اسلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ استاد الاساتزہ کے تقریر کے درمیان میں یہ پھول جھڑی مناسب نہیں ہے شاید میری راےء سے اتفاق کریں گے گر قبول افتد زہے عزوشرف
فاروق اعظم نے تراویح کے سلادیا اور تھجد الگ سے پڑھایا اس کی ایک بھی ضعیف روایت بھی نہیں ملے گی مفتیبصاحب قدس سرہ نے اپنا فلسفہ بتایا باقی سیدنا عمر نے بھی گیارہ کا حکم دیا یہ روایت صحیح ہے موطا کی اور تیئس والی مقطوع ہے دیکھے موطا اس لئے تراویح اور تھجد الگ کہنا دعوی بلا دلیل ہے فتاوی رشیدیہ ہی دیکھ لے محترم۔۔۔ اب ہم نے بھی تشدد شروع کر لیا ہے اللہ فہم دے
1. Farooq e Azam rz ne Bukhari mein farmaya ke Jis Waqt tum sorahey hotey ho wo afzal hai us waqt se jis mein tum abhi Namaz ada karrahey ho... Iska dusra maana ye nikalta hai ke tum jo namaz abhi ada karrahey ho us se afzal wo namaz hai jis mein tum sotey rehtey ho Ye Bukhari ki riwayat hai... Aur is se saaf pata chalta hai ke sotey waqt jo namaz thi wo Tahajjud ki thi jo ke afzal hai us namaz se jo sahaba Uner rz ke samney parhrahey they wo Tarawih ki thi jis se saaf pata chalta hai ke Tarawih aur Tahajjud alag namazein hain... Mufti Saheb ne isi Hadees ko Tamseelan bayan farmaya hai... 2. MUATTA MALIK ki 8 Raka'at wali Hazrat Umer rz ki Hadees MUZTARAB honey ki wajeh se Zaeef hai aur naqabil e amal hai Jisme Baraks MAUTTA ki 20 raka'at wali Hadees SAHIH hai aur wo Munqata nahin hai balkey MURSAL hai... Aur Muhadiseen ki aksariyat ke haan Mursal riwayat hujjat aur sahih hai... Is mein sirf Imam Shafayi ra ne ikhtelaf kiya hai lekin wo bhi kehtey hain ke Mursal ki tayid mein koi hadees ajayegi yani Mursal Muatazid banjayegi to wo hujjat hai... Aur 20 rakat wali hadees ke BESHUMAAR ahadees hain lihaza wo bil ittefaq hujjat hai... Iske ilawa 20 rakat wali Hadees ko TALAQI BIL QUBOOL hasil hai saari ummat ka lihaza wo 100% Sahih darjey ki hai... 3. TARAWIH aur TAHAJJUD ke EK honey par QURAN O HADEES mein koi Daleel sirahatan mojud nahin... Ye kuch giney chuney Muhadiseen ki ghalat Raye hai... Lihaza isko ek kehna jihalat hai... Ye aisa hi hai ke JUMMA aur ZUHAR koi biladaleel EK namaz kehna shuru kardey.... Alhamdulillah hum bhi pehley gumrah they... Jab tehqeeq ki to andaza hua ke Ulama e Deoband haq par hain....❤
ماشالله ❤ عجب علما حق
Ma sha Allah
❤ ماشاءاللہ
ماشااللہ حضرت نے جوفرمایا سوفیصد صحیح ہے
صل اللہ علیہ وسلم
Kya andaj hai masla ko samjhane ka ..Allah molana ke darje buland farmaye
Ma sha Allah ours scholars
Al hum du lil lah
اسلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ استاد الاساتزہ کے تقریر کے درمیان میں یہ پھول جھڑی مناسب نہیں ہے شاید میری راےء سے اتفاق کریں گے گر قبول افتد زہے عزوشرف
جو لوگ کجروی کا عادی ہیں انھیں کون سمجھائے
Salatul lail .... Ek namaaz ha. Aur koi raat ki namaaz nahi.
Nabi ne kab Traweeh padhi ? Biddat ha.
Hadrat Aiyesha ki hadees padho.
فاروق اعظم نے تراویح کے سلادیا اور تھجد الگ سے پڑھایا
اس کی ایک بھی ضعیف روایت بھی نہیں ملے گی
مفتیبصاحب قدس سرہ نے اپنا فلسفہ بتایا
باقی سیدنا عمر نے بھی گیارہ کا حکم دیا یہ روایت صحیح ہے موطا کی
اور تیئس والی مقطوع ہے دیکھے موطا
اس لئے تراویح اور تھجد الگ کہنا دعوی بلا دلیل ہے
فتاوی رشیدیہ ہی دیکھ لے
محترم۔۔۔
اب ہم نے بھی تشدد شروع کر لیا ہے
اللہ فہم دے
مفتی صاحب شیخ الحدیث تھے آپ کی طرح لنگو پنگو نہیں وہ مثال ہے ہیں نا باپ کو نہ سکھا
1. Farooq e Azam rz ne Bukhari mein farmaya ke Jis Waqt tum sorahey hotey ho wo afzal hai us waqt se jis mein tum abhi Namaz ada karrahey ho...
Iska dusra maana ye nikalta hai ke tum jo namaz abhi ada karrahey ho us se afzal wo namaz hai jis mein tum sotey rehtey ho
Ye Bukhari ki riwayat hai... Aur is se saaf pata chalta hai ke sotey waqt jo namaz thi wo Tahajjud ki thi jo ke afzal hai us namaz se jo sahaba Uner rz ke samney parhrahey they wo Tarawih ki thi jis se saaf pata chalta hai ke Tarawih aur Tahajjud alag namazein hain...
Mufti Saheb ne isi Hadees ko Tamseelan bayan farmaya hai...
2. MUATTA MALIK ki 8 Raka'at wali Hazrat Umer rz ki Hadees MUZTARAB honey ki wajeh se Zaeef hai aur naqabil e amal hai
Jisme Baraks MAUTTA ki 20 raka'at wali Hadees SAHIH hai aur wo Munqata nahin hai balkey MURSAL hai... Aur Muhadiseen ki aksariyat ke haan Mursal riwayat hujjat aur sahih hai... Is mein sirf Imam Shafayi ra ne ikhtelaf kiya hai lekin wo bhi kehtey hain ke Mursal ki tayid mein koi hadees ajayegi yani Mursal Muatazid banjayegi to wo hujjat hai... Aur 20 rakat wali hadees ke BESHUMAAR ahadees hain lihaza wo bil ittefaq hujjat hai... Iske ilawa 20 rakat wali Hadees ko TALAQI BIL QUBOOL hasil hai saari ummat ka lihaza wo 100% Sahih darjey ki hai...
3. TARAWIH aur TAHAJJUD ke EK honey par QURAN O HADEES mein koi Daleel sirahatan mojud nahin... Ye kuch giney chuney Muhadiseen ki ghalat Raye hai... Lihaza isko ek kehna jihalat hai... Ye aisa hi hai ke JUMMA aur ZUHAR koi biladaleel EK namaz kehna shuru kardey....
Alhamdulillah hum bhi pehley gumrah they... Jab tehqeeq ki to andaza hua ke Ulama e Deoband haq par hain....❤