Pass par Online Ticket Book kaise kare | How to book ticket online on ePass | Technical Ravi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ต.ค. 2024
  • Pass par Online Ticket Book kaise kare | How to book ticket online on ePass | Technical Ravi
    My Amazon Shopping Store :- www.amazon.in/...
    For any questions and suggestions please comment on my video, I will try to give reply and my best to all of you.
    Follow on Instagram :- / technicalravi23
    Follow on Facebook :- / hrms-help-desk-unoffic...
    How to Apply Mutual Transfer in HRMS | HRMS me Mutual Transfer ke liye kaise apply kare :- • How to Apply Mutual Tr...
    HRMS me e Pass ke liye apply kaise kare | How to apply for e Pass in HRMS | hrms pass apply :- • HRMS me e Pass ke liye...
    How to apply Own Request Transfer in HRMS | Spouse Ground Transfer | Inter Railway Transfer apply :- • How to apply Own Reque...
    HRMS me Family Declaration kaise upload kare || How to Upload Family Declaration in HRMS :- • HRMS me Family Declara...
    2 ट्रेनों में रिज़र्वेशन करने के लिए PTO का आवेदन कैसे सबमिट करें | HRMS me PTO ke liye apply kare :- • 2 ट्रेनों में रिज़र्वे...
    How to change Mobile Number in IPASS through RESS | RESS App se IPASS me Mobile No kaise change kare :- • How to change Mobile N...
    #Technical_Ravi#Pass_par_ticket_book_kaise_kare
    ----------------------------------------
    My Favourite Equipments Buying Link :-
    📱Mobile Phone : amzn.to/3F0l2Yq
    📱Budget Mobile : amzn.to/37QxEW6
    💻 Laptop: amzn.to/3MxR9Bo
    🚨 Ring Light : amzn.to/3KvlAa2
    🎙️Podcast Mic : amzn.to/3y0WRrq
    Vlogging Tripod : amzn.to/37W8IfN
    Green Screen : amzn.to/37OCQtz
    Cemara : amzn.to/3Kr2bXL
    Chair : amzn.to/3vtuNeD
    Related Searches:-
    Pass par Online Ticket Book kaise kare
    How to book ticket online on ePass
    PASS par ticket book kaise kare
    PASS par mobile se ticket kaise book kare
    Pass par confirm ticket kaise book kare
    PTO par mobile se ticket kaise book kare
    PTO par online reservation kaise kare
    PTO par online ticket kaise book kare
    How to book a ticket online by PASS
    How to book a ticket online by pass on mobile
    How to book confirm ticket on ePass
    How to book a ticket online by pto on mobil,
    ------------------------------------------
    Video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
    Like, Share, Comment & Subscribe
    🙏🙏Thanks for Watching

ความคิดเห็น • 223

  • @s.s.malagi275
    @s.s.malagi275 ปีที่แล้ว +2

    Is it possible to carry motorcycle on Retirement pass on HRMS. Option for the same is not available in HRMS epass format.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass apply karte samay Motorcycle carry karne ka option nahi aa raha hai to aapko ye facility lagu nahi hai...

  • @spreadpeace8863
    @spreadpeace8863 11 หลายเดือนก่อน

    Pass se ticket book both side ka ek sath hi Krna hota hai kya? Ya fir baad me bhi kr skte hai usi UPN & code se?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Bad me bhi kar sakte ho...same upn or code hota hai...
      Leking onwards journey pahle honi chahiye......
      Yadi app pahle return journey kar loge to fir bad me onward journey ka reservation nahi hoga....

    • @spreadpeace8863
      @spreadpeace8863 11 หลายเดือนก่อน

      @@technicalravi__ agr pass Delhi se Kolkata ke liye genrate hua hai, agr muje uske beech ke kisi 2 station ke beech me ticket booking ki hai, to invalid bta rha hai

  • @nishisingh4349
    @nishisingh4349 ปีที่แล้ว +1

    Break journey jo dia gya hai pass me kya unme se kisi do station k lie reservation ho skta hai?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am...
      Bilkul kar sakte ho.....
      Esliye to break journey di jati hai......
      Lekin ek baat apko dhyan rakhni hai....for example...apne pass liya hai Mumbai to Delhi or Break Journey Vadodara liya hai....
      To apko pahle Mumbai to Vadodara ki journey karni hai bad me apko Vadodara to Delhi ki journey karni hai...
      Yadi aap pahle Vadodara to Delhi ki journey kar loge to bad me Mumbai to Vadodara ki journey nahi hogi..
      Es baat ka apko dhyan rakhna hai...

