@@Alex-ei5vzBhai Hume bike ke bare me batao ki riding ya. Kuchh or problem heavy issue kuchh aaya h. Abhi tak waise aap long trip ek bar me kitna chalaye ho. Please bro batao. Hum bhi buy karne wale h.
Mai purchase kiya hu 2024 model 1mahina hua aj 95kms travel kiye. Kamar me pain ho raha hai. Jab chala raha hu tab nhi jab utar ke kahi baith raha hu tab accha pain ho raha hai
Confused Hu Konsa Lu NS125 Or N160 Village Area Pe Rehta Hu Around (30-40 Speed Main Kitne Milage Dega)। Or 1.73 Price High Ho Gaya🥲Oil Cooler Hatake USD Or LED Laga Diya Direct 10k Price Hike
Bhai aapko Jo pasand hoga na wo le sakte ho baki n160 batter look batter mileage dekhne ko mil jayega lekin apache me bhi power n se jada dekhne ko mil jayega future bhi achha hai to aap apne hisab se dekh lo
@@Alex-ei5vz bro bss mujhe aisi bike chahiye jo easily 5-6 yrs chl jae mujhe bss 3500 km per year ke hisab se chlna rhta h aapke according Apache 160 4v shi rhegi ya n160 ??
Bhia mai diwali 🪔 me kharid rha hu... please 1)mileage sachhi batana kitna deti hai 2) issue batana 3) long time 10/15 year ke use ke liye kaise hai...... please sach btana..... bhai 🙏 ...mai job middle class hu...so bhai please ans me
Ha bhai bike bahut mast hai Mileage 50 ka aaram se mil jayega 50-60 me chalne par Issue chain ka aata hai baki apne uper hai heating issue bs first service se pahle hota hai 10 saal tak aaram se chal jayega baki agar maintain kr pao to aaram se chal jayega 15 tk
Har koi Pulsar ke chain problem ke bare mein complain karte hein. Aaj tak Yamaha mein chain complain ke bare mein nehi suna. MT 15 vs N160. N160 lene sey regret no ho jae, use better extra money dal ke MT ko choose.
Mere bhai Mt lo ya n160 chain me to sabhi gadiyon ka problem aata hi hai hamre dost ke pas r15 v 4 hai uska sirf 15k kmpl me chain Sprocket change krana pda
Aur ek dost ka ns 160 uska 25 k complete huaa tab jake chain Sprocket change huaa to ab Yamaha ko batter bologe ya bajaj bhai sirf mantanance me rkhho sabhi bike makkhan jaise chalegi
Bhai mujhe esa laga tha ki gear down shift kabhi kabhi nahi hota h m test drive liya tha jab nw usd vali ka m book kra hu isko black m gear downshift m koi prblm h ky 3 se 2 m dikat ara tha plz tell
@@Alex-ei5vz 3se 2 pr anepr prblm ara tha mne turn pr pura clutch press kr rkha tha fir bhi 3 se 2 pr ni Ari thi toh fir downshift kese krenge agar esi situation ai toh
Ha bhai hazard lgwa sakte ho online order kr lena ya fir shop pe hi mil jayega aise direct Mt kra Lena kahi se wo bekar hota hai hazard lga lena wo achha hota hai
Kharid lo bro ... Maine liya hai 1 month complete hogya gaadi ko first service bhi complete hogyi mera experience batau toh First service ke pehle engine thoda garam horaha tha but wo ab nahi ho raha hai ... highway pr bhi koi problem nahi aayi mujhe . Dusra mere chain mai se koi noise nahi aati hai ...or chain ki awaz ki baat karen toh wo TVS Apache se mai bhi aati hai Or shayad slippers clutch ke wajah se gear hard shifts hotte hai baaki as in koi problem nahi hai gaadi mai
Bhai Long Drive main Koi issues Ho raha hai kaya Bike overheating se Start Na hona or Cold Starting ki bhi koi problem hei kaya . pls batao mujhe lena hai ..
@@Alex-ei5vz Bhai sirf n160 ki chen hi awaaz karti he ya n250 bhi karti he, Chen ki awaaz ki vajah se n250 pe jaau ya n160 hi le lu ?? Aapke hisaab se kya karna chahiye.. plzz reply
Service senter valo na kya bola gair problam ka bra ma mara bhe yahi modle he hai uska gair bhe atkta hai or bro salencer ki sound ka koi chakkar nhi ha vo asa he sound karta hai mara bhe same😊
बाइक खरीदने के बाद कम से कम 1500 कि तक उसे बेहद आराम से और ढंग से चलाया जाता है 4045 की स्पीड पर पर लगता है तुम तो इसे हवाई जहाज बनाकर रखे थे😂😂😂
Ji bhaiya bna to diye the top speed 132 tak leke gye the 🫶
4045 ki speed
@@Alex-ei5vzBhai Hume bike ke bare me batao ki riding ya. Kuchh or problem heavy issue kuchh aaya h. Abhi tak waise aap long trip ek bar me kitna chalaye ho. Please bro batao. Hum bhi buy karne wale h.
