Bahut hi behtarin tarike se samjhaya. Mere passing ek Philip's ke music system hai gisme digital display sob thik hai lakin Speaker connection ke sref owaj hai por koi Audio sound nahi FM aur AM VI DOB DISPLAY HO RSHA HAI. . Tape chi chal raha hai por sound nahi, DVD nahi chal raha hai. Solution narayen.
Nice video, meray pas same board hay problem ye hay k low volumn pay left speaker mai bohot low sound hota hay lakin right speaker mai sound tez hota hay lakin volumn brhany pay dono speaker mai sound sahi hota hay, kia problem ho sakti hay?
Mere bade bhai mai pehle bar IC TD2030A laga raha hu par lag to ja raha hai but sound nahi Aa rahi hai mujhe samjh me nahi aa raha hai kaise lagau maine apke video dekh kar lagaya hu.... Mere Aap halp kare kuch
Mere pass T Series 2.1 channel ka HTS 2100 model h 2008 ka. Mene iski 2030 ki teeno IC chnge kr di h fir bhi speaker ka output ny aa rha but woofer se bass k sth sound aa rhi. Or speaker buzz kr rha.
Bhai jis Home theater me 7 ic h Intex me he to kon si ic change karni hogi kuch bhe nhi chl ra connect hone ke baad koi sound nhi aa raha h na he bass na koi speakers me se sound aa raha please ispe vedio bnao please
Laga sakte ho par noise/buzzing/humming jyda ayega dekho tda2030 aur tda2050 ic ka leg (Pin) same hai par inke board alag alag hote hai Tda2030 me kya dikkat hai !
Meri aapse Yahi request hai ki mere pass home theatre hai uski ic khrab ho gyi kia me us ic pr max fesh cool colagate paste laga skta hu ya nhi koi effect shot cruit to nahi hoga btao sir
Mane soldring kya hoon home theatre mai to uspe 4 ic lgta h jo 20 30 ka h par wo baj nhi rha h or jo board h thuda sa paint ujar gya h to koi problem to nhi na h koi solution h kya thik krne ka
Print agar nikal gaya hai to uske path (circuit line) ko follow karo kaha se wo juda hai use waha se wire se jod do Print me agar ic ke leg sahi se nahi joint hoga to kaise work karega system ?
Bhai m ne tawer spker ka Bass baj raha hai satellite spaker nahi baj raha tha to ic badal di to 3mintes bajne ke bad band ho jata hai fir s( on / off ) karne pr 3 minutes ohi ho jata hai (e khani New ic lagne pr have)
Bhai mere paas 4.1 system h but uska left channel work nhi krta means usme awaz nhi aati lekin uska switch off kr k on karein to thodi der k liye awaz aa jati h but fir chali jati h..... please bhai koi solution bataein?
Sir ji mere pass ek hometheter board hai jis par supply dete hi 4558 short ho jara hai sir ji please koi Solution bataiye maine supply ke resistance bhi change kar diye hai Please replay
Very informative video. There is a peculiar problem in my Intex 5.1 home theatre system. The volume is automatically increasing. Also humming sound is there. Can I resolve this issue by replacing all the IC? Or the problem is somewhere else. Please suggest.
