Hamare Nikah Kaise Ho - How Our Marriages Should Be By
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 13 ม.ค. 2025
- 𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
President, Al Kitab Education & Welfare Society.
Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
M.C.A (Master of Computer Application)
B.G.L (Bachelor of General Laws)
LL.B (Bachelor of Laws)
M.A Islamic Studies.
Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides TH-cam and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
Dawah Centre, Hai Assalamah
Understand Quran Academy
Socio Reforms Society of India
Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
Al-Manar Centre
United Goan Muslim Community
Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
Green Lane Masjid
Al-Hijra Masjid
Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
Masjid Humera
Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSLectures #HamareNikahKaiseHo #HowOurMarriagesShouldBe #MethodsOfNikah #NikahKaTariqa #MusalmanoKeShadiKaTariqa #Aqd #Shadi #Nikah #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00291
Alhamdulillah hamari shadi aur walima pori tarah sunnat ke tariqa se huwa aur mere shoher 1grm gold tak nahi liye aur na hi 1 dress liye. Allah hum sab ko her kaam sunnat ke tariqa se kerne ki hidayat de. Aameen
MashaAllha Allha Rabbul Izzat Aapki Jodi Salamat Rakhe Or hamesha khush rahe aap Aameen Summa Aameen
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu sis muje personally apse ek baar baat karni hai
Personally kya
Jo puchhna hai faiz bhai se contact krke puchh len aap@@AfreenBegum-dm4vn
Faiz sahab allah se dua hai k aapki har baat / har alfaaz logo k dil 0 dimaag tak pahunche aur log is deen par amal kare
aameen Summa aameen
Allah hme kehne sunne se zada karne ki taufeeq ata farmaye
iam sufiyan7 ameen
الحمد للہ میں نے تینوں نکاح سنت طریقہ سے ہی کیا ہے...
Bht badiyaaa bhai ......shukriya
main nikha karunga to bikul sunnat ke mutabiq , inshallah.
Inayath Ali insahallah
Insha Allah
Inshallah
In Sha Allah Mai bhi
Inshallah
Subhan Allah very good Mai aap ka fain ho gya hon
Alhamdulillah Faiz Bhai 1 million subscriber Ho Gaye Aapke
subhan allah very good broo
masa allah very nice bayan
MashaALLAH bht ache s samjhaya jazakALLAH khair
Happy Gurupurnima sayed saheb aap bahaut accha lecture dete hai...
Jin logo ne is video ko dislike kiya shayad unko faiz bhai ki baat lag gayi haq hamesha kadwa hota hai aur haq haq hota hai
Ji bilkul! Jo log jaahil hote hai unko haq baat galath lagti hai aur unke halak se niche nahi utarti hai! Allah hidayath dein aise logon ko aur deen per chalaye! Ameen
But pta kaise chalta hai ki dislike hai?
@@NasrinShaikh-n3i jaise likes pata chalte hai waise hi like ke side me hi dislike ka bhi button hai
@@karimakhtarhussain522 dislike ka button to hai but kitna dislike hua kya nhi
Ye thori pta chal rha
Masaallah ...
Jazak allah khair
Bahut hi achha paigam hai
Subhan ALLAH 💖
Faiz Sir ☺️⭐
Sahi baat bilkul
جزاک اللہ خیر
mashallah faiz bhai aap ne bilkul sahi baate batayi hai subhanallah
Mashallah bohat hi achi qirat kare
جزاکم اللہ خیرا و احسن جزاء
May Allah forgive us....Aameen
1:17:59
17:00
Mashaallahsubhanallah
02:15:00 dil ko lag gayee baat
SubhanAllah
ُﺍﻟﺴَّـــــــﻼَﻡُ ﻋَﻠَﻴــْــﻜُﻢ ﻭَﺭَﺣْﻤَﺔُ ﺍﻟﻠﻪِ ﻭَﺑَﺮَﻛـَـﺎﺗ
جزاك اللهُ خيرًا
N cc 6l. Ap hmm hmm ii C5 tum h hm 👫
May puchna chahti hu ke aaj kal jo haram kam kiye ja rahe hai nikah se pehle.... Mohabbat ke nam pr mtlb zina... Ye to haram hai... Lekin hum nikah krna chahte hai ghr pe bagair kisi ko batay... Wo isliye take hum log uske baad jo bhi talukat banay to wo haram na ho...or hum jo v kre pakiza riste me jud kar kre...humare ghr wale humari shadi avi nhi kra skte mtlb avi nhi krna chahte... Fir jab wo ghr wale taiyar ho jay to kya hum log dubara nikah kr skte hai... Kya aisa krna sahi hoga..??????????
