hi i have connected Jio Airfiber router with GTLP Fiber router but in mobile wifi displayed no internet access but in latop it is working fine with WIFI
Bhaiya please ek baat batao agar muse Jio air fiber ke outdoor unit se lekar indoor unit ke beech ka distance badana hai to kia cat6(fedus. Amazon) wala cable se kam ban jayega ya air fiber wala cable kuch alag hota ha
Main to ek airfiber Laga ke mere ados pados Wale ko bolkar unko ek Wi-Fi khareed lo main Tum sabko dedh sau rupaye mein internet connection kar dunga kahkar mere air fibre mein se panch logon Ko connect kar Diya Maine 703 Rupesh ka plan liya hua hai aur mere pados Wale shop mere ko 750 dete hay kaise laga Mera business
Thanks for the informative video. Agar mai wifi extend kar rha hu ethernet se and tp link router se jio setup box connect karta hu to wo chalega ya kya ya jio setup box ko jio air fiber ke router se connect karna padeg ?
जियो सेटअप बॉक्स को आप अपने मोबाइल से भी कनेक्ट करके चला सकते हैं या फिर कोई भी वाई-फाई से कनेक्ट करके चला सकते हैं या फिर इधर नेट केबल से भी चला सकते हैं
Line cable 90 meter mere pass hai jo acchi quality ki hai to bahut acche se work karti hai agar jyada lambi cable aap use Karen to uski quality aur bhi acchi Ho kyunki data transfer mein acchi quality ki cable jyada jaldi data transfer kar sakti hain jisse legging problem nahin aaegi data transfer karne mein agar jyada lambi Keval use Karen to cat6 ke upar hi cable
@@SanjuPathshala feuds company ka cat6 cable kaam chala lega na bhai ? 100 mtr k as pass ? If possible ek 100mtr cat6 cable lee k ek video bana do bhai please 🥺!
Dost main yah jarur karta lekin 100 meter aur 90 meter cable mein koi antar nahin hai aur meri 90 meter ki cable bhi aise hi rakhi hai koi use nahin hai aur main 100 meter ke cable lekar kya hi karunga so please aap mujhe samajh sakte hain. Sorry dost.
Dual band Wi-Fi koi bhi le Lo Jo Jo 5 gigahertz ko support Karen Aur cat sex cable jo sabse acchi aur sabse sasti hai uski link maine comment box mein Dali Hui hai jakar check kar lo aur router ki bhi link hai chaho to mera WhatsApp channel bhi join kar sakte ho vahan per yah link available rahti hai aur bhi sare links available rahte hain
Sir main jio airfiber se gaming karta hu pubg bgmi aur usme ping boht high aati hai… kya koi solution hai airfiber se low ping mil paye esaa ??? Please reply
Bhaiya Aaj Maine jio airfibre Maine lagwaya hai to CCTV camera me 2.4ghz chiye to uske liye maine 2.4ghz wala router order Kiya hai to ky wireless extender bn sakta hai ya fir ethernet lagan hoga please reply
mujhe bhi 100 metr cable leni hai or router lena hai . mere ghar par jio airfiber hai. Ghar se shop tk out door lagani hai konsi sahi rhegi please btaye.
Air fibre installation krne walo se pucha tha maine 90 mtr door router lagane ko to unhone mna kr diya ki 2 din chalega bas fir band ho jayega.... Kya sach me band ho jayega bhai batao...pls
Shayad unhen pata nahin hai 150 meter Tak chalta hai aur Maine yah video banaya 50 hajar se jyada logon ki madad Hui sabhi log bahut acche tarike se use kar rahe hain kisi ko koi problem nahin main khud use karta hun koi problem nahin hai aur एक-दो din agar vah kah rahe hain chalega to kya एक-दो din usmein Bhagwan prakat Ho jaenge Jo एक-दो din chal jaega uske bad FIR Bhagwan chale jaenge router se Nikal ke Jaise एक-दो din chalega vaise hamesha chalega bus uske andar ek setting hoti
Bahut saare log wan bol rahe agar lan main lagana hai toh tenda ke router ko configuration karna padega pppoe ya static ya dynamic inko set karna padega
Yah bhai aapke depend karta hai ki aapki Wi-Fi ka range kahan tak pahunch raha hai vaise Jo yah Wi-Fi hai Wi-Fi six ke sath aati hai jiski range bahut jyada hai matlab aam market mein 8 9000 ke Jo Wi-Fi bikte Hain unse teen Guna jyada range hai kyunki yah Wi-Fi latest hai latest technology Jo Aaj cal use ho rahi hai current market mein
Isase achcha to aap jiyo aur fiber lagva le speed bhi jyada milegi ott subscription bhi milenge sath hi 5G hoga range bhi aapko bahut jyada milegi Apne Wi-Fi ki aur behtar connectivity aur behtar stability aap mujhmein per Bharosa kar sakte hain
Bahut chalak ban rahe ho Raja Ji 😃 sahi hai Dekho char connection to tum apne router se de sakte ho direct Aur switch aata hai to usko use kar lena aur bhi connection Ho jaenge jitne connection wala Piyu switch lena Lekin 30 MBPS se jyada wala paper plan Lena Tum Kabhi speed FIR kam aaegi agar sab log use karenge to ek sath mein Aur agar normal use ho to aaram se use karna paise kamana all d best
Bhai mne abhi jio air fiber liya he mera dusra ghar 60-70 meter dur hai or waha dusra connection nahi lena chata to isse kame chal jaye ja koi problem to nahi hogi sabhi bdya chalta ha kya Please reply bhai 🙏🙏
Bhai ek bat batao jo router aapni link me dala hai woh amazon me costly hai me aapko ek aur router ka modal batata hu aap jara bataye yeh TP Link N-300 Wifi Router and extender yeh jio air fiber me support karega?
