Main graduation kar chuka hu migration bhi nikal chuka hu magar ab mujhe usi hi college me English MA me addmission lena hai magar mere se enrollment nhi ho raha hai to kaha se kaise karu
Naya enrollment karna nai padega.. BA graduation ke time pe jo ID password hai usi se log in karke new exam mein MA ko select karke form bhar dijiye dal jayega ..
ek std hai last year pvt. exam Mar-2023-24 me fail (3 sub me) ho gya tha, abhi (Mar-2024-25) Exam add ho ja raha hai par 'Apply for Examination' me proceed karne par Fees '0' show ho raha hai, iska kya solution hai bata sakte hain Sir?
Sir mai Bsc 3rd year ka student hu maine past me koi sa v year me environment ki exam nhi dilaya hai is bar environment ka exam dilaunga to iske liye meko kya karna padega
😢Enrollment form bhara gaya hai.. payment bhi successfull ho gaya hai lekin reciept me enrollment no. Blank hai to ...aisa kyu ho raha hai..isks solution kya hai ???
Bhaiya mera bsc first year regular base pe guru ghasidas se hua Hai aur ab Mai kya? private se kisi other university se bsc second or third apna graduation kar sakta hu Please reply
Sir mera jo purana number tha to usse sabhi college ka kaam hua tha aur vo number band ho Gaya hai to mujhe uske liye kya karna padega but abhi mere paas dusra number hai
Bol raha hun sar BA first year private ka old course mein bhar sakta hun ki nahin pata kar lijiye na sar main WhatsApp mein Kitna message kar raha hun 😭😭
Aapka OLD course mein exam form bhara jayega.. Exe catagory mein form bharana.. Lekein form bharne se pahle aapko jis bhi college se form bharna hai waha jake apna ID aur course ko verification karana padega tabhi aap form bhar sakte..
first year walo ko exam folrm fill karne ki jarurat nahi hai kya
Sir Course ko lock karane ke liye konse college me jana padega . Purana college me ya new addmission liye hai us college me
Ma english me apply kiya hu fee successful bhi ho gya hai lekin enrollment number show ni ho rha
Subject could be not updated aa raha hai subject select krne par
यहाँ श्रेणी sudhar hota hai क्या, पोस्ट graduation ka
Pichhle year k id pass word dalne se incret bta rha h
Koi solusion btay please
Bhiya do we need to pay in college also ??
BA 2nd year ka kitta lgega bhiya???
If You Are Private Student You Will Have To Pay..
For Janbhagidari Amount...
@@SujitKnowledgeGurupardon me , but what does it mean bhiya?
Sbi janbhagidari form bhi submit karna hoga kya bhai ?
Janbhagidari form college mein offline submit karna hota hai kisi college mein form submit nahi karwate keval fees hi lete hain janbhagidari wala..
Thank you bittu bhaiya 🙏😌
Main graduation kar chuka hu migration bhi nikal chuka hu magar ab mujhe usi hi college me English MA me addmission lena hai magar mere se enrollment nhi ho raha hai to kaha se kaise karu
Sir BSc 2nd Year me फाइनल प्रिंट में Roll number वाले option खाली bta rha है aisa kyu
Sir mere id me ek subject show nahi kar raha Hai Kya Karu Please Help
Sir mera ek m.a. complete ho chuka hai
Ek or subject main m.a. karna tha uske liye bhi private form dalne ka same hi process rahega kya
Sir pichhale saal supply se paas hone ke baad
is saal form bhar raha hu to previous year mark details nai aa raha hai to kya kare
Sir MA 1 year privet me exam fee 0/- problem bta rara hai
plz reply 🙏
Sir Msc previous mathematics private ka exam from dalne ke liye nya user ID lagega ki jo bsc maths me tha usi user id se dalega
Payment kitna krna hai vo show nhi ho rha or make payment bhi nhi ho rha kya kru😢
Admission form locked nahi hai kaise kare😢
College Mein Jake loco karana padega tabhi exam form bhar payenge
@@SujitKnowledgeGuruSir mera abc id galat dala gya hai to ab may kya karu btaiye na Sir 😢😢😢
Thankyou so Much bhai 😘❣
Sir m.a. me student log in nhi rha h record not found dikha rha h.. graduation 2022 e complete ta and abi ma private ka bhr rhi hu to dikha n rha h.
Sir private student k bhi abs I'd banana hoga
MA ke liye apply krna hai to kya new enrollment krna pdega ya phir jo BA ke time ka enrollment tha usse kaam ho jayega
Naya enrollment karna nai padega..
BA graduation ke time pe jo ID password hai usi se log in karke new exam mein MA ko select karke form bhar dijiye dal jayega ..