    • @nishisingh4349
      @nishisingh4349 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ok thanku

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      🙏🙏🙏🙏🙏

  • @abhikrx1007
    @abhikrx1007 ปีที่แล้ว

    Sir, Level 4 walo ke liye privelage pass jo 1 full set milta hai... Kya wo upgrade hoke AC 3 tier milega ? Ya only sleeper class hi milega ??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apki new joining hai..to
      Apko 1 pass 3rd AC ka milega...
      I think wo 3rd ka hi apply hota hai..

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Apki new joining hai..to
      Apko 1 pass 3rd AC ka milega...
      I think wo 3rd ka hi apply hota hai..

  • @Jaid636
    @Jaid636 ปีที่แล้ว +1

    Sir,Passenger details not match or passenger no more depend kyu likh rhaa hai, booking krne per

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jo pass me name ki spelling di gai hai wahi same spelling daliye ....
      Aap name ki spelling jo pass me hai wo nahi dal rahe ho esliye ye error aa raha hai...

    • @Jaid636
      @Jaid636 ปีที่แล้ว +1

      @@technicalravi__ thanks sir❤, man ligiye ticket confirm nhi huaa to pass ka validity khatm ho jayega kya,?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Nahi ticket confirm nahi hone par pass ki validity khatm nahi hoti hai..
      M apko jankari ke liye bta du..
      Pass ki validity 5 Months ki hoti hai..
      Or pass par aap 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho.....

    • @k.n.smathclasses8718
      @k.n.smathclasses8718 ปีที่แล้ว

      Bhai Mai jb pass apply krta hu to likhta hai fail, valid for next year kya kre

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apke kitne pas bache hai...??
      Or kya apka pass band to nahi Kiya hai...??

  • @lost_words
    @lost_words ปีที่แล้ว +2

    Suppose, there are 4 passengers. 2 with pass and other 2 without pass.
    Is it possible book a ticket with all these 4 passengers at the same time?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Bilkul possible hai........
      Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...

    • @lost_words
      @lost_words ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ I tried to do that today on IRCTC but seems like it's not possible as of now.
      Could you kindly post the link to that video you mentioned?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Comment me link block ho jata hai.... esliye me link share nahi kar pa rahi hu.....

  • @goutomkhan7664
    @goutomkhan7664 9 หลายเดือนก่อน +1

    Very fine sir.very useful to me.

  • @abhikrx1007
    @abhikrx1007 ปีที่แล้ว

    Sir ji pto se booking to maine kiya...Ab ticket checker kya id card dekhega kya ? Ticket checker ko kya document chahiye??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Koi bhi ek I'd proof like aadhar card, voter id, licence ....

    • @abhikrx1007
      @abhikrx1007 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ aur agar RESS ka id dikhau to chalega ? Ya aadhar voter yahi chahiye?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Ress ki I'd se kam nahi chalega....
      Vaise TTE kabhi kabhi hi check karte hai I'd proof....

  • @AP12389
    @AP12389 ปีที่แล้ว +3

    Sir,Suppose Family me 10 log travel krna chahte hai...aur 4 logo ka pass hai ...6 logo ka nahi hai...sabke berth sath me aane ke liye kaise booking karna hai?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Ek sath ho jayega......
      Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
      Thumbnail Title:- जिसका पास पीटीओ में नाम है उसके साथ जिसका पास पीटीओ में नाम नही दोनो का एक साथ रिज़र्वेशन कैसे करें ....

    • @AP12389
      @AP12389 ปีที่แล้ว

      Nahi mil raha ...please link send kijiye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Link block ho jata hai ..
      Aap Thumbnail samjhte ho...
      kya hota hai...

    • @AP12389
      @AP12389 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thumbnil nahi pata mujhe

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap mujhe Instagram par message kijiye...m apko us video ka screen shot bhej dunga....
      Instagram I'd video ke description me di gai hai....

  • @umashankarshaw9906
    @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

    Sir ji maine UMID mein Health Unit chang kiya... Change hone mein kitna time lagega? .. Aur pata kaisa chalega ki change ho gaya hai??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Status par click karke check kar lijiye....

  • @dhirajgautam1796
    @dhirajgautam1796 ปีที่แล้ว

    Sir aagr ticket waiting me hua ho toh chart prepared hone ke baad cancel to nahi ho jayga....

