वकील साहब 😢😮 इस मामले में बैंक , रिकवरी एजेंसी मिलकर डिफाल्टर को ब्लैक मेल करती है,, लेकिन डिफाल्टर को तुरंत धमकी देने वाले गुन्डों, बैंक, रिकवरी एजेंसी और धमकाने वाले वकील साहब के विरुद्ध तुरंत कार्यवाही कर पुलिस में एफआईआर दर्ज कराई जानी चाहिए 😅
Mujhe lagta h Bank valo se our credit card valo se apko dhamki aai h jis karana ap sabko pareshan logo k paksh Mai nahi , loan valo ki taraf se bol rahe , ya apko comission mili h
Bhai sahab hum apse ye janane nhi aye ki bank kya kar sakta hai.hum ye janane ki humari jindagi kaise bach sakte hain kyonki hamare paas na to koi property hai na paise hain na naukri hai na swasthya hai na jamanati hai na vakeel hai to hamara kya hoga
Maine l&t company se loan liya tha jiska mujhe kis bataya Gaya 48 jismein samay 47 kis bhar chuka hun ab company mujhe kahati hai ki aapko 55 kist bharna hoga is vajah se mera ismein main kya Karun iske bare mein mujhe jankari den
मेरे पिता जी ने 3 साल पहले kcc लोन लिया था 80.000 पर बाद में उन्हें कैंसर हो गया और उनकी मृत्यु हो गई अब बैंक ने 1 लाख 20 हजार का नोटिस भेजा है.. पर हम कैंसर इलाज में इतना पैसा लग गया की कोई पैसा नहीं है रोजगार भी नहीं है अब इसमें क्या हो सकता है क्या करें
@@amitelements loan ki policy hoti hai death ke bad loan maaf ho jata hai balki ulta paisa deti hai loan company lekin emi on time pay honi chahiye record mai ye bat har kisi ko nahi pata hoti
Sir Namaste loan lene ka time aadhar me jo address diya tha aab address change kar liya jo bank ko pata nehi hai. Ecs 2 month se default ho gaya Court ka notice kya mail me aata na aadhaar address address me ata Please advice dijiye
Sr mere pati ne 10 lakh lone liya tha look down ki wjese difolt ho gaya Abhi 15 mahine se EMI bar rhe the Lekin unka 5 mahine pahle brain hamrej ho gaya abhi paralis he lone wale muze preshan kar rahe hai mai EMI nahi bar Sakti Kaya Karu please reply de
Aap likhit m bank k customer care mai apni condition bta kar likhit m dijiye. Branch m bhi RBI k new niyam k anusar 24 month ka time apko bank de sakta hai loan emi ka samy bda sakta hai. Agar bnk na kare to apko adhikar hai RBI m bank ki complaint karne ka. Aur court m bhi apko 1000% time milega. Loan chukane ka. Iske baad bhi bank wale paresan kare likhit m Dene k baad bhi to jo person apko presan kar rha hai Bank ka manager ya koi bhi recovery agent uske khilaf aap fir kijiye najdiki police station m. Na loan Lena crime hai na emi na bhar pana crime hai. Apko pura time milega maximum 2 saal tk extra restructure kar sakte hai aap loan. Bus apka kaam hai Bank k top adhikariyo tk apni baat pahuchne ka. RBI tk aur court bhi apko support karega
Harrasment karenge to ulta apko bank se muwajga bhi dilayegi court to apko darne ki 1% bhi jarurat nhi hai. Apne adhikar samjiye bus. Police complaint kewal willful defuter k khilaf ho sakti hai. Jiski situation kharab ho uske khilaf nhi. Bank ko ulta nuksan hoga. Agr wo insan bank ki complaint kar de to government ko.