Nahi ic ke according hi uska circuit design kya jata hai Ab aap tda2030 ki jagah 2050 laga doge to humming noise ayega aur kuch der me subwoofer/speakers jal jayenge
Sir mene apne 2.1 home theatre me 2 ic change kiya hai lekin veleu 900se uper aa rahi he , iska ka karan kya ho skta he ,,, jab mene change ki uske pehle ki veleu 700 ke karib thi , lekin change kr ne ka bad sabhi ic me 900 se uper veleu aa rahi he ,, ab muje kya krna chahiye
bro mara pass i ball ka 4.1 home theatar ha .. usma bass ka ic tik ha lakin audio 2ic karap ha lakin jab ma new ic laga raha hu tab new ic karab ho raha ha or bord ma koye short nahi ha .. ab ma kya karu
Ic MA Sharda Electronic khanna chauraha venkat road me mil jayegi aur thermal paste bhi mil sakta hai unke paas Thermal paste kisi bhi computer shop me mil jayega
भाई मेरे पास जेब्रोनिक्स का होम थिएटर है जिसकी आईसीसी ना फट गई है नंबर समझ में नहीं आ रहा है तो प्लीज बताओ कि तीनों ऐसी एक ही नंबर होता है या अलग अलग होता है
sir mera home theatre philipes ka 5.1 hai uska subwoofer banwaya aur la ke lagay uske badd meri wofer ic jaal gai phir maine ic change kara phir jaise thoda volume badaya phir ic jaal gai phir ic change karaya to wofer ki coil jal gai wofer banwaya phir lagya then phir ic jaal gai ......sir iska koi solutions ho to bataiye
mare clarion 5.1 hometheater tda ic new lagane k bad pure audio nahi chalra hai sirf 2 or 3 speaker chalra hain baki lagatehi sound problem horaha hain or ic bohot jada garam horaha hain kaya karo
बहुत बढ़िया बहुत खूब आप महान है आपको अवार्ड मिलना चाहिए मेरे हिसाब से ठीक है भाई
Sar mujhe electronic ka kam se khane mein bahut mast lagta hai bahut sikhane ka man karta hai mere ko 😊😊😊
Bilkul sikho bhai aur aage badho
Bahut hi behtarin tarike se samjhaya. Mere passing ek Philip's ke music system hai gisme digital display sob thik hai lakin Speaker connection ke sref owaj hai por koi Audio sound nahi FM aur AM VI DOB DISPLAY HO RSHA HAI. . Tape chi chal raha hai por sound nahi, DVD nahi chal raha hai.
Solution narayen.
Hey broo i am also from rewa mast video hii😅
Bohot achaa video 👍👍👍Great
Main to bahut sari Dekha hai lekin abhi aapka Dekha to video mujhe achcha laga then please help
Hi, i have Philips sound bar having d2030a ic, its subwoofer channel ic getting burned again and again. Can guide things to be checked.
Very nice
You have explained very well
Thanks sir
Very good video brother 👍
Very nice video 👍 bhai on home theatre system repair
Thank you so much ❤️ sir your video is very good
Thanks for watching and share your feedback
Sir is board me jo 16v 100uf capisitor laga hai 5v ke liye wo khrab hone par agar sd same value ka nhi mile to kon kon sa capisitor laga sakte hai
So thanks 😊🤘😉 BHAI
Mere home theatre me 35v 22uf capacitor blast ho gya hai aur new nahi mil Raha hai uske jagah pe kitne volue ka capacitor lagaye
Nice video, meray pas same board hay problem ye hay k low volumn pay left speaker mai bohot low sound hota hay lakin right speaker mai sound tez hota hay lakin volumn brhany pay dono speaker mai sound sahi hota hay, kia problem ho sakti hay?
Potentiometer (Volume control) aur treble dono m 47k ka potentiometer lagakar dekho
Sab kuchh sahi hai awaaz Sahi aata hai speaker ka
Bhai D2030A ko TDA2030A se replace kar sakte hai kya??
Mere bade bhai mai pehle bar IC TD2030A laga raha hu par lag to ja raha hai but sound nahi Aa rahi hai mujhe samjh me nahi aa raha hai kaise lagau maine apke video dekh kar lagaya hu.... Mere Aap halp kare kuch
2030 kit board2.1 ke home theatre chalte chalte bandh hone ka kya problem ho sakta hai pl's solutions bataye
Mere pass T Series 2.1 channel ka HTS 2100 model h 2008 ka. Mene iski 2030 ki teeno IC chnge kr di h fir bhi speaker ka output ny aa rha but woofer se bass k sth sound aa rhi. Or speaker buzz kr rha.
