Mashallha looking very perfect I will try soon. Apki bht si recipes try ki bht achi bni. Ap ne jo bakery biscuits ki recipe share ki thi us m oil k bajay ghee use kr skty hen plz reply
shukria nahi metha sodai ka zaiqa bilkul bhi nahi ai ga bazar walay naan mai bhi dala jata hay balkay un mai tou bohat zeyada dala hota hay. 500 gm mai sirf aak chothai chamcha dala hay pata bhi nahi chalta
Ho sakta hai ap banatay hoin. Mai nai apnay mohalay kai tandoor walay say apnay husband kai sath jaa ker poucha tha tha jo afghani hai us nai pura tariqa bataya or ya bhi bataya kai naan maiday say nahi bantai . Mai bhi maiday say banati thi lakin mazar jaisai na bantai tha or na hi zaiqa ata tha. Maidai mai aak hanak yahi us mai us ka alag sa zaka hota hai. Maida making kai leyai theek hai.
Ager ap maiday say banatay hain tou try kernay mai koi masla nahi hai 500gm fine aaty tayar ker kai ap apnay tandoor mai bana ker daikhain. InshaAllah maiday say bohat acha banay ga or maida koi achi cheez nahi
توے پر اپ نے جو بسکٹ بنانے بتائے تھے تو دوا پہلے گرم کرنا ہے یا بسکٹ رکھنے کے بعد میں نے وہاں پر بھی کمنٹس کیے لیکن وہ ایک ماہ پرانی ہے وہ میں نے اب دیکھئے
thanks. nahe tawa gagam nahe karna jab patila cover ker dain tou 2 say 3 mint medium tou high flame rakhain ta kay tawa patila preheat ho jain phir flame ko bilkul low ker dain 15 mint mai tayar ho jatay hain
❤
Thanks without yougert Nan ki Bari achi recipe batayi
❤❤❤ Very amazing easy racipe to make naan lot of thanks
آپ کی ہر رسیپی زبردست ہوتی ہے مجھے آپ کی آواز بہت پسند ہے اللّہ پاک آپ کو صحت والی لمبی زندگی دے آمین ❤❤❤❤
امین ثم امین اپ کا بہت بہت شکریہ میں نے اپ کی بھی کافی ویڈیو دیکھی اچھا کام ہے ماشاللہ آپ male ہیں یا female
Zaberdast recipe shared . Liked 👍
Mashaallah
Zbrdsttt😋
Bhot he lmba انتظار kraya😂 but pesa وصول treka Thanks Alot🌹🥰
Mashallah zabardast Nan bane ha jazak ❤ allah
MashAllah nice 👍🙂😊😊❤❤
❤❤❤multan
Masha allah zaberdast
Ameen MashaAllah zaberdast❤
Very nice 👍
🎉🎉🎉Very Yummy
Wow zabardast 👍👍👍
Very easy
Sis panir Tikka sikhaen with home made panir se
INSHALLAH bohat jald
Zabardast 👍
❤❤❤❤❤❤❤easy
❤❤❤❤😊❤❤❤❤
Wow nice nice recipe yummy
Zabardast 🎉🎉🎉🎉
Excellent 👌👍👌👍
Very nice 👍 yummy taste
Nice❤
Tasty recipe dear
Wow very nice and good shearing ❤
Thank you so much🙂
Mashallha looking very perfect I will try soon. Apki bht si recipes try ki bht achi bni. Ap ne jo bakery biscuits ki recipe share ki thi us m oil k bajay ghee use kr skty hen plz reply
Thank you so much ji bilkul ker saktay hain melted ghee
Good luck
Mashallah nice job 👍 so tasty look
Thanks🙂
Mashah ALLAH 🍩 appy
Thank you yai tou tumharai kam ke recipe hai
Ameen
Chocolate cupcakes with frosting sekha dein plz
Ji mujhay yaad hai mai nai likh lia tha InshaAllah jald share karoin gi
@@CookingwithRakhshi jazak Allah dear sister❤️
@@CookingwithRakhshi Hummus ki recipe bhe share kejeya
Salt .metha soda.or 3rd kia Dala ha please 🙏 reply me
Yeast khameer🙂
Khmeer
Yeast kia hotii hai .
خمیر
بہت زبردست بہت ہی مزے کے نان لگ رہے ہیں لیکن ان میں میٹھا سوڈا ڈالنے سے ان کا ذائقہ ا اتا ہے ہمارے ہاں 99 ملتے ہیں نہ میٹھے سوڈے وال
shukria nahi metha sodai ka zaiqa bilkul bhi nahi ai ga bazar walay naan mai bhi dala jata hay balkay un mai tou bohat zeyada dala hota hay. 500 gm mai sirf aak chothai chamcha dala hay pata bhi nahi chalta
app youtube per recipes daikahin is tarha kay bazar ki tarha ap ko kisi kai bhe nazar nahi ayain gai
Assalamualaikum atta kitna lay na hai
aata mai nai recipe mai bataya hai kai kitna lia hai
Hmara hotel h hm to meda use krty
Ho sakta hai ap banatay hoin. Mai nai apnay mohalay kai tandoor walay say apnay husband kai sath jaa ker poucha tha tha jo afghani hai us nai pura tariqa bataya or ya bhi bataya kai naan maiday say nahi bantai . Mai bhi maiday say banati thi lakin mazar jaisai na bantai tha or na hi zaiqa ata tha. Maidai mai aak hanak yahi us mai us ka alag sa zaka hota hai. Maida making kai leyai theek hai.
Ager ap maiday say banatay hain tou try kernay mai koi masla nahi hai 500gm fine aaty tayar ker kai ap apnay tandoor mai bana ker daikhain. InshaAllah maiday say bohat acha banay ga or maida koi achi cheez nahi
@@CookingwithRakhshi me gr me zroor try krun gi jzak allah
Gadhi ka to koei kmal nahe huwa