Namaskar sar main MP se baat kar raha hun mera credit Card hai SBI ka jiska amount mein bhar nahin pa raha hun police wale mere pass court ka notice lekar aaye the Magar mere Ghar walon ne vah accept nahin kiya aise mein kya Mera warrant yishu hoga ya mujhe vah notice le Lena chahie
SIR MERE BHAI ME RS 1 LAC LA PERSOAL LOAN LIYA THA 8 MAHINE TAK BHARA HAI .. AB NAHI BHAR RAHA HAI AUR HAMARE SATH REHTA BHU NAHI HAI .. LEKIN LOAN HAMARE PITAJI KE GHAR KE ADDRESS PAR LIYA THA /// ab wo ekdum se galat rasta pakad liya hai.. toh kya bank wale hame pareshan karegen kya .. jabki hamari toh koi galti nahi hai
Sir ne poori jankari nahin di hai secure & insecure loan ki aap fikar Mt kro.. Koi kuch nhi kr sakta personal loan me.. Police kbhi nhi aayegi don't worry
Sir mere papa ne 110000 kcc liye the uska notice aya lekin ghr pe koi n rehne ke waja se bank nhi jaa paya fir bank ke 2 karmchari ghr pe aye bole ki aaj last date hai apko apna byaj 17000 rupaye badha hai usko bhar do apko time mil jayega lekin main uss din nhi bhr paya 3 din baad 17000 bank me jakr pay kiya lekin o bol rhe hai ki apko pura paisa bhrna pdega mai bola mujhe time chahiye lekin o nhi maan rhe hai bol rhe ki rc lg jayega sir mere mom ko bahut tension ho rhi hai iss chij ka sir solution btaiye please sir🙏
Sir mujhe v bank manager bahut presan kar rhe h secure loan hai aur loan mere dada ji ne hi liya tha aur unki death ho gyi 53 saal ke baad loan pay karne ko bol rhe h kya kare plz help me
वकील साहब 😢😮 इस मामले में बैंक , रिकवरी एजेंसी मिलकर डिफाल्टर को ब्लैक मेल करती है,, लेकिन डिफाल्टर को तुरंत धमकी देने वाले गुन्डों, बैंक, रिकवरी एजेंसी और धमकाने वाले वकील साहब के विरुद्ध तुरंत कार्यवाही कर पुलिस में एफआईआर दर्ज कराई जानी चाहिए 😅
बहुत-बहुत dhanyvad sar
Sir apka toh smjh nahi ata 1 saal phle ap bolte hai police kuch nahi bigad payegi ajj ap yeh bol rahe ho kamal hai
Mujhe lagta h Bank valo se our credit card valo se apko dhamki aai h jis karana ap sabko pareshan logo k paksh Mai nahi , loan valo ki taraf se bol rahe , ya apko comission mili h
Bhai sahab hum apse ye janane nhi aye ki bank kya kar sakta hai.hum ye janane ki humari jindagi kaise bach sakte hain kyonki hamare paas na to koi property hai na paise hain na naukri hai na swasthya hai na jamanati hai na vakeel hai to hamara kya hoga
To dar kis baat ka hai ?
Jiska koi nahi hota uska upar wala hota hai
Bahut pareshan hun Tripathi Ji mere Pati ki mrutyu ho gai hai jisne loan liya tha ham log guarantor hain mujhe pareshan Kiya ja raha hai
Maine l&t company se loan liya tha jiska mujhe kis bataya Gaya 48 jismein samay 47 kis bhar chuka hun ab company mujhe kahati hai ki aapko 55 kist bharna hoga is vajah se mera ismein main kya Karun iske bare mein mujhe jankari den
सर वीडियो तो अच्छा है आपका लेकिन अगर कोर्ट में जाने के बाद भी पैसा जमा नहीं किया तो फिर कोर्ट क्या करेगी जेल भेज देगी
Jii ni ja skte jail kyuki iska koi act ni hai
Jyada se jyada bail ho skta h same day me hi
😂😂
Withhout notice from court and notice from advocate only if police come then its fraud or real
मेरे पिता जी ने 3 साल पहले kcc लोन लिया था 80.000 पर बाद में उन्हें कैंसर हो गया और उनकी मृत्यु हो गई अब बैंक ने 1 लाख 20 हजार का नोटिस भेजा है.. पर हम कैंसर इलाज में इतना पैसा लग गया की कोई पैसा नहीं है रोजगार भी नहीं है अब इसमें क्या हो सकता है क्या करें
कोर्ट में सेटलमेंट हो जायेगा
@@amitelements loan ki policy hoti hai death ke bad loan maaf ho jata hai balki ulta paisa deti hai loan company lekin emi on time pay honi chahiye record mai ye bat har kisi ko nahi pata hoti
Sir
Namaste loan lene ka time aadhar me jo address diya tha aab address change kar liya jo bank ko pata nehi hai. Ecs 2 month se default ho gaya
Court ka notice kya mail me aata na aadhaar address address me ata
Please advice dijiye
Sir mera vi bike ka 3month ka lon nhi diye hai to call aya tha ki ham jel chal jayenge sir kya kar kare
जब हम वह गांव में नहीं रह सकते दूसरे गांव चले गए हो तो हमको नहीं मिला तो क्या करें हमको मालूम कैसे पड़ेगा रेस्टोरेंट है कि नहीं
Aaj tak kitne arrest hue ye bta de Bhai ab tak to jail bhar gayi hoti
😂
Iknukmunc Bcbccccc cvcccc u @@shreesharma9951
Bahut sahi
@@PradeepBhurtiya-j2hमें एक बार किसी a😂y 😂 h na babu g 😂❤😂😂 एकf 1:26
Iiihp@@PradeepBhurtiya-j2h
मैं आधार कार्ड से लोन लिया था पर्सनल लोन आभी नहीं भर पा रहा हूं
police wale banker recovery agent 5000 le gaye .ab kya hoga.
