Mera 30k chala hai sp. pehele 72 milage de rahi thi abhi 65 pe show kar raha hai meter. Last service 3000 km pehle ki hai. Please batao muze milage down kyun ho gaya hai.
Nice Video bhai, Me aapki maximum videos dekh chuka hu. Next video me ye bhi points cover karna 1. Tyre presuure with & without pelion 2. Tyre 100 80 18 ko kese check karte hai, ir naya tyre size kya h, naya wala tyre old model me lagwa skte h kya 3. Or 3rd service ke baad Cmpnay se AMC lena sahi h kya 4. Service center se service karwane par kya kya check karna chahiye 5. Bike riding time kis gear me kitni speed honi chahiye best mileage ke liye
Bhai 2 question hain . please reply. 1)tools required ??(dukan pe pana bolne se milega kya...please actual nam batao so we can search) 2) yeh drain nut aur washer change karna rehta hain ky ajb bhi hum kholenge....jaise apne har 3000 km(city) suggest kia hua hain toh har bar change karna hoga kya? 3)same question woh oil daalne ki jagah pe bhi ek washer hain . woh bhi bata do .
Mujhe ajak 70 mileage meter pe show nai kya, mera wala bs6 ob2 model hain, 3 service done, And i drive bike very smoothly, Is there any tips to increase mileage ?
अति उत्तम वीडियो गुरुजी जय हो
Kyon sa oiling ise kiya hai
Very good video easily understandable...... 👏👏
Thanks
Bhai sp125 ka engine oil kitmey km per change karun
Synthetic oil daal ta hun mey
4000km max. Use only 5w30
Jai shree Ram pandit jii❤
Bhai Kya isme RPM meter. USB port. Hazard lights. DRl future ye sab milta hai new model me reply
No. You can buy sp160 for all features.
@@MechanicalBabaji bro sp 160 nhi chahiye. Sp 125 me kab tak ayenge ye sab future koi update
Sir honda ka oil kaha se mikega
Honda workshop
Bhaiya ji mujhe ye bike Leni hai kaisi hai ye bike gear bhi atkata hai kya TH-cam par bata raha hai please reply
मुझे कोई समस्या नहीं हुई।
Gear problem h isme mere pas bhi h mat lena bha
Jb half clutch lekar gear change kroge tb atakega, mere pass bhi h, new me mera bhi bike me hota tha, lelo koi problem nhi h, mileage bhi shi h 👌..
Gear to atakta hai bhai. Traffic me problem hoti hai,long road par nahi hoti problem
@@rakeshgayakwad4787correct
Mera sp me 80-100 ka tyre laga hai 100-80 lagega please batao
@@MechanicalBabaji kaise set hoga please ek video banao
90/90 lago lo no problem @@SujayMondal-x4r
Oil konasa daal rahe ho?
Chain me?
Used engine oil. Honda 5w30.
65000km completed, stock chain sproket half hi khatm hua h. 1 lakh km chalega 👍
Mera 30k chala hai sp. pehele 72 milage de rahi thi abhi 65 pe show kar raha hai meter. Last service 3000 km pehle ki hai. Please batao muze milage down kyun ho gaya hai.
Check latest video.
Mileage kaise badhayen.
Bhai abhi sp use kar raha hoon. Fz fi v3 lene ka soch raha hoon. Kaisa hai bata do
Meri bike 81000 km chal chuki hai fir bhi 80 se jyada milage deti hai....bahot achi bike hai or maintenance bhi km ata he
Engine oil konsa use karte ho?
Kitna ml engine oil lagta hai bhaiya ?❤sp 125 me.
900ml
@@MechanicalBabaji mera sp me 800ml Dale Hai koi dikkat to nahin hoga
Problem to h, 100 ml pura karo.
Oil filter change nahi hua h to koi prob nahi.
Jai shree Ram Bhaiya ji
Jai shree Ram 🙏
Vai oil konsa ha 5w 30 Aya 10 w 30
5w30
❤
Nice Video bhai, Me aapki maximum videos dekh chuka hu.
Next video me ye bhi points cover karna
1. Tyre presuure with & without pelion
2. Tyre 100 80 18 ko kese check karte hai, ir naya tyre size kya h, naya wala tyre old model me lagwa skte h kya
3. Or 3rd service ke baad Cmpnay se AMC lena sahi h kya
4. Service center se service karwane par kya kya check karna chahiye
5. Bike riding time kis gear me kitni speed honi chahiye best mileage ke liye
Ok
Bai sacchi 90 mailege miltihe?
Bhai meri to nahi deti 10 liter me 650 km hi jati h city me thoda kam jyda ho jata h kabhi kabhi
Viser sound aaraha kaise karna hai batei ji..kar kar sound ..es chiz k video vije na
Already uploaded.
8 जगह से बजती है sp125 video
Bhai 2 question hain . please reply.
1)tools required ??(dukan pe pana bolne se milega kya...please actual nam batao so we can search)
2) yeh drain nut aur washer change karna rehta hain ky ajb bhi hum kholenge....jaise apne har 3000 km(city) suggest kia hua hain toh har bar change karna hoga kya?
3)same question woh oil daalne ki jagah pe bhi ek washer hain . woh bhi bata do .
वॉशर और नट कुछ भी नहीं बदलना है.
पाना बोलने से मिल जायगा.
Mujhe ajak 70 mileage meter pe show nai kya, mera wala bs6 ob2 model hain, 3 service done,
And i drive bike very smoothly,
Is there any tips to increase mileage ?
Video coming soon.
Do subscribe & Keep watching.
Kitna mil rha hai ? Shell oil , shell petrol tyre air pressure clutch adjustment chain adjustment karwa ke deko
Honda ka air filter kaha milega
Honda dealer's workshop.
Local shop pe bhi milta h.
Air filter company ka lagana chahiye or local brand lagana chahiye ?
Always use original parts only👍