Mujhe toh apna agra division mil jaye toh bahut khushi hogi, bhaiya thoda TM ke bare me bhi bataiye typing achhe se nhi aati hai toh kabhi kabhi TM ke bare me bhi soch leta hu
Sir mera janm UP me hua hai lekin kuch problem ke karan main ASSAM me aa gaya mera pura study ASSAM me hi hua. Mera sirf CASTE aur PRC UP ka hai baki aadhar, voter, educational qualification ASSAM ka hai. To kya agar mera selection kisi central job me hota hai to kya verification ke kisi stage me koi problem hoga
@@AbhiJaaIndianRailway bhaiya mein bhi Patna se hu is baar rrb Patna mein graduate level mein sirf 111 post, Jaa 83 aur ch.ccts mein 22 aur sr clerk mein 6 only kya is baar rrb Patna safe rahega ya koi aur board se bharu
@@successmission7671 इस पोस्ट की सबसे खास बात है ये centralized है जो भी exam या पैनल होता है सब railway board तय करती है। इसलिए rrb का कोई लेना देना नहीं है। बाकी बिना exam का कोई promotion नहीं है इधर। but exam regular होते हैं और कैडर छोटा होने की वज़ह से आप राजपत्रित अधिकारी भी बन सकते हो बड़े ही आराम से।
@@AbhiJaaIndianRailway abhi to mein berojgar hi hu pichle baar 12 level 2 par rrb gorakhpur se mains Tak paucha tha jisme typing cut off se 3 marks Kam thi aur is baar graduate hu to Jayda idea nhi hai ki kis rrb se bhare so, please suggest,🔥🔥🔥🔥🔥
Sir maine NTPC graduate wale form me post preference level CCTS(6), SM(6), JAA(5), SR. CLERK,(5) train manager(5) bhar diya hu lekin sir main level 5 wala post JAA Ya Sr. Clerk lena chahata hu , agar main level 6 ke cutoff ko clear karta hu to kya mujhe railway level 6 wala post hi degi ya mujhse ek undertaking liya jayega ki main level 6 chahata hu ki nahi
Bhaiya .... Aapka hisab se bataiye na agla bar to COVID k wajah se 4sal lag gye the selection Tak.... Is sal to sayad kam se kam 2 sal lag hi jayenge.... Usse pahle Tak to koi chance nhi he na.... Plz bhaiya aap reply zarur kijiyega
Kolkata k vacancy zyada h. Isliye UP Bihar se bhi kolkata form varega.. Wo log fasega.. Q ki kolkata me bihar up jharkhand WB, matlab samajh lo wo 4 state ka vacancy .. 😂😂
Ntpc ke liye RRB bhuvneshwar aur bilaspur me kaun se zone se apply karna sahi rahega. Typing post prefrence me hai mere jaise JAA sr. Clerk cum typist.
@@shipra01 mai khud 3 dino se puch rahu , selected logo se , opinion thode prejudice se hone ki wajah se decide nahi kar pa rahu , lekin home posting ko hi preference dunga , ye promotion aur level k change ke chhakar me nahi padhunga , dono hi clerk post hai jayada expectations nahi rakta , further exam ke liye sr. Clerk ko upper rakhunga usme public dealing aur corruption nahi hai , so kaam apne hisab se jaldi nipta sakte hai aur office me other exam ke liye samay de skte hai . Ladkio ke liye sr.clerk sahi rahega agar hq/division ke aas paas ghar/sasural nahi ho toh warna Jaa
Aisa nhi h ki jaa ka posting sirf drm office me hi hota h.. workshop and production unit me v ho sakta hai .. accounts department me ..
Mujhe toh apna agra division mil jaye toh bahut khushi hogi, bhaiya thoda TM ke bare me bhi bataiye typing achhe se nhi aati hai toh kabhi kabhi TM ke bare me bhi soch leta hu
tujhe amrica division milega
*Anyday JAA best* ✅
Ticket confirm konsi Post krwa skti h wo batao sir😂
Platform ticket le lo
Koi bhi nhi
Ccts
Group A .. jo upsc se hota hai 😂.
President ki post
Sir Aur kon sa post hai jo DRM office me kam karana padta hai Plz bataoo❤❤❤
5 saal ki service ke baad, LDCE through direct gazetted officer bn sakte hai kya????
