April 22 m Umrah sy wapis Aya mery pas five ltr local Bazar Mecca sy purchase ki airport Jeddah per nahe milte ab pehly milte thee anyway per counter per wo bottle bhi nahain allow ki saray pessangers sy kisi Tarah ki zam zam allow nahe ken
Mai 4din pehle hi umrah se loti hoon zam zam lane par behad saqti kardi gai hai in choti choti bottle me bhar kar apne luggage me chupakar Lana pada.jis ka paas hogaya wo qush naseeb hai.alhamdullilah Mai bhi kuch bottle lekar aayi.
Thanks a looot me ess sal AlhumdolillAllah Hajj py ja rahe hun me ko booohat achi information milli ess video say JajakAllah.. Acha or cofee mixer packets k ealava sab rakh leaya hy taqreebn.. AlhumdolillAllah Thanks again..
allah ap ki madad karey. bas ye dua kare hajj ki policy change na ho jaye . werna sab rules change ho jayengy. zamzam ka bhi. jab wapis ayen to mujhey comment kar ke batana koi masla tu nahe pesh aya wahan?
Jazakallah sister acha information diya aapney. Jo video ka subject hay uski hardly 5 minute ki video hay, baki tu hajj umrah guidence hay, According to subject asp video banaye.
گڑھ تھوڑا سا کیونکہ اس سے کھانا بہت جلدی ہضم ہوجاتا۔ ویسے تو الحمدللہ الحمدللہ الحمدللہ پرکھنا ہرجوس فروٹ میں برکت ہی بہت ذیادہ ہوتی ہے کہ کوئی بھی چیز نقصان نہیں دیتی۔
اسلام علیکم ماشااللہ پیاری بہین صداخوش رھو سلامت رھو آباد رھو اللہ تبارک وتعالی آپ کی عمر مبارک میں برکت عطا فرمائے آمین ثمہ آمین پیاری بہین قراندازی میں نمبر انتظار پر ھے
نہیں ہم نقص تو نہیں نکال سکتے ناسوری الحمدللہ الحمدللہ الحمدللہ کم اور زیادہ مرچی والے سالن بھی مل جاتےتھے اور ساتھ سبز مرچ بھی مل جاتی تھی۔ ماشاءاللہ سبحان اللّٰہ
me ne ye bat jo is video me kahe he wo hajj ke liye kahe he. hajj per jatey time govt zam zam ke pesy wasool kar leti he .or wapisi par ap ko air port per deti he.
رائٹ بلکل درست فرمایا ایسا نہیں ہونا چاہیئے۔ اپنے ہینڈ بیگ میں راستے میں پینے کیلئے تو چلو بندہ ایک آ دھ رکھ لے تو اور بات۔ بیشک بہت بہتر علیحدہ سے بڑی بوتل مل جاتی ہے نا اچھی بات ہے۔
hajj ke peson me zamzam ke pesy bhi hotey hen .is liye kaha mene . umra ya vist par ana alag bat he . lekin saudi hokomat ka koi plan kab change ho jaye kuch pata nahe.
mera ek or channel he ,, ilm ki shamma ,, is me ek playlist he , ziyart e muqadasa , wo ap zaroor watch karen .is channel k home page per bhi ilm li shamma ko show kiya he me ne ap is pe se bhi vist kar saktey hen. thanks for watching.
Asalaam warhmatullah...habiba bhn...sb se phely to...asaalaam ...likha ar khah kijiy....non muslilm ko...sirf salaam ...khah diya kijiy....ar dosri baat.....waha ladies k ghoomny ki koi jhghy nhi......ziyaartoo k naam p...khullm khulli bd.daaty hoti hyn ....jisy khty hyn neeki brbaad gunnah laazim ....
