Han ji... Aap in sbko follow kijia pkka marks increase hoga and aapka is bar prelims qualify ho jayega.... Ek video maine revision kaise karna hai and kb karna hai.... Usko bhi dekh lijiye.... Bht help milega aapko.... Playlist me jakar... Motivation & revision section me mil jayega video aapko
@@goodvibesvillageaspirant1332 ohhh... Don't worry.... Aap is bar phir se ache se lage rahia... Is bar bhi 2000 si aane wala hai... Bpsc and bssc cgl bhi hoga... Kahi na khi ho jayega ... Positive rahia... Is bar pakka hoga aapke
Sir Ghatnachakra+ CDS+CAPF+SSC+ BPSC all exams PYQ practice kr raha hu. Plus Lucent subjective. Basics clear hai. 2 baar pre nikala v h. But pichle 3 baar se kuch marks se atak jata hu
Aap video me bataye strategy follow kijia... Pkka marks improved hoga... And revision 2-3 bar kijia and test dene ke bad analysis kijia ki kaha mistake ho rha hai
Sir practice set lgana jaruri h? hm gc aur ncert mcq lga rhe aur pyq aur ca ka quiz bnate h 😢 time nhi h sir late se prepration start kiye h n to practice set nhi bna rhe
Abhi bhi bht time hai... Exam 30 September ko nhi hoga... Pkka postponed hoga... Aap week me sunday ko 1 full length practice set lagaia... 2 h baith kar.... Isse aapko exam me pressure handle karne, accuracy badhane, 2 h me pura 150 question attempt karne aur tukka sahi karne me bht hi help karega.... Km se km 1 full length test hapte me jarur dijiye...
सर मेरा दिक्कत ये हो जाता है की मैं आता हुआ question भी गलत कर देता हूं, एग्जाम हॉल से बाहर निकलने के बाद मैं जहां सही सही बनाने लग जाता हूं तो एग्जाम हॉल में वही क्वेश्चन का आंसर गलत कर के आ जाता हूं। प्लीज मेरी समस्या पर वीडियो बनाइए
Aap jo bhi test dijiye... Usko exam mode me dijiye... Proper 2h me.... Aur ho sake to kisi ka 8-10 full length test join kar lijiye... Aur waha jaker offline me test dijiye.... Isse aapko stress and overthinkinh jo exam time hoga wo... Km ho jayega.... Aur mind thoda khula rahega..... Exam time kbhi kbhi stress ya tension ke chalte dimag bhari ho jata hai..... Isliye yesa kijiaga to bht improved hoga.... Baki mai 1 video bana dunga
@@mantashaprween1522 Aayega notification to aapko is channel ke through pata chal jayega... Monday tak kuch news aaye shaayad... Ki form kb tak aayega... Welcome
Han ji ho sakta hai... Ab to exam bhi postponed hoga... December me chance hai prelims exam hone ka... 3 months hai aapke pass.... 69th wale prelims ke paper ko dekhia... Aur analysis khud kijiye... Ki aapko kaun kaun sa subject week hai, and kaunsa achha hai.... Uspe mehnat kijiye..... Pkka ho jayega
Sir ye mera 4th attempt hai ek bhi pt nahi nikala bihar si merit me bahar ho gaya hu kya karu please help meri ek kami h bahut jyada kitab rakh lena aur padhna isko kaise dur karu
Positive rahia.... Us padhai ko jari rakhia Aage bpsc, bssc cgl & bihar si Aayega, usme pkka hoga aapka... Kisi bhi subject ka 2-3 se jaida books mat padhai.... Jaida hai to utha ke ander rakh dijiye... Km books and multiple times revision hi aapko result dega.... To tension mat lijiye.... And Bpsc ke liye Time bound manner me test practice kijiye... Taki accuracy badhe and negative km ho... To bpsc me is bar easily ho jayega.... Revision her week and months ke end me jarur kijiye
सर जी मुझे 71st bpsc परीक्षा फोड़नी है केसे भी केसे क्या करे आप हमे गाइड करिए कब से कब तक की करेंट अफेयर्स पढ़ी जाए और कोन सी करेंट अफेयर्स पढ़ी जाए और करेंट अफेयर्स की नोट्स बनाना चाहिए या नहीं और पीटी और मैंस साथ में तैयारी करनी चाहिए तो किस अप्रोच से तैयारी करनी चाहिए और आंसर राइटिंग में भी बहोत प्रॉब्लम होती है मतलब की 71st bpsc पर एक डिटेल वीडियो बनाइए प्लीज केसे पढ़े क्या पढ़े कोन सी किताबे पढ़े और आंसर राइटिंग पर एक डिटेल से वीडियो बनाएगा प्लीज हंबल रिक्वेस्ट है आपसे प्लीज 🙏🙏
@@sentikumar12 ok mai bht jald is per video banaunga.... Current affairs kaise padhna hai... Is pe ek video bana rakha hai... Wo video tb tak dekh lijiye.... Playlist me jaker current affairs section me mil jayega aapko
Aap pahle analysis kijiye Kaha mistake ho raha hai ki question wrong ho ja raha hai..... Jo test diya hai aapne uska. Phir pata chalega ki kaha gadbadi ho rhi hai...