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Yadi apne online irctc se reservation kiya hai or chart banne ke bad waiting rah gai hai.,.to wo automatic cancel ho jati hai.....

  • @karamjotsingh3585
    @karamjotsingh3585 ปีที่แล้ว

    India's first private train tejas me ...PTO se ticket nhi ho pa raha hai.
    Travel insurance is not applicable on railway pass ..a raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap reservation karate time travel insurance option ko select Mt kijiye......fir ho jayega..

  • @talibhusainrangrezz349
    @talibhusainrangrezz349 ปีที่แล้ว

    Sir mera full set pass kathgodam se Ahmedabad ka he and break journey pass me new delhi and Rampur junction he kya me iss pass se ajmer junction ke liye reservation kar sakta he ajmer junction bhi issi route par aata he sir ji please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jo break journey apne Dali hai....
      Usi ke hisab se reservation kar sakte ho....Ajmer Junction ka nahi hoga......

    • @talibhusainrangrezz349
      @talibhusainrangrezz349 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ toh sir abb me kya karu fir 2 half set pass issue karwa lu kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap kaha se Ajmer tak reservation karna chahte ho??

    • @talibhusainrangrezz349
      @talibhusainrangrezz349 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ Rampur se ajmer tak karna he ...
      Sir ji kyuki Mera pass Ahmedabad tak he toh kyu na me Ahmedabad ka ticket kar lu and beech me ajmer utar jaoga train ala hazrat express se

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Esa aap kar sakte ho.....

  • @puspohembram
    @puspohembram ปีที่แล้ว

    Sir,main 1St time book karungi, kindly help me
    1.Mera pass Howrah to Delhi hai,kai main bich ka koi v break journey station se Delhi reservation kar sakti hun?
    2, jane aur ane ka reservation k time kay same UPN ,PIN put karna parega ?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Ma'am....
      1. Apne pass me koi break journey dala hai ??
      Yadi apne break journey nahi li hai...to aap Howrah to Delhi select kar lijiye or boarding me jaha se aap journey chahte ho wo station dal dijiye....
      2. Aane or jane ka same upn, pin hota hai......

    • @puspohembram
      @puspohembram ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thank you sir,mene break journey dala hai aur wonha se hi bording karna chati hun

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ha ho jayega....

  • @justfortimepass586
    @justfortimepass586 ปีที่แล้ว

    sir ek pass use krne pe return journey ke liye bhi UPN aur PIN milta hai kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Full set pass me onward journey or return journey ka same upn number or same pin number hota hai.....

    • @justfortimepass586
      @justfortimepass586 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thanks sir

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      🙏🙏🙏🙏

  • @sonukdbg5541
    @sonukdbg5541 ปีที่แล้ว

    Sir railway pass se kisi ka bhi ticket bana sakte hai kya ya kiska ticket bana sakte hai please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Jinka Pass me name hai unhi ka reservation aap pass par kar sakte ho....

  • @umashankarshaw9906
    @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

    Sir ji main SER se mutual transfer leke ER mein aaya hun..UMID card mein Health Unit South Eastern ka hi hai.. Toh iss time mein Eastern Railway ka hospital mein treatment milega kya.. Ya Health Unit change karna padega??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Normal aap dawai goli all india ke railway hospital me kahi bhi le sakte hai.....
      Lekin jab baat Admit hone ya janch karwane ki aayegi is case me Health Unit ki jarurat pad sakti hai....
      Esliye Helth Unit change karwa lijiye...

    • @umashankarshaw9906
      @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thank you so much..

  • @vijayrawat8848
    @vijayrawat8848 6 หลายเดือนก่อน

    Psngr Dtls nt mtchd or
    psngr no more Dpendnt...Baar Baar ye problem show kr rha hai..isme kya problem ho skta hai..Railway Pass pr booking krne pr

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Aap passenger name glt dal rahe ho...jo pass me name ki spelling hai wahi spelling daliye..

  • @SubhamMondal-xf4nt
    @SubhamMondal-xf4nt 9 หลายเดือนก่อน

    Agar mujhe 4 ticket katna hai 3 passenger with pass 1 passenger without pass single pnr me kaise book kare

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  9 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Bilkul kar sakte ho....
      Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...maine thumbnail par ye baat saf saf likhi hai.....
      Wo video maine lagbhag 2 year pahle banai thi...