hazrat ibrahim alaihissalam jab bhi taam nosh farmate to dasaon log unke dastarkwan par jama hojate woh kabhi akele khate hi nahi lekin aaj log chup chup ka akele khana kha lete allah sab jaanta hai
zam zaani paani to ek muqadas hai is mien koi dorai nahi lekin paani laana bhar bhar ke zam zam to bada asan kaam hai lekin allah subhantallah is bhi ziyada ajar logoan ko paani pilana roz marra ki zindagi mien log paani pilane mien bhi kotai karte hain yeh haqeeqat hai jo saheb e haisiyat hain wo logaon ke liye sharaon mien gaaon mien kasbaon mien paani ke sabeel lagain yeh nai ke khud ke liye zam zam ka paani bhar bhar ke layein aur khud piye
Bibi meen February ,2022 meen Umrah kurny aaya tha. Jeddah Airport pur jo Zam Zam wala Counter Close tha. Mujhy wahan butai gaya key Due to COVID counter is closed. 2019 meen mujhy 5 Ltr. milla tha. May, 2022 meen bhi Jeddah sey Zam Zam not allowed. حج key liay kia rules hain ye meen nahi keh sukta. Meen sirf Umrah kurny gia tha aur Jeddah Airport Terminal 1 sey Europe key liay fly kia tha.
ap privet hajj ka malom karen me ek din me video lahgaongi k kon c companies govt se manzor shuda hen,.itne chotey bache ko vaccine nahe lagti .ap lekar ja skte ho. ap hajj tour opreator se malom karen .
Nahi you need update yourself. Pehlay airport p aabb e zam zam k cann mil jaty ty Jo haji hazrat apny sath Katy ty vo waste kr dia jata Hy. Ab airport p vo cann b nhi mil rhy.... Ye 5ltr bottle ap dekha ry hyn vo ab nhi mil ry hyn
w.salam, ager ap india se ho tu hajj per janey se pehly ap ko ek list milegi jis ke mutabiq ap rashan lekar ja saktey hen , esa 2019 ke hisab se ap ko bata rahe hon . is bar ager kuch changing howe govt ki taraf se tu alag bat he .or pakistan se hen tu ap ko koi rashan lekar nahi janey diya jayega .
@@hajjumrahtv jazakallhu khair... Aap humare har sawal ka jawab dete hai.. Allhapaak aapko bahot bahot kamyaabi aata kare aapki sab duaiye khair k sath kabool kare Aameen....
Thik hai aapki baat vaisa nahi laana chaiye mein meri vaalda meri wife bache gaye kai martaba alhamdullilah lekin ek time bhi nahi laaye chote bottle luggage mein rak kar apne alfaaz vapas lo ki har koi laata hai ab dusri baat meri vaalda ab umra per hai 15th june ko vapas aarahi hai ab dekhna hai tum kitna sach kah rahi hai ki nahi agar laaye to thik hai agar 5 ltr ki bottle bhi nahi laaye to aapko kya kahun. reply karo
Ma or Mera beta hm 14 April ko Umrah se wapsi aye hy Saudi Air line waloo ne bhot zaleel kiya hm ne bi 5 liter ki bottle Bin Dawood se 40 Riyal me pack kharidi lakin woh Air port pr tamam musafiro se le li gai ye toy acha tha k hm ne Lagergh me Abe zam zam pack kr ki rkhi thi Alhmdulilah woh hm le kr eye
ap 14 april ko aye ho or ye faisla 5 may ko howa he . ab barey saman ke ander bhe nahe jane diya jayega .lekin pakistan airport per diya jata he .lekin ab pehley se bat karni paregi privet company walon se k kesy wo zamzam areng kar k dengy.
Very useful tips. Thank you . jazakallah khair my sister.. please tell me .. what are the spray bottles used for ? What type of slippers failed and what type were good ? Where does one put important documents like passport , money .. ticket .. etc.. Abaya white . In Georgette .? Or linen or cotton ?
1 Abaya white . 1 In Georgette .1 Or linen or cotton ( 3 abayas must in hajj for 40 days) wait more info , i will upload many videos for many info (spray bottles used , type of slippers , important documents like passport , money .. ticket .. etc.)
Arbi lawn kee black colour mai Abaya silwa lain 2. Or 3 Ager ap hujj per ja rahi hein tow or Han Abaya kee 2 turf pocket zip Wali zaroor lugwa lain iss ka bhut faida hoga apko bhut cheezain hoti hein jo app oss mai dall sakatai ho mai Alhumdulilah 5. Dafa gaee hoon mujay bhut faida howa tha slippers 1. Ya 2 lain laykin pumps kapraiy k lain skiechers bhut achaiy hein. Arbi lawn is best for Abaya and black for 40. Days mony k leeyai kaparaiy kee 2. Small size thaili banwa lain.