Sir mera previous year marks bharne ka option ni aa raha hai
Last option pe click kr
B. Com first semester me GE. KA AUR VAC. Subject ko me addisnal add kara hi nhi hai online wala... to yehi problem hai please help me
Contect with college
ek std hai last year pvt. exam Mar-2023-24 me fail (3 sub me) ho gya tha, abhi (Mar-2024-25) Exam add ho ja raha hai par 'Apply for Examination' me proceed karne par Fees '0' show ho raha hai,
iska kya solution hai bata sakte hain Sir?
User ID our password forgot nai ho Raha hai
Private walo ko bhi lagega kya admission rasid
Nahi
MA previous private form bhrne k baad clg me koun koun se document submit krna hai aur clg me bhi kuch fee lenge kya?
Sir mai Bsc 3rd year ka student hu maine past me koi sa v year me environment ki exam nhi dilaya hai is bar environment ka exam dilaunga to iske liye meko kya karna padega
Sir mera BSc 2nd year me admission ni hua hai to mujhe second year me private admission lena hoga ya Sirf exam form hi bharna hoga?
Bhaiya B.ed 1st yr ka option nhi aa rha h bhrne ka exam form
😢Enrollment form bhara gaya hai.. payment bhi successfull ho gaya hai lekin reciept me enrollment no. Blank hai to ...aisa kyu ho raha hai..isks solution kya hai ???
Sir mujhe MA private ka form bharna hai.. Mera registeration ni hua hai kaise kru jisse user id mile mujhe???
Graduation aap kaha se kiye the matlab kaun se university se..
@@SujitKnowledgeGuru csvtu se
Proceed to pay ka option ni aa rha haii
Sir mai first year me environment nhi liya tha to is sal salect karna padhega kya
Environment subject ko 3 saal mein kisi ek saal dilana rahta hai chahe first year mein dila lo ya fir 2nd,final year mein..
Bhaiya me 1 year me environment me fail ho gya tha or is bar environment select kr rha hu to not available in your college dikha rha h kya kru ...???
@@SujitKnowledgeGuruSir mera abc id galat dala gya hai to ab may kya karu btaiye na Sir 😢😢😢
Previous marks details update nai ho Raha hai
Thanks guru ji...!!!!
ma private yearly base pe exam hoga na ?
Ji..
Bhaiya mera bsc first year regular base pe guru ghasidas se hua Hai aur ab Mai kya? private se kisi other university se bsc second or third apna graduation kar sakta hu
Please reply
Yes 🎉
Haa sir apply kar sakte hain..
Other university wale option pe jake..
Kya second year me 1 subject change kar sakte hai? Kar sakte hai to kaise?
Sir mera jo purana number tha to usse sabhi college ka kaam hua tha aur vo number band ho Gaya hai to mujhe uske liye kya karna padega but abhi mere paas dusra number hai
Bina otp ke change ho jayga user i'd password pta hoga to
भैया जी फॉर्म भरते समय ABC ID गलत भरा गया है अब मैं क्या करूँ
Mera bhi yar senter vale m@d 😡🤬 ne ABC id galat bhar diya pta nai kya Krna hai pta chla hoga to btana please 😢😢
Jawab do na ray 😢
Isse koi dikkat nhi hoga aap chaho to college jakar change kr sakte hai
Sir mai MA 1st year Pvt ke bad migration nikal diya tha to usse koi dikkat ni hoga na,,,, invalid show ho rha hai
No
@@Cricket_With_Sanjay2
Sir invalid show ho rha hai...hr tarike se forget krne ka try kr liya ,,,,, please sir give me solution
@@Shahzada_Sid_786 Ha Toh 24 Hours Wait Karo problem solve ho jayega
Thank you so much sir ❤❤🎉🎉🎉🎉
Sir maine 2nd year Raigarh university se kiya h to Abvv se kr skta hu 3rd year
Ha
B. Ed walo ka bhi start ho gya kya mai final me hun
No
Abhi BEd ka start nai huaa hai..
Bhaiya college update ni ho rha kya karu 1 st year dusre clg se hai bsp university ka hi
Sir m galti se dusra college center m dal gya h to change ho jayega kya
Ba 2nd year ka fees kitna hai sir
Mujhe ma first years pvt krna hai mera 1saal gap hai graduation ke baad to kya form dl jyega
Exam form edit me OTP नहीं आ रहा है😢
Mai fail ho gya tha toh konsa choose krna hai private ex atkt
Mai private student hu final year me fail hua tha
Are sir ye university wale 2200 ru le rahe hai pahle to 1500 se 1800 ke beech me kam ho jata tha.
