Sir aapke video ne mera samay aur paisa dono bacha liya kyoki maine pickup roller new bhi daal diya tha fir bhi page nahi le raha tha lekin fir aapka video dekha jisme aapne bataya ki uski spring nikal jane ke karan bhi page nahi leta hai to fir Maine wo spring dekho to usi me padi thi fir Maine usko laga do to work karne laga Thank you ❤❤
Dubble image ko solve karne k liye... head k piche wala sensor clean kijiye.... Agar black matter print nahi ho raha hai to ... jaisa maine bataya hai waste wali pipe se ink pull karne k liye vaisa kijiye agar hua to thik nahi to head badalna padega
Sir head sahi hai or dampper tk ink bhi hai problem motherbord me thi aaj mb change kiya problem solve ho gayi ab head move karta hai to khat khat khat ki voice aa rahi hai white grees use kiya hai kuch voice km hai but voice hai
Dear sir same problem in my l3115 printer, mene software se ink flashing bhi kiya fir bhi blank print hi aa rha hai aur pump in nhi khinch rha hai kya karu??? kya new pump replacement karu
Nice sir .👍🏻👍🏻👍🏻 Explanation mast hain dusre video main detailed nahi dete hain... aise hi video pasand hote hain viewer ko
Sir aapke video ne mera samay aur paisa dono bacha liya kyoki maine pickup roller new bhi daal diya tha fir bhi page nahi le raha tha lekin fir aapka video dekha jisme aapne bataya ki uski spring nikal jane ke karan bhi page nahi leta hai to fir Maine wo spring dekho to usi me padi thi fir Maine usko laga do to work karne laga
Thank you ❤❤
Nice sir har printer ka video esi tarah banakar upload kariye
Superb
Sir after ko sinunod lahat ng step mo naging mesirable po yu
I dont understand
Right said ka scaner lock Jo aapne bola vo Tut Gaya kya koi jugad???koi gum se nahi chipakta❤pls reply
its ok
@@KumarPrinter फिक्स कैसे करे?
Nice video
Nice Video
Thankyou sir.
Sir canon g2010 ka picup assembly me konsa girish lagta hai
Vaseline chal jayega
Ur genius
sir l3110 printer ka timing belt et 3760 mai km krega ya nhi same hai ya nhi
Dono epson hai to chal jayega paper size agar a4 hai to
L380 black ink nozel check me show ñhi ho raha ink full h and head box me bhi ink hai head clean bhi kar diya h assiton se
Or duble print aa raha h
Dubble image ko solve karne k liye... head k piche wala sensor clean kijiye....
Agar black matter print nahi ho raha hai to ... jaisa maine bataya hai waste wali pipe se ink pull karne k liye vaisa kijiye agar hua to thik nahi to head badalna padega
Sir head sahi hai or dampper tk ink bhi hai problem motherbord me thi aaj mb change kiya problem solve ho gayi ab head move karta hai to khat khat khat ki voice aa rahi hai white grees use kiya hai kuch voice km hai but voice hai
Sir Epson 3115 10 print out nikalne k bad head clean krna padata hai
10 print out k baad blank page ata h
Fir head clean krna padata hai
Pumping assembly badalna padega
Sir where can get Epson spare parts like pickup rollers, springs, gears, ink pads, flexible cables
partsbaba.com
Thank you Sir
Sir head clean korne ke bad bhi xerox , print me line kat Raha he, Kiya problem hai ?
Kitne use hua hai ab tak
agar 30k se jyada hai to life khatam hai fir head ki
Dear sir same problem in my l3115 printer, mene software se ink flashing bhi kiya fir bhi blank print hi aa rha hai aur pump in nhi khinch rha hai kya karu??? kya new pump replacement karu
Abhi mera last wala video dekhiye usme solution hai
Manually ink pull karna padega service station se
Sir ek do print niklne ke baad ink sukh jata he is ka solution bata do sir
ink tank ke upar tape laga do tank upar aa jate hain head se is liye ink sukh jata hai
@@KumarPrinter sir is par ek video bana do sir
স্যার আপনার কাছে ইপসন L3110 প্রিন্টারের ফুরাতন পাম্প পাওয়া যাবে
English plz
Jab problem hal hi ni hua to itni sari mehnat ka kia faeda
But aapka jarur ho jayega
Technical bando ko sirf thoda batana padta hai baaki vo khud kar lenge
sab kuch dekhai nahi raha hai.
Kya error hai bata dijiye fir solution bataye aapko
muje kuch puchna tha aap se sir number milega?
wa.me/qr/ZAPBPTAUS24PC1
Hello sir aapse contact number chahiye
wa.me/qr/ZAPBPTAUS24PC1