west facing house hai....front door west mai hai....back door north east direction mai hai.....meri maa aur papa dono bemar ki waje se dead hui hain .... kuch change karni hai....please batao...jo boundary main gate , main door iron sa bane hui hai, front door and back door...4 r straight line mai hain
YADI AAPKE MOTHER-FATHER KI MRITYU ASAMAY HUI HAI, TO AAPKE GHAR MAI SOUTH MAI DOSH HAI. AAP APNE GHAR KA PLAN 94250 91601 PAR WHATS APP KIJIYE, TO HI SAHI SALAH DE PANA SAMBHAV HOGA.
सर,तीन दरवाजे दक्षिण दिशा में है कमरे के । चौथा मेन गेट भी उसी सीधे में है । क्या गेट के बाद पहला दरवाजा दक्षिण दिशा में ही शिफ्ट करवा दें। पूर्व दिशा की तरफ। प्लीज़ बताएं,🙏
ISKE LIYE AAP HAMARI BOOK 'SAMPURAN SCIENTIFIC VAASTU' KE IS ARTICLE KO PADHE - drive.google.com/file/d/1y1iIPV2LSEnfqeeAlbwX-9lNpzUOcsAI/view?usp=sharing
compound wall ka hai to nahi gina jayega, aur yadi ghar ka hai to use gina jayega. is article ko padhiye drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=drive_link
Sir ji mere gar me est me darvaja hai 4 feet choda uske baad baramde me jane ke liye 3.6 feet ka or fir ak room ka 3 feet ka .yani ki ak hi line me 4 door hai to kya ye galat hai
4 darwaje yadi vaastu anukul sthan par lage hai, to isse koi samasya nahi hona chahiye- drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=share_link
Guruji mere gharka mukhya darvaja dhkshin disha me hai bichme bedroom he uska darawaja pachim ke taraf he last me kichan usaka darwaja uttar ki tarf bich3footka passej side he to
Nice sir
Good. Achha samjhaya ji aap ne... thanks
I am very much impressive about your opinion.
Very good information sir
Thankyou Very much sir ji
Thanks guru ji
Very good sir
Thank you sir
Thanks sir
west facing house hai....front door west mai hai....back door north east direction mai hai.....meri maa aur papa dono bemar ki waje se dead hui hain ....
kuch change karni hai....please batao...jo boundary main gate , main door iron sa bane hui hai, front door and back door...4 r straight line mai hain
YADI AAPKE MOTHER-FATHER KI MRITYU ASAMAY HUI HAI, TO AAPKE GHAR MAI SOUTH MAI DOSH HAI. AAP APNE GHAR KA PLAN 94250 91601 PAR WHATS APP KIJIYE, TO HI SAHI SALAH DE PANA SAMBHAV HOGA.
Sir aap me tention dur ker di thx ji
Thanks ❤️
Sir hamare Ghar ka mukhya dwar agnikon me h iska nivaran bataye
aapko ise purv ya purv ishan ki taraf karna hoga.
Sar ji mere ghar mein teen darvaja hai aur ek andar latering hai ka darvaja aur ek bahar men gate ka to do sahi hai ki nahin
3 doors se koi vaastudosh nahi hota.
Guru ji mere gar me bhi ek line me 3 darvaje hai ise koi problem to nahi aati hai naa jese ke aapne bataya NE me pehela or usiki line or do .
aap is article ko padhiye-
drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=drive_link
Sir Mere Ghar mein ek line mein 3 darwaja Hai..ek west ke side hai or do middle or front wala East k taraf hai..koi problem hai kya
1 line mai 3 door ya 4 door hone se koi vaastudosh nahi aata, lekin door vaastuanukul sthan par hona chahiye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir woh kaise pata chalega...mujhe sir apaka WhatsApp no mil sakta hai photo bhej deta mein
Sir 3 drvaje ek hi line me h or vo purv disha me khulte h 3 no hi.🙏🙏🙏
isse koi vaastudosh nahi hoga.
