I own 2017 Bajaj Avenger 150 street, recently experience missing problem and lack of pickup at high speed, recently serviced and replaced new Spark plug, plug wire, ignition coil, CDI has been checked, RR unit replaced, new battery. Still it has missing problem
Sir same isi tarah problem aa raha hai mere bike me bhi.... avenger 160 bs6 hai......bike band nahi hota....par race nahi leta.....bhuk bhuk...karta hai....kafi din se pareshan hu..aur malfunction light bhi chalu hi hai.....kuch dur gadi thik chalta hai...feer fuk fuk karta hai.... throttle body clean bhi karwa liya hu.......ye TPS sensor ka problem hai kya bhaiya.....ya kuch aur ho sakta hai.... please bhaiya bataiye
Avenger 160 me sabse pahle 3in1 sensor (TPS) change karna hai. Uske baad me fuel pump ki delivery check krlo ( 80 se 90 ml) hota hai. Aur last me update (flash ECU) kra do problem solve ho jayegi thik hai..
Exactly mera yeh problem... Service centre wala update karke service karke chod diya... Phir kuch der baad gadi thik chalti hai... Aur ye "bhuk bhuk karke chalti" hai sahi expression hai iske liye... 😂😊.. Abhi yahi comment dikhaynga mechanic ko..
Malfunction light erase ho jati he kya bosch ki code scanner se erase karne par..meri 160 Street ki bhi malfunction light on rehti he..kabhi band b ho jati kabhi jalti rehti kai kms tk..abhi 2 saal hua he bike ko lie sirf 8500 hazar chali he
@@biketechnicaldanveer thanx bhaya batane ke liy actually meri bike mein bhi yahi problem a rahi hai pickup problem but m dur se apke pas Aana muskil h m rishikesh se hu
Mera 220cc avenger hi jo 7-8 km chalne k baad, mis hotey hotey chalta hi, us time agar accelerate nhi khichu toh bilkul stop ho jata hi. Sensor update v kiya, fir v same problem. Iska kya ilaj hi? Jarur batana sir.
Mere paas avenger 220 cruise 2018 model hai. Bike start ki problem thi, service centre ne CDI aur battery change karwa diya....starting problem solve gya but ek hafte baad naya problem suru ho gya.....accelator miss karta hai ........pahad me up raaste me bike miss karti hai aur kabhi kabhi band ho jati hai....fir start hi nahi hoti hai.........fir samtal/flat jagah pe rakh kar start karne par start ho jati hai.......aur agar suru me bike start karne par kuch der bina chalaye accelator jor jor se ghumane k baad chalane par fir band nahi hoti
Sir main 6 mahine pehle ye sensor change karvaya tha bajaj k authorised service centre pe, 1700 Rs kch liya tha lekin koi warranty nhi diya. Ab phir se malfunction light on ho rahi hai aur mileage kam hua hai. Koi solution bata dijiye.
Ab aapko woh sensor fir se lagwana padega or woh sensor TPS naam hai warranty mein change hoga, New update karke diya hai sensor isliye fir se problem nahi aayegi
भाई हमारे यहां मुंबई में इस तरह की कोई मशीन नही लगाते सर्विसिंग के टाइम पर... बजाज के सर्विस सेंटर में भी..., मेरा प्लेटिना 110abs की थी मेने मार्च में ऑटोडेन बजाज माहिम में.. कुछ नही चैन टाइट, और oil change kar ke Diya tha bas...😢
भाई जी मेरी अवेंजर 160 Bs6 है चलते चलते अचानक रेस छोड़ देती हैं मेने एजंसी में भी दिखाई है पर उनके समझ मे नही आई।में सफीदों हरियाणा से हु। और ये सेंसर पार्ट कहाँ से मिलेगा
3in1 sensor check krlo aur feul pump pressure check krlo thik ho jayegi, last me throttle body clean krlo thik hai, step by step check krlo 100% bike thik ho jayegi
Mujhe apni Avenger 220 street me rpm ki pareshani hai, to aap ka location kya hai sir, m vaha visit krke aapse , bike ka kaam karwana chahta hu, To location pin kre sir comment me❤
@@biketechnicaldanveer old aur new sensor ki pahchaan kyaa hai? Kya koi version alag hai ya dikhne mein alag hai. Hame kaise pta chalega ki service center mein naya hai ya purana?
@@biketechnicaldanveer Meri avenger bike kabhi achank se miss maarne lagti hai. aur fir band ho jati hai. usi tym start krta hu to engine on b ho jata hai lekin bike chalti nhi hai. accelerator dene pr miss type krti hai aur clutch chhorte hi band ho jati hai. thodi der on krke aur speed dete hue kuch der baad normal chalne lgti hai aur fr 2-4 din thik chalti hai. aur fir se same problem aa jati hai. Service center aur local mechanic ko dikha dia hai, lekin vo problem ko pakad nhi pa rhe hai. last time service center ne kisi tool se ecu flash kia tha. lekin problem abhi bhi aa rhi hai.