Bhai jis Home theater me 7 ic h Intex me he to kon si ic change karni hogi kuch bhe nhi chl ra connect hone ke baad koi sound nhi aa raha h na he bass na koi speakers me se sound aa raha please ispe vedio bnao please
Bhai tda 2030 aur 2050 ka kya kam hai btao help me
Sir Mera intek ka buffer h usme bhar bhar ki awaj ati h uotput spekar me clear awaj ati h kya problem hogi plzzzz sir
Subwoofer ka air kahi se leak hoga isliye bhar bhar ka sound a rha hai - subwoofer ka cone damage ho sakta hai tab bhi bhar bhar ka sound ayega
Bhai teen transistor hai ek jal gaya bich wala do se kam chal sakta hai
sir ma 3 no ic chang karke 2050 ic laga sakta hoo please reply
Laga sakte ho par noise/buzzing/humming jyda ayega dekho tda2030 aur tda2050 ic ka leg (Pin) same hai par inke board alag alag hote hai
Tda2030 me kya dikkat hai !
Bhai I have home theater in that there is yd2030 T.1.J.1 IC and I have to replace it who I can replace it pls tell
Replace with same number
Bhai tda 2030 aur da 2030 me koi fark hota hai bhai
Sir mere woofer mein char song chlte h fr awaz slow hojati usmein kya h problem
Sir ye jo three IC h bo ek tusre ke sthan par laga sakte h kya
Han aap same no ka ic ek dusre ke jagah laga sakte hai
Sar Mera 20 wala Aisi ho gaya hai to usko Kaise Sahi Karen direct kaise karen
Sar aapka mobile number mil sakta hai kya meri woober bana hai
PCL company ka home theater ka wiring
Sir mere hometheathet se shotcrit hua hai iska kuch solutions hai kia
Dear brother
Sanford SF 2113BHT home theater me sound nhi aa RHA h tda 2030 ic replace krne k bad bhi...plz solve my problem
Jis bhi speaker me sound nahi a raha wo speaker check kya
Sir 4.1 hometheter me achha ic konsa bithaye
Sir aap dj tower home theatre ki full wiring ka video bana sakte ho kya
Sorry sir mere pas time ka issue hai due to job in future I will try
Sir mera ek intex ka home theyetar h or modal no 301N FMU h jo isme current hi nhi bta rhi h.... Sir kya problam ho sakta h aap bataiyega jarur...
Main lead check karo ya switch me koi mov laga ho wo dekho khrab ya short ho gya hoga
Meri aapse Yahi request hai ki mere pass home theatre hai uski ic khrab ho gyi kia me us ic pr max fesh cool colagate paste laga skta hu ya nhi koi effect shot cruit to nahi hoga btao sir
Colgate nahi lagana hai colgate laga doge to ic aur heatsink me sahi se contact nahi banega
Purane Home theater ki ic new me dal sakte hai ya nahi
Intex 4800watt me bass bahut kam aa rha h kripya iska solution chahiye ek video send kar do please
Sir home theater ka sub woofer ghu ghu ki aawaj nikal raha hai new ic change karne ke baad bhi iska selution please sir
Mane soldring kya hoon home theatre mai to uspe 4 ic lgta h jo 20 30 ka h par wo baj nhi rha h or jo board h thuda sa paint ujar gya h to koi problem to nhi na h koi solution h kya thik krne ka
Print agar nikal gaya hai to uske path (circuit line) ko follow karo kaha se wo juda hai use waha se wire se jod do
Print me agar ic ke leg sahi se nahi joint hoga to kaise work karega system ?
470uf 16v capacitor ko kaise change kare
Mere intex wale speaker me pta ni kya problem hai start hota hai 1mint chal kr bnd klho jata hai aur humming ka soung aata hai
Bhai 1 ic jala mile to 3 ic change karna he kya?
sir mere hometheater ki ic and 2.2.k ohm gaya hai to please 🙏 batao na sir muze
Mera homethuter mia bass nahi a raha hai only sound a raha hai kaya problam ho sakta hia ???
Bass wala ic burn hua hoga ek baar subwoofer aur bass control (potentiometer) check karna
@@RepairingGyaan ok bhai
Bhai 2.1 ke home theatre amplifier plate se 8inch subwoofer kaise chlaye
Sir mere home theater m ic ke pass jo 2 ohm 1/2 watt ka resistenc laga hu hai wo bhot hit hota hai
Sir,
Dd free dish 24v pe video banaye, 24v ki jagah 20v aate hain. 24v kaise thik kare..
