Ji ha wire wrong lagane se sensor to kharab hota hi hai Kai baar DC board bhi kharab ho jata hai kyu ki ye wire shidha DC board me jata h ISLEA bahut hi dhyan se check karke lagana hoga 🤗
@@navdeepgoyal2649 uske liye Puri wiring kholni padegi (1)agr apne Puri wire khol lea hai to usko ek serial me laga dejea . (2)aur agr apko wire ka serial dekhna hai to uper bhi ek dp sensor laga hota usko match karke laga lejea .(3) aur jyada agr koi problem hori ho matching karne me to New wire market me milta hai .(4) apko na mile market me to ham prowide kara denge 🤗
Mera 'canon ir2870' ka machine ha O bar bar E000024-00001 ah raha ha Mana sensor saf karna ka bad 100-150 pice xerox hona ka bad fir se E000024-00001 ah raha ha Is ka solution kya ha
Apko dp ka sensor change karna pdega Jab dp ka sensor hopper se toner nai mangata hai to sensor change karene problem solve ho jaegi Note - Dp ka new sensor ho to achi baat hai new sensor me sensor ki new reading rahti hai jisse problem solve ho jayegi (2) Aur agr usse bhi na ho to dp ki harness (DP wiring ) change karney se problem solve ho jaegi
@@rakhaharigarai1979 dp ka sensor work nai kar rha h islea esa ho raha h . Apko dp ka sensor change karna hoga Wo sensor cut off nai kar rha hai islea esa ho rha h Sensor change kariye sab thik ho jaega Dhayan rhe sensor brand new ho to jyada acha
@@azadpco1023 Hard disk change karke dekhiye dekhiye Programming late load ho raha hai Aur agr usse bhi na ho to farry bord ki bhi problem ho sakti hai
@@tiwarixerox9588 laser cleaning kar lejea (1) laser ki motor ko proper soft kapde se saf karaiye (2) uske mirror ko halke hant se saf kare jyada ragadna nai hai warna lenses kharab ho sakate hai
very nice
Good and thanks
Dp k blade ki setting kesa kra
Dp ki blead ki satting ko karne ke lea blead ko bahar nikal le aur usko saf karke uske niche ek white paper rakhker adjust kare bahut hi dhyan se 🙏
Kya aap video bna skta ho
@@VivekKumar-xb2su ok dekhte hai abhi me thoda busy hu jaldi hi video bana ke daal Dunga ap dekh LEJEA 🙏
Dp sensor rate pls sir
@@poojithaupm rc sensor 750@ brand new sensor 1250@
Is sensor ko change kab karna hai agar error na jaye toh change kare ja agar wire wrong lagane se kya j sensor kharab ho jata hai
Ji ha wire wrong lagane se sensor to kharab hota hi hai
Kai baar DC board bhi kharab ho jata hai kyu ki ye wire shidha DC board me jata h ISLEA bahut hi dhyan se check karke lagana hoga 🤗
Bro wire tut gaye hai kaunci kaha lagaye three wire tut gayi hai
Ap apne dp sensor ki pic mere whatsup no.9 Pe send kariye ham Mark kar denge
Dp ki upper Jo grip hai jo hopper unit se aati hai
@@navdeepgoyal2649 uske liye Puri wiring kholni padegi
(1)agr apne Puri wire khol lea hai to usko ek serial me laga dejea .
(2)aur agr apko wire ka serial dekhna hai to uper bhi ek dp sensor laga hota usko match karke laga lejea .(3) aur jyada agr koi problem hori ho matching karne me to
New wire market me milta hai .(4) apko na mile market me to ham prowide kara denge 🤗
Mera 'canon ir2870' ka machine ha
O bar bar E000024-00001 ah raha ha
Mana sensor saf karna ka bad 100-150 pice xerox hona ka bad fir se E000024-00001 ah raha ha
Is ka solution kya ha
Apko dp ka sensor change karna pdega
Jab dp ka sensor hopper se toner nai mangata hai to sensor change karene problem solve ho jaegi
Note - Dp ka new sensor ho to achi baat hai new sensor me sensor ki new reading rahti hai jisse problem solve ho jayegi
(2) Aur agr usse bhi na ho to dp ki harness (DP wiring ) change karney se problem solve ho jaegi
@@annucanon7338dp unit toner sa full ho ja raha ha clen kor na ka bad v
@@annucanon7338❤
@@rakhaharigarai1979 dp ka sensor work nai kar rha h islea esa ho raha h .
Apko dp ka sensor change karna hoga
Wo sensor cut off nai kar rha hai islea esa ho rha h
Sensor change kariye sab thik ho jaega
Dhayan rhe sensor brand new ho to jyada acha
@@annucanon7338thanks ❤
Sir mera masin 20 minat me chalu ho raha hai
@@azadpco1023
Hard disk change karke dekhiye dekhiye
Programming late load ho raha hai
Aur agr usse bhi na ho to farry bord ki bhi problem ho sakti hai
@annucanon7338 hard disk kitane ka hai
@@azadpco1023 Hard disk ek 800 ki copy Kari Hui
Aur new 1200 with warranty
@@annucanon7338 warranty kya hai
@@annucanon7338 pement kaise karna hai
error toh chala gaya but print clear nahi aa raha hai.
kya toner ko change karna hoga?
1) print me chamak nai aa rha hai to toner change kar lejea saaf karke dusra toner daal dejea
2) aur Develop me Jake usko badha dejea thik ho jaega
@@annucanon7338 sir jee , nahi ho raha hai letter toh thoda thik hai lekin image pura dhundhla hai..
@@tiwarixerox9588 laser cleaning kar lejea
(1) laser ki motor ko proper soft kapde se saf karaiye
(2) uske mirror ko halke hant se saf kare jyada ragadna nai hai warna lenses kharab ho sakate hai