PwD LD ke liye dono me kon aacha rahega please reply me
Sir mera janm UP me hua hai lekin kuch problem ke karan main ASSAM me aa gaya mera pura study ASSAM me hi hua. Mera sirf CASTE aur PRC UP ka hai baki aadhar, voter, educational qualification ASSAM ka hai. To kya agar mera selection kisi central job me hota hai to kya verification ke kisi stage me koi problem hoga
Koi problem ni hogi , don't worry,ab tumhari identity Assam se h
I worked at JAA, SELECTED FROM RRB PATNA NTPC 2019
Promotion कितने वर्ष में होता है पटना Board में
@@AbhiJaaIndianRailway bhaiya mein bhi Patna se hu is baar rrb Patna mein graduate level mein sirf 111 post, Jaa 83 aur ch.ccts mein 22 aur sr clerk mein 6 only kya is baar rrb Patna safe rahega ya koi aur board se bharu
@@successmission7671 इस पोस्ट की सबसे खास बात है ये centralized है जो भी exam या पैनल होता है सब railway board तय करती है। इसलिए rrb का कोई लेना देना नहीं है। बाकी बिना exam का कोई promotion नहीं है इधर। but exam regular होते हैं और कैडर छोटा होने की वज़ह से आप राजपत्रित अधिकारी भी बन सकते हो बड़े ही आराम से।
@@ajaykrchaudhary4541 अगर तैयारी अच्छी है तभी पटना से फॉर्म भरे। या फिर कहीं और जॉब कर रहे हो और नजदीक आना है तो पटना से भर सकते हो।
@@AbhiJaaIndianRailway abhi to mein berojgar hi hu pichle baar 12 level 2 par rrb gorakhpur se mains Tak paucha tha jisme typing cut off se 3 marks Kam thi aur is baar graduate hu to Jayda idea nhi hai ki kis rrb se bhare so, please suggest,🔥🔥🔥🔥🔥
Hm visual handicap hai toh
Mere liye best kon sa rah sakta h
JAA ya SR. CLEARK???
Sir maine NTPC graduate wale form me post preference level CCTS(6), SM(6), JAA(5), SR. CLERK,(5) train manager(5) bhar diya hu lekin sir main level 5 wala post JAA Ya Sr. Clerk lena chahata hu , agar main level 6 ke cutoff ko clear karta hu to kya mujhe railway level 6 wala post hi degi ya mujhse ek undertaking liya jayega ki main level 6 chahata hu ki nahi
उत्तराखंड में पोस्टिंग के लिए कौन सा rrb भरना होगा
@@Ankitkumar-gt9zh chandigarh
Aap itna tarif karte ho JAA ka isiliye main aap par bharosa karke JAA ko first preference me dalunga RRB Ranchi ya phir south mein
Sir Sr clerk me control room posting bhi milti h kya
Sir jee mera jr. Clerk ka posting charchgate headquarter Mumbai diya hai work profile kaisa hai or parmosan
NTPC ka kaun sa post ka posting workshop Mein hone ka sabse Jyada chance Hota Hai
Bhaiya .... Aapka hisab se bataiye na agla bar to COVID k wajah se 4sal lag gye the selection Tak.... Is sal to sayad kam se kam 2 sal lag hi jayenge.... Usse pahle Tak to koi chance nhi he na.... Plz bhaiya aap reply zarur kijiyega
Sir jab typing me fail ho jayenge to kya non typing ka post mil sakta h
yes
@@arpitkumarsingh6327 thanks
Kash y muje phle pta hota jaa upr rkhta par preferences ki vjh se sr. Clerk mil gya😢😢
Sir in dono post me english language me bhi work karna parega please clarify
English language me thora problem hai please reply me sirji
@@KeshavKumar-ei4mh both Hindi and English
In south only English
Bhaiya next video me JAA ka previous year cut off bataiyega
Ccts account ka dep exam de skta hai kya
Alp exam related vedios..... please update for tender of eca
Upari kmai dono me se kisme jayda hai
@@knowledge_playground. Avi ache se padh lo ..warna har vacancy me yahi sochte rahoge
@@satyendrakryadav7480sr clerk
Ab bhai ne ki mudde ki bat
@@Guddukumar-iw4ihI am JAA ..but JAA is better than Sr clerk
@@incometaxinspector9624 APPENDIX EXAM KAISA HOTA HAI 100% LOG FIRST TERM ME HI PAS KAR JATE HAI
Sr.क्लर्क mai bhi job ke baad exam hota hai
Sir aapse baat kaisey kre thodi help chahiye
Contact kaisey kre
2A Exam. 100% pass korti ha
Sir aap kis post par ho.
Aap kon se post pe h?
Is there any night duty of JAA?
@@ArkapravaGhosh-rg1on no...