Photos signature update nhi ho rha hai
bhi subject change kes kara m com ma hu ma exam form galat ho gya hai
Bhaiya mere me form aage nai ja raha hai already ragister dikha raha hai
Agar mobile number ya email id already registered dikha raha hai to aap aap apna mobile number aur email id ko naya dalna padega
Tq dost❤❤
BA REGULAR WALO KA 1676 RS LAGA
Sir ji mai b.ed kar raha 1st year and MA final privet karna cahata hu hoga ki nahi bu se
Main English me MA karna chahta hu mujhe namankan kaha se karna padega
Pg 1st year pvt kaiee bhre
Sir ba fainal ka fess 2251 dikha rha kya ye rigtht hai
Private MA sociology ka fees kitna hai
Bsc 3rd ka kitna fee.hai bhaiya regular ka
Sir is baar ka fees jyada kaise ho gaya hai
Main 3rd sem mcom pe hu nd I already applied can I also apply for private mode of MA english at same collage???
MA previous year🧐
Sir payment fiald dikha raha hai aur dobara payment nahi ho raha hai
48 Hour Wait Karo
Ab payment fail wala problem solve ho gaya hai sir
BA first year ka fees kitna hai
Bol raha hun sar BA first year private ka old course mein bhar sakta hun ki nahin pata kar lijiye na sar main WhatsApp mein Kitna message kar raha hun 😭😭
2024 me BA 1st year Pass kiye ho to , aapko BA 2nd year exam ke liye is form ko bharna hai
Aapka OLD course mein exam form bhara jayega..
Exe catagory mein form bharana..
Lekein form bharne se pahle aapko jis bhi college se form bharna hai waha jake apna ID aur course ko verification karana padega tabhi aap form bhar sakte..
MA previous fee kitna hai sir other University walo ka
B.A 3 year ka fees kitna hai
Abhi to filhal 2251 dikha Raha hai lekin o pichhle sal ka hai late fees mola k
₹1000 Rupya
Private walo ka fees aur admission fees kitna hai
B.A.part-3 Ka fee's कितना है?
₹50 rupya
@@sunilkanwar4713 2000
2151
4500
1876
Sir enrollment nai bhare hai to Kya kre
Papa ka naam glt hai use kaise sahi krke apply kre
Sir mera mobile no. and email ID already registered dikha rha hai kya kru
Kuch Mat Kar
Dusra mobile number aur email ID dal dijiye ho jayega..
Thanks sir
Kya college me or alag se fees dena hota hai ??
Photograph aur signature change ho sakta h??
@@annusahu6341 haa bahan ho skta hai change maine khud kiya hai bahan
Sir mera exam fees pat gya lekin subject hi select nai dikha rha print me
Dubara Try Karo Ho Website Me jakar
Bsc 2th year ka fees kitan hai Sir
₹150 Rupya
Bsc private ka fees 2251
Mom final year subject selection batye
Thank you
Sir mera exam add nhi ho rha hai tho kya karu ?
College mein jake apna course lock kara lijiyega
Mera bhi exam add nhi ho rha hai...kis reason se add nhi ho rha hoga..or ye thik ho jayega na collage me ki koi problem ho skta hia
MA ka kitna fees hy
Sir fist smestar ka admit card kease nikale
MA english previous ka private ka exam fee kitna hai
1600 somthing
Sir 1st 2nd hogaya hai our 3rd year exam kuchh karn wars nhi baith nahin Paya toh mera gep ho gaya toh kya main ish sal dila sakte ho kya
Ma private supplymentry ka form kha se bharayega bhai
Gaad Se 😂
Bba 3 ka fees kitna he
Hamara to 1676 lga bhaiya kuchh btao na
Mobile number change kaise hoga sir
sir BA 2 year ka fees kitna h
Make payment ka option ni aara h
sir mai last year exam form dala tha MA english but exam m absent tha to mai es sal kis category se form dalu EX/ATKT
MA Final
Ex
M.A English Se hi
@@Cricket_With_Sanjay2 ha
Kuchh pta chala kya brother?
Mai v last year absent tha
Smjh nhi aaa rha h is bar kisme apply krna h ex ya atkt
Sir baster universty private final year ka form aa gy h kya..,? Or nai aaya h toh kb tk aaega... Please reply please🙏🙏
Bahan abhi nhi aaya hai notification
Final year ka farm aayega na tab mai msg kr dunga Apko
@@GajendraSahu-pn1kn thank you bhiya 🙏🏿
@GajendraSahu-pn1kn bhiya please yad se msg kr dijiyega na..
@@shiwanijatav6784 bahan isme bhul jaunga
OTP nahi aa raha hai bhaiya
Recharge Karwa Lo
Fess 2251 kyu dikha rha hai
Galti Se
bsc wale honge to 2251 cut raha hai...
@@SujitKnowledgeGuru mein ba wala hu
@@SujitKnowledgeGurumera bhi dikha rha hai 2251 kya karu form bhi daal diya hun
Jahntu hai re tu
payment nhi ho rha fail bta rha h
Koi Baat nhi 30 Hours Wait Karo
Ma 1st