PDD Department Kishtwar launch crackdown against use of illegal electronic devices. Watch details

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 34

  • @muneebmalik2766
    @muneebmalik2766 2 วันที่ผ่านมา +9

    When there are meters installed and one is using Blowers, etc on meters Nd also paying bill for that how is that illegal... If one is using boiler, coil heater we can call this illegal... If one is bypassing on meters that is illegal...

  • @Tera-Danyal
    @Tera-Danyal 2 วันที่ผ่านมา +12

    Kishtwar ki light bahar ja rahi hai magar afsoos kishtwar k log hi bijli istemal nahi kr pa rhe galat hai itne heaters lgana ek hi ghr mai magar ab ek baat hai Sardi hai ek room mai heater toh hota hai utna toh bnta hai sardiyon mai

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  2 วันที่ผ่านมา

      @Tera-Danyal • Eska Aur Yaha bijli banae ka Koie connection hi nahi hai - Masla hai bijli ka najayaaz estamal karna

    • @chandailashish7801
      @chandailashish7801 วันที่ผ่านมา

      Kon istmaal ni kr rha hai kistwar mai bijli .
      Sab log k gharu m bijli hai

    • @shaistaamin8495
      @shaistaamin8495 วันที่ผ่านมา

      Jub Sardi aati hy tabe yaad aata hy inko .

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  วันที่ผ่านมา

      @shaistaamin8495 batti gul sardi mai hi hoti hai - ek heater 10 fans ka load akalae letta hai - Tabhi yeh situation atti hai

  • @Anoop-k9l
    @Anoop-k9l 2 วันที่ผ่านมา +2

    24 hour me sirf 3 hour light hoti he kishtwar me ek kam karo dec.se lekar March tuk bijli band karo taki janta ko koi umeed hi nahi rahe.

  • @PranavAryan-o8x
    @PranavAryan-o8x 2 วันที่ผ่านมา +1

    Sardi m wasa be.light bhut kam hoti h....fayda

  • @LiyakatZargar
    @LiyakatZargar 2 วันที่ผ่านมา +3

    Itna to Kishtwar ke logon ka haak banta hai.pure Kishtwar ko khod khod kar bijli Puri bhar ja rahe hai.kon baat kare ge

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  2 วันที่ผ่านมา +1

      @LiyakatZargar • Kitni free honae chayae uski bi limit hai - gareeb ka ghar jalata tou baat bi baniti thie - idhar 4 story wale 20 kirayadar - hazaroon mai rent pakartae hai - lakin jab bijli ki baat attae hai tab free chayae - rent pai bi free rakhae Phir

  • @catlover74756
    @catlover74756 วันที่ผ่านมา

    Mubarak ho 1000 MW hone k baad kishtwar walo ko 24 gante light aate h

  • @rashidsheikh7732
    @rashidsheikh7732 2 วันที่ผ่านมา +4

    Haa light ka bagar light hoti kha hai Kishtwar ma

  • @FarhanNabi-r7m
    @FarhanNabi-r7m วันที่ผ่านมา

    illegal kya hota hai power projects Kishtwar mai bnn rhe hai hum log in sab se mehroom rhe kyun bhai, agr hamere politicians ne pesa khaya iska matlab yeh nhi ki kishtwar ki awaam nè accord kiya
    Awaam chahati hai hum faida uthaye

  • @catlover74756
    @catlover74756 วันที่ผ่านมา

    Do garebo ko greaser 😅

  • @IslamicStatus-f9j
    @IslamicStatus-f9j 2 วันที่ผ่านมา

    Ya hamara kishtwar ha yaha aasa hi hota ha

  • @muneebmalik2766
    @muneebmalik2766 2 วันที่ผ่านมา +6

    Mujhe illegal ka matlab samjhayein jab kisi ke ghar mein meter laga hua hai aur banda bill pay kar raha hai woh illegal kaise hua... Boiler illegal hai, bypass karna illegal hai maana lekin ek blower laga hai woh bhi meter par woh illegal meri samaj se bahar hai plz elaborate

    • @sudhirsharma6356
      @sudhirsharma6356 2 วันที่ผ่านมา

      If on compliant meter it is legal to use energy efficient gadgets

    • @madansen8963
      @madansen8963 2 วันที่ผ่านมา

      I think meter matter karta hai but sath mein matter karta hai sanctioned load kitna hai.