  • @SHUBHUnaturebeautyvlogs
    @SHUBHUnaturebeautyvlogs ปีที่แล้ว

    Sir mere papa job mey hain tou kya mey apne irctc I'd sey book ker skta hu ticket

  • @Gaurav-IITDelhi
    @Gaurav-IITDelhi ปีที่แล้ว

    Brother mjhe Ndls Pryj jana h aur whi se wapis aana h to issi code se ho jaega na ya alag s kch krna hoga ..dikkat to ni hogi na

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Full set pass hai to usi code se hi ho jayega....

    • @Gaurav-IITDelhi
      @Gaurav-IITDelhi ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thanks bhai ho gya ticket mera full set tha 🙂

  • @nomadicbharat8642
    @nomadicbharat8642 ปีที่แล้ว

    Offline wala pass hai . Usse kaise counter pe reservation kare ... offline reservation form me bharke bataiye pass details kaise bharenge

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Offline pass se Offline reservation ke liye form me jyada kuchh alg nahi bharna padta hai.......
      Bus pass number hi to mention karna hai....baki details sab same hoti hai jaise hmm paise se counter par reservation karwate hai...

  • @sunilKumar-zt2uj
    @sunilKumar-zt2uj ปีที่แล้ว

    2 senior citizen and 1 depedent ek sath book ho skte ha????

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass par ticket book karne ki baat kar rahe ho....??
      Ya fir Paise par ticket book karne ki baat kar rahe ho...

    • @sunilKumar-zt2uj
      @sunilKumar-zt2uj ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ pass par

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Ek sath book kar sakte hai....
      Kyuki Senior citizen ka quota hta diya gaya hai....

    • @sunilKumar-zt2uj
      @sunilKumar-zt2uj ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ kr toh skte ha but in Starting if I choose sr. Citizen I get confirmed tickets but when I book in general 3 tickets it shows waiting

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Fir to Eske 2 hi solution hai....
      (1) alg alg reservation kar lijiye yadi apko senior citizens me confirm mil rhi hai to...Esme senior citizens ki alg Koch me seat milegi or depends ki alg me ...
      (2) ya sabhi ki General quota me kar lijiye.....ho sakta hai bad me waiting Tut bhi jaye....
      Ab apki marji hai jaise aap kare ......

  • @mrinmoymukherjee3523
    @mrinmoymukherjee3523 6 หลายเดือนก่อน

    Sir mera Papa ka name Tarun kumar mukhopadhaya etna bara name irctcey nahi a raha kya karume

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  6 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Wo only 16 characters hi leta hai...
      Tarun Kumar Mukh itna hi name apko dalna fir reservation ho jayega...

  • @obeyr8232
    @obeyr8232 ปีที่แล้ว

    Jinka name pass me hai unke badle me or koi members travel kar sakta hai kya ❓or iska kya procedure hoga thoda detail bata dijiye ji

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap kabhi bhi esa Mt kijiye ya nahi esa karne ki sochiye......
      Yadi aap kabhi esa karte pakde gaye to apke khilaf vibhagiye karwahi ho jayegi.....or apko bdi saja bhi department de sakta hai....

    • @obeyr8232
      @obeyr8232 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ aagar Direct train nehi h to pass se tickets kaise Book karein ❓

  • @bishakhaneogy6737
    @bishakhaneogy6737 ปีที่แล้ว

    Irctc account koi v use kiya ja sakta hai ya jiska pass hai uske number ka??

    • @bishakhaneogy6737
      @bishakhaneogy6737 ปีที่แล้ว

      Please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am....
      Irctc account to aap kisi or ka bhi use kar sakte ho....Lekin ye puri tarah se illigal hai......
      Esliye aap meri baat mano to kisi third person ki I'd se reservation Mt kijiye....Family Members ki I'd se kar sakte ho...jinka pass/pto me name hai.....

    • @bishakhaneogy6737
      @bishakhaneogy6737 ปีที่แล้ว

      Illegal kaise pass number toh registered person ka hai nam mera hai then kaise?

  • @dubbakar6147
    @dubbakar6147 ปีที่แล้ว

    Pass par date extend kar sakteh aur ek pass meh kitneh bar cancel kar sakteh

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass par aap 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte hai........
      Or yadi apne tisri bar bhi ticket cancel kar diya to us pass par reservation nahi hoga....apka pass allready used mana jayega...

