Bhai jab shine bike start karte hai to start hone ke bad race khichne pr bndh pad jati hai or 5 minet baat thik ho jaati hai ye jugaad bhi kar ke dekh liya
Bhai shab tarika to sahi hai par petrol ki khapat badh jayegi maileg kam dene lagegi baike pahle morning me agar koi bhi baike satrt na ho ushe pahle koi accha mistri she ushki tuning set karaaye petrol aur eyr barabr jana cahiye ushee satrting me koi porbalam nhi hogi Mai khud bike repair karta hu
Ha sair Mera aehi problem ho raha hai....Lakin mechanick ka pas le kar geya.....unone air filter check nehi keya sirf Carboder ka oil speed UP kar deya.......
ये किया था हौंडा ट्रिगर बाइक के कार्बरेटर मे पर कुछ हुआ नहीं था, फिर 2 साल पहले 6400 का नया कार्बरेटर लिया, कुछ दिन ठीक चला फिर वही दिक्कत.... बटररफ्लाई कार्बरेटर मे ये ऐसी समस्या है ही
Honda Sp Shine 125 Old Model Main Mera Yeh Dikkat Aa rha Hai Ki Bike Subha Subha Starting Der Se Hota Or Aagar Bike Ko 1 ya 30 mint Ke liye Khada Karde Toh Phir Wahi Problem Aa rha hai Aise main ky karo Bto bhai plzzz reply Main Raipur se Hu
same prblm mera bs3 honda dream neo mein bhi hain.. morning mein 1st start choke karke krna padta hain, phir engine start hone par jab halka throttle leta hoon toh engine bndh hojata hain.. toh uske liyein engine ko start karke chod dena padta hain 3-4 mnt tak, phir toh bike chlta hain lkin throttle response late ata hain.. iska kya prblm hain aur kya solution hain bhai plsss help me...
Bhai ye problem ane pr average bhi kam ho jata h kya pahle meri bike 55-57 tk deti thi city m ab 40tk aa gyi h or chok lgane pr hi start hoti h air filter,carboarter bhi clean karwaliya pr average nhi bad rha h vesa hi h
Bhai sahab ji mere paas unicorn 2013 modal hai us may bbi ye hi problem hai. Jo ki aaj tk thheek nahi hui. Koi kahta hai k iski mixture ki rubber kharab hai. Wo bhi nai laga di fir bhi sahi nahi hua. Or bike ki milege bhi 28 30 ki hi aati hai. To jo aapne bataya hai usse thheek ho jayegi. Or bhai ji unicorn k mixture nutt ki bhi jaroor ek video banao. Please
Bhai, I am done this process year ago but problem solved for few days only. After some days same problem create. What can I do for It ? How can I talk with you ?
@@bhupendrapanchal7975 Bhai meri bike itna problem karr rahi hai 2 years se pareshan hu 10/12 jagah dikha chuka hu lekin kuch faayda nahi huwa meri bike jab thodi si cold hoti hai tab 3/4 minute chalu karne ke bad thodi si pickup leti hai zatke marrka chalti hai fir 2/3 kilometers chalne ke bad thik ho jati hai
bhai....mera uncle ka unicorn 150 start toh ho jata hai.....but 5 sec baad bandh ho jata hai. 5-10 minute tak choke marke engine rev karne ke baad.....pickup le pata hai. kya solution hai?
Sahi hogaya bhai same problem tha 2 months garage wale ko samajh nhi aarah tha ye video dikha kar karaya sahi ho gya. Thank you sir
👍
आज हो गया भाई ओके, दो साल से परेशान थे,
bhai g main 4 saal se paresaan tha agency bala bhi nahi kar payain par aap ke video dekh kar ho gaya thank you g
Average sahi aa raha hai bike ka
Bahut shukriya Bhai aap ka Allah aap ko aur kamyab kare Mera bhi problem solve ho gya ❤
#Honda company ko apse ye sikhna chahiye aur apni bikes me changes karna chahiye 👍👍👍
Same problem is in my 2012 Cb shine.. thank u for informing
Thanks 😊
Samjane ka tarika lajawab
Thank you sir ji apne meri unicorn 2010 model problem solving 🌸🥳😁
Bhai jab shine bike start karte hai to start hone ke bad race khichne pr bndh pad jati hai or 5 minet baat thik ho jaati hai ye jugaad bhi kar ke dekh liya
Thanks bhai Mera to kam ho gaya
Bhai me 6 saal se pareshan huu.. 17:18 thank youu❤❤
Bhai shab tarika to sahi hai par petrol ki khapat badh jayegi maileg kam dene lagegi baike pahle morning me agar koi bhi baike satrt na ho ushe pahle koi accha mistri she ushki tuning set karaaye petrol aur eyr barabr jana cahiye ushee satrting me koi porbalam nhi hogi Mai khud bike repair karta hu
Bahut hi badhiya vedio excellent 👍🎯
Appreciate your efforts, sir. All the best to you.