Thank you sir
Got the issue thankyou
Bike accelator diya to chalti hai but jada accelarate kiya to sirf RPM badta hai but speed nahi ati hai Cruiser 220 problem. Kya karu?
Same hai mera bhi
@scharkhi7787 3in1 sensor change karwalo thik ho jayegi aur Hex file update karna hai thik hai
Change clutch plate bro
Change cluch plate
I own 2017 Bajaj Avenger 150 street, recently experience missing problem and lack of pickup at high speed, recently serviced and replaced new Spark plug, plug wire, ignition coil, CDI has been checked, RR unit replaced, new battery. Still it has missing problem
Missing problem carburettor se jyada aati hai esliye carburettor ko check krlo thik ho jayegi
New 1 year 220 Avenger mein same accelerator issue hai. kya uska warranty period bhi 5 saal he hoga?
Warranty 5 year and 75000 km ki hoti hai
Think you sir
Sir same isi tarah problem aa raha hai mere bike me bhi.... avenger 160 bs6 hai......bike band nahi hota....par race nahi leta.....bhuk bhuk...karta hai....kafi din se pareshan hu..aur malfunction light bhi chalu hi hai.....kuch dur gadi thik chalta hai...feer fuk fuk karta hai.... throttle body clean bhi karwa liya hu.......ye TPS sensor ka problem hai kya bhaiya.....ya kuch aur ho sakta hai.... please bhaiya bataiye
Avenger 160 me sabse pahle 3in1 sensor (TPS) change karna hai.
Uske baad me fuel pump ki delivery check krlo ( 80 se 90 ml) hota hai.
Aur last me update (flash ECU) kra do problem solve ho jayegi thik hai..
@@biketechnicaldanveer thankuuu bhaiya.... Aisa hi kara k dekhta hu
@@abhaymasih..safedrive1314sir apne tps senser lgvaya h agr lgwaya hai to kya gadi phle jaise thik se chlne lgi
Haan
Exactly mera yeh problem... Service centre wala update karke service karke chod diya... Phir kuch der baad gadi thik chalti hai... Aur ye "bhuk bhuk karke chalti" hai sahi expression hai iske liye... 😂😊.. Abhi yahi comment dikhaynga mechanic ko..
160 Avenger sar TPS sencar kaha se milega sar
checkup ka metre Kitna uska cost
Hello sar TPS sencar
Malfunction light erase ho jati he kya bosch ki code scanner se erase karne par..meri 160 Street ki bhi malfunction light on rehti he..kabhi band b ho jati kabhi jalti rehti kai kms tk..abhi 2 saal hua he bike ko lie sirf 8500 hazar chali he
3in1 sensor change karwalo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer kitne ka aata he our kaha milta he
985Rs ka hai Bajaj authorised service me milega
@@biketechnicaldanveer our ager battery ka issue he to wo kaise pata kare ki battery change karni padegi?
Good
Aapki shop kaun si jagah hai
Bajaj authorised service centre hai gurgaon me
@@biketechnicaldanveer thanx bhaya batane ke liy actually meri bike mein bhi yahi problem a rahi hai pickup problem but m dur se apke pas Aana muskil h m rishikesh se hu
Mera 220cc avenger hi jo 7-8 km chalne k baad, mis hotey hotey chalta hi, us time agar accelerate nhi khichu toh bilkul stop ho jata hi. Sensor update v kiya, fir v same problem. Iska kya ilaj hi? Jarur batana sir.
3in1 sensor ko change karwalo aur Hex file update karna hai aur fuel pump filter ko check krlo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer thankyou very much❤️🙏💐
👍
Mere paas avenger 220 cruise 2018 model hai. Bike start ki problem thi, service centre ne CDI aur battery change karwa diya....starting problem solve gya but ek hafte baad naya problem suru ho gya.....accelator miss karta hai ........pahad me up raaste me bike miss karti hai aur kabhi kabhi band ho jati hai....fir start hi nahi hoti hai.........fir samtal/flat jagah pe rakh kar start karne par start ho jati hai.......aur agar suru me bike start karne par kuch der bina chalaye accelator jor jor se ghumane k baad chalane par fir band nahi hoti
Aur bike heat up ho jati hai.....even 20-30 km chalne par bhi
Carburettor ko check krlo
Bhaiya konse service center mei ho aap meri bike mei same issue hai har mahine jake update karata hu Phir same issue aata hai
GSM Bajaj gurgaon me
@@biketechnicaldanveer bhaiya apke yaha 3 in 1 sensor available hai or kitna bill ban jayega installation ka
@tarunsaini2374 3in1 sensor available hai aur price Rs 985 ka hai
Yeh same issue hua tha around 6 months pehle and within warranty change hua tha sensor. Ab fir issue aagaya . Sensor kyon kharaab ho rha hai?