    • @dubbakar6147
      @dubbakar6147 ปีที่แล้ว

      Dhannawar

  • @Priyankakumari-bg7yf
    @Priyankakumari-bg7yf ปีที่แล้ว

    Sir ent tet kya dikhata h booking karne se pehle pass se

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am...
      Pahle to esa kuchh nahi aata tha.....
      Mtlb kaha par ye aa raha hai reservation karte time ??

  • @jeevanpatil3175
    @jeevanpatil3175 2 หลายเดือนก่อน

    पास पर जादा से जादा कितनी ब्रेक जर्णी ले सकतें हैं ।

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Jitni chahe le lijiye.....

  • @SonuKumar-ul2wv
    @SonuKumar-ul2wv 4 หลายเดือนก่อน

    Sir mera Ticket me Likha raha hai Passenger Dtls not matched Or no more Dependent Aisa kyu likha aa raha hai sir

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  4 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Aap spelling mistake kar rahe ho...
      Aap pass ko download kijiye usme Jo name ki spelling di gai hai...wahi same spelling daliye....ho jayega koi dikkat nahi aayegi...

  • @umashankarshaw9906
    @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

    Sir ji mein ek station se dusre station pe beech mein ek baar train change karna chata hu.. Kaise hoga yeh... In dono station ke liye direct train bhi hai... Lekin ticket na milne ke wajah se ek bar train change karna chahta hu.. Toh ek pass se yeh sab possible hai kiya??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jaha par aap train change karna chahte ho us station ko break journey me dal dijiye....

    • @umashankarshaw9906
      @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ accha... Thank you sir ji.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      🙏🙏🙏🙏

    • @umashankarshaw9906
      @umashankarshaw9906 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir ji ek aur question hai.. Ek hi train mein break journey le kar do bar ticket book kar sakte hai kiya..

  • @rakeshrajput8864
    @rakeshrajput8864 ปีที่แล้ว

    Sir please reply.😢
    Maine A se C tak PP banwaya
    Or maine A TO B tk travel krke wps aagya or avi dubara A to B Or B to C IRCTC se ticket ni bn rha h..
    Ky issue h please btaiye
    Reply anyone please

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      1) Jab apne ek baar A to B journey kar li hai .....to dobara se A to B reservation kaise hoga...........aap ek baar hi to journey kar sakte hai....
      2) Yadi apne full set liya tha to ....
      Jab A to B journey kar li fir apne return B to A journey kar li hai to....
      Ab B to C journey ka reservation nahi hoga.......kyuki apne B to A return journey pahle kar li..........
      3) Jab apne A to B journey ki uske bad me apko B to C journey karni chahiye thi....fir apko return journey karni chahiye thi....

  • @mongeshkumar7136
    @mongeshkumar7136 ปีที่แล้ว

    Agr ticket confirm nahi hua to ye auto cancel hojata hai?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Auto Cancel ho jata hai....
      Yadi hmm online ticket book karte hain to.....

  • @swetasingh8494
    @swetasingh8494 ปีที่แล้ว

    I'm trying but it showing that can't connect to HRMS. What I can do next?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Ma'am..
      Ye to koi technical issue aa raha hai....HRMS ke database se details fatch nahi ho raha hoga...
      Aap kuchh time baad fir se try kar lijiye...ho jayega

  • @Guddukumar-nt4bd
    @Guddukumar-nt4bd ปีที่แล้ว +1

    Very very thanku sir....this information👍

  • @gauravyadav7448
    @gauravyadav7448 ปีที่แล้ว

    How many times we can book in one pass

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap pass par 2 baar ticket cancel karke tisri bar reservation kar sakte ho.....

    • @gauravyadav7448
      @gauravyadav7448 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ thank you

  • @mukulsharma7763
    @mukulsharma7763 ปีที่แล้ว

    Capture code pr tick nhi kiya aese hi pnr no. Mil gya koi problem

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      PNR number generate ho gaya hai to koi problem nahi hai........aap pnr status bhi check kar lijiye.....

  • @teamharshchikara...sonipat3961
    @teamharshchikara...sonipat3961 หลายเดือนก่อน

    Pass se bi payment show kr rha h
    Oo nhi aa rha

  • @AryaP9251
    @AryaP9251 ปีที่แล้ว

    Sir mera berth ni dikaraha h. Ye kab dikayega?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Kaha par birth nahi dikha raha hai ??..