@@2stardevraj 200 kilometres nonstop bina koi problem ka heating issue bhi nahi hai kuch bs normal hi rhta h jitna hona chahiye utna hi
@@Alex-ei5vz baki kuchh waise problem nhi hai naa. Jisse ye lage ki bike leke galti kar diye. 🙂
Mai purchase kiya hu 2024 model 1mahina hua aj 95kms travel kiye. Kamar me pain ho raha hai. Jab chala raha hu tab nhi jab utar ke kahi baith raha hu tab accha pain ho raha hai
Pta nahi tumhara pain kaise kr rha hai mera to bs hath pain krta hai
Thankyou brother for information
You most welcome 🤗
Bhai salam h apke ap hamare liye kitne mehnat krte ho sir thku me bhi is bike ko lunga jaldi
Thankyou so much bhaiya ji aap sapport krte rhiye aisehi ☺️
mast bike bro look awesome love bro.. From Odisha ♥️
Thank you so much brother 😊🙏
Odisha ra kou dist ?
Really informative..thanks
Thank you you so much brother keep supporting
Iska prize kya hai or agr me na 125 lu to kya shi hai wo mileage or family ke liye
Bhai tum n150 lelo wo single seat me aati hai aur n150 ka price 1.55 lak tak aa jayega aur n160 aayega 1.71 lak
Bhai kya hum isme nonstop pelion ke sath 200+ distance cover kar sakte hein . Plz. Tell
Ha bhai kr sakte hain mai to tripling me 150 cover kr Chuka hu
Thanks Bhai 😊
big future rider bro thanks ❤🎉❤
Thankyou so much brother keep supporting 🥰☺️
Bro which is best to buy now N160 or hornet 2.0
N160 best
Bajaj and tvs means...engine prblm..gear prblm...tappet noise.. gear issue and many more...
Are bhai Indian company hai utna advance nahi hai abhi update to ho rha hai dhire se sabkuch
@@Alex-ei5vz hmm
Bhai wo jo aawaz ati h silencer se wo limiter ki aawaz h har bike me hoti h bs bike pe depend krtii h !!
Thank for information ℹ️
Confused Hu Konsa Lu NS125 Or N160
Village Area Pe Rehta Hu Around (30-40 Speed Main Kitne Milage Dega)।
Or 1.73 Price High Ho Gaya🥲Oil Cooler Hatake USD Or LED Laga Diya Direct 10k Price Hike
Bro aap ns 125 lelo wo aapke liye best rhegi
Bhai mujhe bike Leni h long term ke liye Apache 160 4v shi rhegi ya n160 usd plzz btao bhai ????
Bhai aapko Jo pasand hoga na wo le sakte ho baki n160 batter look batter mileage dekhne ko mil jayega lekin apache me bhi power n se jada dekhne ko mil jayega future bhi achha hai to aap apne hisab se dekh lo
@@Alex-ei5vz bro bss mujhe aisi bike chahiye jo easily 5-6 yrs chl jae mujhe bss 3500 km per year ke hisab se chlna rhta h aapke according Apache 160 4v shi rhegi ya n160 ??
@@parasf596 n 160 lelo ug wali
@@Alex-ei5vz ug means usd wali ?
@@parasf596 ha update wali jo hai usi ko ug name diya hai bajaj walo ne
Sir 160 segment me pickup konse bike ka best hai?
Mt and rtr 4v dono me tagda pickup hai
Greece or oil do better hogi chain problem one week m shaf kro
Ha bhai hamesa saf krta hu
Thank you Bhai ❤
KEEP supporting brother
bhai ye n160 kya n150 se lena jyada better hai kyunki usmein kick start bhi hai jo ismein nhi hai
N150 family ke liye bhi achhi hai bhai
@@Alex-ei5vzliya hai maine 2 dinhua
N 1602023 modal, Bhai 2month hua hn n 3 ya 4 hour chlane se heating krne lg rha hn..😢
Bro air cool wala hai bad me thik ho jayega
@@Alex-ei5vzbaad me mtlb kaise ?