24 ho ya 20 koi poblem nahi hoga
IC D2030 के जगह अन्य IC का प्रयोग कैसे करें? जरुर बतायें।
Thanks thanks you sir
Thanks sir
Home Thither Ko 12volt DC me kese Chalaye
होम थिएटर की आईसी बार-बार उड़ जा सब ऊपर
Good job sir
Lay9528 ki jagah konsi ic laga sakte h
Sir mujhe aapki ek help chahiye
Mera universal 5.1 home theater hai usme bass ka problem hai please batao
Good tiçhing 👍👍👌👍👌👌👍👍👌👌👌👍
lC-D-2030duplicate hi,Amp load durability nehi hain,Original hain TDA-2030 lasted long,thanks for video.
Bhai mera home theater ka sound deneke bad bon ho jata hai to problem huwa bhai plz bol do
Kya iss problem Keliye mujhe ic Change karni padegi
Normal past se nahi hoga kya
Bhai cemax 4.1 modal 8585 main base ki konsi ic lagti hai mtlab kis name se milegi market main please bhai bta do 🥺
Bhai m ne tawer spker ka Bass baj raha hai satellite spaker nahi baj raha tha to ic badal di to 3mintes bajne ke bad band ho jata hai fir s( on / off ) karne pr 3 minutes ohi ho jata hai (e khani New ic lagne pr have)
Cemex 6092 home theatre ka ic ketana model h
bhai mana home theater 2018 ma karab hogaya tha to mana osa 2023 thai ki par vaha oprat ni hoi
mera clarion ka extener hai jo ki sound nahi aata bataye kaise thik kare??
Bahut.hachchi.
😊
Thanks bhai
Bhai mere paas 4.1 system h but uska left channel work nhi krta means usme awaz nhi aati lekin uska switch off kr k on karein to thodi der k liye awaz aa jati h but fir chali jati h..... please bhai koi solution bataein?
Sir mera spice ka home theater h uska bar bar ic jal jata h dukan pr jo ic change krte h vo pest nhi lagate h
Ic lagate hi jal ja rha hai to problem board me hai ya to voltage jyda hai, shorting hai aise me ic jalta hi jayega
To sir isper ek video bana dijiye ki kaise thik hoga m ghar pr hi kar dunga saman lakar mujhe karne ata h
Sir ji mere pass ek hometheter board hai jis par supply dete hi 4558 short ho jara hai sir ji please koi
Solution bataiye maine supply ke resistance bhi change kar diye hai
Please replay
Bhaiyya mere pass cemex ४.१bt ka home theater ye uski chalte samay kir aawaj aati ye
Ic replace kro usse pehle speaker check kr lena
Very informative video. There is a peculiar problem in my Intex 5.1 home theatre system. The volume is automatically increasing. Also humming sound is there. Can I resolve this issue by replacing all the IC? Or the problem is somewhere else. Please suggest.
First check volume potentiometer
@@RepairingGyaan Even we adjust the volume through remote, it happens.
Sir mera 2.1 ic kharab ho gaya to me Purana kharab 2.1 bord ke ic laga sakta hun?? Please tell me
Ic ka number same hai to laga sakte ho
Tharmer pest Amazon me mile ga
Apne city me computer repair ki shop me pta kro waha mil jayega - Amazon se lena hai to description box me link hai
@@RepairingGyaan okk bro
Is kit ko 12v dc battery se kaise chalaye kyuki originally ye 12-0-12 ac pr chalta h?
Sir ji mera intex 301 me huming aarahi he kya problam he
Ic bass ka spker ka same rahta ha kya
Sab me nhi hota ic me jo number hai usse confirm hota hai is board me teeno ic ek hi hai
@@RepairingGyaan TDA2030A ka ic cheya mile ga kya
UTC2030A
TDA2030A
KA CHEYA BHAI PLEASE KOI LINK MILE GA KYA
Sir Mera 4.1home theater clarion Ka hai on hai card BHI Sahi hai power on Nahi hota hai kya kre sir
Main filter capacitor check kro
Base ic Kaun si hoti h 4.1 me..?