Well done
Is video se ye lesson lena zruri h ki lrke lrkiya dono ko deeni ilm ki jankari zaruri khaskr lrkiyo tbhi jaakar saas torture nhi kregi bahu ki dahej ke naam pr
Aur bahu izzat kregi
2:30:12 😜😂😂😂😂😂
killer hahaha yeah kaafi lamba sa sawaal tha
So yummy recipes
Outstanding wit full of comedy
Very good
Nice
MashaALLAH
Jo condition apne batayi wo sachme mushkil hai isilie Zina asan hai
MUHAMMAD YAMEEN
Aaj halat bahut kharab ho raha hai khas kar cities me. Ladkiyon ka age bina nikah ke 30 35 ho ja rahi ek ye ekka dukka nahi balki aam hai.
Mai apne leave par koshish karta hun logon ko rishta talashne me par jo mizaz bana hua hai logo vo bahut khatarnaak hai.
Ek ek pahlu ko millimetre or milliliter me taul kar dekh rahe hai aur baat ban hi nahi pati.
Allah hidayat de kaum ko
Unke haq mein duago hojaye Allah behtar kare
1:55:00
Nikah ki tarikh islaic tarikh Jo hoti h wo futkar me rakhni chahye ya jode me rakhni chahaye
السلام عليكم ورحمة لله وبركاته
Bhai kuch pochna hai tou kaha pr msg kru.
جزاكم الله خيرا كثيرا
Amin
41:00
Apka ilm itna acha h mashallah ki koi v topic p atleast 1 hr. tk bolne k takat rkte h 🤣🤣👌
assalamu alaikum,
ek lecture is topic par bhi bana dijiye ki
"nikah kis ladki ke sath hota"
yaani jis ladki ke sath hamara nikah hota hai
kya wo hamare muqaddar me hoti hai,
Improve Yourself masahallah
Improve Yourself walikum as Salam wa rahmat ullah wa barkathu
faiz bhai me 21sal ka hun aur me jaldi shadi karna cahta hun taki me apna adha deen mukkamil kar sakun but mere waleden mere is umar me shadi nai karwana cahte to me unhe kaise samzaun.
Sahi kaha
Main apni nabi aur sunnat ke hisab se nikah karunga 😊
ماشاءالله
Aoa sir me bht arse se pareshan hun actullay me ghareeb family se belong krta hun to meri job lagi thi 2 year ke liye to mene waha se haram paisa kamaya us se thora kaaam kia lkn munafa nahi howa ab mujhe aehsas he ye halal nhi tha is liye lost howa he mujhe sir mene ab toba kr li he ab baki paise ko halal kr ke me koi start krna chahta hun apni family ke liye sir is ke baray me plzzz mujhe guid kr dain
Subhanallah
Good
assalamualaikum Faiz bhai aapki is video per starting mai hi ads aaya jisme girls and music bhi tha . to is tarah ke ads se bacho .
Faiz bhai add thori na dete hain
Ye youtube ki trf se ata hai
Inshallah meri bi ayese hi khaish hai
Magar koi ladki volo bi ladki ko dene ke liye mangur nahi hai
Vun ka kahna hai ki apni ladki ki shaadi ham grand se karna chahte hai
Vaise mai 2 marriage proposal reject kar chuka huu
Allah meri koshish ko poora farma digiye.... inshallah
To aapka isi tariqa se shadi hua bhai
bohat achcha bhai
Assalam alaikum faiz Bhai
Aap se contact kaise Karu
Agar kisi ka inteqaal nikah se pehle hi ho jae to , Deen ke muqammal hone ka kya condition h?
ALLAH bole h sahi samay pe nikah ho jaye but meri sadi hote2 tut jaati h 33age ho chuki hai akhir late kyu ho rhi h.
