@@RexAshwinLifeChoresbaaki jin logo ko direct AC ki hawa chahiye unke liye toh Rear AC ki requirement h, otherwise 3-4 minutes mein car kaafi thandi ho jaati h, infact Boot khologe toh usme bhi AC ki cooling pta chalti hain
Chup re Tata ke chamche. Issue sab gadi mein hota hai lekin Hyundai, Suzuki jaisi companiya time pe solve bhi karti hai. Customer ko achhi service dene pe dhyan rakhti hai. Lekin Tata, Mahindra wale after sales service ki quality pe bilkul bhi dhyan nahi deti. Billkul bhi time pe solve nahi karti. Baar baar chakkar marne ko bolti hai. Aur jo bhi kam karti hai wo pura ek time pe achhe se nahi karti. Kuch toh adhura gadbad chhod hi dete hai.
Mene bhi top model liya he ociyan white 1500km chalai he 18 se upar ki avrage nahi aya he or kal se 6th giyar lock ho gaya he 2 din se 5 me hi 100 chala raha hu. Baki gadi aekdam badiya he lekin nayi gadi 16.21 Lakh dene k bavjud 10 din ye problem aa jana mere ko ajib laga baki to ab kya kar sakte he ap hi batao 😊
Bhai jo upar ke model mein screen aati h woh toh nhi milegi par 10 inch ya usse badi screen aftermarket mil jaayegi, mera base model h, maine company se hi 10 inch ki screen lagwayi h par woh Harman ki nhi h, blaupunkt ki h
@@RAHULPandey-is7mt bhai company fitting ki audio quality to obviously better hogi, but kaafi options hain market mein if you want good audio quality (bas Paisa hona chahiye)
Petrol me mene 65 km chalai he 08 ka aevrej dikha rahi he odometer me Lekin mene 2000 Petrol dala he vo pura hoyega fir uski trip me dekh k me confirm aevrej apko bata sakta hu
roji roti chlane ko negative video b bnate h kuch pese b khilAye jte h ki esa boldo 🌚apko pesa milega mre ps b altroz h muje to na hui issue koi 2020 model h
Bhai Delhi NCR mein Diesel ki gaadi ko sirf 10 saal chala sakte hain jabki petrol ki gaadi ko 15 saal chala sakte hain aur agar iski mileage 18 bhi aa rhi h toh petrol se zyada h, meri city mein 10-12 ki average deti hai toh highway pe 17-18
TATA Nexon Creative Plus CNG Model 1391000/- VS Grand Vitara Delta CNG Model 1350000/- Both prices are almost the same. The main difference is the Nexon Plus Point Alloy Wheel LED Headlight (Auto) with 6 Airbags 1200 cc turbo engine (3 cylinders) rear window wiper 360-view camera + auto IRVM Grand Vitara Plus Point Milage 17-inch tier All-over car size and space are more 1500 cc engine (4 cylinders) Please Help me out !! If any one have good suggestion please tell me
We own brezza cng 2023 Model Pros : Comfort Power Mileage Looks(obviously subjective ) After sale service Ac performance Cons: Boot space Cabin looks outdated Music system ( bass kam hai) But I'm fully satisfied still prefer brezza over nexon
88 PS aur 121 Nm ko power kaun bolta hai? Highway pe dekha hai Brezza CNG ki jaan nikal jati hai overtaking me. Safety bhi nahi hai, na power na boot space.
Bhai brezza me power hai, ye baat to sahi nahi hai. Brezza 100kmph karne me 3000rpm cross kar jaati hai, jabki nexon 1900rpm me 100kmph kar leti hai. Overtaking me 50kmph se 120kmph tak ki range me pickup ki jarurat padti hai, jisme nexon brezza se bahut accha parformance deti hai. Mileage bhi same hi hai brezza ka, AC ka performance tata ki har gaadi ka maruti se accha hai, brezza me ac temprature hmesha full rakhna padega, jabki nexon me single fan speed par, half temprature me hi kaam chal jata hai.
