Mene Laxmi Ganesh ki murthi mandir me rakh k pichle 3 saal se Pooja kar rahi aur ab muze pata chala k bina pran pratishtha ke bhagwan ko mandir me sthapit nahi karna chahiye toh kya me ab pran pratishtha kar sakti hu kya un murti ki ya phir wapis nayi murtiya laake pran pratishtha karni hogi
आप 3 साल से पूजा कर रहे हैं तो प्राण प्रतिष्ठा अपने आप ही हो जाता है आपका भक्त और श्रद्धा द्वारा, तो इस वक्त आपको कोई नया मूर्ति लाने की भी जरूरत नहीं है, ना ही प्राण प्रतिष्ठा करने की जरूरत है।। आप जैसे प्रतिदिन पूजा कर रहे हैं वैसे ही पूजा कीजिएगा, कोई दिक्कत नहीं है
Lakshmi Vishnu ji ki sabhi Swaroop Ghar ke liye acchi hi hote hain, per agar aap naya Murti le rahe hain to Bhagwan Vishnu Mata Lakshmi donon baithe hue Hain aise le sakte hain
Agar mitti ki Lakshmi Pratima hai to 1 sal se jyada nahin Rakha jata hai agar pital ya Aisa koi dhaatu ki hai to aap bhagwan Shri Narayan ke sath Lakshmi Ji ko rakh sakte hain Ganesh Ji ko alag se bhi rakh sakte hain
कोई भी अच्छे दिन में कर सकते हैं पूर्णिमा के दिन कर सकते हैं गुरुवार या शुक्रवार के दिन कर सकते हैं शुक्ल पक्ष की और दिवाली के समय कर सकते हैं, नवरात्रि या कोई भी शुभ, अच्छे पूजा के दिन आप करसकते हैं
@@Langmainganba भगवान की मूर्तियां जब पहली बार स्थापित होते हैं मंदिर में तब इसी तरह से प्राण प्रतिष्ठा किया जाता है यह केवल मात्र एक ही बार होता है और एक बार मूर्तियों को स्थापना करने के बाद दोबारा कभी भी इस तरह से प्राण प्रतिष्ठा नहीं किया जाता है , अगर बिना प्राण प्रतिष्ठा का भी पूजन शुरू कर दिया है तभी भी दोबारा प्राण प्रतिष्ठा नहीं होती है, तो पूरी वीडियो को अच्छे से देखें और समझे, तो फिर आपको सारी बातें समझ में आ जाएगा
जिसकी तलाश थी मुझे कई दिनों से वह आपकी वीडियो से मुझे पूरी हुई. बहुत ही सरल विधि से अपने समाधान किया है.
बहोत अच्छी और सरल तरीके से प्राणप्रतिष्ठा बताई है..धन्यावाद!❤
Bahut sundar video hai maa ❤
Aap ki murti bahut payari ha aap na kaha sa li or kitana inch ki ha
Jai Sree Laxmi Narayan🙏🌹
Jai Shree Krishna 🙏 Happy Diwali DiDi..
Radhe Radhe
Happy diwali sis 💥💥💞💞💞
Mata Rani aapko hamesha khush rakhe 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Laxmi aur vishnuji ki murti sath mai khde stan par hogi to chalega kya???
Ha ji, chalega
@@VratVidhiUpaythanks mam🙏
Mam period ke 6 va din pran pratishthita kr skte h
Kya Main Mithai Ki Jagah Pastry Rakh Sakti Hu😊😊
Nhi ji, chini rakh dijiye
Apka dekhkar ham bhi shopping krege
🙏🏻
Pran pratishtha mein roz bhog lgana hta hein kya
Madam, Sri Lakshmi aur Narayan Ji ko eksath bhog diya hai?
Mene Laxmi Ganesh ki murthi mandir me rakh k pichle 3 saal se Pooja kar rahi aur ab muze pata chala k bina pran pratishtha ke bhagwan ko mandir me sthapit nahi karna chahiye toh kya me ab pran pratishtha kar sakti hu kya un murti ki ya phir wapis nayi murtiya laake pran pratishtha karni hogi
आप 3 साल से पूजा कर रहे हैं तो प्राण प्रतिष्ठा अपने आप ही हो जाता है आपका भक्त और श्रद्धा द्वारा, तो इस वक्त आपको कोई नया मूर्ति लाने की भी जरूरत नहीं है, ना ही प्राण प्रतिष्ठा करने की जरूरत है।।
आप जैसे प्रतिदिन पूजा कर रहे हैं वैसे ही पूजा कीजिएगा, कोई दिक्कत नहीं है
@@VratVidhiUpay thank you for ur kind reply
🎉😅❤😊
1 din rak sakate he kya?
Itna Ajeeb Tarika AJ Tak Nahi Dekha😮😮😮😮😮😮😮😮😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Radhe Radhe, aapke sabhi qs ka ans diya h, kripiya check karen, pahli baar dekha hoga , but ajeeb nhi hai, yehi process hai..
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hello mam vishnuji ki murti khade stan par ho aut mata laxmi ki kamal par baithi murti to chalega kya???