Only day shift
Morning to evening
Saturday & Sunday off
Holiday off
Sir technician vacancy ki koi information
Ye bataiye railway joining k liye kitne reminder bhejta hai
Ek
Kon kon rrb Patna ke liye soch Raha for ntpc Jaa and ch.ccts😂😂😂😂😂😂😂😂
@@ajaykrchaudhary4541 ,🤘
Bahut High jaega Patna ka cut off
Dangerous zone hai
Patna
Allahabad
Gorakhpur
मैं।
Patna hi
Kya hi samjhaye he..
Isme ye hota he usme vo hota he... kisme kya hota he re!!😂
@@NikhileshP1008 ... Ha yrr clear to shi se kiya nhi isme vo usme ye
@@ravidhakar8708
Mere hisab se to
Isme ye tha or usme vo tha...
😂
Bhai meine to dislike karke video hi band kar diya tha.
Koi to batao ki isme selection k baad mai Other exam ki preparation kar sakta hu..
Jaise CGL ya upsc
Sabse safe zone bhubaneswar rahega.
desk job konsi h jaa ya ccctc ya s clerk
@@WaveFunctionCollapsed Jaa and SCCT desk job hai.
@@binoysaren usme typing h nhi hoti merese typing 23 wpm h meri
Promotion channel btaiye
Kolkata k vacancy zyada h. Isliye UP Bihar se bhi kolkata form varega.. Wo log fasega.. Q ki kolkata me bihar up jharkhand WB, matlab samajh lo wo 4 state ka vacancy .. 😂😂
Sirf jo log beweqoof hai wohi kolkata se bharega.
Ye sab bolke kahe dara raha hain be . Pure india me jayenge humlog adhikar hain sangbhidhanik . Tum sasura kaun hote hoe bolne wale .
JAA best h sari posts se
Ntpc ke liye RRB bhuvneshwar aur bilaspur me kaun se zone se apply karna sahi rahega. Typing post prefrence me hai mere jaise JAA sr. Clerk cum typist.
Bilaspur
@@chandrakantpattnaik9057 bhuvneswar सही rahega
Bhuvneshwar ka thoda km ja skta h
Bhubaneswar sahi hai
@@davisvincent3247 BHUBANESWAR maat dalo ishbar bahut danzer zone hai.ishbar bihar malda Ranchi siliguri secundarbad patna wale sab dalnge
Ab yah confusion ho gaya ki cccts and jaat me kaun sahi hai isper bhi video
Jaa
Cccts
Ccts
Cccts kyoki post bahot hai cutoff Kam hoga
@@Riteshjangdey02_😂Abe sabki choice bhi to phli ccts hogyi h cut off kha se km ho jayega sbse upr ccts ki hi jayegi cut off ,jaa hi better h
Triwantpuram zone ke liye kon kon soch raha h.
Bhai Kam adhik hai to kamai bhi to hai.
Upper se kaise kma skte h clerk.. Kuch b
@@shipra01 koi bhi file kahi atk jaye toh bas samajh ligiye , jaa public dealing waha tamasha
@@HIMANSHUSINGH-ki7ms which is better.. Senior clerk ya junior? Sabh kuch dekhte hue.. Achi jagah posting wagera
@@shipra01 mai khud 3 dino se puch rahu , selected logo se , opinion thode prejudice se hone ki wajah se decide nahi kar pa rahu , lekin home posting ko hi preference dunga , ye promotion aur level k change ke chhakar me nahi padhunga , dono hi clerk post hai jayada expectations nahi rakta , further exam ke liye sr. Clerk ko upper rakhunga usme public dealing aur corruption nahi hai , so kaam apne hisab se jaldi nipta sakte hai aur office me other exam ke liye samay de skte hai . Ladkio ke liye sr.clerk sahi rahega agar hq/division ke aas paas ghar/sasural nahi ho toh warna Jaa
@@HIMANSHUSINGH-ki7ms jr. Clerk me public dealing hoti h??
Most of the yotubers bolre h ladkiyon keliye jr. Clerk acha h.. Ishliye kuch smjh ni aa rha
Upari kamai kis post pe rehti h jyada ? Kuch idea h ?
Dono mai
@@Rahul-vl6bu mujhe to bas TTE ka hi railway m pta h baaki ka nahi
@@ankitsingh-dq6ij umm hota hai tumko pata nahi
@@Rahul-vl6bu nahi pata Bhai tabhi to pucha h maine
@@ankitsingh-dq6ijsr clerk me
Bjp govt bahut hi kam vacancy nikal hai .
Increase technician vacancy sir