@@ads7506 bhai nexon petrol hag deti hai jab tak uska turbo activate nahi hota pahado me to itna ganda perform krti h kya batau Or rahi baat overtaking ki to 70 ki speed pe brezza 2000 rpm pe rhti hai or itna pull krti hai ki aram se overtake ho jata hai
@@nishantchauhan7217 6 gear hai nexon me isliye rpm kam rhte hai Brezza me 5 gear hai isliye hmesha aggresive rhti hai overtake k mamle me Or muje to nahi laga pickup kam 12.40 second me 100 cross kar jati hai vahi nexon petrol 13.2 second leti hai Or fan speed ka ac se koi lena dena nahi hai temperature se hota hai agr bahar ka temperature 50 or andr tumhe 20 chaiye to nexon ka bhi ac full pe hi chalana pdega
@@nishantchauhan7217 mileage kaha same hai bhai brezza petrol hi aram se 19-21 ka avg nikal deti hai Or nexon kabi 15 se upr nahi nikal pati city me 8-10 ka avg hai bhai nexon ka Upr se reliability issue , after sale service pathetic, parts menhge hai , engine vibrations , rusting issue , breakdown issue Bhai tata se bgahwan bchaye 🙏
I am owner of CNG Grand Vitara Zeta(Top model) Purchased in Sep'24. Driven 1800 kms till now. City Gurgaon & Delhi -City average approx 22kms/kg with AC on at medium level -Highway mileage not tested yet -Good cabin space both in front & rear -Seats are comfortable -Always Feel underpower especially in CNG -Reverse parking camera very poor quality -Boot gate has to be opened manually after coming out of car. No provision in remote or inside cabin -Bulid quality very cheap when compared to Nexon -Outdated instrument cluster -Less bootspace than Nexon -Less modern features than Nexon -Music system inferior than Nexon -Biggest negative only 6.5 to 6.75kgs of CNG can be filled in full tank not more than that -Ride quality inferior than Nexon -Cabin noise in there when running on CNG although silent on petrol Nexon CNG is way better than Brezza CNG & competes with Grand Vitara CNG... I regret that i couldn't wait till october.
Maine bhi yahi model book kiya....bahot dino se wait कर रहा था..thnx to tats
Bhai rear ac vent ki importance h? Because smart+ se pure me 1lakh ka difference h jisme mainly rear ac hi h kaam ki.. to wo 1lakh justifying h
Bhai merepe bhi Nexon facelift h par petrol mein. Rear AC ki itni zaroorat nhi h kyunki iska AC already kaafi badhiya h@@RexAshwinLifeChores
@@RexAshwinLifeChoresbaaki jin logo ko direct AC ki hawa chahiye unke liye toh Rear AC ki requirement h, otherwise 3-4 minutes mein car kaafi thandi ho jaati h, infact Boot khologe toh usme bhi AC ki cooling pta chalti hain
@@shreygupta7609 okay bro thank you 😊
Going for smart + s
@@RexAshwinLifeChores pleasure
Love you tata owner 🔥❤️. Jai siyaram ❤️🔥
Creative Plus S CNG (with sunroof) is being launched.
Maine 4.5 years chalai ,no issue ab phir 11.11.24 ko phir se Nexon lekar aaya hu
Mere saare doubt clear ho gye hai ab is car ko leke thank you Bhai ye video banane k liye
Don’t forget to subscribe 👍
Amazing information 🎉❤
Thanks Bhai 👍
Cng me gaadi 3 logo ko bithakr.. kewal clutch pr bina accelerator k uth jayegi ?
Going to book +S or some other model this Sunday. Nice review bro
Both are too much excited ..
hence no more expectations about basics experience
Bhai mere p may 2024 ertiga hai.. uska bhi kai baar back gear atke. Or kahi n kahi te awaz aandi a rhve
Both are too much excited ..
hence no more expectations about basics
Issue to sabme hai ! Bass Tata badnam hai . Jaan hai to jahan hai...
Ha bhai jaan hai to jahan hai 👍
It's true
Chup re Tata ke chamche. Issue sab gadi mein hota hai lekin Hyundai, Suzuki jaisi companiya time pe solve bhi karti hai. Customer ko achhi service dene pe dhyan rakhti hai. Lekin Tata, Mahindra wale after sales service ki quality pe bilkul bhi dhyan nahi deti. Billkul bhi time pe solve nahi karti. Baar baar chakkar marne ko bolti hai. Aur jo bhi kam karti hai wo pura ek time pe achhe se nahi karti. Kuch toh adhura gadbad chhod hi dete hai.
Lovely Bro🎉
Cruze control kis cng version me hai
Kisi me bhi nhi hai 👍
Kisi b brand m nhi
Bhai ji nexon automatic cng kb tk aayegi ?
Confirm nhi hai kab tak aayegi but ha aaayegi jaruru 👍
Mene bhi top model liya he ociyan white 1500km chalai he 18 se upar ki avrage nahi aya he or kal se 6th giyar lock ho gaya he 2 din se 5 me hi 100 chala raha hu. Baki gadi aekdam badiya he lekin nayi gadi 16.21 Lakh dene k bavjud 10 din ye problem aa jana mere ko ajib laga baki to ab kya kar sakte he ap hi batao 😊
आप को 18 का मायलेज city मे मिला या, highway पर?