@@Theunknownguy001 service hoga na uske bad thik ho jata hai
Thank you for the opinion bhai 🙏
Bhai aisehi sapport krte rhana bhai dil se thanks Bhai ☺️
@@Alex-ei5vz most welcome bhai 🙏
@@Alex-ei5vz Bhai ek din me 200 km pr heating issue hai kya please reply m
Bhai me 150 km tak nonstop chalaya hu heating to huaa tha per over heating nahi huaa
@@Alex-ei5vz great !!
Genuine review ✌️ Thanks Aab Toh Mai Sure ho gaya hoon aab mujhe yehi bike lena hai
Bhai shahb Lelo bahut achi bike hai
Bhia mai diwali 🪔 me kharid rha hu... please
1)mileage sachhi batana kitna deti hai
2) issue batana
3) long time 10/15 year ke use ke liye kaise hai...... please sach btana..... bhai 🙏
...mai job middle class hu...so bhai please ans me
Ha bhai bike bahut mast hai
Mileage 50 ka aaram se mil jayega 50-60 me chalne par
Issue chain ka aata hai baki apne uper hai heating issue bs first service se pahle hota hai
10 saal tak aaram se chal jayega baki agar maintain kr pao to aaram se chal jayega 15 tk
Bhai Hornet vs n160 ug konsa best higa for long term
N160 best mileage and look
Anytime Honda
Bhai mera same model hai handle chhorne pe left side jaa rha hai kya karu kuch idea do
Same problem yaha bhi
Any over heating issue?
Nahi hai hai bhai Normal hai
Har koi Pulsar ke chain problem ke bare mein complain karte hein.
Aaj tak Yamaha mein chain complain ke bare mein nehi suna.
MT 15 vs N160.
N160 lene sey regret no ho jae, use better extra money dal ke MT ko choose.
Mere bhai Mt lo ya n160 chain me to sabhi gadiyon ka problem aata hi hai hamre dost ke pas r15 v 4 hai uska sirf 15k kmpl me chain Sprocket change krana pda
Aur ek dost ka ns 160 uska 25 k complete huaa tab jake chain Sprocket change huaa to ab Yamaha ko batter bologe ya bajaj bhai sirf mantanance me rkhho sabhi bike makkhan jaise chalegi
aei bhai ye 2024 model aishi hu awaz krti mei v 1week pehle kiya hu n160.. engine technology chnge kiya isliye pehle dtsi thi ab non dtsi single plug
Thankyou so much brother for information ℹ️
Subscribe bhi kr lijiyega bhaiya
Bhai mujhe esa laga tha ki gear down shift kabhi kabhi nahi hota h m test drive liya tha jab nw usd vali ka m book kra hu isko black m gear downshift m koi prblm h ky 3 se 2 m dikat ara tha plz tell
Ha gear down time problem aata hai
@@Alex-ei5vz uska koi easy soluttion?
@@Alex-ei5vz kyuki test drive ke time turn pr 4 se 3 agai thi pr pura cluth press ke baad bhi 3 se 2 ni Ari thi
@@Alex-ei5vz 3se 2 pr anepr prblm ara tha mne turn pr pura clutch press kr rkha tha fir bhi 3 se 2 pr ni Ari thi toh fir downshift kese krenge agar esi situation ai toh
@@HACKERYT-dg3hu clutch chhodne ke bad ho jata hai
Ns160 le ki n160 le kaun se best hai bhai
N160 thik hai bhai
Hornet 2.0 lena sahi rahega kya iski jagah
Bhai aap n160 ko hi lo
Meri bike m engine m Tak Tak ki sound aati hai 5 to 10km k bad
Ha kuch na kuch problem hota hi hai
Kon sa engine oil dalta h
Bhai 20w50
Bhai Bajaj n160 vs Hero Xtreme 160r 4V (2024) model... Konsa lena thik hoga??
N160 best h
Apko Keya light ka problem a Raha hain jese ki throtal Kam karne par light off /start off 😶 mere gari pe a Raha hain 🥹
Ha bhai ho jata hai kabhi kabhi
Mere santh 4-5 bar huaa hai
Chattisgarh kafi accha area hai ghumne ka jagah hai 😮
Ha bhai bahut behtrin hain
kaunsa hazard lagaya hai? mere mai 4 indicator kaam nahi kiya...bola ki hazard lagana padega
Ha bhai hazard lgwa sakte ho online order kr lena ya fir shop pe hi mil jayega aise direct Mt kra Lena kahi se wo bekar hota hai hazard lga lena wo achha hota hai
Par bro mera n160 usd mein bhi same prob gear le kar smooth nhi hai atakta hai.
