आम के बाग में हल्दी और अदरक की ऐसी खेती कर वकील किसान ने की मिसाल पेश

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 2 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 29

  • @AjayKumar-bb8sz
    @AjayKumar-bb8sz 3 ปีที่แล้ว +1

    Bahut achchhi January di hai is video me. Subedar sahib aap vastav me badhai ke patr hain. Aap Jo esi kisano ko achchhi January de rahen hain use lie dhanyawad.

  • @SantoshKumar-ej7ys
    @SantoshKumar-ej7ys ปีที่แล้ว +1

    Bahut achchhi jankari di ap ne,,mene bhi ap ki tarah haldi,adrak lagaya hai.

  • @thakurpankajchauhanu.p4933
    @thakurpankajchauhanu.p4933 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice knowledge video

  • @Alokkumar-kk5db
    @Alokkumar-kk5db 16 วันที่ผ่านมา +1

    namaste chacha ji,

  • @Chutkulaaa
    @Chutkulaaa 3 หลายเดือนก่อน +1

    अभी आम के पेड़ छोटे है इसलिये बाग़ मे धुप अच्छी आ रही है

  • @sanamara8887
    @sanamara8887 2 ปีที่แล้ว +2

    bhot achhi jaankari hai sir ,, mera bhi aam aur amrood ka baag hai main bhi usme adrak ya jamikand( suran) ki kheti karna chahata hoon lekin poochna ye tha ke mere baagicha mein ped bhot bade hain neeche zameen mein dhoop bilkul bhi nhi aati hai to kya usme adrak ya jamikand(suran) ho sakta hai ya nhi ??

    • @farmingmitra
      @farmingmitra  2 ปีที่แล้ว +1

      Aapke jo ped hain unki chhatri yani choti per jo main seedhi shakha upper ko ja rahi hai unhen aari se golai me Kat den aur Kate hue sire per copper oxicloride ka lep alsi ke tel me mila ker laga den. Issue Kati gayi shakhaon ka upchar ho jaega aur aapke Bag me andhera khatm hoker dhoop aani shuru ho jaegi. Isse aapke Bag me fruit bhi jyada aaenge aur bimari bhi kam lagegi tatha aap adarak ya homeland, Samarkand, half ki Ashfak ker sakte hain

  • @DayalSingh-ps5tc
    @DayalSingh-ps5tc 9 หลายเดือนก่อน +1

    Bsr 💞🙏🌷 lkn

  • @SubodhKumar-d4m
    @SubodhKumar-d4m 2 หลายเดือนก่อน

    आपनेअपने बगीचे में आम के पेड़ों के बीच की दूरी कितनी रखी है

  • @movie83forme53
    @movie83forme53 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir safede ke niche haldi ki khati kar sakte

  • @alam606
    @alam606 11 หลายเดือนก่อน

    Main bhi apne baag main haldi aur adrak lagana chahta hoon .but mujhe is ki koi knowledge nahin hai.please margdarshan karein.. please......

  • @omprakashujala
    @omprakashujala 9 หลายเดือนก่อน

    बीज कैसे मिलेगा

  • @intkhabali1739
    @intkhabali1739 ปีที่แล้ว

    vakeel sahb ka nmbr mil jaye to inse jakr kuch or jankari le lenge

  • @randomcontent3140
    @randomcontent3140 11 หลายเดือนก่อน

    Maf karna bhai sahab aap kisan ki bajaye kud jayada bolte ho pahle unki to sunne do

  • @zaidissh8359
    @zaidissh8359 ปีที่แล้ว

    Sh Bharat bhushan ji ka mb no share kijiye

  • @Ligerrrrrr
    @Ligerrrrrr 2 หลายเดือนก่อน

    Bhai saamne wale ko toh bolne hi nai diya tumne

  • @AMIT24SHUKLA
    @AMIT24SHUKLA 5 หลายเดือนก่อน +1

    Sir apna sampark number dijiya hum bhi lagana Chantai hai ya fasal

  • @Ligerrrrrr
    @Ligerrrrrr 2 หลายเดือนก่อน

    Bakwaas kar Raha hai khud

  • @sanamara8887
    @sanamara8887 2 ปีที่แล้ว +1

    inn kisaan ka contact number de dijie uncle

    • @farmingmitra
      @farmingmitra  2 ปีที่แล้ว

      Jo bhi jankari chahie ham apne channel ke madhyam se dete rahenge.

    • @sahil4ugals
      @sahil4ugals ปีที่แล้ว

      @@farmingmitra number nahi diya, to ab beej kaise milega. 🤔🤔🤔

  • @manojkumargangwar4788
    @manojkumargangwar4788 ปีที่แล้ว

    Vakil sahab ji ko namaskar Mujhe Adrak ke seed Plus banshidhar gehun ke Bij ki jarurat hai please apna contact number de dijiye