2000 km ke baad 24+ milega
Best review bhai
I just book top version ❤
Badhiya hai bhai ko wait nhi Krna pada ..mujhe 1 month waiting time diya hai
Hope ke aapko jaldi se jaldi mil jaye gadi
Tata❤🎉😢😮😊cng
Bhai suggest a car for daily 120 km highway travel plz
Need mileage
Need safety
Same requirement, waiting for answer
Really no issue in service
5 me le s+ cng achi car hai pta nhi chle ga cng ya petrol me chlane pr
❤❤
3xo Gadi kaisi hai
सही है ब्रो starting mein mileage beep kar Diya
Real malage kitna he
Real he to bataya hai video m 👍
I am also looking for smart + icng variant. Kaisa rahega!! Please give honest review on mileage
Mileage is around 22kmpl City+Highway Mix. We done a Video on this comparing Nexon with Brezza CNG you can check that also 👍
Maine icng nexon smart plus🎉booking kiya
Kitne mai pada bhai?
Tata Nexon icng new wali kyu ni li
Bhai new wali he to hai
I booked creative plus variant cng in 2 days delivery 😊😊🎉🎉
Bahut badhiya 👍
On road price and which city.
@@patil_thesailorman Hyderabad total 15 lakh showroom price
Aagayi apki gaadi ?
@@Prince-Patidar Sunday delivery
bhai ek doubt hai : kya mai es k 7 inch k screen ko 10 inch k Harman k screen me convert kra sakta hoo ?
Bhai milna bhut muskil hai screen ka
@@the_salahcar ek banda mila hai..agar mil jaye to...lagwa sakte hain kya
Bhai jo upar ke model mein screen aati h woh toh nhi milegi par 10 inch ya usse badi screen aftermarket mil jaayegi, mera base model h, maine company se hi 10 inch ki screen lagwayi h par woh Harman ki nhi h, blaupunkt ki h
@@shreygupta7609 sunta hoon ki audio quality 70-80% he rah jati hai
@@RAHULPandey-is7mt bhai company fitting ki audio quality to obviously better hogi, but kaafi options hain market mein if you want good audio quality (bas Paisa hona chahiye)
मैंने भी लिया है स्मार्ट+ कैसा रहेगा
Badiya rhega bhai
4:55 bhai tumhe khud salah ki jarurat thi fir to😂😝
Isko petrol me chalaye to kya avrage deti h
12-13 ka 👍
Petrol me mene 65 km chalai he 08 ka aevrej dikha rahi he odometer me
Lekin mene 2000 Petrol dala he vo pura hoyega fir uski trip me dekh k me confirm aevrej apko bata sakta hu
Ignis ka ownership review aana chaiye abb !!😂
11 lakh main diesel kharidi thi xz+ on road 2020
Average kya hai
Tata car me Reverse dalane ke bad 5 sec rukana chahiye tab koi problem nahi aayega. Nahi to aavaj aati hai
ye kya logic he😂
@@ajitshinde1670 ye logic nahi mera experience hai..aur ye muze ek tata service centre ke employee ne bataya tha.
Reverse gear ka issue bahut gaadiyo me aata hai, brezza me bhi hai.
Simple trick hai ek baar clutch press karke dobara release karo,
aunty be like .
mere ko idhar kai ko khada rakha he . kuch to bolne do 😅.
Bhai meri car m 10.15 kg cng aae thi last time
little bit vibration and low pickup
3 cylinder
माइलेज वाला बीप क्यों कर दिया
Intro ka suspense banane ke liye😊 taki pura video dekhe
Cng par city me 18 ki mileage 😂
roji roti chlane ko negative video b bnate h kuch pese b khilAye jte h ki esa boldo 🌚apko pesa milega mre ps b altroz h muje to na hui issue koi 2020 model h
Khna kya chate ho bhai 😂
@@the_salahcar scripted bro 🌚
Bhai delhi city me bumper to bumper traffic me exact mileage kya hai.