भाई 100% वर्क करेगा लेकिन मुझे केवल की जरूरत नहीं है इतनी ज्यादा और महंगी भी आती है₹3000 के आसपास पड़ेगी इसलिए भाई सॉरी लेकिन आप उसे कर सकते हो मेरी गारंटी है हंड्रेड परसेंट वर्क करेगा
Ap merko itna btao sir jio air fiber ke sath m agr extender connect kru 70m ki range m or woh bhi horizontal toh yeh possible hai kya or usme net ki speed compromise ho skti hai kya kya yeh possible hai ap bta do ?.
Yaar 70 meter bahut jyada hua aur koi open area to hota nahin hai ki range direct mil jaaye open area ka matlab hai Jaise khet ek open area hai koi ground ek open area hai koi bhi bich Mein Deewar nahin hai to yahan per ek bar connect kar sakta hai 70 meter aur jyada behtar hoga ek acchi Ethernet cable use karo aur Chahe jitna Lamba length Ho koi Lena Dena nahin ethernet cable acchi hogi to speed Mein koi Ishu nahin hoga ethernet cable Cat6 y cat 7 hi lena
Bhai 300 meter dur work kar jaega 50% chance hai Lekin agar work na karen to main ek device aur bata dunga usko bich mein laga lena to fir 200% work Karega Aur ethernet cable cat 6 lena sabse acchi wali 300 meter cable pahle test karo na chale FIR batana
Sir neet your help to install jio air fiber to jio fiber router vis Lan cable, Connected but wifi show no internet or connected couldn't provide internet problem show in mobile
Sir jio air fiber 2.4ghz support nhi krta hai, ye only 5ghz ko support krta hai, to kya extra router ko jodne se 2.4 ghz support krega, koi bhi router jod de jo 2.5 ghz ko support krta hai, please give solution
Nahin bhai jo jio air fiber hai yah 2.4 ki Ghat aur five gigahertz donon support karta hai agar aap pass mein honge aur aapka device 5G kahat support karta hai to automatic file bheja herts per chalega lekin agar aap dur Hain to 2.4 gigahert chalega aur agar ismein aap koi aur router jodna chahte Hain to vah bhi sem tarike se hi chalega
Bhai aap is video ka discription mein check kar lo jitne Keval aapko chahie sabse acchi cable aur sabse kam price mein maine add kiya hua hai jo bhi aapko chahie vahan se jakar khareed sakte ho
Bhai,eh sub kafi purana setting hai wifi extension kliye,Agar btana hai too eh btao without Cable kaise Jio Air fiber se tp link gigabyte router se connect kare, wireless??
Iske liye aapko extender chahie hoga jio ka ya koi aur company ka to usse ho sakta hai vah faltu mein aap utna Paisa lagakar standard loge isase achcha hai ki aap internet ke dwara connect kar lo kam paison mein ho jaega aur aapka purana router hi Kam a jaega aur hamesha aapki Keval bhi surakshit rahegi na to usko pukana hai na to Jalna hai na to uski koi warranty nahin hai to jyada behtar hoga
Sir is tp link ke router mein kya hum telephone connect kar sakte hain kyunki jio airfiber mein rj11 port nahi hain please bata dijiye mujhe telephone use karna hain aur mein kar nahi pa raha hu
Yes aap bilkul chala sakte hain aur 15 meter hi nahin 150 meter Tak jiyo air fiber se ethernet cable kisi bhi device mein direct connect Kiya ja sakta hai bina koi extra router lagaye .