  • @Randhir642
    @Randhir642 ปีที่แล้ว

    Mera IRCTC me UPN ka option hi nhi aa raha hai aisa kyu

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Railway pass concession ke option par click karke fir train search kijiye.... tabhi upn ka option aayega...maine video me bataya hai..aap video ko last tak dekhiye..

  • @MrCHATTERJEE01
    @MrCHATTERJEE01 ปีที่แล้ว

    attender ticket online booking option hain ??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Jaise ham apna reservation karte hai....same wahi process hai attendant ke liye bhi...

    • @MrCHATTERJEE01
      @MrCHATTERJEE01 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ek tutorial video hota to suvida hota...
      attender kea 2AC or 3AC me ja sakte hain extra payment kr k..
      please ek video banaye... 🙏
      it will be very helpful for many...

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Attendant ke liye ye suvidha lagu nahi hai..... Ki difference bharke higher class me uska reservation kar ske ......
      M Tutorial video bhi bna deta lekin mera esa koi friend nahi hai jisko attendant lagu hai .........
      Esliye video nahi bn pa raha hai...

  • @shreykumar3513
    @shreykumar3513 ปีที่แล้ว

    Pass se reservation attendent ka kaise hoga?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Same process hai....
      Jaise aap khud ka karoge waise hi attendant ka hoga ......

  • @rambhupati3638
    @rambhupati3638 ปีที่แล้ว

    Pass booking options.nazar nhi a rhai..Direct rate dikha rha hai...jab book karne ja rhe

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jaise maine video me bataya hai apne waise hi kiya hai ....fir bhi pass booking option nahi aa rha hai to...
      Aap IRCTC App ko update ka lijiye...
      Uske bad me try kijiye...

    • @rambhupati3638
      @rambhupati3638 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ Ha mene waise kiya hai....but nhi jo rha hai

    • @rambhupati3638
      @rambhupati3638 ปีที่แล้ว

      Kya iske liye rly registration no. Ahona chaiye kya? Mera registration no. Nhi hai..

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      IRCTC App ko update kar liya...

    • @rambhupati3638
      @rambhupati3638 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ha bani hai

  • @koraijayakrishna2247
    @koraijayakrishna2247 7 หลายเดือนก่อน

    Thanks for you explanation

  • @mukeshrajak-gf5ib
    @mukeshrajak-gf5ib ปีที่แล้ว

    Sar PTO Mein third AC Mein attender ka book kaise karen

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Attendance ka Sleeper Class me hi hoga.....
      Waise konsa pay level hai apka...??

  • @maheshkumar9619
    @maheshkumar9619 ปีที่แล้ว

    Review journey details per invalid Coach Id Ka error aa Raha hai ,

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Kya apne coach select Kiya tha??

    • @maheshkumar9619
      @maheshkumar9619 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ no , ok default Mai coach I'd Mai Name Likha aa Raha tha hata Diya , ab think hai

  • @RaviGupta-mw1xz
    @RaviGupta-mw1xz ปีที่แล้ว

    IRCTC se book krne pr UPN and pin ka show nhi kr rha h sir ji

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir,
      Jha par From se To train search karte hai uske niche Railway Pass Concession ke option hota hai us par click karke fir Search Train wale option par click karna hai.....
      Fir apke pas passenger details me upn or pin dalne ka option aayega

  • @jayprakashkumar-bk7mw
    @jayprakashkumar-bk7mw ปีที่แล้ว

    Bhai passenger details not match likh raha

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap spelling galat dal rahe ho...
      Aap pass/pto ko download kar lijiye usme name ki jo spelling hai wahi same spelling aap daliye...
      Fir Ho jayega reservation....

  • @manojrajbhar4884
    @manojrajbhar4884 ปีที่แล้ว

    Sir mere bhai ka pass ban gya h lekin ticket jab banane ja raha hu to bhai ka name uski age more than 21 Doc validity date is blank likh k aa raha h pls help me sir

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Abhi aap us pass ko download kijiye....fir pass me dekho ki apki bhai ki age kitni aa rahi hai....
      Dekhkar comment kijiye.........

  • @ektasingh6442
    @ektasingh6442 3 หลายเดือนก่อน

    Sir Pass PTO option ni dikha raha

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 หลายเดือนก่อน

      Ma'am...
      Train search karne se pahle apko pass/PTO wale option par click karke train search karna ....

  • @iamTekkenBheekh
    @iamTekkenBheekh ปีที่แล้ว

    Sir e-pass se return ka kaise hoga

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Same process hai jaise aap onward journey ka ticket book karte hai....kuchh bhi alag nahi hai...
      Wahi same UPN number or pass booking code dalna hai...

