DTH power Supply 3.3 volt problem | dd free dish smps repair | dth power supply repair

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ม.ค. 2023
  • title
    DTH power Supply 3.3 volt problem | dd free dish smps repair | dth power supply repair
    About
    doston khempur repair channel Mein aapka swagat hai aaj main aapke liye DTH smps ka video Lekar Aaya hun aur is DTH mein problem yah hai ki ismein power Nahin a rahi hai Puri tarike Se ded Hai To Aaj Ham iski supply ko repair Karenge aur Dekhenge ki ismein kya kya problem Aati Hai Jiski vajah se Dth Kam Nahin Karta Hai To video pura Dekhen video Pasand Aaye To like Karen doston ke sath share Karen aur channel ko support Jarur Karen thank u
    Instagram
    / khempurrepair
    playlist
    DTH Box: • DTH Box
    #khempurrepair
    #smpspowersupply #power_supply_repair #smps
  • วิทยาศาสตร์และเทคโนโลยี

ความคิดเห็น • 9

  • @deenbandhukukreti1499
    @deenbandhukukreti1499 15 วันที่ผ่านมา

    बहुत अच्छा वीडियो बनाया धन्यवाद।

  • @Durgeshkumar-ly5wp
    @Durgeshkumar-ly5wp 6 หลายเดือนก่อน +1

    Jay hind Sir love you sir next video Sir

  • @narajkumal2378
    @narajkumal2378 ปีที่แล้ว

    Thank u sir gyan dene ke liye helfful

  • @kamaldeogupta874
    @kamaldeogupta874 7 หลายเดือนก่อน

    Ziner dioad kitne volt ka haii

  • @bharathdynamo9351
    @bharathdynamo9351 11 หลายเดือนก่อน +1

    Sir 3.3 hi nahi araha hein baki sabhi arahe hein

    • @khempurrepair
      @khempurrepair  11 หลายเดือนก่อน

      Sir 3.3 volt ko check karne ke liye sabse pahle Hamen SMPS ko card Se Alag Karke Bolt ko check karna hota hai agar aapane aisa kara hai aur Fir Bhi 3.3 volt Nahin a rahe hain to Aap Mujhe Apni smps ka photo bhejen Instagram per main Dekh Kar aapko solution bata dunga

    • @bharathdynamo9351
      @bharathdynamo9351 11 หลายเดือนก่อน

      @@khempurrepairsir maine naya wala power supply manvaliya hein, 3.3v aur 5v sahi hein lekin 12v ke badle 16v aur 24 v ke badle 22v araha hein aur auto scan bhi nahi hota hein but dish antenna toh pehle se hi perfectly set hein

    • @khempurrepair
      @khempurrepair  11 หลายเดือนก่อน

      Sar yah volt jo aap Bata rahe hain yah Bolt theek hain ine Sare volt se aapka DTH ka card chal jaega lekin Agar aapka DTH scan nahin kar raha hai to Sar yah to Fir DTH ke card mein problem ho sakti hai iska to supply Se Koi sambandh Nahin Hai ho sakta hai aapke remote ka scan wala button Kam Nahin kar raha ho aapane remote ko check kiya Baki Sare remote ke function kam kar rahe hain Agar Sare function kam kar rahe hain to Fir scan wala Agar function Kam Nahin kar raha hai to aap Koi dusra remote Laga kar Dekhen ya to remote mein problem ho sakti hai ya FIR Jo DTH ka sensor Hai usmein bhi problem ho sakti hai aur ho sakta hai ke DTH ka card kharab ho card mein bhi problem a Jaati Hai tab bhi DTH ke function Kam Nahin Karte Hain Sar aap ek ek Karke check Karen ya FIR aap mujhe apne DTH card ka photo bhej de Ek Do photo jisse Ke Main Kuchh andaza Laga paaun aapke DTH ko dekh kar
      Thank you

    • @bharathdynamo9351
      @bharathdynamo9351 11 หลายเดือนก่อน

      @@khempurrepair Ab sabi thiek hein sir , just 3.3v ki diode change kia, so ab sab thiek hein but thank you for your advice sir ,aur aage kuch doubt ho to apko puchunga sir😊😊