میڈم میں بھی وہاں پر تھا جدہ ائیرپورٹ پر پانی خریدنے کی سہولت ہی ختم کر دی گئی ہے اب۔میں 22 اپریل کو جدہ سے نکلا ہوں بغیر پانی کے۔آپ لوگوں نے اس خبر سے اپنا یو ٹیوب کا کاروبار بنایا ہے
me ne ye video hajj 2022 ke liye banai he. or ap khod website per jakar policy perh len . hajj ke kharchey me zamzam shamil he . lekin ab ager inho ne policy change kar de agey jakar to kuch nahe keh saktey . jo k in ki adat he . roz new bayan atey hen . abhi tak ki hajj policy me zamzam shamil he bhai dekh lo . or sab youtuber ek jesy nahe hote.
Sis main abhi 12-052022 ko Jeddah airport terminal one sai ayi houn wahan five liter k bottle hand carry m allow nai Kar rahay na luaggage main Kar rahe hain.
No need true,you going to do hajj or take achar for so that your food tastes good..stop all these gibaath,Allah doesn’t like it..you go to do hajj and do it will your full heart..
Aapki videos say mujhay bohat rehnumai mill rahi hay, inshaa Allah hum bhi iss saal (2024)hajj ada karengay. Aapko bhi duon may yaad rakhain gay , inshaa Allah!
ماشاء اللہ اپ کو مبارک کرے حج پر جانا اور اللہ پاک اپ کو حج مبرور کی سعادت عطا فرمائے امین ثم امین
Sister hamne bhi 2019 mai hi hajj kiya tha bahut yaad aati hai waha ki Allah tala har saal jana naseeb farmay ameen MARYAM from INDIA
ameen
Aameen
Mai b wahi saal hajj kya aur muje b bahuth yaad aathi hai
Zajakallakhair
Y ap ka experience hy hmy to bht acha khana bilkul Pakistani taste yadgar
Allah mujhe bhi ek mobark pahi pine ke liye kaba bula ke.
ameen
April 22 m Umrah sy wapis Aya mery pas five ltr local Bazar Mecca sy purchase ki airport Jeddah per nahe milte ab pehly milte thee anyway per counter per wo bottle bhi nahain allow ki saray pessangers sy kisi Tarah ki zam zam allow nahe ken
Mai 4din pehle hi umrah se loti hoon zam zam lane par behad saqti kardi gai hai in choti choti bottle me bhar kar apne luggage me chupakar Lana pada.jis ka paas hogaya wo qush naseeb hai.alhamdullilah Mai bhi kuch bottle lekar aayi.
ager ap pakri jate tu bhari jurmana hota.
jazak Allah khairun katheera. ma sha Allah very nice sister
I am a Sikh from Indian Punjab but I have big respect for all the religions of the world.
Only Sikh and muslim know the value of respecting other religions 🥺
jazak allah
Thanks a looot me ess sal AlhumdolillAllah Hajj py ja rahe hun me ko booohat achi information milli ess video say JajakAllah.. Acha or cofee mixer packets k ealava sab rakh leaya hy taqreebn.. AlhumdolillAllah Thanks again..
allah ap ki madad karey. bas ye dua kare hajj ki policy change na ho jaye . werna sab rules change ho jayengy. zamzam ka bhi. jab wapis ayen to mujhey comment kar ke batana koi masla tu nahe pesh aya wahan?
Mashallah very useful tips Sister god bless you allah aapki jayaz hajjat puri kare duwa mae yaad rakna jazakallahu khairun kaseera....!!
ameen
Assalamualaikum. Alhamdulillah. Ham India se hai. Ham be 2019 me Hajj kia. Alhamdulillah. Ham be ap ke bathoun se sehmot hai. Allah hafiz.
Bhaut achi malumat shukriya madam
Assalaamun Alaikum wa rahmatullahi wa Barkatu hu appa.. Jazak ALLAHU khairan for information... Stay blessed always ameen
Aap ka andaaze bayan bada pyara hai. Aur bhi aise mufid tips zaroor share karen. Jazakallah
Zazakallahu Khairan
Love from Bangladesh 🇧🇩
Jazakallah sister acha information diya aapney.
Jo video ka subject hay uski hardly 5 minute ki video hay, baki tu hajj umrah guidence hay,
According to subject asp video banaye.