New update wala sensor aaya hai change karwalo thik ho jayegi
Sir main 6 mahine pehle ye sensor change karvaya tha bajaj k authorised service centre pe, 1700 Rs kch liya tha lekin koi warranty nhi diya. Ab phir se malfunction light on ho rahi hai aur mileage kam hua hai. Koi solution bata dijiye.
Ab aapko woh sensor fir se lagwana padega or woh sensor TPS naam hai warranty mein change hoga,
New update karke diya hai sensor isliye fir se problem nahi aayegi
@@biketechnicaldanveer Ok Thank you sir
@@biketechnicaldanveer new update karke Diya matlab samjha nahi. New update ka matlab kya ?
Sensor update hoke aata hai
Bro but after 1-2km the bike again not raave
3in1 sensor ko check krlo aur Hex file update karna hai aur fuel pump filter ko change karwalo thik ho jayegi
Sir apna no.bhejho plz baat karni Avenger ke baare m sir m bhut preshan hun plz
भाई हमारे यहां मुंबई में इस तरह की कोई मशीन नही लगाते सर्विसिंग के टाइम पर... बजाज के सर्विस सेंटर में भी..., मेरा प्लेटिना 110abs की थी मेने मार्च में ऑटोडेन बजाज माहिम में.. कुछ नही चैन टाइट, और oil change kar ke Diya tha bas...😢
Agr koi bike mai problem aai ge ya maal faction ke light aai ge tbhi to lgege bhai
Right sir
भाई जी मेरी अवेंजर 160 Bs6 है चलते चलते अचानक रेस छोड़ देती हैं मेने एजंसी में भी दिखाई है पर उनके समझ मे नही आई।में सफीदों हरियाणा से हु।
और ये सेंसर पार्ट कहाँ से मिलेगा
3in1 sensor check krlo aur feul pump pressure check krlo thik ho jayegi, last me throttle body clean krlo thik hai, step by step check krlo 100% bike thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer ok sir
Mujhe apni Avenger 220 street me rpm ki pareshani hai, to aap ka location kya hai sir, m vaha visit krke aapse , bike ka kaam karwana chahta hu,
To location pin kre sir comment me❤
Khandsa road gurgaon
bhai mera 6026 ka bill bnadiya abhi tak
Kyon
yahi complaint hai meri bike mai same sensor kharab hai apna what's app number share krna bde bhai details share karta hu apko
Okay
My WhatsApp number 7827472707
Same problem hai meri bike me ,but tps sensor 1200 rs ka bta rhe hai
1060 Rs ka hai TPS sensor
Battery new padbai hai clutch plate bhi new hai uske bad chadai par bike accelerator ni le rhi hai to kya problem ho sakti tPS ki hai
Sensor change karna q padta hai, Maine 2 month pehle change karaya hai, fir se problem aa rhi hai
Old wala sensor kharab ho gaya hai ab new update wala sensor aaya hai esliye change karna padega
@@biketechnicaldanveer old aur new sensor ki pahchaan kyaa hai? Kya koi version alag hai ya dikhne mein alag hai. Hame kaise pta chalega ki service center mein naya hai ya purana?
@shubhampant9109 T1 mark hota hai new version me
@@biketechnicaldanveer Meri avenger bike kabhi achank se miss maarne lagti hai. aur fir band ho jati hai. usi tym start krta hu to engine on b ho jata hai lekin bike chalti nhi hai. accelerator dene pr miss type krti hai aur clutch chhorte hi band ho jati hai. thodi der on krke aur speed dete hue kuch der baad normal chalne lgti hai aur fr 2-4 din thik chalti hai. aur fir se same problem aa jati hai. Service center aur local mechanic ko dikha dia hai, lekin vo problem ko pakad nhi pa rhe hai. last time service center ne kisi tool se ecu flash kia tha. lekin problem abhi bhi aa rhi hai.
@shubhampant9109 3in1 sensor change karwalo aur Hex file update karna hai aur fuel pump filter ko bhi change karwalo thik ho jayegi
Live dikhat samey video iskeep
Kion kardi
Sir akpa contact number milega
Bhaia Ji apki shop kha hai Adress and contact number
GSM Bajaj sector 11 gurgaon
Sir appka WhatsApp no. Milega... please send karna
7827472707
Thank you sir 🙏
Think you sir