1975 me class 4 ka exam board exam jaisa tha aur uswaqt Parveen Shakir ke bare me urdu ke paper me kuchh sawal ko maine hal kiya aur sawal 10 nmbr ka tha jisme maine 09 nmbr hasil kr liye ab main jb bhi Parveen Shakir ke videos dekhta hoon mere aankho me nami si ajati hai allah unko Jannat ata kre aameen
Bahut saal pahale, inhe suna tha, Bahut pasand aayi thi, Pakistan se hai ye, maine us vakt inki kitab bahut dhundhi thi, nahi mili, aaj unhe recorded sahi, pratyaksh sun kar bahut achcha laga.
اسلام و علیکم و رحمۃاللہ و برکاتہ خیریت الحمدللہ ماشاء اللہ، سبحان اللہ کیا ہی بہترین شاعری اور کیا ہی دلکش انداز شاعری، ذبردست شاعرہ، "ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا" اللہ تعالٰی سے دعا ہے کی انکو جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا کرے آمین ثم آمین یا رب العالمین بجاہ سید المرسلینﷺ
Arsa e khwab me khone nahi deta mujhko Koi dhadka hai ke sone nahi deta mujhko Daal deta hai wo har roz uljhan me Khud se gaafil kabhi hone nahi deta mujhko Dukh to aisa hai ke dil aankh se kat kat ke bahe Ek vaada hai ke rone nahi deta mujhko Raasta usko bhi maloom nahi hai shayad Phir bhi jangal me wo khone nahi deta mujhko Dil ki manind shikasta bhi hai be manzil bhi Naav lekin wo doobne nahi deta mujhko Badh gaya dil mera eeza talbi me tujhse Zakhm bhi ab to ye dhone nahi deta mujhko Jis se phoote koi saaya koi khushbu koi rang Beej aisa koi bone nahi deta mujhko Jhuth likkhoon to koi hath pakad leta hai Lafz me rooh samone nahi deta mujhko Kin sitaaron se bulawa mera aata hai ke jo Chadar e khaak pe sone nahi deta mujhko
غزل کیوں نہ خود سے مجھے آج پھر ہار ہو ہاں مگر کوٸ شکوہ نہ اس بار ہو میں نے سوچا نہیں کچھ بھی تیرے سوا تم نے سوچا ہے , تم کچھ سمجھدار ہو! میری آنکھیں ,وہ لہجہ , میری گفتگو تم سمجھتے نہیں یا اداکار ہو! اس کو محسوس کرنا خودی کی طرح اس کہانی میں تم میرا کردار ہو اتنی خوشیاں مناٸیں بلایا نہیں میں تو سمجھی تھی تم کچھ وضع دارہو ساری دنیا کو چھوڑا خبر تک نہ لی دل کا کہنا ہے تم کچھ وفادار ہو اب ملیں تو کوٸ یاد ایسی بنے ہو کہ آزاد میں, تم گرفتار ہو میں نے سمجھا ہے تم کو بہت غور سے ہاں ضروری نہیں تم مجھے یاد ہو میں نے سوچا ہے تم کو بہت دیر تک اب ضروری نہیں تم سے بھی بات ہو دشمنٍ جان اس ہار پر خوش نہ ہو میں نے چاہا ہی یہ تھا مجھے مات ہو مختصر ہی سہی دور سے ہی سہی دل کا کہنا ہے اب اک ملاقات ہو! ازکیٰ طارق
kū-ba-kū phail ga.ī baat shanāsā.ī kī us ne ḳhushbū kī tarah merī pazīrā.ī kī kaise kah duuñ ki mujhe chhoḌ diyā hai us ne baat to sach hai magar baat hai rusvā.ī kī us ne jaltī huī peshānī pe jab haath rakhā ruuh tak aa ga.ī tāsīr masīhā.ī kī terā pahlū tire dil kī tarah ābād rahe tujh pe guzre na qayāmat shab-e-tanhā.ī kī vo kahīñ bhī gayā lauTā to mire paas aayā bas yahī baat hai achchhī mire harjā.ī kī
1975 me class 4 ka exam board exam jaisa tha aur uswaqt Parveen Shakir ke bare me urdu ke paper me kuchh sawal ko maine hal kiya aur sawal 10 nmbr ka tha jisme maine 09 nmbr hasil kr liye ab main jb bhi Parveen Shakir ke videos dekhta hoon mere aankho me nami si ajati hai allah unko Jannat ata kre aameen
Yaadein ✨
Ameen
Aap ne to Parveen Shakir sahab ka mushaira suna ho ga samne se
AMEEN YA RABIL'ALAMEEN
Amein 🤲
بہت خوب صورت کلام ہے۔۔
مر بھی جاوں تو کہاں لوگ بھلا ہی دیں گے
Unforgetable collection of the most popular poetess of the sub continent.Rest in peace,Beautiful and aromatic Parveen Shakir.