65 age limit ke waja sa bohat sa ghro sa husband kse k walid walda nahe ja pa ra ha .kum az kum 75 kr datay dua he kr saktay han kw sabeel bn jy .
ameen
mien mazarat khwan hun ke shuru ke ek satr mien mien zam zam ki jaga galati hogayee allah mujhe maaf kare
ہم سعودی ائیر لائن سے 6،6 بوتلیں 300mlلے کر آۓ تھے، ہنڈ کیری میں، وزن کی حد میں رہتے ہوئے
Jazakallah khair 🌹
Thanks for information
Masha Allah bhot acha video tha from tanzania
thanks
جزاک اللّه مگر پردے کا اہتمام کر لیا کریں
گڑھ تھوڑا سا کیونکہ اس سے کھانا بہت جلدی ہضم ہوجاتا۔
ویسے تو الحمدللہ الحمدللہ الحمدللہ پرکھنا ہرجوس فروٹ میں برکت ہی بہت ذیادہ ہوتی ہے کہ کوئی بھی چیز نقصان نہیں دیتی۔
اسلام علیکم ماشااللہ پیاری بہین صداخوش رھو سلامت رھو آباد رھو اللہ تبارک وتعالی آپ کی عمر مبارک میں برکت عطا فرمائے آمین ثمہ آمین پیاری بہین قراندازی میں نمبر انتظار پر ھے
آمین ثمہ آمین , ALLAH KAMYAB KAREY
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم 🕋🇸🇦💚🌴🖋️🇵🇰🌴💚
Very nice video great job
New here
Stay connected
نہیں ہم نقص تو نہیں نکال سکتے ناسوری الحمدللہ الحمدللہ الحمدللہ کم اور زیادہ مرچی والے سالن بھی مل جاتےتھے اور ساتھ سبز مرچ بھی مل جاتی تھی۔
ماشاءاللہ سبحان اللّٰہ
Asalam alaikum sister... Allah ap ko khush rakhe jazakallah sister
w,salam. Ameen
Masha Allah.Lekin kifayet shuar hajat Pura karney kaa tarikah Beyan kijey.Jaza Kallah Khair.
kifayet shuar hajat Pura karney kaa tarikah ? me iska matlab nahi samjhi
Salam me next week aaae hnn umra sa pani nhe laa jani dea 5leter ka b sub laleya
me ne ye bat jo is video me kahe he wo hajj ke liye kahe he. hajj per jatey time govt zam zam ke pesy wasool kar leti he .or wapisi par ap ko air port per deti he.
ماشا اللہ بہت ھی اچھی باتیں اپنے بتایا جزاکللہ
رائٹ بلکل درست فرمایا ایسا نہیں ہونا چاہیئے۔
اپنے ہینڈ بیگ میں راستے میں پینے کیلئے تو چلو بندہ ایک آ دھ رکھ لے تو اور بات۔
بیشک بہت بہتر علیحدہ سے بڑی بوتل مل جاتی ہے نا اچھی بات ہے۔
جی اچھا جی بہت بہتر
JazakAllahu khairn kaseern my beloved sister 💐♥️
Thanks for liking
Buhat useful video.
Kia khawateen abaya kae ailawa apnae kaproon kae uper sirf scarf pehan sakti haen
bari chader jo ehram ki video me dikhai gaye hewo pehne
Mashallah very good information
Thanks for liking
MashaAllah Allah is always from uppercase letter say
We are also in 2019 in hajj we are
From Amsterdam
Assalamualaikum.. mataf me non umrah walo k liye tawaf kab open hoga
w,salam . jab news ayegi ap ko is channel per bataya jaye ga. insha allah.
Jazakullah
Mashallah Mashallah aapane bahut Achcha bataya hai
Me to abhe umrha kia hy 2022 me to koi rok nii the pani le kar ai ho choti botel me
20 din pehly ye new qanoon aya he
28 اپریل 2022 کو مجھے جدہ ائرپورٹ ٹرمینل 1 پر 5 لیٹر زم زم کی پیک بوتل پاکستان نہیں لے جانے دی گئی۔ مجھے وہ بوتل وہیں لوگوں کو تقسیم کرنی پڑی ۔
hajj ke peson me zamzam ke pesy bhi hotey hen .is liye kaha mene . umra ya vist par ana alag bat he . lekin saudi hokomat ka koi plan kab change ho jaye kuch pata nahe.