    • @iamTekkenBheekh
      @iamTekkenBheekh ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ Got it sir thank you very much

    • @obeyr8232
      @obeyr8232 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ return journey ka process bhi is video me add kar dete to doubts clear ho jata

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Kuchh bhi alag nahi hai...
      Yadi kuchh alag hota to uske liye m kab ka video bna deta....

  • @pgcil1987
    @pgcil1987 ปีที่แล้ว

    return ticket me error dikh raha he sir.

  • @MrinalDawn-e4i
    @MrinalDawn-e4i ปีที่แล้ว

    Sir mera online ticket nahi kta HRMS se error aa rha th and TT ne 5200 ka fine kar diya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap without ticket travel kar rahe the ??
      Pass to hoga apke pas..??

    • @MrinalDawn-e4i
      @MrinalDawn-e4i ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ Sir Privilage e- Pass tha same route ka. But HRMS ke kuch technical error ke karan mera ticket nhi book ho ska and I boarded Rajdhani and TS fined me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Okk..
      Aapka pay Level kitna hai??

    • @MrinalDawn-e4i
      @MrinalDawn-e4i ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ level 6 OS

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Fir to fine nahi lagana chahiye tha...apke pas us leval ka pass bhi tha......
      Abhi aap try karke dekh sakte hai...yadi apko reservation karna hai to..

  • @ashishyadav0737
    @ashishyadav0737 ปีที่แล้ว

    Bhai mai pass apply kiya hu PP but ticket karne pr 1800 ka ticket h 1130 pay karne ko bol raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      (1) Konsi class me reservation ke liye try Kiya hai ?
      2) apka pay Level/grade pay kitna hai ??

    • @ashishyadav0737
      @ashishyadav0737 ปีที่แล้ว

      3AC

    • @ashishyadav0737
      @ashishyadav0737 ปีที่แล้ว

      Jane ka half ho gya pr wapsi ke liye half me yesa show ho raha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Apne Sleeper class ka pass le liya hai....or aap 3rd AC me reservation karoge to difference bharne ke liye bol Raha hoga....kyuki jo Sleeper class ka kiraya hai wo usme se ghat gaya hai...

  • @railwaysoldiersfeelrailway
    @railwaysoldiersfeelrailway ปีที่แล้ว

    1 passenger dtls not match दिखा रहा

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jo pass me name ki spelling hai or Jo age di gai wahi spelling or age apko dalni hai....

    • @praveenmeena6460
      @praveenmeena6460 ปีที่แล้ว

      Same daala fir b not mathed dikha rha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Ye nahi ho sakta hai...
      Aap pahle pass ko download kijiye fir usme Jo spelling hai wahi same spelling or age apko dalni hai...fir ho jayega...

    • @praveenmeena6460
      @praveenmeena6460 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir attendent ka reservation ac me ho skta hai kya extra paise dekar??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Attendant ka nahi hoga.....AC me difference bharkar.....

  • @girishwarkar4691
    @girishwarkar4691 ปีที่แล้ว

    Pass booking code is the same for employee and the attendant.

  • @vscreation5727
    @vscreation5727 ปีที่แล้ว

    Passenger details fail show ho rha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pahle pass ko download kar lijiye...
      Pass me jo name ki spelling hai wahi same spelling irctc me daliye...or age bhi wahi dalni hai...

  • @bindupromod657
    @bindupromod657 ปีที่แล้ว

    Pass type kanam dalka he

    • @bindupromod657
      @bindupromod657 ปีที่แล้ว

      Kaham dalna he

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am/Sir,
      Question ko clear kijiye...
      Kuchh samajh hi nahi aa raha hai aap kya puchhna chahte ho...

  • @lokeshkumar6568
    @lokeshkumar6568 ปีที่แล้ว

    After entering pass code it was showing half of the fare

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pura question bataiye....
      Kaha dikkat aa rahi hai...

    • @SatyawanSatyawan-d2d
      @SatyawanSatyawan-d2d ปีที่แล้ว

      Pto se 3rd AC ticket kaise bnaye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      kar sakte hai difference pay karke..
      Eske liye maine already video upload kar rakha hai.....
      Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega.,.

