Farmer Registry Name Not Showing | Agristack Name Not Showing | Kisan Registry Problem

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 17

  • @SchemeGuideIndia
    @SchemeGuideIndia  5 วันที่ผ่านมา +1

    Iss video mein humne sabhi cheezon ko detail mein samjhaya hai. Pehle humne problem ko clearly explain kiya, phir uske solutions ke baare mein bataya.
    Saath hi, comments mein jo confusion tha, usse bhi clarify kiya hai.
    Agar aap video pura nahi dekhoge to aapko kuch samajh nahi aayega.
    Isliye kripya pura video dekhein, taaki sab kuch clearly samajh aa sake.
    ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
    इस वीडियो में हमने सभी विषयों को विस्तार से समझाया है। पहले हमने समस्या को स्पष्ट रूप से समझाया, उसके बाद उसके समाधान बताए।
    साथ ही, अन्य लोगों की टिप्पणियों में जो भी भ्रम था, उसे भी दूर किया है।
    अगर आप वीडियो को पूरा नहीं देखेंगे तो आपको कुछ भी समझ नहीं आएगा।
    इसलिए कृपया पूरा वीडियो देखें ताकि आपको हर चीज स्पष्ट रूप से समझ में आ सके।
    ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
    In this video, we have explained everything in detail. First, we clearly described the problem, followed by its solutions.
    Additionally, we addressed and clarified the confusions raised in the comments.
    If you do not watch the entire video, you may miss important details and not fully understand the content.
    Therefore, we request you to watch the video completely for a clear understanding.

  • @kumararun6428
    @kumararun6428 2 วันที่ผ่านมา

    Sir 14 no. me name hai aur 2 no. me bhi name aa raha hai but UP agricstak pe nahi aa raha hai. july 2024 me bainama hua hai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  2 วันที่ผ่านมา

      @@kumararun6428 Agar apka June, July & October me Bainama (Virasat), Purchased Land or Etc... ke through agar land apke name par hua hai toh isme aap kuch nhi kar sakte ho.
      Because all control official officers (means authority) ke pass iska access hota hai.
      Aap apne lekhpal se milo aur unko batao ki Agri Stack ki website par apki jamin show nhi kar rha hai, aur Bhulekh ki website me apka name show kar rha hai.
      Ya aap apne directly Tahsil me jakar baat kro, aur aap unko bolo ki apka Farmer Registry (Kisan Card) online application issue kare.

  • @abhinaypratapsingh1244
    @abhinaypratapsingh1244 21 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    2 number pe name hai tab bhi fermer rrstry side pe nahi aa raha hai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  19 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Abhi ke time par Farmer Registry ki website ka server down hai isliye kafi sare logo ko problems aa rhi hai, apko chinta nhi karna hai thoda wait kro.
      Jab server sahi ho jayega then uske baad apko try karna hai, agar fir bhi same problem apko aati hai toh fir aap apne Tahsil me Jana hai ya aap Lekhpal ko apni problem bata kar online Awedan karwa sakte hai.

  • @anilkumargupta3955
    @anilkumargupta3955 5 วันที่ผ่านมา

    2 and 14 me name aane ke baad bhi farmar registration karte samay bhi old owner show kar raha hai.

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  5 วันที่ผ่านมา

      Isiliye video banaya hai, kaise show hoga kya karna hoga? A to Z Information video ke ander diya gya hai, video ko Full watch kro sabhi information apko smjh aa Jayega

  • @dicruze
    @dicruze 14 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Mai kya apne father k naam se register kr du baata bhai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  14 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Ji… Belkul aap kisi ke bhi name se kar sakte ho, aap apne papa, mummy, dada ya kisi ke name se Farmer Registry kar sakte ho but yaad rahe Kisan Card ussi ka banana jiske name se Land (Jamin) ho.

  • @kuldeep9838
    @kuldeep9838 4 วันที่ผ่านมา

    2 nambar me bhi name hai par farmer me show nahi ho rha hai...

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  4 วันที่ผ่านมา +1

      Abhi ke time par Farmer Registry ki website ka server down hai isliye kafi sare logo ko problems aa rhi hai, apko chinta nhi karna hai thoda wait kro.
      Jab server sahi ho jayega then uske baad apko try karna hai, agar fir bhi same problem apko aati hai toh fir aap apne Tahsil me Jana hai ya aap Lekhpal ko apni problem bata kar online Awedan karwa sakte hai.

  • @dicruze
    @dicruze 15 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Bhai mere father ka naam aa raha hai unki death ho chuki hai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  14 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Don't do, Agar apke Father ki death ho gyi hai toh pahale aap jamin ko apne mummy, ya aap apne khud ke name se karwaye yani kisi yese person ke name se jamin hona chahiye jo Jinda hai (uske baad uska Aadhar Card number se registeration karna jiske name se jamin ho gya hai)

    • @dicruze
      @dicruze 14 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      @SchemeGuideIndia check krne par mera naam aa raha hai but farmer registry par fill krne krne only father naam aa raha hai mother ka naam bhi nahi aa raha hai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  5 ชั่วโมงที่ผ่านมา +1

      Aap tahsil me jakar baat kro

  • @pradipkumarpandey6817
    @pradipkumarpandey6817 3 วันที่ผ่านมา

    2 number mei name hai fir bhi nahi aa raha hai

    • @SchemeGuideIndia
      @SchemeGuideIndia  3 วันที่ผ่านมา +1

      Abhi ke time par Farmer Registry ki website ka server down hai isliye kafi sare logo ko problems aa rhi hai, apko chinta nhi karna hai thoda wait kro.
      Jab server sahi ho jayega then uske baad apko try karna hai, agar fir bhi same problem apko aati hai toh fir aap apne Tahsil me Jana hai ya aap Lekhpal ko apni problem bata kar online Awedan karwa sakte hai.