Zam zam Pani allow nahin chahay app nay buy keya hoo 2020 Feb main hum laye thay magar 2022 main allow nahin
12 May 2022 ko hum ne zam zam laya 30 letter Alhamdulillah
@@Smart_Saad کونسی ائرلائن سے ؟ کونسے ایئرپورٹ سے؟ جدہ نارتھ ٹرمینل پر تو لے جانے دے رہے ہیں زم زم ۔
Salam; muse namaz ke lia chair ke lia kya katana padega
w,salam. haram shareef me bohat sari chair hoti hen ap is ko apney hisab se porey haram me lekar ghoom saktey hen.
ZazakAllah hu khaira
Very nice sharing zabdast video
Thanks for liking , next video bhi zamzam per he kal upload karongi must watch .
Umrah mein is bar 5 litre ke bottle mein zam zam lane kyon nahin diya gaya hai. Yeh Saudia Airiline ne kiya tha.
BADSHAH ka hukum aya he ke nahe do zam zam . ab hajj me policy me shamil he govt ki.
Haj ko jaana hai ya picnic ko? You told like picnic
Amazon online pay 500ml he mangwa sakte hain kya jamjam asali water hota hai Online mein
is bat ka mujhey ilm nahi.
Jazakallah bahen
We did our umarh last Friday and came back with zamzam water. Don’t eat chicken or mutton eat vegetarian .
Taslim. I am from India. Thanks for your much valuable information. Can you please provide the list of historical places in Hijjaz?
mera ek or channel he ,, ilm ki shamma ,, is me ek playlist he , ziyart e muqadasa , wo ap zaroor watch karen .is channel k home page per bhi ilm li shamma ko show kiya he me ne ap is pe se bhi vist kar saktey hen. thanks for watching.
Asalaam warhmatullah...habiba bhn...sb se phely to...asaalaam ...likha ar khah kijiy....non muslilm ko...sirf salaam ...khah diya kijiy....ar dosri baat.....waha ladies k ghoomny ki koi jhghy nhi......ziyaartoo k naam p...khullm khulli bd.daaty hoti hyn ....jisy khty hyn neeki brbaad gunnah laazim ....
You can watch "Wildlense by Abrar" for historical places in Makkah
Aoa, abi chand din phly hamry gar waly umra kr k ayay in ko b pani nahi mila, balka kisi ko b nahi diya jaraha
umrah me nahe detey hen Allah karega tu hajjion ko de gi govt.
Ma'am Kya Umrah py jany Waly logo ko b zam zam airport py hi Mily ga
ager ap k packeg me shamil hoga to miley ga
Very nice information,thank you 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Most welcome
Shukriya
hazrat ibrahim alaihissalam jab bhi taam nosh farmate to dasaon log unke dastarkwan par jama hojate woh kabhi akele khate hi nahi lekin aaj log chup chup ka akele khana kha lete allah sab jaanta hai
zam zaani paani to ek muqadas hai is mien koi dorai nahi
lekin paani laana bhar bhar ke zam zam to bada asan kaam hai
lekin allah subhantallah is bhi ziyada ajar logoan ko paani pilana roz marra ki zindagi mien log paani pilane mien bhi kotai karte hain yeh haqeeqat hai
jo saheb e haisiyat hain wo logaon ke liye sharaon mien gaaon mien kasbaon mien paani ke sabeel lagain yeh nai ke khud ke liye zam zam ka paani bhar bhar ke layein aur khud piye
Bilkul Esa hi hota hy khana Allah maff kry
yes
but hajj my to biscuits juice snaks bhot milty han jaga jaga bant ry hoty han
YES, LEKIN THORY BOHAT RAKHNE CHAHIYE. IN KE POLICY CHANGE HO JAYE OR NAHE BANTNE DEN TU?
bibi dono tarha se mana ho gaya , aap ky pas information ki kami hy
pakistan hajj policy me shamil he dekh len website per ja kar pakistan hajj ki. or me ne ye hajj 2022 ke liye kaha he umrah k liye nahe kaha
Jazak Allah sister suit kitny ly ky jany chahye
pakistan se 8 suit lekar gai the me. is per ek video banaongi me.
Asalaam warhmatullah..bhn...agr ap ko kpry dhony ki.aadet hy...to aap 5jorey rkh liy....pora mahina guzarna hy.
جزاک اللّه خیر 💚
You are speaking right
میں سعودی عرب میں مقیم ہوں مکہ مکرمہ اور مدینہ میں پاکستانی ہوٹل موجود ہیں
yes , lekin hajji payment kar dety hen hajj form me is liye bahir se khana in ko mehnga par jata he.