Bahut Hi Umda 🔥🔥... Kya Baat Hai! Waah 👏💟.. Shayri ki duniya me Yugon yugon tak apka naam rahega
वादों के नर्म जाल में चिड़िया तो आ गई
पर वक्त आ गया है कि मुकर जाना चाहिए..... बहुत खूब कहा है मरहूम परबीन साकिर साहिबा जी ने शुक्रिया
Amazing!! Just in love with her words and expressionism ❤ May Allah grant her jannat-ul-firdos 🙌
بہت خوب ❤❤❤
خدا مرحومہ کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا کرے ۔۔
بہت اچھی شاعرہ تھی
Imagine how much more she would have written if she had lived her full life. What a loss to the world!
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
Ek shayara jo bahut jaldi chali gayin.she will be remembered always.
ماشاءاللہ بہت خوب سبحان اللہ
اللہ پاک پروین شاکر صاحبہ کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرماۓ۔ آمین
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Best poet of all time parveen shakir💙
thankyou for this man. what a gem she was
No words to admire her ♥️
Wahh wahh I love parveen shakir sahiba ❣️
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
Bohat Khoob 👌❤️
What an art work you have Done.
A composed educated role model…still live in literature and memories with duas Allah bless her.
First Comment Sir
Shukriya bhai
Zajakallah Inka hr chiz archive hona chahye
Thank you for sharing. The interview is amazing!
46:01 One of her best poetry
بہت اعلیٰ
Bahut saal pahale, inhe suna tha, Bahut pasand aayi thi, Pakistan se hai ye, maine us vakt inki kitab bahut dhundhi thi, nahi mili, aaj unhe recorded sahi, pratyaksh sun kar bahut achcha laga.
Mere pyaree peer o murshad peer naseer uddin naseer shah (3:44)
Bohat khob bohat achi kawaish hai aap ki..
اللہ مغفرت کرے اور شفاعت پیمبرو زھرا نصیب کرے
اسلام و علیکم و رحمۃاللہ و برکاتہ
خیریت الحمدللہ
ماشاء اللہ، سبحان اللہ
کیا ہی بہترین شاعری اور کیا ہی دلکش انداز شاعری، ذبردست شاعرہ،
"ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا"
اللہ تعالٰی سے دعا ہے کی انکو جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا کرے
آمین ثم آمین یا رب العالمین بجاہ سید المرسلینﷺ
Why i m cryin😢😢😢😢😢😢
Bahuttt shukria
Great work
55:46 best part
Arsa e khwab me khone nahi deta mujhko
Koi dhadka hai ke sone nahi deta mujhko
Daal deta hai wo har roz uljhan me
Khud se gaafil kabhi hone nahi deta mujhko
Dukh to aisa hai ke dil aankh se kat kat ke bahe
Ek vaada hai ke rone nahi deta mujhko
Raasta usko bhi maloom nahi hai shayad
Phir bhi jangal me wo khone nahi deta mujhko
Dil ki manind shikasta bhi hai be manzil bhi
Naav lekin wo doobne nahi deta mujhko
Badh gaya dil mera eeza talbi me tujhse
Zakhm bhi ab to ye dhone nahi deta mujhko
Jis se phoote koi saaya koi khushbu koi rang
Beej aisa koi bone nahi deta mujhko
Jhuth likkhoon to koi hath pakad leta hai
Lafz me rooh samone nahi deta mujhko
Kin sitaaron se bulawa mera aata hai ke jo
Chadar e khaak pe sone nahi deta mujhko
Really this video Deserve 0 dislikes
Behtreen koshish 👏
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
Brilliant. Thank you for the English Translation. I wish all the poetry was translated into English.