Lakshmi Vishnu ji ki sabhi Swaroop Ghar ke liye acchi hi hote hain, per agar aap naya Murti le rahe hain to Bhagwan Vishnu Mata Lakshmi donon baithe hue Hain aise le sakte hain
@@VratVidhiUpay thanks 😊
Ma'am mujhe sthapna krna h kaise aur kab Karu plz btaeye
Kya aap bta sakti h ki bhagwan vishnu ki khadi hui murti ghar me rakh sakte h.aaj k din mujhe kisi ne diya h pital ki murti h.plzz help if possible
Ha ji, rakh sakte h, koi problem nahi hai
Mere pass khde Laxmi ji Vishnu ji hai to ky ye vaibhav Laxmi brat me chlenge?? Plz bataiye mujhe
Ha ji
lakmi Narayan ki photo ekk sath ho murti ekk sath ho to hum tulsi bhog laga sakte hein?
Ha ji
@@VratVidhiUpay aur narayana lakmi ji ki murti ekk sath ho to hum narayana ji ki photo par bhi Tulsi laga sakte hai kya?
आपने जो लक्ष्मी नारायण मूर्ति स्थापित की है, वो मूर्ति कहां से मंगवाई है.?
Dehradun local market
Hello mam kya ham diwali bali lasmi ji ki murti ko Vishnu Ji ke murti ke sath rakh sakte h aur ganesh ji ko alag
Agar mitti ki Lakshmi Pratima hai to 1 sal se jyada nahin Rakha jata hai agar pital ya Aisa koi dhaatu ki hai to aap bhagwan Shri Narayan ke sath Lakshmi Ji ko rakh sakte hain Ganesh Ji ko alag se bhi rakh sakte hain
राधे राधे कृष्णा
Radhe Radhe
Murti aapne kanha se li hay
Dehradun local market
Didi laxmi narayan ki ek saath puja main tulsi patra kaise cadhae kyonki mata ko to tulsi patra nahi cadhta
Narayan ji ko chadaye,
Aapke pas to Laxmi Vishnu ji phle se hi hai ab dobara bhi liye hai
Kya pure saal peetal ke laxmi ganesh ek sath nahi rakhne chahiye? Ya vishnu ji ki murti alag se lena chahiye mata laxmi ke liye ...plz bataye
Me Laxmi ji ko bhagwan Narayan ke sath rakhti hu, ganesh ji shiv parivar h, ma Parvati tatha shivji ke sath rahte hai
Guru maa ham bagwan vishnu ko apne sath sath kanhi b le ja skte h
Nhi ji
main poochna chahti thi Narayan ki khari murti aur laxmi mata ki baithi murti sath me le rakhna thik hota h kya???pls reply kare
Haa Laxmi ji ki hamesha bethi hi murti honi chahiye
Mere pass Laxmi Vishnu ki khdi murti hai to kya wo nahi chalti ?@@MONISHSONI-qc1pf
Jay Shree Radhe Krishna..
Aapne Iskon ke vigrah kyu nahi liye?
Nitya Puja ke lye chhoti vigraha Jada sahi hota hai
Bhavan narayan ki murti khade rup me ghar la sakte hai kya? Koi koi bolata hai ki khadi murti nahi chalti
Aise koi baat nahi h, aapko jaise swaroop achha lagta h, aap waise puja kare.. radhe radhe
लक्ष्मी नारायण की मूर्ति किस दिन स्थापित करें
कोई भी अच्छे दिन में कर सकते हैं पूर्णिमा के दिन कर सकते हैं गुरुवार या शुक्रवार के दिन कर सकते हैं शुक्ल पक्ष की और दिवाली के समय कर सकते हैं, नवरात्रि या कोई भी शुभ, अच्छे पूजा के दिन आप करसकते हैं
Bahut time ho gya apne koi shopping video aplod nhi ki...
. winter ki
winter shopping kya hai, video jaldi ayegi
Mata Ji Is Tarike SE To Pura Din Lag Jayega😮😮😮😮😮
Nhi, 4 se 5 ghanta lagta h
Kya ham 15minute har bar nhi rakh skte hai kya...
Mera hari hari
Mataji Saalo Main Kitni baar bhagvan ka pranpratishtha Karenge 😊😊😊😊😊😊
Ek hi baar pran Pratishtha hota h, jab Naya murti Ata h
यह तो समझाए वह भी पूरी *Details* में कि नहलाने वाले पानी का क्या उपयोग किया जाए नहलाने वाला पानी का क्या करें आऔर बचे हुए फूल का
Par Mataji Mere Paas Ganga Jal Bilkul Nahi Hai
Koi baat nhi, suddha jal use Kar lijiye
Didi tulsi patra nahi cadhae
Ganesh ji ko nhi chadate h, narayan bhagwan ko chadate h
Hmmmm Aap logon ka Bhagwan khilona hai kya????
Aapko Aisa kyun lagta h ??
Vo murti ke upar Fal bhi rakh diya , fir chawal bhi ... Dekhne mein bura lagta hai. .
@@Langmainganba भगवान की मूर्तियां जब पहली बार स्थापित होते हैं मंदिर में तब इसी तरह से प्राण प्रतिष्ठा किया जाता है यह केवल मात्र एक ही बार होता है और एक बार मूर्तियों को स्थापना करने के बाद दोबारा कभी भी इस तरह से प्राण प्रतिष्ठा नहीं किया जाता है , अगर बिना प्राण प्रतिष्ठा का भी पूजन शुरू कर दिया है तभी भी दोबारा प्राण प्रतिष्ठा नहीं होती है, तो पूरी वीडियो को अच्छे से देखें और समझे, तो फिर आपको सारी बातें समझ में आ जाएगा
@@VratVidhiUpay Wow !!! Ab samajj gaya ..
@@Langmainganba radhe radhe