Plastic ki bottle expire jaldi ho jati hai. Usko 1 saal 2saal 3saal nhi rkhna chahiye. Apko ye pani jaldi istemaal kr lena chahiye tha
Bibi meen February ,2022 meen Umrah kurny aaya tha. Jeddah Airport pur jo Zam Zam wala Counter Close tha. Mujhy wahan butai gaya key Due to COVID counter is closed. 2019 meen mujhy 5 Ltr. milla tha. May, 2022 meen bhi Jeddah sey Zam Zam not
allowed. حج key liay kia rules hain ye meen nahi keh sukta. Meen sirf Umrah kurny gia tha aur Jeddah Airport Terminal 1 sey Europe key liay fly kia tha.
hajj policy me shamil he. lekin policy change karne me inko time nahe lagta.
Mera chota beta 9 saal ka hai ivaccine nahi hai
Kya hum hajj KO kysa jaa sakthay hai
ap privet hajj ka malom karen me ek din me video lahgaongi k kon c companies govt se manzor shuda hen,.itne chotey bache ko vaccine nahe lagti .ap lekar ja skte ho. ap hajj tour opreator se malom karen .
Salaam...
Vaccine bahot zaruri hai.....chahe baccha kitna hi chota ho....main bhi apni choti bacchi ke certificate ke liye struggle kar rahi hun....
MA SHA ALLAH
Aoa kase hn ap. Ap se yah pochna ta k muaveen jaye gye other ministry se ?
is sal bohat kam hongy .jo pichle 2019 sal gaye the un se hi rabta kiya gaya he.
Humne bhi 2019 main hi hajj kiya tha, or issi tarah se pani laye thei
Hamne b is tarah laye the paani
Assalamualaikum kush raho abad raho umerbar Ameeeeeeeeeeeeeeeen
w,salam / ameen
Nahi you need update yourself. Pehlay airport p aabb e zam zam k cann mil jaty ty Jo haji hazrat apny sath Katy ty vo waste kr dia jata Hy. Ab airport p vo cann b nhi mil rhy.... Ye 5ltr bottle ap dekha ry hyn vo ab nhi mil ry hyn
I just now came back from umrah. Alhamdulillah 5 litres cans are allowed, 10 litres not allowed
good
Achar ma oil hota ha nahe la kar ane date
Masha Allah
phaly bhot mazy thy har ko 2,2 can bhar ky ly ata tha
Assalam walikum.... Aziziya m hum khud khana bna sakta hai... Hume apne saath sap khana banane ka saman lekar jana hoga.....
India se hum oil k pocket lekar jaa sakte hai.
@@nilofarsiddiqui6835 nahi
w.salam, ager ap india se ho tu hajj per janey se pehly ap ko ek list milegi jis ke mutabiq ap rashan lekar ja saktey hen , esa 2019 ke hisab se ap ko bata rahe hon . is bar ager kuch changing howe govt ki taraf se tu alag bat he .or pakistan se hen tu ap ko koi rashan lekar nahi janey diya jayega .
@@hajjumrahtv jazakallhu khair... Aap humare har sawal ka jawab dete hai.. Allhapaak aapko bahot bahot kamyaabi aata kare aapki sab duaiye khair k sath kabool kare Aameen....
Aameen
Hi I want to find out as you have been saudia Arabia can you show a 5litre zamzam water bottle name as people are selling fake zamzam in the Uk
is video k thumbnail per jo pack dikhaye gaye hen wo hi zamzam bottle hen .
Thik hai aapki baat vaisa nahi laana chaiye mein meri vaalda meri wife bache gaye kai martaba alhamdullilah lekin ek time bhi nahi laaye chote bottle luggage mein rak kar apne alfaaz vapas lo ki har koi laata hai ab dusri baat meri vaalda ab umra per hai 15th june ko vapas aarahi hai ab dekhna hai tum kitna sach kah rahi hai ki nahi agar laaye to thik hai agar 5 ltr ki bottle bhi nahi laaye to aapko kya kahun. reply karo
pakistan hajj policy me shamil he dekh len website per ja kar pakistan hajj ki. or me ne ye hajj 2022 ke liye kaha he umrah k liye nahe kaha
حرم شریف میں چپلیں تو پہن کر طواف نہیں کرتے
۔ مسجد کے احاطے میں
لوگ چپلیں اتارکر تھیلے میں ڈال کر اپنے ساتھ رکھتے تھے۔
yes
Hamen tu butal nahe mily
ye video govt hajj ke liye he. umrah walon ke liye nahe he.
