Kya Allah kasrat e aulad ki targheeb dilaty hain? | Dr. Sajid Hameed

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 20

  • @cgarena1446
    @cgarena1446 11 หลายเดือนก่อน +1

    khubsoorat baat ki aap ne, kasrat e awlaad, kasrat e azduwaaj, ager saaliheen hoon to mehmood hy Allah khush rakhey

  • @sufiblade
    @sufiblade 11 หลายเดือนก่อน

    What a beautiful explanation

  • @fahadmehmood1610
    @fahadmehmood1610 11 หลายเดือนก่อน +1

    جزاك الله خير

  • @mohdabduljaleel01
    @mohdabduljaleel01 11 หลายเดือนก่อน

    thanx

  • @urmani-w3f
    @urmani-w3f 11 หลายเดือนก่อน

  • @MuhammadAwais-ul7cf
    @MuhammadAwais-ul7cf 11 หลายเดือนก่อน +6

    Lecture fermaya should not be used. It was not a good thing to say such a thing.

  • @JosephTrump
    @JosephTrump 11 หลายเดือนก่อน +1

    bilkul Allah targheeb dete hain ziada aulad ki

    • @hassanshahzad9651
      @hassanshahzad9651 11 หลายเดือนก่อน

      bhai maaray ga biwee ko jaan say?

    • @JosephTrump
      @JosephTrump 11 หลายเดือนก่อน

      @@hassanshahzad9651 koi nai marta

    • @damselmanufacturing1058
      @damselmanufacturing1058 11 หลายเดือนก่อน +2

      Bachy paida krne wali machine le ao. Biwi insan hoti ha.

    • @HamzaRahman62
      @HamzaRahman62 8 หลายเดือนก่อน

      Bilkul bhi naheen!

  • @MuhammadAwais-ul7cf
    @MuhammadAwais-ul7cf 11 หลายเดือนก่อน +1

    Confusing reply.

  • @tasavvarkhan8973
    @tasavvarkhan8973 8 วันที่ผ่านมา

    Is ayat me na aurat ki baat h na aulad ki quran ko sirf quran se hi samjha ja sakta h.

  • @DwindlingLamp
    @DwindlingLamp 11 หลายเดือนก่อน +1

    Inka jawaab dissatisfactory is liye hay kiokey inho ne apney hi usool ko ignore kar diya jawaab detey waqt. Us aayat me aagey bhi kuch hay jo bataata hay ke yahaa bachey payda karney ki nahi, hmbstri ki baat ho rahi ha. Is aayat me hambisri ke tareeqo ki baat horahi hay kheti ki misaal de kar. Is ka bacho ki tedaad se kio talluq nahi hay.
    Poori baat ye thi ke : tumhari aortey kheti hain tumhare liye to apni kheti me jahaa se marzi dakhil ho.
    Aqal mand ko ishara kaafi hay. Jo is aayat ke ishaare ko nahi samj paaye wo insaani fitrat ke basic instincts ko nazar andaaz kar ke is me se zyaada bachey karne ka matlab nikaal rhe ha.

    • @hassanshahzad9651
      @hassanshahzad9651 11 หลายเดือนก่อน

      agreed...sawaal karnay waalay k liye agar aap ne ye sub likha toh theek likha dear...

    • @DwindlingLamp
      @DwindlingLamp 11 หลายเดือนก่อน

      @@hassanshahzad9651
      May ne jawaab dene walo ke liye likha tha.

    • @hassanshahzad9651
      @hassanshahzad9651 11 หลายเดือนก่อน

      un se jo sawaal poocha giya hay unhon nay islam k hawaalay se behtreen jawaab diya hay.. farz kiya y ayat is maslay se taaluk nahi bhee rakhtee tab bhee un ka jawaab 100 percent theek hay...
      baaki reh gayee taveel ki baat toh taveel different kar letay hn log aksar.. toh ziada hairat ki baat nahi hay agar masla kuch aur pooch liya giya sawaal karnay waalay ki taraf say... yahan log waqai main aksar apni maanay bana letay hn baat k.. jab k quran main different baat hoti hay...@@DwindlingLamp

    • @DwindlingLamp
      @DwindlingLamp 11 หลายเดือนก่อน

      @@hassanshahzad9651
      Bhy, sawal poochney waaley saahab , us Quran ki aayat ke ek lafz se , kasrat e aolaad ka saara falsafa akhz kar rahey they. Agar us lafz ko explain nahi kiya gaya to sawal wahii baqi reh jaaye ga, chaahey unka jawab family planning ke etebaar se bilkul durust ho. Wo lafz is liye istemaal karna pada kiokey mehez mbashrt ka sawaal nahi hay , us ka ek nihaayat nijee pehloo zer behes tha, is liye indirectly "kheti" ki baat keh kar baat karni padi.
      Unka jawaab waqai me durust tha, lekin family planning ke sawaal ke liye, saaail ke sawaal ke liye nahi.

    • @hassanshahzad9651
      @hassanshahzad9651 11 หลายเดือนก่อน

      g main bhee yahi keh raha hun k jawaab bilkul theek hay...jawaab denay waalay ka bhee...
      baaki main khud dekhoon ga k in logon ne isee pas manzar ko kiun discuss kiya jab k aayat hambistree ka tareeka bata rahi hay...
      meri apni raye hai k generally discuss kar rahay hain...
      anyways Kheti ka lafz to aaya hai na...kheti actually production k amal ko kehtay hain....toh isee waja se shayed ye behes in dono k maa bain chir gayee....aur mera khiyaal hay k is se ye maani bhee liye jaa saktay hain jo ye dono le rahay hain...@@DwindlingLamp