Sir duplicate salary slip diya aur personal loan liya to kya hoga
Sr mere pati ne 10 lakh lone liya tha look down ki wjese difolt ho gaya Abhi 15 mahine se EMI bar rhe the Lekin unka 5 mahine pahle brain hamrej ho gaya abhi paralis he lone wale muze preshan kar rahe hai mai EMI nahi bar Sakti Kaya Karu please reply de
Aap likhit m bank k customer care mai apni condition bta kar likhit m dijiye. Branch m bhi
RBI k new niyam k anusar 24 month ka time apko bank de sakta hai loan emi ka samy bda sakta hai. Agar bnk na kare to apko adhikar hai RBI m bank ki complaint karne ka. Aur court m bhi apko 1000% time milega. Loan chukane ka. Iske baad bhi bank wale paresan kare likhit m Dene k baad bhi to jo person apko presan kar rha hai Bank ka manager ya koi bhi recovery agent uske khilaf aap fir kijiye najdiki police station m. Na loan Lena crime hai na emi na bhar pana crime hai. Apko pura time milega maximum 2 saal tk extra restructure kar sakte hai aap loan. Bus apka kaam hai Bank k top adhikariyo tk apni baat pahuchne ka. RBI tk aur court bhi apko support karega
Harrasment karenge to ulta apko bank se muwajga bhi dilayegi court to apko darne ki 1% bhi jarurat nhi hai. Apne adhikar samjiye bus. Police complaint kewal willful defuter k khilaf ho sakti hai. Jiski situation kharab ho uske khilaf nhi. Bank ko ulta nuksan hoga. Agr wo insan bank ki complaint kar de to government ko.
Vijay maliya ko pakda kya police ne ye bataye bhai
सर अभी हम जमा गाड़ी किया अपने मर्जी से मगर कोई अभी मैसेज नहीं आया है
Sir mai hinduja finance se home loan liya tha aur meri Emi only one month ki nahi ja paai hai log mujhe bahut pareshan kar rahe hai iska kya karu mai
Sir mere sat ho ra hai please help me kiya Karu sir
Sir multiple loan hai emi nhi ja pa rha hai kya ho sakta hai
Thank you for details
Warrent ke bad bhi settel hota hai kya out of court
Yes
Aap likhit m bank k customer care mai apni condition bta kar likhit m dijiye. Branch m bhi
RBI k new niyam k anusar 24 month ka time apko bank de sakta hai loan emi ka samy bda sakta hai. Agar bnk na kare to apko adhikar hai RBI m bank ki complaint karne ka. Aur court m bhi apko 1000% time milega. Loan chukane ka. Iske baad bhi bank wale paresan kare likhit m Dene k baad bhi to jo person apko presan kar rha hai Bank ka manager ya koi bhi recovery agent uske khilaf aap fir kijiye najdiki police station m. Na loan Lena crime hai na emi na bhar pana crime hai. Apko pura time milega maximum 2 saal tk extra restructure kar sakte hai aap loan. Bus apka kaam hai Bank k top adhikariyo tk apni baat pahuchne ka. RBI tk aur court bhi apko support karega
@@sureshairy2105 bhai ji apna number de skte ho
@@VidhiTeria6:39 6:41 6:42 6:42 6:42 6:43 6:43
Namaskar sar main MP se baat kar raha hun mera credit Card hai SBI ka jiska amount mein bhar nahin pa raha hun police wale mere pass court ka notice lekar aaye the Magar mere Ghar walon ne vah accept nahin kiya aise mein kya Mera warrant yishu hoga ya mujhe vah notice le Lena chahie
Agar loan karvana ho to kaise chalayen❤❤
Settel ke bad case desposed ho jata hai kya
Aap bank se baat karke negotiate karke settle Kiya hai kya
Ye bhi bta do Loan Clear Ho gya Noc nhi de rha to ky kare
Nice video
Hdfc bank ka agent damaging date ha ki tumara Gari kich lage sarakar en bank par karawaye karana chiye
koi police nhi aati kabi
rbi ke rules padho
Aati h bhai police in case bada loan hota h toh
Sir ultimate video
Sir 10000 -15000 Tak k loan baki ho apke pure ammount me jo apne loan liya ho to us situation me kya ho skta hai humne 10-15 hajar rs nhi bhr paye the
पुलिस तुम्हारी नौकर नहीं है जो वसूली करने आएगी
Police ko paisa vasul karneka kaam he kya bhai
Home loan settlement kaise hota hai?