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
Where??? Was????the????englishhh???? translation??????🤧🙂
example that gems don't stay long.
My all-time crush and love
❤
Wah ❤️
Remarkable and Majestic .May she rest in peace .
Ek baymisaal shayara
Ap na vedio ka finish bht Acha kya
تیری محفل سے کوئی اب اٹھا چاہتا ہے
Uffff my favourite writer
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
May be genius live short.
Great
वो कहीं भी गया लौटा तो मेरे पास आया
बस यही बात है अच्छी मेरे हरजाई की ,,,
क्या बात है उम्दा ,,
SubhanAllah!
th-cam.com/video/v-9BodaLzNY/w-d-xo.html
Allah jannat de
❤❤❤❤❤❤
No mother can boran like parveen shakir till now
Paino khuda jaanat firdus mey jaaga dey ameen ameen
Or is video mai "S" likha daikh kar tu mjhy wo zalim yad agaya ........ Jo har aik kalam har aik shair par yad ajata hai😢
Kon?
41:29🙌❤
A v beautiful learned dignified n gorgeous LADY.
52:30🙌
🖤🔥
Wah
She was an intelgent woman
RIP, subhan Allah
31:46 😮
🌱❤❤🌻❤❤❤🌱
Lady Ghalib.❤
52:00
25:04 jaun sahab bhi hai piche kursi per
These people can born after centuries
0:14 ♥️✨🤍🥺💔
غزل
کیوں نہ خود سے مجھے آج پھر ہار ہو
ہاں مگر کوٸ شکوہ نہ اس بار ہو
میں نے سوچا نہیں کچھ بھی تیرے سوا
تم نے سوچا ہے , تم کچھ سمجھدار ہو!
میری آنکھیں ,وہ لہجہ , میری گفتگو
تم سمجھتے نہیں یا اداکار ہو!
اس کو محسوس کرنا خودی کی طرح
اس کہانی میں تم میرا کردار ہو
اتنی خوشیاں مناٸیں بلایا نہیں
میں تو سمجھی تھی تم کچھ وضع دارہو
ساری دنیا کو چھوڑا خبر تک نہ لی
دل کا کہنا ہے تم کچھ وفادار ہو
اب ملیں تو کوٸ یاد ایسی بنے
ہو کہ آزاد میں, تم گرفتار ہو
میں نے سمجھا ہے تم کو بہت غور سے
ہاں ضروری نہیں تم مجھے یاد ہو
میں نے سوچا ہے تم کو بہت دیر تک
اب ضروری نہیں تم سے بھی بات ہو
دشمنٍ جان اس ہار پر خوش نہ ہو
میں نے چاہا ہی یہ تھا مجھے مات ہو
مختصر ہی سہی دور سے ہی سہی
دل کا کہنا ہے اب اک ملاقات ہو!
ازکیٰ طارق
Behtreen Gazal hai 👍
16:25
17:42
Why are these people clapping ? You do not clap in a Mushaira you say "Wah Wah"
@@azamkhan8963 itni achi shayra k liye wah wah km h wo khushi ka izhar kr rhy hein
@@azamkhan8963 it's nalam Ghar
The translation is a bit off
Mujha py Eshaan Ha aw a krti hy
Lo at a tu mery pass says...,.
Abb labb na kholo
Abb kuch na bolo
Mujhe tumse mohabbat ho jani hai ,
Magar yhh puchna hai mujhe
Mohabbat ho bi jaaye toh kya pareshani hai ?
Zero
kū-ba-kū phail ga.ī baat shanāsā.ī kī
us ne ḳhushbū kī tarah merī pazīrā.ī kī
kaise kah duuñ ki mujhe chhoḌ diyā hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvā.ī kī
us ne jaltī huī peshānī pe jab haath rakhā
ruuh tak aa ga.ī tāsīr masīhā.ī kī
terā pahlū tire dil kī tarah ābād rahe
tujh pe guzre na qayāmat shab-e-tanhā.ī kī
vo kahīñ bhī gayā lauTā to mire paas aayā
bas yahī baat hai achchhī mire harjā.ī kī