@@muneer267 achi company ke dalwaye han kharad wala kh raha tha ke chotay valve mein bilkul halki na hunay jitni play huni chaye nai tu garam wo zayada huta hai wo seez hu jaye ga
@@muneer267 jaldi mein pata nai chala muje uta fit hu gya halnkay mein khud sidhay ke haq mein hun khul ke kar du head ya chalany du ese hi ab koi masla na hu bus ?
bush rod aur tapat plate ka bhi masla ho sakta hai kun k awaz aa rhi hai halki si app ne tapaat 0.10mm per rkhy hain yeh loss hain engine rebiult kerty huwy 0.10mm per rkhne chahiye aur tuning 0.08mm company recommended user manual engine book cg 125 euro 2 aur non-euro k tapats mai koi farq nahi hai
MashaAllah ... very very nice information
Thank you 🌹🌹
sir china bike mey 78 cc head cylinder hai or carburetor pz16 old model hai to usmy main jet konsy number ka dalain
اگر بائیک ٹھیک چل رہی ہے مسنگ نہی ہے مائلیج ٹھیک ہے تو پھر نا کریں چینج ۔ایسے ہی چلنے دیں
@@muneer267 75.ka dala hua hai bike ghut ghut k chal rahi hai or na mileage dy rahi
chota valve guide mein tite hona chaye ya halki play huni chaye bilkul halki si ta ke valve ceez na hu is liye
Agr achi company k valve dalo to play nhi honi chahye agr local company k valve dalo to halki c play honi chahye
@@muneer267 achi company ke dalwaye han kharad wala kh raha tha ke chotay valve mein bilkul halki na hunay jitni play huni chaye nai tu garam wo zayada huta hai wo seez hu jaye ga
Great information di h sir love you 😍 ❤️ ❤️
Thank you 🌹🌹Love u 2😀
head mein valves spring mein fiting ke duran agar spring ki tang churi uper or khuli nichay fit hu jaye tu koi masla tu nai hu ga chotay valve mein
مسلہ کوئی نہیں لیکن تنگ چوڑی کو نیچھے ہی کرنا چاہئے
@@muneer267 jaldi mein pata nai chala muje uta fit hu gya halnkay mein khud sidhay ke haq mein hun khul ke kar du head ya chalany du ese hi ab koi masla na hu bus ?
Bhai apney jo engine ko saaf karey ki video banaee hai usmai apney ek pani dusra saraf oil teesra konsa liquid dala hai uska naam kya hai???
ابھی کیمیکل نہیں مل رہا جس سے liquid تیار ہوتا ہے جیسے ملے گا بتا دوں گا اوکے
@@muneer267 chalo sahi hai
ٹھیک ہے
شکریہ
Company 0.08mm ki guage recommend krti hai honda cg 125 k lye
جس نے بھی کہا غلط کہا گیج 0.10 کی لگتی ہے یورو 2 میں ۔
Very good Information 💕
Thank you 🌹🌹
Bhai naya head kitny ka he?
جینئن ہیڈ کمپنی نہیں دیتی ۔صرف ریپلیس میں ملے گا
Sir apki shop kidhr h
کوٹ رادھا کشن
bush rod aur tapat plate ka bhi masla ho sakta hai kun k awaz aa rhi hai halki si app ne tapaat 0.10mm per rkhy hain yeh loss hain engine rebiult kerty huwy 0.10mm per rkhne chahiye aur tuning 0.08mm company recommended user manual engine book
cg 125 euro 2 aur non-euro k tapats mai koi farq nahi hai
tuning krte wqt 0.08mm prer
OK sir
OK sir jasy apka hukm
Bhai ap ki shope kaha per hy ?
کوٹ رادھا کشن ضلع قصور
good jub ustad g
Thank you 🌹🌹
Waldon bor
Thank you 🌹🌹
8 ki hoti ha
Koi bat nhi Ap 8 ki use kr liya krein jasy apko acha lgy
Thak thak ki awaz bhot he
Isi liye to head change kiya
Nice ustad g
Thank you