    • @SatyawanSatyawan-d2d
      @SatyawanSatyawan-d2d ปีที่แล้ว

      Dikt ye Sir 1800 pye grde h 8 years service aur mera mtlb h ki manlo pto pass nikal liya ush pr 3rd AC ticket kaise kru koi offtion aayega kya irctc pr

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Jab aap irctc kaha se kaha tak select karke journey ki date or Railway pass concession wale check box ko select karke train search karte ho ...
      To usme sabhi traino ki details aa jati hai or ...train ke niche Sleeper, 3rd AC, 2nd AC, 1 AC ka option aata hai ..usme apko 3AC wale option par click karna hai.....or aage ki process karni hai jaise maine video me bataya hai.....

  • @rahul43296
    @rahul43296 11 หลายเดือนก่อน

    Bhut shandar ❤

  • @vikasbhati1474
    @vikasbhati1474 ปีที่แล้ว

    Mere mobile pr PIN nhi aaya h

  • @krishnagoud125
    @krishnagoud125 ปีที่แล้ว

    Pass ka option nahi aa raha hai mere me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Railway pass concession ke option par click karke apko train search karna hai.......
      Apne Railway pass concession ke option par click nahi Kiya hoga....

  • @sharaddubey6924
    @sharaddubey6924 ปีที่แล้ว

    Attend ka ticket ka video bnaiye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Mujhe attendant lagu nahi hai....
      Esliye video banane me problem ho Rahi hai.......
      Aap Esme meri help kar do to Mai video bnakar upload kar dunga.....

  • @SUreshKumar-rc6md
    @SUreshKumar-rc6md ปีที่แล้ว +2

    Nice information.

  • @soniasonia-ck6mo
    @soniasonia-ck6mo ปีที่แล้ว

    Chhote bachche ka kaise hota h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am...
      Uski bhi same process hai....
      Jaise or family members ka hota hai..

  • @rajkaranchouhan3386
    @rajkaranchouhan3386 ปีที่แล้ว

    MERA PIN WRONG BTA RHA HAI

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Glt dal rahe honge...
      4 digit ka hota hai pin number..

  • @editsbydoi
    @editsbydoi ปีที่แล้ว

    Thanks bhai ji

  • @basicfunknowledge
    @basicfunknowledge ปีที่แล้ว

    Thanks for information

  • @railwaysoldiersfeelrailway
    @railwaysoldiersfeelrailway ปีที่แล้ว

    Pto से तो रुपये 0 नहीं हुई
    वहां अब भी रुपये आ रहे

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir,
      PTO par booking karne par 1-3 kiraya bharna padta hai.....
      Example - Sleeper claas ka kiraya 600/- Rs hai to pto par apko 200/- Rs difference bharna padega....

  • @Hindustanibhau-uv5tn
    @Hindustanibhau-uv5tn ปีที่แล้ว +2

    Bahot juni khabar laye ho

  • @dhanjaykumar1514
    @dhanjaykumar1514 ปีที่แล้ว

    UPN OR PIN ka to option to aata hi nahi h yar .kya majak karte ho

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jab aap route select karte ho to search train ke uper railway pass concession ka option aata hai us par click karna padta hai or fir search train karna ....jab aap passenger details daloge to wahi par apko upn or pin number dalne ka option milega...

  • @atanudas8535
    @atanudas8535 ปีที่แล้ว

    Apna mobile number to hide kar dete

  • @Rizzupathan895
    @Rizzupathan895 ปีที่แล้ว

    Fail [.........] Outwd jrny is allwd fr pbh onwards or chk Ur jrny Dt @undefined
    Ye bata tha hai book nhi ho raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      1) Apne pass kaha se kaha tak ka liya hai ?? Or break journey kya Dali hai...
      2) Ye error kaha se kaha tak reservation karne me aa raha hai...

    • @Rizzupathan895
      @Rizzupathan895 ปีที่แล้ว

      Pbh to ltt

    • @Rizzupathan895
      @Rizzupathan895 ปีที่แล้ว

      Please help bahut pareshan hu morning se ho nhi rha hai ek side ka 08/11/23 ki ho gya hai ltt to pbh
      But 29/10/23 ki pbh to ltt nhi ho rha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apne pahle outward journey ka reservation kar liya hai......
      Fir aap onward journey ka reservation kar rahe ho esliye ye problem aa rahi hai....
      Apko pahle onward journey karni padegi....fir apko outward journey karni hai..,.

    • @Rizzupathan895
      @Rizzupathan895 ปีที่แล้ว

      To kaise hoga sir fir ab