Ji mam lekin agar bich mein Diwali Hain tab itna achcha Kam nahin karta hai aur agar aapke ghar mein air fiber Laga hai aur ghar ke bahar aapko office hai jo ki Internet se hi pura kam hota hai tab aap do air fiber nahin lagwana chahenge to usi ke liye yah jugaad hai
Bhaiya mere airtel air fiber ke router se dusre router main lane cable se connect karne par download speed half speed aate hai or upload speed full aate hai pls btao
अगर आपके पास स्मार्ट टीवी है तो आपको बॉक्स की जरूरत नहीं ott का सब्सक्रिप्शन स्मार्ट टीवी के अंदर जो एप्लीकेशंस हैं अगर नहीं है तो उन्हें डाउनलोड कर लो और इस नंबर से साइन इन कर लो चालू हो जाएगा हम तो एक ही और फाइबर से चार-पांच एलसीडी चलते हैं और अपने फोन में भी लोगों कर रखा है सभी चलते हैं अलग-अलग लेकिन अगर आपके पास छोटी टीवी है मतलब पुरानी वाली टीवी तो उसमें आपको जियो और फाइबर वाला बॉक्स जो मिलेगा डीटीएच वाला वह सिर्फ एक ही कंपनी देती है तो एक टाइम पर आप एक ही कनेक्ट कर सकते हैं
Sir mere office me jioairfibar hai aur mera ghar 100m dur hai agar mujhe is trh se krna hai to konsa rauter lu aur mujhe der is baat ka hai ki agar kaam nhi kiya to mera rauter ka paisa barbaad jo jayga please help aur wire konsa lu aur rauter lunga to pahle uska setting Krna hoga wo bhi bta do please 🙏
To koi bhi router mat lo jio air fiber se ethernet cable Apne PC mein connect karo aur PC ka hard spot on kar do aur usi hotspot se sab log Wi-Fi connect kar lo router Lene ki koi jarurat nahin na hi koi nuksan hoga bus ethernet cable leni hogi aur Ethernet cable hamesha hi used jayegi Puri jindagi bus acchi quality ki le Lena to aur bhi accha hoga
Bhai aapka router kharab nahin hai yah jio ki kalakari hai internet disconnect dikhane lagta hai kyunki jio wale nahin chahte Hain ki aap koi dusra router use karke Internet share karo aage chalkar ho sakta hai update aane ke bad sahi ho jaaye filhal yah lamsam sabhi mein karta hai
Wifi Range Extender TP ling : amzn.to/4cA3PElp
Wifi Range Extender TP ling : amzn.to/4fXjksT
Cat6 Ethernet cable : amzn.to/46VwXov
Ethernet Cable Connectors : amzn.to/3XqaYmB
Hi, can I use normal wifi router like tp link archer ax10 for wifi range extension, with air fibre router
Yess working
@@SanjuPathshala thanks
Welcome
hi i have connected Jio Airfiber router with GTLP Fiber router but in mobile wifi displayed no internet access but in latop it is working fine with WIFI
GTLP fiber router reset kar lo
Restart nahi reset karna hai
Bhaiya please ek baat batao agar muse Jio air fiber ke outdoor unit se lekar indoor unit ke beech ka distance badana hai to kia cat6(fedus. Amazon) wala cable se kam ban jayega ya air fiber wala cable kuch alag hota ha
Bahoot badiya I was searching for same .. thank you dear ❤
Thank you 😊🙏
Can we connect this to Mi 5g router?? Please reply
Yess 👍 used ethernet cable best quality
Jio airfiber router ke eathenet port se direct camera connect kr sakte hai kya
I am using jio airfiber with Secureye router as extender,but its showing connected with no internet after resetting several times also.
150 meter cable se connect ho jayeg a router
Jio out door se direct tp link wLan mai laga k dekh chalta ha ya nahi chalta hai
Bhai; is jio airfiber good ? is jio airfiber rain work !? jio airfiber per month price ?? Please reply....
1. Very good device and connectivity true 5G
2. No problem all weather condition working
3. 700 Plus rupaye per man (4200/6 month)
30/mb/s (3.7MB/s)
@@SanjuPathshala thank you so much sir ♥️🙏🏻
@@rajaofficialvideo2304 don't buy
Main to ek airfiber Laga ke mere ados pados Wale ko bolkar unko ek Wi-Fi khareed lo main Tum sabko dedh sau rupaye mein internet connection kar dunga kahkar mere air fibre mein se panch logon Ko connect kar Diya Maine 703 Rupesh ka plan liya hua hai aur mere pados Wale shop mere ko 750 dete hay kaise laga Mera business
Waah bhai😂
Waaaah bhai great 👍😃
😂😂😂
Main bhi krna chahta hu
Very nice 👍🙂
Thanks for the informative video. Agar mai wifi extend kar rha hu ethernet se and tp link router se jio setup box connect karta hu to wo chalega ya kya ya jio setup box ko jio air fiber ke router se connect karna padeg ?
जियो सेटअप बॉक्स को आप अपने मोबाइल से भी कनेक्ट करके चला सकते हैं या फिर कोई भी वाई-फाई से कनेक्ट करके चला सकते हैं या फिर इधर नेट केबल से भी चला सकते हैं
Kya cp plus 4g router ko bhi aise use kar skte hai
Hmm bilkul
@@SanjuPathshala thanks for information
Welcome
@@SanjuPathshala mere pas bsnl ka fiber router pada hai kya main wo use kar sakta houn
Shayad nahin kyunki privacy lagi hoti hai but ek bar check kar sakte ho mujhe confirm nahin hai
Ott platform Mobile se open hota or nehi? If yes then how ? Please upload a video on this topics.