Thanks ❤❤❤
Welcome
Many points that i can relate to me , some points I'm including now ...thank you sir❤
Thank you and welcome
U r providing valuable information s thank u
Thank you and welcome
Koi telegram channel h apka aapse baat ho sakti h kuch personal guidance chahiye sir aapse 🙏
@@mrfaisu3116 video ke description me telegram link mil jayega aapko
Bilbul sir thanku sir
Welcome
Valuable tips and strategy sir ji...
Dhayanwad
Welcome
Thanks sir very helpful video
Welcome
Shi bole sir ki time बढ़ते ही स्ट्रेस होता h. Mera 68 and 69 th m km number se fail हुई hu
Han ji...
Aap in sbko follow kijia pkka marks increase hoga and aapka is bar prelims qualify ho jayega....
Ek video maine revision kaise karna hai and kb karna hai....
Usko bhi dekh lijiye....
Bht help milega aapko....
Playlist me jakar...
Motivation & revision section me mil jayega video aapko
@@PCSMarathon 😢😢😢
@@PCSMarathon और इस बार si m v merit out ho gai, lg rha h sir, ki kya kr lu, kuch samjh nhi ata kya ho rha h mere sath😢
@@goodvibesvillageaspirant1332 ohhh...
Don't worry....
Aap is bar phir se ache se lage rahia...
Is bar bhi 2000 si aane wala hai...
Bpsc and bssc cgl bhi hoga...
Kahi na khi ho jayega
...
Positive rahia...
Is bar pakka hoga aapke
Nice tips sir
Thank you
Sir Ghatnachakra+ CDS+CAPF+SSC+ BPSC all exams PYQ practice kr raha hu.
Plus Lucent subjective.
Basics clear hai.
2 baar pre nikala v h.
But pichle 3 baar se kuch marks se atak jata hu
Good yese hi lage rahia....
And current affairs per bhi focus kijiye ki current ke jaida question ho....
Phir easily ho jayega....
Don't worry
@@PCSMarathon yes sir..
PD nd Speedy kar raha hu.
Dec23-till exam.
Sir mera marks hmesha 65-66 hi aata hai😑
Aap video me bataye strategy follow kijia... Pkka marks improved hoga...
And revision 2-3 bar kijia and test dene ke bad analysis kijia ki kaha mistake ho rha hai
Sir practice set lgana jaruri h? hm gc aur ncert mcq lga rhe aur pyq aur ca ka quiz bnate h 😢 time nhi h sir late se prepration start kiye h n to practice set nhi bna rhe
Abhi bhi bht time hai...
Exam 30 September ko nhi hoga...
Pkka postponed hoga...
Aap week me sunday ko 1 full length practice set lagaia... 2 h baith kar....
Isse aapko exam me pressure handle karne, accuracy badhane, 2 h me pura 150 question attempt karne aur tukka sahi karne me bht hi help karega....
Km se km 1 full length test hapte me jarur dijiye...
Great guidance गुरूजी..
Welcome ji welcome😂
Sir current affairs kaha se krna h Or kiss book se krna h
Ye strategy bataya hu, ek video me ye dekh lijiye... Clear ho jayega
th-cam.com/video/3ps0J2lwcz4/w-d-xo.htmlsi=-YOMzvDv9uPKgvMr
सर मेरा दिक्कत ये हो जाता है की मैं आता हुआ question भी गलत कर देता हूं, एग्जाम हॉल से बाहर निकलने के बाद मैं जहां सही सही बनाने लग जाता हूं तो एग्जाम हॉल में वही क्वेश्चन का आंसर गलत कर के आ जाता हूं।
प्लीज मेरी समस्या पर वीडियो बनाइए
Aap jo bhi test dijiye... Usko exam mode me dijiye... Proper 2h me....
Aur ho sake to kisi ka 8-10 full length test join kar lijiye... Aur waha jaker offline me test dijiye.... Isse aapko stress and overthinkinh jo exam time hoga wo... Km ho jayega....
Aur mind thoda khula rahega.....
Exam time kbhi kbhi stress ya tension ke chalte dimag bhari ho jata hai.....