Kindly confirm
17-18 km per kg
@@the_salahcar Thnx bhai
Mileage ke baare me jhooth bol raha h owner brezza ka mileage sun ke apna bhi badha raha hai 😂😂😂😂
Exact tho bola 18 ka City meye , dimag kidar heye
Ab ye service cntre ke chkr katega
this guy is very obsessed with this car, he should wait for couple of days before the review
Ek baar firse kar lenge 10-12 K chalne ke baad 👍
एक बात समझ मे नही आई इस गाड़ी का cng में आने का क्या फायदा जब milage पेट्रोल से भी कम है इससे अच्छा तो डीजल लीजिये ना
Bhai Delhi NCR mein Diesel ki gaadi ko sirf 10 saal chala sakte hain jabki petrol ki gaadi ko 15 saal chala sakte hain aur agar iski mileage 18 bhi aa rhi h toh petrol se zyada h, meri city mein 10-12 ki average deti hai toh highway pe 17-18
Cng me 25 ka hai
Ye bhaiya aunty ko q lekr aaye hai
Aunty ne hi pese kharch kiye hai, isliye jb tk car purani nhi ho jaati ,tb tk car k sath har jagah jaaygi , 😀👌😅
Shadi nahi hui hai abhi😂😂
TATA Nexon Creative Plus CNG Model 1391000/- VS Grand Vitara Delta CNG Model 1350000/-
Both prices are almost the same. The main difference is the
Nexon Plus Point
Alloy Wheel LED Headlight (Auto) with 6 Airbags
1200 cc turbo engine (3 cylinders)
rear window wiper
360-view camera + auto IRVM
Grand Vitara Plus Point
Milage
17-inch tier
All-over car size and space are more
1500 cc engine (4 cylinders)
Please Help me out !! If any one have good suggestion please tell me
For long term reliability go with grand vitara. With Tata cars its about luck, u may get a good product or the unreliable one.
Grand Vitara
We own brezza cng 2023 Model
Pros :
Comfort
Power
Mileage
Looks(obviously subjective )
After sale service
Ac performance
Cons:
Boot space
Cabin looks outdated
Music system ( bass kam hai)
But I'm fully satisfied still prefer brezza over nexon
88 PS aur 121 Nm ko power kaun bolta hai? Highway pe dekha hai Brezza CNG ki jaan nikal jati hai overtaking me. Safety bhi nahi hai, na power na boot space.
Bhai brezza me power hai, ye baat to sahi nahi hai.
Brezza 100kmph karne me 3000rpm cross kar jaati hai, jabki nexon 1900rpm me 100kmph kar leti hai.
Overtaking me 50kmph se 120kmph tak ki range me pickup ki jarurat padti hai, jisme nexon brezza se bahut accha parformance deti hai.
Mileage bhi same hi hai brezza ka,
AC ka performance tata ki har gaadi ka maruti se accha hai, brezza me ac temprature hmesha full rakhna padega, jabki nexon me single fan speed par, half temprature me hi kaam chal jata hai.
@@ads7506 bhai nexon petrol hag deti hai jab tak uska turbo activate nahi hota pahado me to itna ganda perform krti h kya batau
Or rahi baat overtaking ki to 70 ki speed pe brezza 2000 rpm pe rhti hai or itna pull krti hai ki aram se overtake ho jata hai
@@nishantchauhan7217 6 gear hai nexon me isliye rpm kam rhte hai
Brezza me 5 gear hai isliye hmesha aggresive rhti hai overtake k mamle me
Or muje to nahi laga pickup kam 12.40 second me 100 cross kar jati hai vahi nexon petrol 13.2 second leti hai
Or fan speed ka ac se koi lena dena nahi hai temperature se hota hai agr bahar ka temperature 50 or andr tumhe 20 chaiye to nexon ka bhi ac full pe hi chalana pdega
@@nishantchauhan7217 mileage kaha same hai bhai brezza petrol hi aram se 19-21 ka avg nikal deti hai
Or nexon kabi 15 se upr nahi nikal pati city me 8-10 ka avg hai bhai nexon ka
Upr se reliability issue , after sale service pathetic, parts menhge hai , engine vibrations , rusting issue , breakdown issue
Bhai tata se bgahwan bchaye 🙏
Share your content no
Contact on Instagram @the_Salahcar
Insurance pe discount 😂 bas tabhi video band krdi maine
average bataye
Highway + City combine 20-21km per kg
I am owner of CNG Grand Vitara Zeta(Top model) Purchased in Sep'24. Driven 1800 kms till now. City Gurgaon & Delhi
-City average approx 22kms/kg with AC on at medium level
-Highway mileage not tested yet
-Good cabin space both in front & rear
-Seats are comfortable
-Always Feel underpower especially in CNG
-Reverse parking camera very poor quality
-Boot gate has to be opened manually after coming out of car. No provision in remote or inside cabin
-Bulid quality very cheap when compared to Nexon
-Outdated instrument cluster
-Less bootspace than Nexon
-Less modern features than Nexon
-Music system inferior than Nexon
-Biggest negative only 6.5 to 6.75kgs of CNG can be filled in full tank not more than that
-Ride quality inferior than Nexon
-Cabin noise in there when running on CNG although silent on petrol
Nexon CNG is way better than Brezza CNG & competes with Grand Vitara CNG...
I regret that i couldn't wait till october.
Itni underpowered gaadi to average degi hi. 84 bhp power hai aur 114 Nm torque hai. Mileage ke alawa bhi duniya hai.
@@atindrashukla8312 ab to le li...isi ko chalaenge....
Bhai ab tumko maruti fanboys gaali denge.