Khees agar taaza h to garam karne par apne aap fat jaayegi or agar 4-5 din ki h to aap usme neembu ya sirka dal kar fad le...fir jaise hum normal paneer banate h same usi tarike se usse kisi kapde ya chalni me chaan le or jab uska sara pani nikal jaye to us par koi weight rakh de...1 ghante me paneer set ho jaayega. Next time jab bhi mujhe khees milegi m iske paneer ki recipe upload kar dungi
Mam aaj mera dudh vala khish de gaya tha par vo 4/5 din ka tha ,dusare din ka nahi tha to achha nahi bana sab bikhar Gaya or pani alag ho gaya esa kyu?
Waise to khees Ki Barfi danedar hi banti h lekin 4-5 din ke khees ka taste barfi banane ke liye utna acha nahi rahta....aap iska paneer bana lijiye...paneer waise hi banega jaise hum normal paneer banate h... bas aapko ise fadne ki jarurat nahi h
Aap ek baar fir se try kijiye jarur banegi...khees ki barfi shuru ke 3-4 time ke doodh se hi banti h (ye kalakand ki tarah thodi danedar banti h)....8 din ke baad to khees doodh ban jayega or us se doodh ke khoye ki barfi banegi
6 din ki baffalo hi gi ab bna skte h kya pls instant reply
Agar doodh garam karne par ab bhi fat raha h to bana sakte h
Best didi🥰🎉
Thank youu 😊🙏
Good exillent vidio ❤️👌👌
Thank you 😍
Hamne bnaya aaj bohot yammy bna ❤ thanks
Thank you for your appreciation 🙏🏻 😊
M bhi aaj try kru gi ❤
Mast bane h barfi to thanks
आपका वीडियो बहुत ही अच्छा लगा मुझे
बहुत बहुत धन्यावाद 🙏😊
Aaj mere pass bhi khees h .jarur try krungi. Veena hwr.
😍
Very nice ji God bless you asi ta aa milk pani ch dolde c hun mai v as tura hi banava ge
Thank you so much 💖
M ajj try krugi
Me bhi try karungi then aapko review dungi😊😊
Khees kha se laaogi dear
@@vikashkadian7166Bhais viah gyi mitter 😄
Mene bhi try Kiya same bani madam
Thank you for sharing your experience 🙏 ...you can also try my other khees recipes 😊
Nice, thanks for explain
Bahut gajab
Thank you so much
Freez mai upar wale khane mai yaa niche wale mai😊
Neeche wale me
Wha mosi😄😄😄😄😄
Dii mere pss colostrum h ghr pe jisko ek brr heat kr k store kiya h toh ky ussy ye sweet bn skti h
Or hn meri mummy ne chalate hue nh garam kiya
Sweet ban jayegi...taste acha hoga lekin thodi bikhri hui si banegi
Aap isse sweet banane ke alawa dusri sweets banane me khoya ki tarah bhi use kar sakte h
Esk rasgulle or rajbhog bhi bna skte he kya.... Agar ha to uski bhi recipe share kre
Abhi tak maine khees ke Rasgulle try nahi kiye h...jab khees available hogi to m jarur try karungi or recipe share karungi 😊
@@ayushisholetskitchen5851 ohk🥰
Thank you for reispe💞
😮😊
Yummyy..nice👌👌
मॅम.... इसमे. ड्राइफ्रूट नही डाल सकते क्या....... अगर डालना चाहे तो.......
डाल सकते हैं
Nice video 👌👌👌👌👌
Iski paneer. Kese banyge please bataye
Khees agar taaza h to garam karne par apne aap fat jaayegi or agar 4-5 din ki h to aap usme neembu ya sirka dal kar fad le...fir jaise hum normal paneer banate h same usi tarike se usse kisi kapde ya chalni me chaan le or jab uska sara pani nikal jaye to us par koi weight rakh de...1 ghante me paneer set ho jaayega.
Next time jab bhi mujhe khees milegi m iske paneer ki recipe upload kar dungi
Agar isme ghee dal liya jaye thoda to test or superb hotah
Thank you for suggestion 😊
😊
Thanks fierend
🙏
Superbbbbb...didi
Thank you 😊
Mam aaj mera dudh vala khish de gaya tha par vo 4/5 din ka tha ,dusare din ka nahi tha to achha nahi bana sab bikhar Gaya or pani alag ho gaya esa kyu?
Waise to khees Ki Barfi danedar hi banti h lekin 4-5 din ke khees ka taste barfi banane ke liye utna acha nahi rahta....aap iska paneer bana lijiye...paneer waise hi banega jaise hum normal paneer banate h... bas aapko ise fadne ki jarurat nahi h
Yummy 😋😋
Thank you
M bna hi rhi hu
Gee nhi dlega kya
Barfi me nahi dalega.....jis plate me barfi set kare usse 1 tsp ghee se grease kar le
Dii plzz reply soon wrna sb barbad hojyega
❤❤
Verrrrryyyyy nice
Thank you 😊
Achhi mithai
Thank you 😊
Good
😮😮😮😮😮
M bhe vna Rahi hu
Thank you 😊
Anti milk me vitamin c nahi hota hai
Khees me hota h
Excellent
Thank you 🙏
Very nice
Thank you 🙏
👍
Mera beta 4 month ka h Brest feeding karta h to me ye kha sakti hu kya
Ji aap befikar hokar inhe kha sakti h 😊
Ok
Nice recipe stay connected please
Thank you 👍
😋😋
Me bhi banaw ga aaj
Sure...😊
Nice
Thanks 😊
Kya km
Nice 👍
Thank you 😊
शुगर कितनी देर चलानी है यह तो बताया नही...चासनी कितनी देर में जम जाएगी यह भी बताना था
शुगर डालने के बाद जब तक इसका सारा पानी सूख जाए तब तक इसे चलाना है । टाइम गैस की आंच पर निर्भर करता है ।
Nhi bann skti mne koshish ki thi kam se kam 8 din k baad banti hn
Aap ek baar fir se try kijiye jarur banegi...khees ki barfi shuru ke 3-4 time ke doodh se hi banti h (ye kalakand ki tarah thodi danedar banti h)....8 din ke baad to khees doodh ban jayega or us se doodh ke khoye ki barfi banegi
Hi
🙏
yummy😋
😮😊
Very nice