Assalam alaikum
Jazak allah mam
ye video govt hajj ke liye he. umrah walon ke liye nahe he
Her info is not updated, we just came back from umrah last week, Saudi airline completely ban to bring water, only PIA allowing it.
Ma or Mera beta hm 14 April ko Umrah se wapsi aye hy Saudi Air line waloo ne bhot zaleel kiya hm ne bi 5 liter ki bottle Bin Dawood se 40 Riyal me pack kharidi lakin woh Air port pr tamam musafiro se le li gai ye toy acha tha k hm ne Lagergh me Abe zam zam pack kr ki rkhi thi Alhmdulilah woh hm le kr eye
ap 14 april ko aye ho or ye faisla 5 may ko howa he . ab barey saman ke ander bhe nahe jane diya jayega .lekin pakistan airport per diya jata he .lekin ab pehley se bat karni paregi privet company walon se k kesy wo zamzam areng kar k dengy.
8 in
Washrooms attached hothe hen rooms k sath? Aur kitnelog use karte hen ek washroom?
YES, JO ROOM ME HONGY WO USE KARTE HEN 5 YA 6 LOG
Wa'AlaykumAssalam
❤❤
Subhan Allah
Very useful tips. Thank you . jazakallah khair my sister.. please tell me ..
what are the spray bottles used for ?
What type of slippers failed and what type were good ?
Where does one put important documents like passport , money .. ticket .. etc..
Abaya white . In Georgette .? Or linen or cotton ?
1 Abaya white . 1 In Georgette .1 Or linen or cotton ( 3 abayas must in hajj for 40 days)
wait more info , i will upload many videos for many info (spray bottles used , type of slippers , important documents like passport , money .. ticket .. etc.)
Sister aao k questions k jawab ka alag alag videos baneygi aap wait karey, inhoney apna TH-cam channel bhi tu chalana hay
Arbi lawn kee black colour mai Abaya silwa lain 2. Or 3 Ager ap hujj per ja rahi hein tow or Han Abaya kee 2 turf pocket zip Wali zaroor lugwa lain iss ka bhut faida hoga apko bhut cheezain hoti hein jo app oss mai dall sakatai ho mai Alhumdulilah 5. Dafa gaee hoon mujay bhut faida howa tha slippers 1. Ya 2 lain laykin pumps kapraiy k lain skiechers bhut achaiy hein. Arbi lawn is best for Abaya and black for 40. Days mony k leeyai kaparaiy kee 2. Small size thaili banwa lain.
میڈم میں بھی وہاں پر تھا جدہ ائیرپورٹ پر پانی خریدنے کی سہولت ہی ختم کر دی گئی ہے اب۔میں 22 اپریل کو جدہ سے نکلا ہوں بغیر پانی کے۔آپ لوگوں نے اس خبر سے اپنا یو ٹیوب کا کاروبار بنایا ہے
me ne ye video hajj 2022 ke liye banai he. or ap khod website per jakar policy perh len . hajj ke kharchey me zamzam shamil he . lekin ab ager inho ne policy change kar de agey jakar to kuch nahe keh saktey . jo k in ki adat he . roz new bayan atey hen . abhi tak ki hajj policy me zamzam shamil he bhai dekh lo . or sab youtuber ek jesy nahe hote.
Ehraam m sun glasses laga sktey hn...5 days m
yes
spray bottle kisliye lejaye ?
is per video banaongi.
Sis main abhi 12-052022 ko Jeddah airport terminal one sai ayi houn wahan five liter k bottle hand carry m allow nai Kar rahay na luaggage main Kar rahe hain.
ye video hajj per janey walon ke liye hen . haji pareshan ho rahe hen.
Aoa, 5 liter ka bottle b nahi dy rahy ab
umrah me nahe detey hen Allah karega tu hajjion ko de gi govt.
جی بہشک
jazakALLAH
No need to take Achar from home you can buy it there...it will damage your baggage
No need true,you going to do hajj or take achar for so that your food tastes good..stop all these gibaath,Allah doesn’t like it..you go to do hajj and do it will your full heart..
jazakallah marhaba
JazakAllah Allah is always from uppercase letter