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  2 วันที่ผ่านมา

      @muneebmalik2766 • Kissi bi cheez ka najayaaz estamal Karna illegal hai - hum sardi mai bi dhoop mai ek limit mai bethtae hai - agar zayda bethae hai - you humko taqleef hoti hai - wehse jab hum excess power use kartae hai - system thap ho jatta hai - cables mai aag lagti hai - Aur Phir jab Tak usko repair kartae hai bijli tou band rakhnae hi hai - agar din mai 4 transform ki wire jaldi hai - usko Thekh karnae ke liyae 7-8 hours lagtae hai - tab Tak power cut tou karna hai - agar hum bijli ka limit mai estamal karae gae - curtailment pai baat hi nahi ayyae gae

  • @Mahi________3299
    @Mahi________3299 2 วันที่ผ่านมา +2

    Pochhal mai light bht kam hoty hai plzz baki jaghu pai hoty hai.... pochhal m zyda break kyu hai light 1 ganta aty h 2 ganta break hai aese kyu thodi bht break kam kro hme studies mai prblm aty gau upr se ajj sardiya hai bht mushkil hota hai plzzz yha ka dihan rakho thoda baki areas mai kam break hai magr yhaa bht zyada hum to boilers heaters wagira use nhi krtai hai Khali room heart's wo b 1 fr b itni mukhkilaat hoty hai padne mai hme prblm hoty hai bht zyada light ki wajah se hmara bht nuksan hota hai iss chez pai thoda dihaan doo ... it's my humble request!

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  2 วันที่ผ่านมา

      @Mahi________3299 • Baat Phir wohi atti hai - sanctioned load 3 MW hai Aur load 10-12 MW - system kaha load utha payae ga - loogoon ko cooperate karna parae ga - bijli ka sahi estamal karna chayae takki load maintain rayae -

  • @ManojKumar-gt9my
    @ManojKumar-gt9my วันที่ผ่านมา

    Is time sab sa zada project kishtwar ma ban raha hai kishtware yo ka loss hai kishtwar ❤ ka logo ko bakuf Banatha ho Hamara Darya Khatam Harama Zemana katham ya Jo yaha pa light ban Rahe Hai ya kha ga Rahe Hai kishtwar district ma project ka ka benefits ka hai ya light ka ga Rahe Hai kishtwarko ap ka da raha ho thekha😅😅

  • @SHEIKHARIF217
    @SHEIKHARIF217 วันที่ผ่านมา

    Phele in ki ghar check kar ki ayin ki ghar mein kon se heater laga hai

  • @wasimganai1626
    @wasimganai1626 วันที่ผ่านมา

    chor department kabhi inke ghar pe check kyu ni hota jawab do

  • @akshayrajput2559
    @akshayrajput2559 วันที่ผ่านมา

    Agr ye sb banned h to market me kya kr rhe h

  • @SHEIKHARIF217
    @SHEIKHARIF217 วันที่ผ่านมา

    Ayin ki office check kar ki ayin ki office mein kon se heating element laga hai

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  วันที่ผ่านมา

      SHEIKHARIF217 . Kal Anna saath mai chaltae - PDD ke office ko check kartae hai

  • @arunlal4394
    @arunlal4394 วันที่ผ่านมา

    App kiraya hazaar rupee lee rahe hai flate rate jo lagaya hai uss may kuch bhi laga sakte hai yeh app ki problem hai app load bharaw light kishtwar ki bhar jaa rhi hai yaha kyu nhi hai

  • @Believeintruth05
    @Believeintruth05 วันที่ผ่านมา

    What about the sellers jo bech rhai … tax de kr he log yeh sb buy krte hain .. logo k mehnat sa sb liya hota hai tax pay kr k on each heater .. .. ban shops jaha sa sb sell ho rha hai .. this is not right

    • @AsifIqbalNaik
      @AsifIqbalNaik  วันที่ผ่านมา

      @Believeintruth05 • Un pai bi action hona chayae - es mai kya hai - warna loogoon ko drugs ka bi pata hai yeh illegal hai - loog Phir bi bejtae bi hai Aur khareed daar bi hai -

  • @ManojKumar-gt9my
    @ManojKumar-gt9my วันที่ผ่านมา

    Bai. Joo kishtwar kee. Light ga rahe hai project ban Rahe Hai uske light kha ga Rahe Hai uska benefits ka hai