Achha mtlb shayd sabhi me aa rhi hogi
Bhai isme check engine light problem hai kbhi b jal jati hai.... missing issue b hai.... Initial pickup b km hai😢
Lekin meri wali nahi aai hai ye problem
Lekin meri wali nahi aai hai ye problem
@@Alex-ei5vz 4 bar service centre Jaa chuka hu
Bhai , New N160 mei chain ka khat khat awaj ati hai kya
Ha aati hai usse koi problem nahi hota hai bs thoda luse hota hai tb aawaj karta hai
@@Alex-ei5vz Long time use ke liye konsa better rhega bhai ?
Pulsar N160 vs Apache RTR 4V ?
Apache 180 2v or n160 which is better??
N160 milenge is 50to 55 Apache milenge 40to 45 and batter than n160 or apache
Bhai aapkile bike ki actual mileage kya h bataoge plz
Hai 45 man lo bs
Bhai hamko lena hai ye bike jaldi he ye batao on road kitne ki mil gye aap ko
Bhai ye mere ko pda 1.72 lak
Bajaj service centre Pe leke jao 75000 km ka warranty hai.... free me change nhi mante hai to email bejo bajaj walo ko... complain dedo
Ji sir
Vii bike ka (Down Payment) kitna kiya.
monthly (EMI) kitna lagta hai.
EMI kitna salka hai.
Bhai subscribe jarur kr lena
Bhai me 1lakh diya down payment aur 18 month me 4400 emi aaya
Bhai subscribe jarur kr lena
Bhai me 1lakh diya down payment aur 18 month me 4400 emi aaya
Bhai abhi kya milega de rahi h
Bhai abhi ye lagbhag 45 to 50 de rhi hai
My high RPM per Tak awaaz aata hai meri bhi bike ka sem vahi problem hai vah solve nahin ho sakta
Mujhe lga sirf meri bike pe aa rhi hai
Ap batao ab hum isko kharede k nhi more confuses ho rha hu yar
Hn
@@TEAMMEMBERS-005 toh ia sare issues hone lage toh mere iha 1.71 ka prega itna maisa mai agr itna Sara prblm face toh depression confirm broo
Bhai sabhi gadi me problem nahi aati hai but meri wali me silencer me aa rhi hai baki gear to koi problem nahi hai wo aam bat hai
Kharid ko bro achhi bike hai bs time to time mantein krke rkhna ok bro
Kharid lo bro ... Maine liya hai 1 month complete hogya gaadi ko first service bhi complete hogyi mera experience batau toh
First service ke pehle engine thoda garam horaha tha but wo ab nahi ho raha hai ... highway pr bhi koi problem nahi aayi mujhe .
Dusra mere chain mai se koi noise nahi aati hai ...or chain ki awaz ki baat karen toh wo TVS Apache se mai bhi aati hai
Or shayad slippers clutch ke wajah se gear hard shifts hotte hai baaki as in koi problem nahi hai gaadi mai
Bhai ye air cool wala engine heat karta hae kya zyada piichle wala se ??
Thoda bahut to hota hi hoga
Bhai long ride me heating issue hota hai kya
Nahi hota hai bhai heating to hota hai lekin over heating nahi ho rha mast chal rhi hai bs thoda smail aata hai ingine se
@@Alex-ei5vz bhai 400 - 500 km high speed pe lagatar chalane pe hogi kya
Bhai service centre leke jao ho jayega thik yeh aawaz aur haa pehle service se pehle laparvahi nhi karna chahiye tha
Bhai galti to kr diya mai
Thankyou bhai aisehi support krte rhiye
Bhaiya mere ko bhi same problem hai
Ha bhai lekin ye koi problem nahi hai bs gear ka problem hai
Bro ladies ko baithne me koi problem?
Ek jhan ko baithne koi problem nahi hota
Bro gear ka probem nahi hai app juth bol rehe h mere pas hai usme to nahi hai silencer to service center pe jao
Aapka nhi hota per mera hota h
Bhai Long Drive main Koi issues Ho raha hai kaya Bike overheating se Start Na hona or Cold Starting ki bhi koi problem hei kaya . pls batao mujhe lena hai ..
Bhai koi problem nahi hai lelo bike bs thoda hi problem aata hai utna sabhi bike me aata. Hain
@@Alex-ei5vz bhai ye n160 kya n150 se lena jyada better hai kyunki usmein kick start bhi hai jo ismein nhi hai
Vai tumara gaon bahut sundar hai
Thankyou so much brother keep supporting 🥰☺️
Bhai heating issue h nahi bike m
Nahi hai koi problem nahi hai
Bahi
Accessories konsi mili hai?