All the best 👍
Bhut badhiya bhaiji
Ha sair Mera aehi problem ho raha hai....Lakin mechanick ka pas le kar geya.....unone air filter check nehi keya sirf Carboder ka oil speed UP kar deya.......
Great work. Thank you
Thanks sir
💯 work karta hai
Bahut achcha
Apka idea kam kar gya sir ji😊
🙏
Bhai bilkul sahi tarika hai
आपका शॉप कहा हैं
बहुत अच्छी जानकारी . धन्यवाद
ખૂબ સરસ રીતે પ્રોબ્લેમ સોલ્વ કરી સમજાવ્યું!
Thanks vai
Nice video bhai
Viral ho gaya❤
ये किया था हौंडा ट्रिगर बाइक के कार्बरेटर मे पर कुछ हुआ नहीं था, फिर 2 साल पहले 6400 का नया कार्बरेटर लिया, कुछ दिन ठीक चला फिर वही दिक्कत.... बटररफ्लाई कार्बरेटर मे ये ऐसी समस्या है ही
Bhai mere bhi trigger me yahi problem hai
Honda ma yh problem common h
Thanks bhai jaan
Good information brother same problem my bike
🤝
Nice vedeo vhay
Thank you
Bahut sahi kam kare bai apne Discover Engen chalu ho Excileter na do band padti hain D 125 kya pro bataye
Satatar aatak Gaya hi aapne pin vala nusaka sahi bataya
Bajaj Discover 125cc main cdi 2 plug wala laga sakte hai kya jbki usska 3 plugs hote hai
Good job Sir
Thanks
Bhaisahab apka gyan alag hain.bhagwane aap ko kusal mangal rakhe🙏 prathana🙏
आपने बताया वैसा किया लेकिन कुछ दिन ही problem solve होगया... कुछ दिन बाद वहीं प्रॉब्लेम आरहा है 😢 .. कुछ समज ने नहीं आरहा ..
Mixer sakru settings Karo
Good job
Gajab❤
Tanks dada
Super
Thanks
ठीक है
Meri bike me bhi yahi problem hai bhai cb shine125me
2009 modal ka be bataye bhai
Ok
मेरे passion Pro 2019 model में यही problem है
Honda Sp Shine 125 Old Model Main Mera Yeh Dikkat Aa rha Hai Ki Bike Subha Subha Starting Der Se Hota Or Aagar Bike Ko 1 ya 30 mint Ke liye Khada Karde Toh Phir Wahi Problem Aa rha hai Aise main ky karo Bto bhai plzzz reply Main Raipur se Hu
Awesome
गुड जॉब ब्रदर❤❤ लाइक और सब्सक्राइब मैंने कर दिया है
Thanks 😊
mere unicorn me v yehi problem hai...
बन गया भाई
Ahi वाली साइन 125 cc hi 25 ka माइलेज दे रही hi kya kare सर बताओ
Bhai hero honda cd dawn ma bhi same problem ha us par video banao
same prblm mera bs3 honda dream neo mein bhi hain.. morning mein 1st start choke karke krna padta hain, phir engine start hone par jab halka throttle leta hoon toh engine bndh hojata hain.. toh uske liyein engine ko start karke chod dena padta hain 3-4 mnt tak, phir toh bike chlta hain lkin throttle response late ata hain.. iska kya prblm hain aur kya solution hain bhai plsss help me...
Sir cb shine 2013 madle mai charger regulater kon sa lagaye
India Nippon ka lga do
Please upload subtitle
इतना लंबा वीडियो देखने के बाद अब मैं कुछ करने के लिए ऊर्जा युक्त नहीं रहा!
❤❤
Maine ye trik unicorn bs4 kiya tha lekin kuch fark nahi pada
Right
Bhaiya agar honda shine 2016 model ka chowk ke andar ka pistan mil nahi raha h to kya dusra koi bhi dalwa sakte hai
मेरे पास से बाइक है इसकी जैसी 13 मॉडल लेकिन ओवरहीटिंग बहुत ज्यादा होती है इसके लिए कुछ बताएं
Meri grazia me bhi same problem hai usme bhi esa kar sakte hain kya?
