Gyan do prakaar ka hota hai ek khud ke liye ek dusro ke liye aur jo dusro ke liye hota hai woh apne upar lago nahi hota jaise apne putra ke liye jo kuch drone ne kiya woh adharm tha aur shikhandi ke piche se Bhishm ko maarna dharm. Dronacharya ko maarne ke liye jhooth bolna dharm, karn ko nihatha marna dharm, abhimanyu ko chakravyuh todne ka gyaan swayam bhagwaan ka na dena jo unke guru thae dharm, barbarik ka sar daan me lena, ghatotakach ko arjun ki raksha ke liye marwa dena, arjun ko yuddha ke liye gita ka gyaan de kar taiyaar karana aur to aur ek duryodhan ya shakuni ka sudarshan chakra se anth karne ki bajaye puri mahabharat karwa ke pandavo ke ilawa lagbhag sabka anth karwa dena dharm tha. Asal me dharm aur adharm ki vyakhya bhagwaan sri krishna ne apne anusaar ki hai ye vaisa hi hai jaise ki law to parliament banata hai par law kya hai uski vyakhya / interpretation karke uska implementation kaise hoga woh supremecourt karta hai. Esliye interpretation ka jyada mahatwa hai law ka nahi. Isliye gyan interpretation hi hai jo log aajkal bhi apne hisaab se galat ko sahi aur sahi ko galat saabit kar ke dete rehte hai apne aap ko justify karke. Anyway shri krishna to bhagwaan thay aur kyuki bhagwaan kabhi galat nahi hote to unhonne sahi hi kiya aur kaha hoga. Par mai to sadharan insaan se bhi gaya bita hu esliye meri buddhi ko unki ye baat samajh nahi aaye. Aatah wo mujhe maaf kare.
Karna bhi to sanket da sakte hai ki ashwathama jinda hai
🙏🙏🙏
Guru dron ka Janm kaise hua tha
Muje bhi nhi pata 😂😂❤❤ 😊
Gyan do prakaar ka hota hai ek khud ke liye ek dusro ke liye aur jo dusro ke liye hota hai woh apne upar lago nahi hota jaise apne putra ke liye jo kuch drone ne kiya woh adharm tha aur shikhandi ke piche se Bhishm ko maarna dharm. Dronacharya ko maarne ke liye jhooth bolna dharm, karn ko nihatha marna dharm, abhimanyu ko chakravyuh todne ka gyaan swayam bhagwaan ka na dena jo unke guru thae dharm, barbarik ka sar daan me lena, ghatotakach ko arjun ki raksha ke liye marwa dena, arjun ko yuddha ke liye gita ka gyaan de kar taiyaar karana aur to aur ek duryodhan ya shakuni ka sudarshan chakra se anth karne ki bajaye puri mahabharat karwa ke pandavo ke ilawa lagbhag sabka anth karwa dena dharm tha.
Asal me dharm aur adharm ki vyakhya bhagwaan sri krishna ne apne anusaar ki hai ye vaisa hi hai jaise ki law to parliament banata hai par law kya hai uski vyakhya / interpretation karke uska implementation kaise hoga woh supremecourt karta hai.
Esliye interpretation ka jyada mahatwa hai law ka nahi.
Isliye gyan interpretation hi hai jo log aajkal bhi apne hisaab se galat ko sahi aur sahi ko galat saabit kar ke dete rehte hai apne aap ko justify karke.
Anyway shri krishna to bhagwaan thay aur kyuki bhagwaan kabhi galat nahi hote to unhonne sahi hi kiya aur kaha hoga. Par mai to sadharan insaan se bhi gaya bita hu esliye meri buddhi ko unki ye baat samajh nahi aaye. Aatah wo mujhe maaf kare.
😂😂😂😂 cartoon 😂
h. ,, n,,,,, n,😭😊😅
🙏🙏🙏