Isliye yesa kijiaga to bht improved hoga....
Baki mai 1 video bana dunga
Kya crown gk & bihar special current affairs and test series se 70th bpsc pt clear ho jaayega kya?????
Ghatna chakra & science and geography ke liye ncert ka short notes padhna padega
Sir acha practice set bta do
Ncert based edu teria ka kar lijiye
And full length test Perfection ias ka....
Acha rahega
Please anyone reply me ,,, 70th BPSC ka pt ka form fillup hua h ya nh
Usi ka wait kar rahe hai sbhi...
Abhi tak form nahi nikla hai
@@PCSMarathon whi na itna Sara faik news aa rha h ki ,,, ho rha h fillup form isliye mai confirm hona cah rhi thi thanx
@@mantashaprween1522
Aayega notification to aapko is channel ke through pata chal jayega...
Monday tak kuch news aaye shaayad... Ki form kb tak aayega...
Welcome
Meine 2 saal ke baad fir se preparation start kri h abi... kya mera 70bpsc me ho skta hai ??
Han ji ho sakta hai...
Ab to exam bhi postponed hoga... December me chance hai prelims exam hone ka...
3 months hai aapke pass....
69th wale prelims ke paper ko dekhia... Aur analysis khud kijiye...
Ki aapko kaun kaun sa subject week hai, and kaunsa achha hai....
Uspe mehnat kijiye.....
Pkka ho jayega
@@PCSMarathon thanks sir
@@bpscchampion welcome
Sir ye toh depend krta h Person to person & Question ka level kaisa h ? Pr aap kitta maximum attempt krte the ? questions
Han ji...
But ye sare chije aap kijiaga...
To pkka score maximize hoga....
Aur aapka confidence high rahega and exam me confusion nhi hoga
Science का सोर्स
Arihant ka ncert notes science ka and
Lucent science ka
Sir ye mera 4th attempt hai ek bhi pt nahi nikala bihar si merit me bahar ho gaya hu kya karu please help meri ek kami h bahut jyada kitab rakh lena aur padhna isko kaise dur karu
Positive rahia....
Us padhai ko jari rakhia
Aage bpsc, bssc cgl & bihar si
Aayega, usme pkka hoga aapka...
Kisi bhi subject ka 2-3 se jaida books mat padhai....
Jaida hai to utha ke ander rakh dijiye...
Km books and multiple times revision hi aapko result dega....
To tension mat lijiye....
And
Bpsc ke liye
Time bound manner me test practice kijiye... Taki accuracy badhe and negative km ho...
To bpsc me is bar easily ho jayega....
Revision her week and months ke end me jarur kijiye
Ok sir thanku so much
@@Jibhafacts welcome
Bhai form nhi aaye abki bar ?
1-2 din me pata chal jayega...
Ki form abhi aayega ya...
Late hoga
@@PCSMarathon to kya sir exam date b extend hogi ??
Ofcourse, 70 bpsc will be nov _ dec
Most important july month current affairs in hindi & english
th-cam.com/video/d03lWXp4Nek/w-d-xo.htmlsi=YIDFqmn3qbtVweYG
सर जी मुझे 71st bpsc परीक्षा फोड़नी है केसे भी केसे क्या करे आप हमे गाइड करिए कब से कब तक की करेंट अफेयर्स पढ़ी जाए और कोन सी करेंट अफेयर्स पढ़ी जाए और करेंट अफेयर्स की नोट्स बनाना चाहिए या नहीं और पीटी और मैंस साथ में तैयारी करनी चाहिए तो किस अप्रोच से तैयारी करनी चाहिए और आंसर राइटिंग में भी बहोत प्रॉब्लम होती है मतलब की 71st bpsc पर एक डिटेल वीडियो बनाइए प्लीज केसे पढ़े क्या पढ़े कोन सी किताबे पढ़े और आंसर राइटिंग पर एक डिटेल से वीडियो बनाएगा प्लीज हंबल रिक्वेस्ट है आपसे प्लीज 🙏🙏
@@sentikumar12 ok mai bht jald is per video banaunga....
Current affairs kaise padhna hai...
Is pe ek video bana rakha hai...
Wo video tb tak dekh lijiye....
Playlist me jaker current affairs section me mil jayega aapko
@@PCSMarathon ok sir thank you sir 🙏😊
@@sentikumar12 welcome
I got 50 marks in 69th and still not able to improve my marks in full length test. Ghatnachakr ke mostly question ban jate h what should i do now
Aap pahle analysis kijiye
Kaha mistake ho raha hai ki question wrong ho ja raha hai.....
Jo test diya hai aapne uska.
Phir pata chalega ki kaha gadbadi ho rhi hai...