Darood Sharif | Darood Ibrahim Rozana 1000 Murtaba Aisay purhain |

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ส.ค. 2024
  • #darood #daroodsharif #daroodpak
    Darood Ibrahim Rozana 1000 Murtaba Aisay bhe purh saktay hain
    • Darood ibrahimi easy w...
    If you want to write Salawat but don’t know how to write in Arabic / Urdu, you can still write Salawat / Durood in Salawat Writing Diary, Amazon link to get this diary is as follows:
    www.amazon.com...
    *You can share your real-life stories, dreams & questions related to Salawat / Durood / Darood:
    *email: sadiacanada1@gmail.com
    * Share this video with others as Sadaqah Jariah
    Links to various playlists are as follows:
    English - Salawat Videos: / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Darood Sharif Videos: / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Seerat ul Nabiﷺ / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Meezab e Rehmat by Khadim e Darood Ahmad Manzoor / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Hazrat Baba Fareed Ganj Shakar RA / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Nizami Bunsari - Life story of Hazrat Khawaja Nizammuddin Oliya RA: • Urdu - Nizami Bunsari ... Urdu - Life
    Story of Hazrat Bagh Hussain Kamal RA ka Rohani Safar / playlistlist=pleiyinkt... Urdu -
    Dreams: / playlistlist=pleiyinkt...
    Urdu - Sufism and Spiritualism / playlistlist=pleiyinkt...
    Darood Sharif Ki bohut barkaat hen. Darood Pak say bohut logon ki zindagi badli / How Darood e Pak changed life? Subhan Allah. Please watch my complete video to know. Thank you. Madina pak ki muhabbat nay logo ko bohut muqam atta kiya he. Real Life Incidents me kai esay waqiat hen kay jin logoon nay bhi darrod parha nabi Muhammad pbuh ki muhabbat me humesha kamyab huey hen. Beshak! Sirf darood pak kay zariye hi kamyabi mumkin he. Allah pak ney apne piyary Nabi Hazrat Muhammad e Mustafa ﷺ ko dono jahan kay lye rehmat bana kar bheja hai Jiska zikar Quran e Pak mein bhi mojoud hai. Aur Aap ﷺ ko aesy maqam par sarfaraz farmaya jaisa maqam kisi ko na atta kiya. Hata keh Allah pak ney darood sharif ki fazilat mein yahan tak farma diya keh Allah aur oskay farishtay Nabi e pak ﷺ par durood bhejtay hen ay iman walo tum bhi bhejo. Chunacheh Allah pak ne irshad farmaya: اِنَّ اللہَ وَمَلٰٓئِکَتَہٗ یُصَلُّوۡنَ عَلَی النَّبِیِّ ؕ یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا صَلُّوۡا عَلَیۡہِ وَ سَلِّمُوۡا تَسْلِیۡمًا ﴿۵۶﴾ Zindagi bhar mein aik martaba darood pak parhna farz hai. Aur kisi mehfil mein pehli martaba zikar honay par parhna wajib. Aur bar bar zikar honay par darood pak parhna mustahab hai. Darood ki Fazilat , Nabiyo ke Sultaan, Rahmate Aalmiyaan, Sarkaare Do Jahan Sallallahu Alayhi Wa sallam ka Farmaane barkat nishaan hai, “Jishne mujh par roze Jummah do sou (200) baar Darood Pak padha us ke do sou (200) saal ke gunah maaf honge. [Kanzul Ummal, Jild 1, Safaa:256, Hadis: 2238]
    Darood Sharif | Darood Pak Nay Kesay Meri Zindagi Badli | Part 15 #darood #daroodsharif #daroodpak
    Jumerat ko Durood Sharif Padhna padhna ; Tajdaare Harmain, Sarware Konain Hazrat Muhammad Sallallahu Alayhi Wasallam ka Farmane Rahmat Nishan Hai: " Jab Jum'erat ka Din Aata hai Allah T'ala Farishto ko Bhejta hai Jin ke Pas Chandi ke Kagaz aur Sone ke Qalam hote hai Woh Likhte Hai, Kaun Youme Jum'erat Aur Shabe Jumah Mujh Par Kashrat se Durud e Pak Padhta Hai.[Kanzul Ummal, J-1, S-250, #2174] People who has respect for Madinah Pak in their heart never fails in life. Those who recite Durood in maximum number will be nearest and dearest to the Holy Prophet (PBUH) on the Day of Judgment. Reciting Durood Sharif eradicates poverty and hunger. Reciting excessive Durood Sharif brings purity. The person who recited Darood Shareef Angels of Allah shower 70 blessings on him. Recitation of the Durood Sharif gives you inner peace and how it Saved From Accident many people. You can Saw Prophet PBUH only by reciting darood sharif. Darood Pak no doubt can change your life in all the good ways; cure illness, solve all money issues, fulfill your wishes, to get house, marriage problems, relation problems, etc. All you need is to be consistent to darood pak.
    Darood Sharif | Darood Pak Nay Kesay Meri Zindagi Badli | Part 15 #darood #daroodsharif #daroodpak
    Allah pak ney darood sharif ki fazilat mein yahan tak farma diya keh Allah aur oskay farishtay Nabi e pak ﷺ par durood bhejtay hen ay iman walo tum bhi bhejo. Chunacheh Allah pak ne irshad farmaya: اِنَّ اللہَ وَمَلٰٓئِکَتَہٗ یُصَلُّوۡنَ عَلَی النَّبِیِّ ؕ یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا صَلُّوۡا عَلَیۡہِ وَ سَلِّمُوۡا تَسْلِیۡمًا ﴿۵۶﴾ Zindagi bhar mein aik martaba darood pak parhna farz hai. Aur kisi mehfil mein pehli martaba zikar honay par parhna wajib. Aur bar bar zikar honay par darood pak parhna mustahab hai.

ความคิดเห็น • 42