Sabita real sadi bena dahaaj ka karagi humsay my 40 ka hu up say talakshuda singal wastup+919555211838 hai mara resta hoga to tutaga nahi aapsay
Aap agra me koi school or madarsa tameer kara de agra me salafi school madarse nahi h
Mashallah
luv frm hyderabadis
Assalamualikum my Muslim's
Iam 22 years old I watched so many videos related to nikah and everywhere I find that when we will be adult then we would be married so I was asking that my age is 22 and my earning is 10-15000 can I deserve marriage plz plz reply me ASAP . THANK U 😊😊😊😊
Yes you are eligible for marriage
As salam walai kum faiz bhai mera ek sawal hai ki jb shadi ker ke dulhan ko ghr lete hai or as paros ke auratein ate ghr dulhan ko dekhne par dulha nhi chata ki uski Ahliya ko koi nhi dekhe to ye sahi hai rokna ya nhi dekhana ya galat plz faiz bhai reply dijye ga.....As salam walai kum
Yeh sab rusumaat hinduwana hai moo dhikayi and all! Apko in sab gair islami rusumaat se bachna chahiye
@@misssunshine7408bilkul
Agr walid shadi ki tarf dhyan he na de aur dargha gumne ka aise kam karts ho to aise halat me be baccho ko appne walid ki raza ka intzar karta bithna chya kay
As salami alikum. Kya Niikha masjid me karna zaroori hai?
Ayesha, housewife.
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed)
Was-Salam
@@IRCTV Salam alaykum koi bhi topic ko kaise yad kar sakte h quran ke hawale se bata dijiye
Turkey or kuch countries mein nikah ke waqt dulha dulhan sath hite hai kya wo tarika sahi hai....or nahi hai to nikah kaise karna chahiya mera matlab ye hai ke nikah ke waqt dulha dulhan saath baith sakte hai ya nahi.
Gair islamic rusumaat se bachiye! Turkey aur dusron mulkon mein kya hota hai yeh dekhne ke bajaye Aap hamare pyaare nabi aur Allah ne hame kya bataya hai aur jo deen mein hai woh kariye
help me faiz bhai
2.30👍👍👍👍
Hi
masa allah
Kia gusse me talak hoti hai??
Yes Hoti hai gusse me talaq
Nikah ho ya talakh dono Hoti Hai gusse main ho ya pyaar main
Or vese bhi pyar main kon talakh deta hai
Talak gussa my hi hoti hai pyar say talak koye. Nahi data hai
adv Faiz Bhai Kya gareeb ha to nikah karna
Nikah Gareebi Or Ameeri kaa mohtaj nhi he Nikah Me Bas Deendari main cheez he
Kya Larki demand apni marzi ka mehar demand kr skte hai?
Aur doosra kuch rasoomat larki waly krty hain aur kuch larky waly...jasy jaheiz larky walon ke demand hai to joota chupaye,doodh pilaye larki waly krty hain jis sy unko gifts milty hain..
agr larki waly rasoomat na krna chahty hon lekin unsy rasoomat krwaye jayein jin py unka kharch ho to kya ye darust hai k larki waly ye soch k rasoomat krein doodh pilaye wghaira ke k hmara itna kharch krwaya hai to thora kharch hum inka b krwayein?inko b zra pta chaly
whaaaaa
Nice
जादू कर के सादी कैसा है, और मेरा निकहा जादू से किया है किया एं जायज है
love from bokaro
lecture ke time lighting stage pe hai woh fozul kharchi hai ya nahi
Assalamu Alaykum
3D IRY MINECRAFT Aapke Jawab Ke Liye In Videos Ko Dekhe
th-cam.com/video/PgFM5ZmSa6s/w-d-xo.html
Text Ki Shakal Mein IRC Se Jawab Nahi Diya Jata.