Hmm ho jate hai sab
Okk
Thank you
Tp link ka koi bhi router lagwane se chalega ???
Can we share jio air fiber connection through mikrotik sxt 5 p2p mode
Yes
@@SanjuPathshala how to do it
Airfiber --- Ethering cable --- p2p ====== p2p --- Ethering cable --- router [ Dual band best ]
@@SanjuPathshala kya aap video bana sakate hai isake upar
Nhi mere pass nhi hai
can we use direct airfiber router to laptop LAN to get ethernet connection ? or it's provided for external router only ?
100 working me bhud direct use karta hu.
@@SanjuPathshala but mera work nahi kr rha !! Why ?? Am i missing something !! Installed Driver already!
Koi driver install karne ki jarurat nhi hai
Lan cable check karo work kar rahi hai
@@SanjuPathshala maine dono cable check kra , Koi nahi work kri ! Jo dono cable meko diye gye the !
Sir lan cable maximum kitna long le skte h ?
Line cable 90 meter mere pass hai jo acchi quality ki hai to bahut acche se work karti hai agar jyada lambi cable aap use Karen to uski quality aur bhi acchi Ho kyunki data transfer mein acchi quality ki cable jyada jaldi data transfer kar sakti hain jisse legging problem nahin aaegi data transfer karne mein agar jyada lambi Keval use Karen to cat6 ke upar hi cable
@@SanjuPathshala feuds company ka cat6 cable kaam chala lega na bhai ? 100 mtr k as pass ?
If possible ek 100mtr cat6 cable lee k ek video bana do bhai please 🥺!
Dost main yah jarur karta lekin 100 meter aur 90 meter cable mein koi antar nahin hai aur meri 90 meter ki cable bhi aise hi rakhi hai koi use nahin hai aur main 100 meter ke cable lekar kya hi karunga so please aap mujhe samajh sakte hain. Sorry dost.
@@SanjuPathshala thick h sir
bhaiya cat 6 cable ka kya costing hai per meter
aur wifi router konsa lu saste me
Dual band Wi-Fi koi bhi le Lo Jo Jo 5 gigahertz ko support Karen
Aur cat sex cable jo sabse acchi aur sabse sasti hai uski link maine comment box mein Dali Hui hai jakar check kar lo aur router ki bhi link hai chaho to mera WhatsApp channel bhi join kar sakte ho vahan per yah link available rahti hai aur bhi sare links available rahte hain
Bhai aap ne jab tp link ke sath connect kiya tha to password dala tha . Agar dala tha to kon sa dala tha password. Tp link ka ya jio airfiber ka
Excital fiber connect ho sakata hai to increase wifi range
Hmm
Router se connect krne k baad ..frequent disconnection naii hota h na ??? Plz reply
Main samjha nahin
@@SanjuPathshala ho gya mera kaam ... router mangwa liya hu ..sahi chal rha
Sir main jio airfiber se gaming karta hu pubg bgmi aur usme ping boht high aati hai… kya koi solution hai airfiber se low ping mil paye esaa ??? Please reply
Bhaiya Aaj Maine jio airfibre Maine lagwaya hai to CCTV camera me 2.4ghz chiye to uske liye maine 2.4ghz wala router order Kiya hai to ky wireless extender bn sakta hai ya fir ethernet lagan hoga please reply
Agar aapka support karta hoga to ho sakta hai nahin to ethernet net ke dwara connect karna hoga
Nahi 5ghz per CP plus chalta hai maine use Kiya h
Cp plus ka kon sa camera 5ghz pe chalta hai.?@@dhiraj_gupta6446
Point to point ho jayega kya sir
Han Ho jaega
@@SanjuPathshala ok sir thanks
iska setup main khud se kar sakta hu kya sir ya technician ki jarurat paregi
@hiteshmarkam6117 khud se kar sakte ho
Bus Jaise Maine bataya hai jo chijen maine batai Hain aapko vahi leni hai
Sir, cable ke madhyam se direct computer me data laya jasakta hai bina dusre router ke ?
Hmm bilkul me bhi aise he used karta hu.
Pichhle 4 mahine se koi problem nahin hai WiFi se jyada achcha chalta hai
Mera fiber rauter cabale wala bhi is par kaam karega kya
Bhai kam kar sakta hai
mujhe bhi 100 metr cable leni hai or router lena hai . mere ghar par jio airfiber hai. Ghar se shop tk out door lagani hai konsi sahi rhegi please btaye.
Okkk
whatsapp.com/channel/0029VaPQ7dv9WtC9y9q6Cb2J isko join kar lo direct link aapko yahin se mil jata hai Jo main sari chijen batata hun
Ye lelo wifi 6 Router All in one hai amzn.to/3Ymudg7
Cat 6 Cable sabse best Hoti hai data transfer ke liye 100m. amzn.to/3ZMZwCN
Ab tp link me rj11 ke through landline lga kr check kro kaam kr rha hai ya nhi?