Sir jo ic kharab Hai us ko change kr ke koyi our no ka lagane se chalega ki nhi
Nahi ic ke according hi uska circuit design kya jata hai
Ab aap tda2030 ki jagah 2050 laga doge to humming noise ayega aur kuch der me subwoofer/speakers jal jayenge
Lekin Bhai ic kyase samjhe ki ya ic wofer ki hai or ya ic speak er ki hai
Track follow kro
Sir mene apne 2.1 home theatre me 2 ic change kiya hai lekin veleu 900se uper aa rahi he , iska ka karan kya ho skta he ,,, jab mene change ki uske pehle ki veleu 700 ke karib thi , lekin change kr ne ka bad sabhi ic me 900 se uper veleu aa rahi he ,, ab muje kya krna chahiye
Huming sound ke lye kya kre???
bro mara pass i ball ka 4.1 home theatar ha .. usma bass ka ic tik ha lakin audio 2ic karap ha lakin jab ma new ic laga raha hu tab new ic karab ho raha ha or bord ma koye short nahi ha .. ab ma kya karu
Me nayi ic lekar aya hu isleye mene aap se pocha hai ki colgate paste laga sakte hai ya nahi ..kabhi koi problem a ske isleye pocha mene ..apse
Thermal paste ka hi use karna cahiye
Sir ye mera home theater me bass ka sound nahi aara hai or speaker output aache tarike se nahi aara hai
Iske original ki pehchan kia hai jo leke aa skae ic
Sir home theatre ka picha likha ha output =30+30 watth uska matlab kai ha
sir rewa me mujhe thermal paste or tda2030 ic kaha se milega? koi bestseller hai kya apne rewa me.
Ic MA Sharda Electronic khanna chauraha venkat road me mil jayegi aur thermal paste bhi mil sakta hai unke paas
Thermal paste kisi bhi computer shop me mil jayega
भाई जी मेरे पास लोकल सोनी कंपनी का होम थिएटर है उसकी Bass या वॉल्यूम बढ़ाएं तो USBकार्ड मैं H बना आ जाता है
Can we upgrade the ic on same pcb then?
Sir agar ic todha bhi kahi se toot jata hai to kya wo chalega, reply ki zarurat hai
Side se thoda bahut ho to chal jata hai center ya pin ke paas ho to nhi chalega - IC thoda sa bhi damage ho to replace kar dena cahiye
Car Stereo Setting ⤵️
th-cam.com/video/Rx1pAMmKK6E/w-d-xo.html
भाई मेरे पास जेब्रोनिक्स का होम थिएटर है जिसकी आईसीसी ना फट गई है नंबर समझ में नहीं आ रहा है तो प्लीज बताओ कि तीनों ऐसी एक ही नंबर होता है या अलग अलग होता है
Uncle aap kahan Ke Hain hamesha aap se woober bana hai bana sakti hai kya
Rewa mp (mai uncle nhi hu 😂)
Home theatre mein Naya aisi lagan per bhi nahin baj Raha hai kya
Power supply ok hai !
Kay ham 2 ic laga sakta Bass ke sir please reply
Nhi
sir mera home theatre philipes ka 5.1 hai uska subwoofer banwaya aur la ke lagay uske badd meri wofer ic jaal gai phir maine ic change kara phir jaise thoda volume badaya phir ic jaal gai phir ic change karaya to wofer ki coil jal gai wofer banwaya phir lagya then phir ic jaal gai ......sir iska koi solutions ho to bataiye
mare clarion 5.1 hometheater tda ic new lagane k bad pure audio nahi chalra hai sirf 2 or 3 speaker chalra hain baki lagatehi sound problem horaha hain or ic bohot jada garam horaha hain kaya karo
Sir mera home theater slow chalta h awaj badhane ke liye kon si ic lagaye
Awaz slow hai to volume wala potentiometer kharab hoga ya phir speaker me problem ho sakta hai
Video lambi banao bhai koi problem nahi,,hume bas bariki se sikhna hai
Sure....Thanks for watching
Agar ei ic speaker ka jal jaye ek par kaise bajaye
Sir 2030 ic change kar diya hu...phir bhi mera bass fat fat ke aati hai...to bataye ki kya garbari ho sakti hai🙏
Aapne subwoofer check kya ?