Agar Koi Sawal Ya Masla Hai To Hame Contact Kare
+912402336984
+912402330655
+912402359040
Assalamalikum mera sawal yeh ke koun se jamaat ka sahi hai tabliq ahllehadees yahahlesunnat plz etnabatadejeye
Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatohu bhai pahle aap ek bat jaan le ki Allah Ta'ala ne hum sabko momin muslim kaha h pure Quraan me ya Rasool Allah saw ki pyari haditho me kahi bhi ye nahi farmaya gya ki fala jamaat bana lo fala jamaat ke piche lag jao balki Allah Rabbul Aalamin ne Quraan me farmaya h Surah-3-Al-imran ayat#104-105 Surah-5-Al-Maida ayat#48 Surah-6-Al-An-Aam ayat#159 ki apas me ikhtelaaf mat karo or jamato me mat bato balki tum me sabse behtar accha wo h jo Quraan o sunnat ki taraf bulaye or kisi bhi tarha ke shaq shubha me na pade is liye bhai hum sabko sirf or sirf Quraan o Sahih Hadith or Sunnat e Rasool Saw pe hi amal karna h or apni taraf se banayi gayi bato se dar guzar krna h kyuki deen mukammal ho chuka h Surah-5-Al-Maida ayat#3 aap saw ke waqt e Nabuwwat me hi isliye deen me koi bhi nayi bate bida'at h or har bida'at gumrahi h or har gumrahi jahannam tak leke jayegi is liye pyare Rasool saw ne farmaya meri sunnat ki itteba kro or bida'at se bacho ise imam Tirmazi Abu Dawood Sunan ibn Maja Rahimahullah ne apni apni sunan me riwayat kiya hai Allah hu Akbar in sab deegar Quraan o Hadith ke hawale se malum hua ki sirf or sirf Quraan o Hadith sunnat ki itteba karni h na ki kisi jamat ki is liye jo jamat jo bhi shakhs Quraan o Hadith Sunnat se sabit bate bataye use lelo or jo bina Quraan o Hadith se bataye use dar guzar kre ab aap khud jante h ki konsi jamat Quraan o Hadith sunnat ki taraf bulati h bayan krti h bas use hi tasleem kejiye
Wallahu Ta'ala Aalam Bis'sawab
sadia yasmin jazakomullah khairan kaseera
@@nadeem6568firqaparasti bilkul galat hai ❤❤❤
hello
Hi Saba sana wastup+919555211838
منگیتر سے ملنا حرام کاکو ہے
Gawaah ladka aur ladki dono ke taraf se hona chahiye ya kisi ek ke taraf se bhi chalta?
bhai jaan kuchh log kehte hn
hmaare majhab me apni beti.bahan se nikaah jayaz h
????????
Akshay Kw kis mazhab ke bare me aap kahna chah rhe h muslim ya fir dusre mazhab me agr jo log kah rahe h ki musim mazhab me bahan betiyo se nikaah jayez h to bhai wo sagi bahen nhi h matlab ek maa ke siqam pet se nhi h jaise chacha ki ladki fufi ki ladki mamu khala ki ladki in sab se nikaah kr sakte h jayez h ye bhi sari baheno me hi shumaar hogi lkn sagi bahen nhi h yani ek maa ke siqam se nhi h jo ladki ya ladka ek hi maa ke siqam se paida hue h unse nikaah haram h ek bat mai or aapko bata dena chahta hu ki jo radayi maa h uske baccho se bhi nikaah haram jaise ki ek maa ne ladka ya ladki ko paida kiya or us maa ko maot a gyi ya kisi bimaari ki wajah se maa apne bacche ko doodh nhi pila sakti to ab kisi dusri aurat maa ka us ladka ya ladki ne doodh pi liya to ab bhi nikah haram ho jayega unke baccho se kyuki ab is maa se bacche ka doodh ka rishta ho gya bhale hi khoon ka siqam se rishta na ho ummid h aapko masla samjh a gya hoga agr ab bhi koi sawal ho to puch sakte ho insha Allah jawab Quraan o Sahih Hadith ki roshni me diya jayega
Wallahu Ta'ala Aalam Jazak Allah khair
Muhammad Nadeem masahallah
@@sabiha7344 ☺️☺️
@@nadeem6568❤❤❤😊😊😊 bahut khoob
Masha Allah
ﺍﻟﺴَّـــــــﻼَﻡُ ﻋَﻠَﻴــْــﻜُﻢ ﻭَﺭَﺣْﻤَﺔُ ﺍﻟﻠﻪِ ﻭَﺑَﺮَﻛـَـﺎﺗ
جزاك اللهُ خيرًا
ماشاء اللہ
Masha Allah