Bhai paper leak bara mudda nahi hai usse bara mudda hai rahe right to equality Article 14 and 16 4 January wala sab har taraf se fayde me hai 20 din extra mila Exam pattern pata tha Easy question aaya 7 no. Already pahle se fayde me hai To paper leak se jada bara mudda right to equality and scaling hona chahiye 🙏🙏 Jo ki supreme court ke verdict ke against hai YV Giri sir mainly paper leak par hi bol rahe hai interview mein
Puchhiye rahmanshu sir se ,,agar contact hobpaye to,,pappu bhi normalization right to equality ka baat nahi kar raha hai...wo jyada string ground hai..
Inn advocate ko ek baaat suggest kijiye ki ek baar Ramanshu sir se sabhi matter par discuss kar le taki court ke samne sabhi jenuine mudda jaye....exam ke tarike, question paper, level of questions.... wrong questions sabhi matter par baat ho sake...
Yb giri saheb bol rehe hain ki eske alawe aur v mudde hain.confuse hone ki jarurat nahi hai.Student hi writ petition draft karawaya hai.esliye scaling normalisation sab arguments mein shamil hoga.pc mein kitna bataya jayega.main to Honourable justice ke saamne rekha jayega
Jab se ye sushasan ka dong karnewali, ye batabe ki kisi bihari IAS ko Chairmen banaya, ye bahri ke raste maal kamate hain taki bhed khule nhi, sabse ghotalebaj ,,ye nitish ki sarkar hai ,jalnal, manrega,sauchalay,police, block examin sabhi me bahut bara bhrastachar wali ye sarkar
अब इसमे कुछ ज़ियादा ही राजनीती हो रही है हमलोगों की पहली प्राथमिकता होनी चाहिए इसको जीतने की, बाद जितनी राजनीती हो उसमे कोई दिकत नहीं!
Shukriya sir 🙏 hm bacho ko thori si v umid jagane ke liye 🙏 hm log ka 2 years mehnat ke bad v result nhi aa raha plz hm students ko justice dilaye
Koi to hai jo student ke liye lad raha hai.....jit aur haar ke bich aap jaise achhe achhe adhiwakta aur nyayamurti hai.....ummid hai jit mile
Jit pr har ki kiya baat hai ye to bihar ki baat ki future ki baat hai😢
Bhai paper leak bara mudda nahi hai usse bara mudda hai rahe right to equality Article 14 and 16
4 January wala sab har taraf se fayde me hai
20 din extra mila
Exam pattern pata tha
Easy question aaya
7 no. Already pahle se fayde me hai
To paper leak se jada bara mudda right to equality and scaling hona chahiye 🙏🙏
Jo ki supreme court ke verdict ke against hai
YV Giri sir mainly paper leak par hi bol rahe hai interview mein
Puchhiye rahmanshu sir se ,,agar contact hobpaye to,,pappu bhi normalization right to equality ka baat nahi kar raha hai...wo jyada string ground hai..
Ye matter v mention h bhai.....wakil ko bus leak h yad rhta h....
@@rishabhraj1267 saare dale gaye honge..kuch point sayad chhupaya jaa raha hai ..last me khulasa hoga ....tathya aapka sahi hai
Thank you Jan suraj ❤
राजनीति पार्टी को दूर रखिए
ये बूढ़े हो गए है शायद किसी नए जमाने के वकील को देते
Are murkh Jake pta kro pahle yv Giri kaun h
Jara pata kar Lena inke bare me fir bolna
Y B Giri name hai
Google pe search kar Lena
4 pusto ki zindagi lag jayegi inse milne ke liye
pehle se jispe case hai usko तड़ीपार chairman बनाया है कि nitish kumar
Biometric exam ke beech 1 baje karwaya jisse 4 minutes kam mile
Inn advocate ko ek baaat suggest kijiye ki ek baar Ramanshu sir se sabhi matter par discuss kar le taki court ke samne sabhi jenuine mudda jaye....exam ke tarike, question paper, level of questions.... wrong questions sabhi matter par baat ho sake...
Thanks sir
Last hope
Yb giri saheb bol rehe hain ki eske alawe aur v mudde hain.confuse hone ki jarurat nahi hai.Student hi writ petition draft karawaya hai.esliye scaling normalisation sab arguments mein shamil hoga.pc mein kitna bataya jayega.main to Honourable justice ke saamne rekha jayega
Sir phle case jeet jaiye
🙏🙏🙏🙏🌼🌺🌷🌹🌸
6 saal se bpsc me lage hai new delhi mukharjee nagar delhi me
Normalization wala matter dala hai ki nahi ?
Normalisation and scaling both
All matters are included
Sabse important to yahi hai
Paper 12 bje huaa tha lawyer sb....
Sir scaling se kaise result dega BPSC, lagbhag 6000 student 4 january ko exam diya jo 30% hai 20,000 ke
Sach m Twitter p question viral tha kya ....any body knows ..or it's just fake news
Jab se ye sushasan ka dong karnewali, ye batabe ki kisi bihari IAS ko Chairmen banaya, ye bahri ke raste maal kamate hain taki bhed khule nhi, sabse ghotalebaj ,,ye nitish ki sarkar hai ,jalnal, manrega,sauchalay,police, block examin sabhi me bahut bara bhrastachar wali ye sarkar
Bhai es advocate se kuch nhi hoga 😢
Jara pata kar Lena inke bare me fir bolna
Y B Giri name hai
Google pe search kar Lena
4 pusto ki zindagi lag jayegi inse milne ke liye
Ye waqalat bhul gaya hai ka , pata nhi ye budhwa jitega ya nhi🫤🫤
Jara pata kar Lena inke bare me fir bolna
Y B Giri name hai
Google pe search kar Lena
4 pusto ki zindagi lag jayegi inse milne ke liye
@n.k2111 phli bat to ye hai ki mere se bakchodi nhi , aur dusri ye ki pichla wala bpsc case yye budhwa har gya tha
Vakili karo vakaiti nahi , harana nahi, tum pe doubt bhut ho rha hai