How Flipkart deliver grocery in India ☺️

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 21 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 18

  • @amarnath960
    @amarnath960 หลายเดือนก่อน

    Sir bo online kharida huaa products mein beech sakta hun..??

  • @raghavsaxena1675
    @raghavsaxena1675 2 ปีที่แล้ว +3

    Green box customer ko milta hai ya keval saman milta hai?

  • @CurrentGamer02012006
    @CurrentGamer02012006 ปีที่แล้ว

    Ye green box kon rakta hai

  • @nikhilb9338
    @nikhilb9338 ปีที่แล้ว

    Carry bag milti hai?

  • @akashbajpai2404
    @akashbajpai2404 ปีที่แล้ว

    ye box h mere paas kisi ko chahiye

  • @VasudhaivaKutumbakam63
    @VasudhaivaKutumbakam63 ปีที่แล้ว

    Bhai please local shop se purchase kiya karo unn shopkeeper ka ghar aap ki bajah se hi chalta hai 🙏🙏

    • @letshaveit2670
      @letshaveit2670  ปีที่แล้ว +3

      baat theek hai lekin local shopkeepers zabardasti khada rakhte hain, mobile mein lage rahenge.. jo aapko chahiye wo nahin hoga to kuch bhi pakda denge... had to ye hai ke agar 300 ka saamaan liya aur 500 ka note diya, tab bhi kahenge change laao... aisa lagta hai jaise wo hum par ehsaan kar rahe hain.. bekaar kii bahas aur mood kharaab hota hai aur kuch nahin.

    • @VasudhaivaKutumbakam63
      @VasudhaivaKutumbakam63 ปีที่แล้ว

      @@letshaveit2670 But sir hamko country ke bare mein bhi toh sochna padega Flipkart US ki company hai

    • @letshaveit2670
      @letshaveit2670  ปีที่แล้ว

      @@VasudhaivaKutumbakam63 🤦 Flipkart Indian company hai bhai. Aur agar local shopkeeper service nahin dega achchi uske yahan se koi kaise lega. Pahle koi option nahin hota tha.

    • @VasudhaivaKutumbakam63
      @VasudhaivaKutumbakam63 ปีที่แล้ว

      @@letshaveit2670 Aapki baat sahi hai local shopkeeper ke baare mein but Flipkart aur phonepay USA ki company Walmart ne kharid liya hai

    • @letshaveit2670
      @letshaveit2670  ปีที่แล้ว +1

      @@VasudhaivaKutumbakam63 Haan khareed to liya hai. Ye baat sahi hai par apne paas jab tak achche option nahin honge to hum kya karenge. Hum jis phone se message karte hain usmen se koun sa Indian hai, sab to bahar ke hain. Har kisi ko best service chahiye, agar India ki company best service degi to wahi lega banda... Ab flipkart hit ho gaya to wo bik gayaa... Aisa kaise chalega phir 🤦