Mera problam nhi solva hua dusra option ky he
Jiosarr
😊
Same problem
Meri Honda shine mein ye paidaishi pareshani hai kal ye setting kar k dekh ta hun
👍
Bhai ye problem ane pr average bhi kam ho jata h kya pahle meri bike 55-57 tk deti thi city m ab 40tk aa gyi h or chok lgane pr hi start hoti h air filter,carboarter bhi clean karwaliya pr average nhi bad rha h vesa hi h
Bhai krke dekhta hu....fer apko btata hu
Apne kiya
Millage jadha kaise karana bolo jee
Bhai sahab ji mere paas unicorn 2013 modal hai us may bbi ye hi problem hai. Jo ki aaj tk thheek nahi hui. Koi kahta hai k iski mixture ki rubber kharab hai. Wo bhi nai laga di fir bhi sahi nahi hua. Or bike ki milege bhi 28 30 ki hi aati hai. To jo aapne bataya hai usse thheek ho jayegi. Or bhai ji unicorn k mixture nutt ki bhi jaroor ek video banao. Please
Bhai cb shine 2019 model hai dhadan pe pickup nahi de rahi ek video banav
Sem problem Bajaj ns 125cc solushan bhaiya
यह मेरी बहुत पुरानी टेकनीक है
Bro air screw ko bhi setting karlo bro
Same iasue honda sp 125 bs6 me bhi ho raha hai pls sir koi ilaaj bataiye
Bhai, I am done this process year ago but problem solved for few days only.
After some days same problem create.
What can I do for It ?
How can I talk with you
?
Sabhi shine bike me ye problem he
👏
Same problem Honda CBF Stunner me bhi bht hoti h 😕
Yes bro I have stunner 😂
Washer banane se accha thoda ghiss do... Pin ko
Bhai mujhe ye bataiye mere pass shine bike hai me usme shot hendal lagaya ho mujhe usme acc cebal aur cluch cebal cheng krna hai kon sa bike ka lagega
Shine ka hi lagega
Bada ho ja raha hai
Gadi speed ho jata hai
Hendal left rait modne se speed ho jata hai
Bataiye na bhai sahab
Bhai meri bike me bhi asi problem hai
Same problem I have to my bike but now when I riding bike n when i press clutch acclerter fast why this happen.. Shall I change choke cable
adjust carbaruture air mixture
Carburetor is always set by using tachometer.
Cold start ki problem cb shine me bahut hai
होंडा शाइन की गाड़ी स्टार्ट हो जाती फिर चलने में दिक्कत उसके लिए
Bhai sahab meri bike me race lene ke bad 2-3 second bad slow ho rhi kya karu..pls help
Mera honda unicron problem solv ho geia
Bhai kitna mm thickness ka packing diya? 0.5 mm ya jyada?
Bhai meri unicorn bs4 150 jab Thanndi rahti hai tabhi pickup ka problems aata hai kay karu bhurr bhurr karti hai or chock dene par band ho jati hai
Spark plug and carburetor clean kro
@@Sauautoparts sab kar diya hai bro lekin kuch nahi huwa vahesehi hai
@@bhupendrapanchal7975 Bhai meri bike itna problem karr rahi hai 2 years se pareshan hu 10/12 jagah dikha chuka hu lekin kuch faayda nahi huwa meri bike jab thodi si cold hoti hai tab 3/4 minute chalu karne ke bad thodi si pickup leti hai zatke marrka chalti hai fir 2/3 kilometers chalne ke bad thik ho jati hai
Bhai kya start karne par kick sleep hoti he , valve leakage ki problem ho sakti he
@@Sauautoparts valve likwag hone bike duwa marti hai na
Bhai suno meri honda shime bs3 hai 2017 model uska kabhi bhi start kro chok laga ke chalu krna padhta hai esa kyu kuch bata skte hai ❤
Mileage and tappet setting karwao
Bhai running me rpm kam hota coock lagana padta hai
Bhai meri bike mein bhi yahi problem hai bahut pareshan hun kya aap Sahi kar doge
How to set air screw
Are yaar me to mekenic hu but daal ke dekha but nahi ho Raha h
Bhai aapki shop kanha hai
bhai....mera uncle ka unicorn 150 start toh ho jata hai.....but 5 sec baad bandh ho jata hai. 5-10 minute tak choke marke engine rev karne ke baad.....pickup le pata hai. kya solution hai?
Sam samsya