Bhai ye ethernet ki cable Jio airfiber se direct laptop me lgaye toh internet chalega kya
Hmm bilkul chalega 100 % or speed bhi High mili gi,, me bhi apna pc aise he used karta hu kyo ki wifi se kabhi kabhi problem ati he rhti hai.
@@SanjuPathshala thankyou so much muje confusion tha kyoki airfiber name se lga ethernet cable se connect ni kr skte
You welcome
bhai kitna miter tk wayer laga sakte
540 Miter Tak
I see for my jio air fibre connection 30 mbps when i connect to d link i see only 8-9 mbps.
Air fibre installation krne walo se pucha tha maine 90 mtr door router lagane ko to unhone mna kr diya ki 2 din chalega bas fir band ho jayega....
Kya sach me band ho jayega bhai batao...pls
Nhi
Shayad unhen pata nahin hai 150 meter Tak chalta hai aur Maine yah video banaya 50 hajar se jyada logon ki madad Hui sabhi log bahut acche tarike se use kar rahe hain kisi ko koi problem nahin main khud use karta hun koi problem nahin hai aur एक-दो din agar vah kah rahe hain chalega to kya एक-दो din usmein Bhagwan prakat Ho jaenge Jo एक-दो din chal jaega uske bad FIR Bhagwan chale jaenge router se Nikal ke Jaise एक-दो din chalega vaise hamesha chalega bus uske andar ek setting hoti
Network ka koi issue to naii h na
Extender ma konsi jgah insert krni hoti ha wan port or lan port
Lan port me
Bahut saare log wan bol rahe agar lan main lagana hai toh tenda ke router ko configuration karna padega pppoe ya static ya dynamic inko set karna padega
Hmmm
How many tv I can connect through set top box ? Range of these tv ?
Yah bhai aapke depend karta hai ki aapki Wi-Fi ka range kahan tak pahunch raha hai vaise Jo yah Wi-Fi hai Wi-Fi six ke sath aati hai jiski range bahut jyada hai matlab aam market mein 8 9000 ke Jo Wi-Fi bikte Hain unse teen Guna jyada range hai kyunki yah Wi-Fi latest hai latest technology Jo Aaj cal use ho rahi hai current market mein
Thank you
What model no
Of TP-LINK
amzn.to/3UjER6s
@@SanjuPathshalabhai... 9k ka h 🙂
Abhi mehga hai 7 tak sahi hai
100 meter tak laga sakte hai kya
Hmm bilkul
200 meter dur le ja sakte hain kya ?
Han bich mein ek connector fit karna hoga
@@SanjuPathshala bhai jio air fiber mai landline phone kaise use karain
Nhi nhi hoga but smartphone se call kar sakte ho
Syrotech router as a extender kaise use kre in Jio Airfiber. Plzz iske bare m v bataye.
Bhai wifi camera 2.4ghz hai support nhi kr rha ,,how to get 2.4ghz band in air fibre camera work hi nhi kr rhe ghr ke??
Mein abhi tp link sim router use kar raha hu vi 699 postpaid ke saath
Isase achcha to aap jiyo aur fiber lagva le speed bhi jyada milegi ott subscription bhi milenge sath hi 5G hoga range bhi aapko bahut jyada milegi Apne Wi-Fi ki aur behtar connectivity aur behtar stability aap mujhmein per Bharosa kar sakte hain
Kyunki aap har mahine 699 Plus GST pay karte Hain to lamsam utna ya usse jyada hi pad jata hai mujhe nahin lagta ki aaj ke samay mein ab koi fayda hai
@@SanjuPathshala OTT subscription 1year ke baad khatam hoga ya plan ke saath Renew hoga 1year baad?
@@SanjuPathshala mujhe abhi vi mein 30mbps mil raha hai tower ghar ke samne hai
Jio ki dur hai
Or 5G mere 2floor mein ata hai
Plan ke sath end ho jaega
Maximum kitne router connect kr skte h fiber se?
Bhai kitne bhi kar sakte ho jab tak speed aapke mutabik rahe
@@SanjuPathshala isme to 4 hi lan h uske baad kha lgega?