😂 pata nhi me bhi setlment dhundh rha hu
Sir mera jis Account se ecs katta hei us account ko mene bank jakar band kara diya hei toh mere upar case ho sakta hai plz reply sir
Toh huwa kya bhai 😢aap giraftar . Please 🙏 mujhe boliye ?
Ok
Sir aap se contact kase ho sakta hai aap kha se hai
SIR MERE BHAI ME RS 1 LAC LA PERSOAL LOAN LIYA THA 8 MAHINE TAK BHARA HAI .. AB NAHI BHAR RAHA HAI AUR HAMARE SATH REHTA BHU NAHI HAI .. LEKIN LOAN HAMARE PITAJI KE GHAR KE ADDRESS PAR LIYA THA /// ab wo ekdum se galat rasta pakad liya hai.. toh kya bank wale hame pareshan karegen kya .. jabki hamari toh koi galti nahi hai
Kuch nahi hoga problem face Karo! Darro mat
Sir ne poori jankari nahin di hai secure & insecure loan ki aap fikar Mt kro.. Koi kuch nhi kr sakta personal loan me.. Police kbhi nhi aayegi don't worry
Bhai ka saath do
1800 par 2200 dena h 28din me
Sir mere papa ne 110000 kcc liye the uska notice aya lekin ghr pe koi n rehne ke waja se bank nhi jaa paya fir bank ke 2 karmchari ghr pe aye bole ki aaj last date hai apko apna byaj 17000 rupaye badha hai usko bhar do apko time mil jayega lekin main uss din nhi bhr paya 3 din baad 17000 bank me jakr pay kiya lekin o bol rhe hai ki apko pura paisa bhrna pdega mai bola mujhe time chahiye lekin o nhi maan rhe hai bol rhe ki rc lg jayega sir mere mom ko bahut tension ho rhi hai iss chij ka sir solution btaiye please sir🙏
Mera bhi yahi hall he 😢😢😢😢
Ek bhi nhi bhrna tha galat bhr diye 17000 mera to 1lakh kcc hai 5 year sw utna hi mang rhe bina intrest ke tb bhi nhi bhra hai
kuch nhi hoga
Sab ke sab mere tarha lon me fase huye he yar ye lon lena hi nhi chahiye
Direct nahi bata sakate
Direct bta Diya toh view ka paisa kaise milega😂
Mere pass to koi ni aaya
जब लोन प्रे अप्रूव्ड दिया गया हो उसमें कोई चेक साइन नहीं किया हो ना कोई फिजिकल एग्रीमेंट दिया हो मैसेज केसेस में क्या या प्रक्रिया होती है
Kya aap likh kar kar kyo samay barbaad kar rahe hai aap bata bhi to sakte hai
Sir mujhe v bank manager bahut presan kar rhe h secure loan hai aur loan mere dada ji ne hi liya tha aur unki death ho gyi 53 saal ke baad loan pay karne ko bol rhe h kya kare plz help me
Agli bar jab unka call aye to bolna mere pas paise nhi he . Or agar vo apko dhamki de to police complaint rna.
Mere papa ne bhi house loan liya tha 5 6 saal se EMI nahi bhara unka call ata he ki kab bharoge
Jyadatar ham call nahi uthate or kabhi utha liya to papa bhar gaye he esa keh deta hu 😢
Bank manager direct mere land ko auction nhi na kar sakte hai
Han auction nahi karenge sirf notice lagayenge apke Ghar k bahar
Bhai ye sab hum jaante hain aage bta
Bhai mene ek bhi emi nhi di he
@@skstudiobsr1875 kitna loan liya tha
Bank walon se jyada tum hi logon ko dhoka rahe ho
Aap sab jesa bol lete ho kabhi bolte poloce nahi ati kabhi bolte ho ati hai
Sir maine 5 apps se 180000 liya magar repayment nhi kar pa raha hu bahut parsan hu suicide kar lu
मेरे रात को 10 बैंक वाले आए थे चार लाख का होम लॉन लिया 250000 जमा करा दिया है
Ghanta
Decent advice video dekho
Tum dekho Aur jisko ye nahi maloom ki law kya hota Jo kabhi court nahi Gaya use kya maloom kya hota hai.
@@VidhiTeriasir agr 50000 tk ka loan to kya police arrest krlegi bail ni hogi plz btaiye sir 😢😢
Mera personal lone he cheq bhi nahi diya 6 shal ho gaya abhi tak nahi bhara to kya kuch hoga notis bhi bahu saare aa gaye
Bakvash
Nehi
Jel nehi hoga
Ye farzi jankari de raha h
Ise khud jankari ka aabhav hai
Aj kal jhola chhap gayan le kar log video bana dete h
Sahi jankari he bhai
@@realtevar6718 ham se jyda jante ho loan ke bare mein
Bal dorega
Bal chirbe