@rohit.rawat94 no vai interest main account mein hi aata ha par bank walo ki galti se fd interest par monthly yah quarterly na karke end mein kya tha. Jo aab thik kar diya aab monthly interest main saving account main hi har mahine aata hai. Thank you.
@@HELPtuber sir mere par option as raha h try after sometime..OTP k baad aa rha h ye option..2din phle b yhi aa raha tha or aj b.ap btaynge kyu ni bnri fd?
excellent knowledgeable video 🎉🎉🎉
महत्वपूर्ण जानकारी देने के लिए आप का धन्यवाद
Badhiya se btaya . good
Good sahi jankari
Sir jo maturity amount hota hai o kya hamre khte se daale painse hote hani fd maj
Hello sir.. already open fd par amount extend krna hai maturity par.. kaise kare online
Bankwise types of saving account, current account,FD and RD par vedio banaye
Thank you so much sir.😃👍🏻
Hlo sir, mere m you are not authorised to perform the transaction for this amount range aa rha h kindly guide for this
Thank for information.
Monthly lena chahe to har month mere acc me paise aa jayega interest wala aur hum us paise ko use kar sakte hai ?
Account me automatically aa jayega paisa mechure hone ke baad
Hello sir fd ki monthly interest ATM balance mein shows nahi kar raha hain kya kare.
Monthly payout tik karne ke bad bhi mere savings account mein interest nahi aya 45 din bad bhi. ATM se balance check kya tha.
Saving account me nhi ayega interest fd me hi add ho jayega statement me dikhega
@rohit.rawat94 no vai interest main account mein hi aata ha par bank walo ki galti se fd interest par monthly yah quarterly na karke end mein kya tha. Jo aab thik kar diya aab monthly interest main saving account main hi har mahine aata hai. Thank you.
Fd ऑनलाइन खोला लेकीन premature withdraw करना है पर कुछ कारण वश मोबाइल इंटरनेट काम नही करता हो तो बँक जाके ऑफ़ लाईन fd close कर सकते है?
Ha Bhai iska answer batana mujhe bhi aapko mile to
Bilkul kar sakta hai😅😅@@fanxx001
Yes
Sir OD keshe kare us par video banao
Sir mere me view summery hi nhi dikha rha hai?
Aisa kyu?
Mera otp aa raha magar sacces nahi ho raha kya kare
Periodicity of interest payable check kyse kare?
vry helpfull
Sir pnb fd ka Certificate apps me kaha check kare
Thank you so much bhaiya ❤
If I need the Hard copy of fd certificate......will bank provide it ?
Ha Bhai mujhe bhi batana iska answer
Are bhaiyya ye btaao foreclose kese kare isi app se
Thank you sir
Sir mere m open fixed deposit nahi aa rha h pnb one app m
TPIN. Tpin ki demand karta hai टिफिन की डिमांड करता है टी पीन कैसे जनरेट करें, कृपया बताएं ।
444 days 7.25 for general user.
Otp aata hai, but open nahi hoti fd
Sir agar mature date Kia pahle hi fd break karne pr kitna rate of interest lagega
10%
Sir to mai fd karne ke bad jab man tab paisa nikal sakte hai ya nhi
Nikal sakte hai
If I use best plan 444days so there have any problems...?
No
Sir what we have to do when we want to take out our money
Mere app me FD ka option nhi dikhara hai
Pre mature ka option nahi h bataye kaha h
Transaction pin bhul gaya kaise malum hoga
Sir apne 2 saal ka kyu nhi kia.. Kya btayenge..
Vo apki mrzi hi ap kb tk Kwan chahte hai
Bhaiya mene kar Diya hai ..
Paisa automatically account me aa jayega jab mechure ho jayega to 😊 ya fir withdraw ya bank me Jana hoga 😢 please bataye 😢
Nhi
@@HELPtuber to kaise aayega
Reply
@@Kick_It-tb9gqha answer Dena iska
@@Kick_It-tb9gq bhai apne ap account mein aa jayega don't worry
@@Sonu-ke9fi 😊😊😊
bech me nikl skte h paise
Hn
Fd karne k baad certificate bank jaakar lana padega..kya
Nhi app me hi milega
@@HELPtuberaur hard copy chahiye ho to fd ki joki offline jake lete h vo kaise milegi
Error in account opening aa rha hai pls reply
Kindly tell sir
Hun fd nhi bnn rhi
Error aa riha ha
Same
How to check fd balance plz tell me?
Thnx
Bank Jane ki jarurat nhi hogi na
No
Sir my bank me fd open kiya hai to pnb one apps me show kaha karege❤❤❤❤please
Savings account k right side m
nhi ban rha pls try after some time
Good
Kuchh froud to nai hoga na
Sir is pr koi tax etc deduction hota hai kya
Interest 40k se kyada hoga to 10% tds katega
@@HELPtuberSirf FD ka interest count hoga ya Normal Savings Account ka bhi ?
Sir Aaj mene 7 lacs ka fd open ki iski maturity 763800 hai .. isme kitna tds katega sir or isme it file bhi karna padega kya .? Please reply
Bhai itni badi fd nhi banani chahiye thi kyon tax bahut kat sakta hain yr
@@asianguy86 ab kya karna chahiye mein ek or kholna chah rha hu .
@@salmabagam2399 mt khol bhai
@@salmabagam2399 form 15G bhar de sahi rahega tax bach jaayega
10% tax tujhe dena padegaa itne jyada interest pr
@@salmabagam2399 fd ki limit ko 40000 se upr cross krna sahi nhi hota kabhi bhi
Joint FD?
Branch se
Deposit ke uper button show kar rha hai, wo kya hai? Update karne ke baad dikha rha hai.
Haa bhai pta chala??
Nomine name kse badle
TRF khuch nik ke paisa kat liya hai 1039 rupiya
Premature penalty 1% hain
Keise nikale
Mere to everytime.. Pls try after sometime aa rha
Jan dhan account hai kya?
@@HELPtuber nahi
mera bhi nhi bna kya kiya fir
@@safal.rusia1 bank me jao... Baha adhar card ki copy dena to ho jayega
@@HELPtuber sir mere par option as raha h try after sometime..OTP k baad aa rha h ye option..2din phle b yhi aa raha tha or aj b.ap btaynge kyu ni bnri fd?
Sir meri fd nai bn pa rse
Ki option a riha paji daso
Isme interest kaise count hota h
Open fixed ac option hi nhi dikh Raha?kya kare
Sir mera fd details nai dikha raha h