Bhai kitne aapko lagana hai yah bata do hamen
@@SanjuPathshala me ye soch rha hu ki aas paas ke ghr vale mil ke lgwa le or sb k ghr me router lgwa le
Bahut chalak ban rahe ho Raja Ji 😃 sahi hai
Dekho char connection to tum apne router se de sakte ho direct
Aur switch aata hai to usko use kar lena aur bhi connection Ho jaenge jitne connection wala Piyu switch lena
Lekin 30 MBPS se jyada wala paper plan Lena Tum
Kabhi speed FIR kam aaegi agar sab log use karenge to ek sath mein
Aur agar normal use ho to aaram se use karna paise kamana all d best
Lekin bhai aapke router ka defualt password kya aaya tha please bta do mujhe apne padosi ka Airfiber connect karna hain 😅
Bhai mne abhi jio air fiber liya he mera dusra ghar 60-70 meter dur hai or waha dusra connection nahi lena chata to isse kame chal jaye ja koi problem to nahi hogi sabhi bdya chalta ha kya
Please reply bhai 🙏🙏
Koi problem nhi hai cat6 cable used karna or koi bhi dual band Wi-Fi router lelo
@@SanjuPathshala bhai dual band ka router koi bhi le sakte hai
2000 tak ka
Hmm kyo nhi lekin achchi company ka he lena
Tp link ka
1. AC 750 ARCHER C20
2. AC 1200 ARCHER C50
DONO ME SA BEST KONSA HA PLEASE YA BTA DO BHAI BSS SORRY ITNA PARESAN KARNE K LIYE
Bhai ek bat batao jo router aapni link me dala hai woh amazon me costly hai me aapko ek aur router ka modal batata hu aap jara bataye yeh TP Link N-300 Wifi Router and extender yeh jio air fiber me support karega?
Okk 👍 bhejo
Jio air fibre se tp link extender connect kar sakte h kya
Hmm bilkul
Airtel airfiber kaise koro go... extended
Next video mein bataunga
Jio ka router dual band hai to agar mai kisi 2.4 GHz router ko connect karta hun to chalega ?
Hmm चलेगा
Sir 120 m wire me work krega
Haa bilkul
@@SanjuPathshala thankyou ji
Welcome
Mujhe 250 meter le jana hai work karega kya
Bhai hundred percent work Karega bus acchi wali ethernet cable lena yah jarur Dhyan rakhna Varna speed nahin milegi
250 meter cable test kar k dikhayiye
भाई 100% वर्क करेगा लेकिन मुझे केवल की जरूरत नहीं है इतनी ज्यादा और महंगी भी आती है₹3000 के आसपास पड़ेगी इसलिए भाई सॉरी लेकिन आप उसे कर सकते हो मेरी गारंटी है हंड्रेड परसेंट वर्क करेगा
Uske liye media converter aur fibre cable use krlo permanent solution
@ruhulyt813 thank you for comment brother
Ap merko itna btao sir jio air fiber ke sath m agr extender connect kru 70m ki range m or woh bhi horizontal toh yeh possible hai kya or usme net ki speed compromise ho skti hai kya kya yeh possible hai ap bta do ?.
Yaar 70 meter bahut jyada hua aur koi open area to hota nahin hai ki range direct mil jaaye open area ka matlab hai Jaise khet ek open area hai koi ground ek open area hai koi bhi bich Mein Deewar nahin hai to yahan per ek bar connect kar sakta hai 70 meter aur jyada behtar hoga ek acchi Ethernet cable use karo aur Chahe jitna Lamba length Ho koi Lena Dena nahin ethernet cable acchi hogi to speed Mein koi Ishu nahin hoga ethernet cable Cat6 y cat 7 hi lena
Jio air fiber is not working if connected to extender with lan and jio customer support denying that air fibre will not work with any other router
Yes 👍 only jio extender with wifi but other lan used
@@SanjuPathshala so I can't use other router like tp link... With lan?
It's a waste of money 🥲🥲
Yes
@@SanjuPathshala so I can't use other router like tp link... With lan?
Agar new router maye rj11 port hota toh kaya landline chalta?
Sayad lekin is per main kuchh bilkul sahi kah nahin Sakta
Jio air fibre mein agar dusra router jodenge to uski speed nahin aati hai
300 metar dur hai to lga ne me faida hai ya nuksan
Bhai 300 meter dur work kar jaega 50% chance hai
Lekin agar work na karen to main ek device aur bata dunga usko bich mein laga lena to fir 200% work Karega
Aur ethernet cable cat 6 lena sabse acchi wali 300 meter cable pahle test karo na chale FIR batana
Sir neet your help to install jio air fiber to jio fiber router vis Lan cable, Connected but wifi show no internet or connected couldn't provide internet problem show in mobile
IP address configuration karo... Dono ka some
@@SanjuPathshala sir can u please explain how can I, step by step or via video
Okay dekhta hun koi video agar ban Paya to wait
WPS se connect kar sakte hain kya isko?
Hmm bilkul
Bhai extend tho hojata hai phone laptop ko bhi work Kartha hai magar set top box problem athi hai connected but no internet batayega
Hmm kabhi kabhi hota hai
@@SanjuPathshala solution hai koi apke pas?