Mai kal receive kar ra hu
Kuch recommend kar sako to please
Bas sharee guard mila
@@Alex-ei5vz N160 ko?
Saree guard?
@@swapnilpatil7158 Han bhai saree mai lapet kar diya tha
Bhai Sach bolna new n160 usd wali jo tumhri bike hai ais me heating issue Hai
1st servise se pahle ho rha tha heating but ab nahi ho rha hai brother 😊
Mileage kitna milta hai abhi city me???
35 - 40
Ambikapur se ho?????
Ha bhai ambikapur ke pass se hi huu
@@Alex-ei5vz bhai bike me heating issue hai kya
@@Alex-ei5vz lene ka sochra hu mai
@@abhijeetrai4884 lelo bro bindass
Chen ki aeaaz aati he ?
Ha bhai bahut aati hai
@@Alex-ei5vz
Bhai sirf n160 ki chen hi awaaz karti he ya n250 bhi karti he,
Chen ki awaaz ki vajah se n250 pe jaau ya n160 hi le lu ?? Aapke hisaab se kya karna chahiye.. plzz reply
@@irfansheikh3374 ye wali variant me hi aati hai sayd
@@Alex-ei5vz
Ok
Kuchh bhi Karan nahin hai use park chhodati hai Raat ke samay check karna Spark nikalte uske andar se chhote chhote
Ha bhai thank you inform krne ke liye isi bat pe subscribe kar do na yar
Bhai heatting problem hai kya
Thoda bahut to hai bhai
Bhai real me mileage kitna deti hai ye new vali n160????
Bhai achhi mileage de rhi hai yar 45 to 50 ke bich me de rhi hai
Bbai isme air cool agya he kya heating ya noise he sime jyada
Aa gya hai bhai lekin koi problem nahi hai
Heating issue aa raha hai pahle hi din
@@ashutoshrajmehta2027 aaram se chalao first service tak
@@ashutoshrajmehta2027bhai ab bhi heating issue hai ya nhi
@@NeerajKumar-mf7wx new n160 me heating issue hai abhi hai iska engine jyada nhi chalne wala mat lo bro ns le lo
RPM Limiter hota he be bike me uski sound he ye koi problem nhi he
Oh aisa bat hai kya
Bike kiasa fika fika lag ta hai not a premium ,.classy type
Bhai bike ko wash nahi kiya na isliye Aisa lg rha hai
Bhai long ride ma heating hoti ha kya 😢
Bhai me 150 km nonstop chalaya hu utna problem nahi huaa hai
Normal hi hai jitna hona chahiye utna hi hota hai
Are bhai problem aati hai to video kyu banate ho or or fir a gadi liye kyu
Bhaiya ham dikhana chahte hain jo lena chahte hain unko taki bad me problem na ho
Tere goan me koi bike chalaya tha 🤡
Bhai shahb hai na mere ganw ke log ke pas bhi hai apache 160 , ns , gixar 200 , pulsar royal enfield bhai bahut sara bike he mere ganw me
Sab chalate bhi hain
Bhai majak kar raha tha bura mat man na 😁🙌
problem bike mai nahi tumhare chalane mai hai
Thankyou so much brother ab se sambhal ke chlaunga
Thankyou so much brother ab se sambhal ke chlaunga
Service senter valo na kya bola gair problam ka bra ma mara bhe yahi modle he hai uska gair bhe atkta hai or bro salencer ki sound ka koi chakkar nhi ha vo asa he sound karta hai mara bhe same😊
Ha bhai mere ko bhi kisi bhai ne btaya ki wo ptakha futata hai ☺️
Old vs new model mein konsi leni sahi hein bhi batao
Old wali me oil cool hai isme aur cool ingine hai aur isme jyada future milta hai
New model best
Bhai new wale jada acche hai lekin yaar old Wale ka meter bhaut khubsurat hai vo hata he digital wala Jo lagaya hai vo bhaut bekar lagta hai
Apko show room me complen karna chahiye
Ha bhai bilkul complen krenge
Thankyou bhai aisehi sapport krte rhna
Bech de bike bhai tu 😅
Aap hi lelo fir
vi apko ia kitne me pari
Hai ye mere ko padhi 1.85 finance krake
Same muze b 1.85 me finance
Kal delivery le ra hu
1.71 h on road
+1k add karo
1.72 including Zero depth insurance
@@swapnilpatil7158 cash ? Kitna. Dia
@@LIONXYT 91.3
Bhai exhaust mai kuch phasa nhi h vo patakhe maarta h full rpm pr 🙌🏻
Achha Aisa bat hai kya me to sonch rha tha kuch problem to nahi hai ye