Sir kya problem he?
Bhai aap kaha ke Rahane wale ho batao theek hai ok thanks 👍🇮🇳🚜🚜😀😀
Sir me Assam (Hojai) se ho.... thank you sir aap ne mera video dekha aur comment v kya🙏❤️ sir me aap ka aur Abdul sir ka video dekh k bahut kuch sikha hu aur age v kaam sikhne ka moka milega thank you sir ji...
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@bappitractorhospital ok thanks Bhai 👍🇮🇳🚜🚜😀😀
Bhaiya kuchh jankari chahiye thi contect no please
Sir aap ka no dijiye