Help kardona bhai
Set top box ko reset kar lo
Sir jio air fiber 2.4ghz support nhi krta hai, ye only 5ghz ko support krta hai, to kya extra router ko jodne se 2.4 ghz support krega, koi bhi router jod de jo 2.5 ghz ko support krta hai, please give solution
Nahin bhai jo jio air fiber hai yah 2.4 ki Ghat aur five gigahertz donon support karta hai agar aap pass mein honge aur aapka device 5G kahat support karta hai to automatic file bheja herts per chalega lekin agar aap dur Hain to 2.4 gigahert chalega aur agar ismein aap koi aur router jodna chahte Hain to vah bhi sem tarike se hi chalega
@@SanjuPathshala thanks 👍
diono hi support karte hai
Bade Bhai cable kitne ru me milti hai
Bhai aap is video ka discription mein check kar lo jitne Keval aapko chahie sabse acchi cable aur sabse kam price mein maine add kiya hua hai jo bhi aapko chahie vahan se jakar khareed sakte ho
Bhai,eh sub kafi purana setting hai wifi extension kliye,Agar btana hai too eh btao without Cable kaise Jio Air fiber se tp link gigabyte router se connect kare, wireless??
Iske liye aapko extender chahie hoga jio ka ya koi aur company ka to usse ho sakta hai vah faltu mein aap utna Paisa lagakar standard loge isase achcha hai ki aap internet ke dwara connect kar lo kam paison mein ho jaega aur aapka purana router hi Kam a jaega aur hamesha aapki Keval bhi surakshit rahegi na to usko pukana hai na to Jalna hai na to uski koi warranty nahin hai to jyada behtar hoga
Sir is tp link ke router mein kya hum telephone connect kar sakte hain kyunki jio airfiber mein rj11 port nahi hain please bata dijiye mujhe telephone use karna hain aur mein kar nahi pa raha hu
Nhi
मोबाइल में एप्लीकेशन डाउनलोड कर लो और जियो और फाइबर के नंबर से लॉगिन कर लो
Bhai jaha fiber cable nhi vaha chalega ye
बिल्कुल चलेगा
D Link to connect ho rha hai 5 mint var jio air fiber ke network nhi Aare fir ?
Bhai ji agar ek rauter lga kr third party app chal jayegi jio airfiber wifi me third party app nhi chal rhi mobile per
VPN ka use karna padega vpn Play Store se download kar lo koi FIR chal jaega air fiber se bhi aur router se bhi
Jio Airfiber se direct 15 meter ka ethernet cable laga ke tv ya laptop chala sakte hai kya without second router
Yes aap bilkul chala sakte hain aur 15 meter hi nahin 150 meter Tak jiyo air fiber se ethernet cable kisi bhi device mein direct connect Kiya ja sakta hai bina koi extra router lagaye .
sir no internet kyaa rhi he meri
Apne jiyo air fiber ko band karke dobara se chalu karo 5 minut bad
Router lagane ka kya fyada hai 100m tak uska wifi chalta hai
Ji mam lekin agar bich mein Diwali Hain tab itna achcha Kam nahin karta hai aur agar aapke ghar mein air fiber Laga hai aur ghar ke bahar aapko office hai jo ki Internet se hi pura kam hota hai tab aap do air fiber nahin lagwana chahenge to usi ke liye yah jugaad hai
Tenda kam korega ?
Hmm karega
Bhaiya mere airtel air fiber ke router se dusre router main lane cable se connect karne par download speed half speed aate hai or upload speed full aate hai pls btao
Cat 6 cable use karo
@SanjuPathshala wahi use kar rahe hai fir bhi ye hi problem aate hai
Router mein privacy lagi hogi fir
@@SanjuPathshala wo bhi problem nhi hai
Router se Ethernet sidhe PC mein connect karo aur FIR speed check karo
भैया एक जिओ एयर फाइबर कनेक्शन पर एक ही समय पर 2 टीवी कैसे चलाये अलग अलग कमरों मे औऱ चैनल भी एक ही समय पर अलग अलग चले
अगर आपके पास स्मार्ट टीवी है तो आपको बॉक्स की जरूरत नहीं ott का सब्सक्रिप्शन स्मार्ट टीवी के अंदर जो एप्लीकेशंस हैं अगर नहीं है तो उन्हें डाउनलोड कर लो और इस नंबर से साइन इन कर लो चालू हो जाएगा हम तो एक ही और फाइबर से चार-पांच एलसीडी चलते हैं और अपने फोन में भी लोगों कर रखा है सभी चलते हैं अलग-अलग लेकिन अगर आपके पास छोटी टीवी है मतलब पुरानी वाली टीवी तो उसमें आपको जियो और फाइबर वाला बॉक्स जो मिलेगा डीटीएच वाला वह सिर्फ एक ही कंपनी देती है तो एक टाइम पर आप एक ही कनेक्ट कर सकते हैं
@@SanjuPathshalaNAHI DUSRA STB LENA HO TO MILTA HE 200 RS PER MONTH RENT PE OR KHARID NA HO TO 6,400 ME MILEGA
Jio Air fiber ki lan cable dhup or barish mein kharab ho jata hai kya
Nhi
Wire to connect kar diya but no internet aa raha tp link wifi per lan to lan chal raha ..kuchh setting mein change karna hai?
