Kamalesh bai how to find foult in the house when current is stopped the inverter section is in good condition the lights and fans not blow...last two months say this problem...give some details..
Kamlesh Bhai mai Ramu banshfore ap ko ham guru mante hai kiu ki app ka video dekh kar mai Electric 💡 ka Kam thoda bahot sikha hu par hame pura Kam sikhna ha to app hi bataiye ki sikhaiye ga
Ek neya wireing kiyatha ek problm ho geyeya phase neutral sahi he likin switch band rehne pe bhi light glow karta he only two way me fan laane par jyada jalta he
Maine kisi Ka Naam nahin liya usne kabhi kahane ka matlab yah tha jisko kam ke bare mein knowledge nahin hai pahle kam Sikh le uske bad jo hai kam Lena aadha bich mein kam chhod jaane se pagali customer ko problem bahut hota hai ham log ko aise wala kam bahut sara milta hai isliye maine socha ek video banai deta hun isiliye Naam kisi Ka nahin hai
Kamlesh bhai aap bohot acha samjate ho me ne ap ki video se bohot kuch seka hai (well done bro)💐
Kamalesh bai how to find foult in the house when current is stopped the inverter section is in good condition the lights and fans not blow...last two months say this problem...give some details..
Kamlesh bhai bohat bhariya gggggg very nice vedio
thank you
Kamal bhai multitester
Kamlesh Bhai mai Ramu banshfore ap ko ham guru mante hai kiu ki app ka video dekh kar mai Electric 💡 ka Kam thoda bahot sikha hu par hame pura Kam sikhna ha to app hi bataiye ki sikhaiye ga
भाई कलर से कोई लेना देना नही है जो भी कलर का वायर मिलता है वही डाला जाता है
Haaa yr
Colour coding jaruri hota hai wiring me bhai
dimag ka hona bhi jaruri nahi hai tumhare jaise logo me.
Very nice sir g❣️❤
thank you
Agar system se kaam Karna hai toh colour wise wiring Karna chahiye anpadh aur padha likhe mein yahi toh farak Hain
Kamlesh bhai badi menat lagti hai
Bahut badhiya sir ji
thank you
Council pipe ke liye aapne Jo spring use kiyi thi uska naam kya Orr kaha se manwayi thi...reply me plz
Red face yellow neutral
Cg se ho kya sir aap
Hii Hello bhai My Dubai electrician technician
Odisha
@@kamleshelectrician hum v Odisha Sambalpur se hu bhai
Aisi problem me contineuty ka use kare jo ki market me 25 rup. Ka mil jata h isse achha jugar nahi h koi wire dhund ne ka.,.
Right
ok
Kamlesh bhai ghar me kitna mm ke wire se wiring karna chahiye
1.5 mm light fan
Pawer 2.5mm
Ac 4mm
0.75 green Earth wire
1mm wight inverter wire
❤❤❤❤❤
Sir toway me apne fan connection jo diye ho oese regulator ka kese connection karte hai eske upar video bano
video bahut sara banaa hua hai aap jakar check kar sakte ho mere channel per
Sir ham kabhi bhi kaam chod ke bhage nahi hai kyoki hame kaam bhut accha se aata hai
mere pass hai taparia ka tester,meco ka clampmeter rkha hu jisme non cantact feture hai usme dono kam ho jata hai ampere dekhna and phase detect karna
ok
So nice 👍👍
thank you so much
Good job
thank you
Sr mujhe aapke saath kaam karna h
aap kahan se ho
Bhai 4mm copper wire meterbox mein connection karna milega room mein freeze room heater aur bulb connection hai bhai
ok
Odisha se lagta hai
Itni sari light bedroom me kon lgata hai.. Kaam badia kia..
Sir indicator tester link 😊
Hii Tumse Bada technician Ho
Dubai technician 400kw Tumse Bade kam Karte Hain
Aapke yahan wayring kya rate chal raha hai
hamare high squire feat bro
Bhai digital mlti mitar se check Kar sakte ho
ok
ye vidio bahut pahle shut kiye ho kamlesh bhiya rakshabandhan time ,abhi upload kiye ho
bhul gaya tha pen drive mein tha na video
Kahin aap row man to nahin kam kar chuke😁
Bhai link tu daal du
Hi I😍🤝
Continuti se
Tester wala link bro
ok
सस्ते का काम रस्ते में।
Sir alam wala tester ka naam kya hai au kitne main milta hai sir mujhe b yeh Lena hai
okay discussion mein ling dal deta hun aap purchase kar lena
भाई 35 रुपए में घर पर ही बन जायेगा।
Ups kya hota h
Inverter
Mera ek problem solve kardoge kya
bolo hamare se ho sakta hai To ham aapko jarur help
Ek neya wireing kiyatha ek problm ho geyeya phase neutral sahi he likin switch band rehne pe bhi light glow karta he only two way me fan laane par jyada jalta he
Sabhi wireing thik he .bahar wire dalke connect kiya sahi jalraha he undar dala to esa problm
Wire hi galt dala he hamesha coting wire dalna chahiye naie to tep lagana he
Bhai yellow wire me black wire jod na bohot badi galat hee
sahi pakde ho aap
1.5 ton split AC ke liye kitna mm wire se wiring karna chahiye
4mm best hai par paise bachane Wale 2.5mm se kaam chala lete hai
aapka AC kafi samne mein hai onley 10 meter ke andar to aap 2.5mm ka wire use kar sakte ho
to aapka AC aur jyada dur mein hai 10 meter se to 4 mm ka wire use karna
4 mm
@@kamleshelectrician🎉🎉🎉 15:55 🎉
Bhai isliye ITI SE training lene chahiye phir electrician ka work karna chahiye
sahi jawab nahin to aapko practical acche se sikhana padega
Bhai.phele tum sikho R.Y.B.Coller /Net -black .erth green
Sar ji Sahi galat kare lekin kisi Ko under mein state Na kariye sorry sir ji
Maine kisi Ka Naam nahin liya usne kabhi kahane ka matlab yah tha jisko kam ke bare mein knowledge nahin hai pahle kam Sikh le uske bad jo hai kam Lena aadha bich mein kam chhod jaane se pagali customer ko problem bahut hota hai ham log ko aise wala kam bahut sara milta hai isliye maine socha ek video banai deta hun isiliye Naam kisi Ka nahin hai
हमको भी सीखा दो भाई
Mera Har video dekhna kuchh Na kuchh sikhane Ko mil jaega aapko
Continiouti se
Bhia apne co-worker ko km se km shoes nhii to flip flop to pehn ne k liye bolo.
Electrician ho aap but safety first.
08:47 video timing
ok
Hello
Digital tester link dalo
ok
टेस्टर लिंक नही मिला
okay bro dalta hun
@@kamleshelectrician दोबारा लिंक डाल दे डिलीट हो गया है भईया
Mashine kitne ki hai
1600
❤❤❤❤❤❤❤😅😅😅😅😅😅😅😅
kiss chu ne wiring kiya tha idhar?
Tum sab se bde electrician ho 😂😂😂
Tum se jayada to mere bande jante hai
okay bro ham luto अभी-अभी ke bacche hain na aap log to bahut bade ho chuke kuchh sikhane Ko Ho To aur bata do koi Sikh lenge aapse
Video kat ke mat dikhaya kar
Nice sir
Thanks and welcome
@@kamleshelectrician bahut achha laga sir up ne Mera comment me reply diye
Thank you sir