सर,तीन दरवाजे दक्षिण दिशा में है कमरे के । चौथा मेन गेट भी उसी सीधे में है । क्या गेट के बाद पहला दरवाजा दक्षिण दिशा में ही शिफ्ट करवा दें। पूर्व दिशा की तरफ। प्लीज़ बताएं,🙏
Sir mere makan mai 5 darbaje samne hai. Mai bimar bani rahti Koi dos to nahin
AAP KE DARWAJE KIS DISHA MAI HAI, USKA PLAN BHEJIYE TO HI AAPKO SAHI SALAH DE PAYENGE.
Manywar purane ghar ke saman nai ghar me istamal kare ya nahi
ISKE LIYE AAP HAMARI BOOK 'SAMPURAN SCIENTIFIC VAASTU' KE IS ARTICLE KO PADHE -
drive.google.com/file/d/1y1iIPV2LSEnfqeeAlbwX-9lNpzUOcsAI/view?usp=sharing
Agr west se east me ho teen door...or sth me ek arch ho sir
isse koi vaastudosh nahi aata
बाहर का गेट भी गिना जाएगा?
compound wall ka hai to nahi gina jayega, aur yadi ghar ka hai to use gina jayega.
is article ko padhiye
drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=drive_link
Sir darwajo ki line me main door jo boundry me hota h bda use bhi gina jata h
Jo main boundry door hota h jiske baad lakdi ka main door ata h
Nahi bada gate nahi gina jata hai.
सर मेरे घर के ऊपर तीन गेट एक लाईन में है
निचे के मकान के बीचों बीच में है ऊपर मकान बनने के बाद बिमारिया बहुत आ रही है क्या उपाय कर कृपया समाधान बताएं
Aap apne ghar ka plan 94250 91601 par whats app kar dijiye.Plan dekhne ke baad aapko salah de payenge.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 ok sir
मेरे घर में तीन दरवाजे हैं एक दरवाजा हमेशा बंद रहता है कोई ऊपाय बताये
drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=drive_link
Sir ji mere gar me est me darvaja hai 4 feet choda uske baad baramde me jane ke liye 3.6 feet ka or fir ak room ka 3 feet ka .yani ki ak hi line me 4 door hai to kya ye galat hai
docs.google.com/spreadsheets/d/1-u1nSKDVR8b_-DnAZDfHUizDd4Lx4Qx1/edit?usp=share_link&ouid=101738111570752860339&rtpof=true&sd=true
Jalii ke door ko bhi count kre
Sir 3 door or 1 almari ek hi disha h plz Ripley sir ek hi line h
1 line mai 3 door de sakte hai, lekin woh vaastuanukul sthan par hona chahiye
Sir tino hi ek line me purv disha me khulte h Ripley plzzzzzz 🙏
Sir mere ghar me 4 darwaja samne hai kya kare
4 darwaje yadi vaastu anukul sthan par lage hai, to isse koi samasya nahi hona chahiye-
drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=share_link
Kya aap home visit kartey hain gurgaon mein .
Ji haan, karte hai.
I live in Govt quarter. It has 4 doors in a line. Kindly suggests some solution sir.....
Aap diye gaye article ko padhiye, isse aapki problem solve ho jayegi-
drive.google.com/file/d/1AKc9QQgGhd11iyizEJ7oQXVtjSWEudEY/view?usp=sharing
Guruji mere gharka mukhya darvaja dhkshin disha me hai bichme bedroom he uska darawaja pachim ke taraf he last me kichan usaka darwaja uttar ki tarf bich3footka passej side he to
yeh galat lag raha hai, lekin plan dekhe bina aapko sahi salah nahi de sakte.
पहले दरवाजा के अन्दर वाला दुसरे कोने मे हे क्या दोस् हे
हम समझ नहीं पा रहे है की आप क्या कहना चाहते है|
सीवर लाइन और घर का गंदा पानी घर की किस कोने से निकाले
east ya north-east
Please contact details
Contact num. 94250 91601
I am very much impressive about your opinion.