Ek bar donon router ko reset kar do restart nahin reset karna hai Dhyan rakhna matlab sari setting ko format karna hai
Bhai sabse accha router batao jo jio airfiber se connect kar sakte hai
Kam price me
Jio air fiber se tp. Link router kaise cannect kare or tp link web sit kaise sate kare batau pz kohi
Ek Video 4g mobile network booster repeater pe banao kaisi bhi devise ko lekar
Okay dekhte hain kyunki main bhi kafi dinon se yah soch Raha Hun thoda time lagega lekin dekhte hain kya kar sakte hain is per
Calling Hoti Hai Kya Sir Wi-Fi Extender Se
Sorry yah Maine TRAI nahin kiya
@@SanjuPathshalaTo Try Karo Sir Or Bolo Calling Hoti Hai Ya Nahi
Sir mere office me jioairfibar hai aur mera ghar 100m dur hai agar mujhe is trh se krna hai to konsa rauter lu aur mujhe der is baat ka hai ki agar kaam nhi kiya to mera rauter ka paisa barbaad jo jayga please help aur wire konsa lu aur rauter lunga to pahle uska setting Krna hoga wo bhi bta do please 🙏
Ghar me a extra pc computer hai
@@SanjuPathshala ha sir
To koi bhi router mat lo jio air fiber se ethernet cable Apne PC mein connect karo aur PC ka hard spot on kar do aur usi hotspot se sab log Wi-Fi connect kar lo router Lene ki koi jarurat nahin na hi koi nuksan hoga bus ethernet cable leni hogi aur Ethernet cable hamesha hi used jayegi Puri jindagi bus acchi quality ki le Lena to aur bhi accha hoga
@@SanjuPathshala sir rauter bta do na permanent solution cahiye
Okk
Please share same video with Airtel air fibrer
Dekhte hain bro agar kuch ho sake bar to jalore karenge
sir mere mobile mei internet show nai kr rha pr laptop pr kr rha hai connect krne k baad kaise resolve kru
Wi-Fi connect kiyo ho kya ethernet cable se
Ethernet cable se direct connect karo
Full speed mile gi
Airfiber or router password alag alag hoga kiya ?
Hmm अलग-अलग hoga
Password wo sab keise set up kare wo to nai dikhaya... Ye sab toh pehle se pata hai
Wireless connect krke video banao bhai please
configure kar lijiyega nahi to bohot dikkat hoga net ka
Achcha kaise
@@SanjuPathshala apka dikkat horahai ya nahi ho rahe hain to karlo
Kabhi kabhi connection issue hota hai
@@SanjuPathshalasir ek ghr 200m due hai to chl jayega ? Or agr chl jayega to 200 m ki badhiya cable bata dijiye jisse bahar use kar sake
1000 Chalega ,, abhi thodi der mein send kar dege search kar le best kaun si a rahi hai 200 meter mein FIR tumhen send kar dunga link
Bhai kitne dur tak chalega batao plz🙏
250 m
Bhaiya ji D link router ko kaise connect kre plz help me
Bahut simple hai Sabse acchi connectivity idhar net cable se Hoti hai ethernet cable ethernet cable aapas mein connect kar do bus chalu ho jaega
Mera to 2nd router me bhi pwr supply need pd rha
Jio airfiber sey jio fiber ko kaise connect karenge
Or router ka password alag hoga toh usme kon kon connect hoke hai voh kaise dekhe or kaise block kare ?
Air fiber wala jio ki application se ho jaega
Aur jo dusra router hai uski application download kar lo usmein option mil jaega
Bhai mere jio air fiber me ek Tenda n300 router ko rapiter conct kiya par tenda bala rapiter kai bar network chhod deta h , ye kiya karan h
Bhai aapka router kharab nahin hai yah jio ki kalakari hai internet disconnect dikhane lagta hai kyunki jio wale nahin chahte Hain ki aap koi dusra router use karke Internet share karo aage chalkar ho sakta hai update aane ke bad sahi ho jaaye filhal yah lamsam sabhi mein karta hai
Thankyou so much sir
Welcome
bhaiya ji aap toh 90M dur Jane vale the na toh aapne dono ka test ek sath kese dikha diya air fiber ki range 90M ki kab se aane lag gayi 😂😂😂😂😂😂
Bro 150 MTR range hai jio airfiber ka
Bekar 20 meter nahi ata hai @@ytganesh
Bhai 90 meter to maine test karke dikhaya aap sahi se karo ho jaega
kya hum jio airfiber ko ups se chala sakte hain or kitna ghante chalega
Hmm bilkul but backup jyada nahin dega
@@SanjuPathshala 1 video plese this topic
Configaration ka video dalo
Ookkk
Ookkk
Bullshit if you planning to buy 90 meter cable
Connect old router wirelessly as a repeater and enjoy long range internet
But jio to jio repeater good work others brand no good work
Bhai mere me to 9mbps ki speed aarahi h 40 MTR cabil h
Hi sir router me seting kya karna hai vah bhi batayen
Koi setting nahi only ethernet cable Connection
Tp link router ka name kya hai
amzn.to/3UjER6s